Continental kahi patna me milega kya..... Ajit tyre ke bagal me patna tyre house se pta kiye the michelin ke bare me to waha pa ab stock me ni hai.... Aur apollo ke alawa aur koi dusra brand ka tyre mil hi ni raha hai patna me... But aur dusre log bol raha hai ki dusre city me continental ka tyre milta hai but patna me kyo ni mil raha hai
bhai sorry tyre ka video hai but mera ek different question hai ki mere paas avenger 160 street hai bs6 11 hazar km chali hai.. 60 ki speed mei bahut jaada vibration hain aur 70 ki speed pe accelerator bahut tight ho jata hai.. kya clutch ki problem hai??
Bhai mujhe BHI Lena h avengers ke liye aaj Gaya tha bhattachariya road wala bhi yahi baat hui mrf or narko company Ka tyre mil Raha h ap batay kon SA best h Jo apne liya h wo ya koi or
*MAST MOTA TYRE DALDIYA AAPNE.... MOTA MAJA AAYA* 😎😎
Better use Ralco rear.
Nice this video is very important for biker 😘😘😮
Bhai allow wheel colour kiya spoke ko kaun sa colure used kiya hai bhai btana mujhe
Ralco tyare banati hai rear or front tyare aur ye tyare achhe hai mrf se
Michelin tyre aapko sirf front tyare milega
bahut accha bhaiya🙏
Bhai Ralco and Ceat also manufacture Avenger bike tyres bhai
Continental kahi patna me milega kya..... Ajit tyre ke bagal me patna tyre house se pta kiye the michelin ke bare me to waha pa ab stock me ni hai.... Aur apollo ke alawa aur koi dusra brand ka tyre mil hi ni raha hai patna me... But aur dusre log bol raha hai ki dusre city me continental ka tyre milta hai but patna me kyo ni mil raha hai
Kitte hazaar ke bd change kia?
CEAT 130/90-15 66p Rs 2100 mast tyer hai mene lagaya hai
Avenger front tyre ...size kya Hai ???
Tube tyre ???
90/90-17 Front Tyre
@@ckbiker ye toh tubeless ...
Mai tube wala tyre ka pucha ???
Bhai tube ho ya tubeless ho dono ka size whi hoga
Meri bike tube wali h par Mac wheel hai ab meko tubeless tyre dalwane ke to koi dikkt to nhi. Tyre fit hone mein ???
Ok dikkat nahi hai
Ralco tyer 140/90 15 is the best for Avenger
I am used it for One year but now we get 130/90 so switched to it. But I had to give away 140/90 even when it had more Life
Bhai tube less tyre hai n ralco tyre Jo lagaya h apne
@@MrDextermatthew
Why what was the problem with Ralco 140/90 tyres ? I am thinking of changing to it.
@@MrDextermatthew which is better 130 or 140?
@@MDVaashir 140 size increases drag and also the room decreases for Servicing brakes and other stuff. There is significant drop in the top Speed by 10
where to buy online..is it better than stock
What about big Tyre for front wheel
bhai sorry tyre ka video hai but mera ek different question hai ki mere paas avenger 160 street hai bs6 11 hazar km chali hai.. 60 ki speed mei bahut jaada vibration hain aur 70 ki speed pe accelerator bahut tight ho jata hai.. kya clutch ki problem hai??
bhai clutch se yah calculator se problem ho sakta hai ya mechanic se dikhakar clutch plate check kralo
Nice panda
Bhai mujhe BHI Lena h avengers ke liye aaj Gaya tha bhattachariya road wala bhi yahi baat hui mrf or narko company Ka tyre mil Raha h ap batay kon SA best h Jo apne liya h wo ya koi or
Av to hm Apollo ka tyre us kr rhe hai or bahut achaa kaam kr rha hai Bhai
@@ckbiker ok bro kal khula rahega
Bhai jo apnai front tyre apolo ka used Kiya hai iska full name kya hai.... Apolo what
Apollo actiZIP R2 front tyre and R5 rear tyre
मेरे 180cc के tyre को 40000 km हो गया है... अब change करने की सोच रहा हूँ... MRF की है...
Bhai avenger 150 me tubeless tyre lagwa skte hai kya
Bhai Avenger 150 me tubeless tyre hi lgta hai
@@ckbiker bhai mere paas bhi avenger150 street hai company ke tyre tubeless nhi the abhi aa rhe hoge.
Haan koi baat nhi lga skte ho bhai
@@ckbiker 👍
👌👌
Bhai beat tyre for avengers is ralco
Ralco mein bhi milta hai
Now Ralco 130/90 is available.. go for it..
Not so good. Compare to Ralco MRF better
Bhai mujhe ceat ki 90/90 front wheel mia
Metro continental also make
Bhai Mera pulsar 220 f hai 🤪
MRF Apollo tyre is best tyre ralco continal tyre
Sir mujhe avengar 150 street ka tyre chahiye pichhe ka kitne ka milega
2100 rs