@@MahadevMahadev-u3v dekhiye ye batch Jo hai 2 to 3 month k Ander board exam ki preparation Kara dega, aap ko bhut hard work karna hoga, aap le lijye ye batch Lakin koi class miss mat karna
@@stoneicegaming7328 infinite plan mai aap ko bhut Sara features mil jyta hai, like mentorship once in month aap ka session Hota hai jismai aap apne study k regarding query puch sakti hai, aur bhi bhut sare features hote hai, ek bar aap ish video ko phir se dekhiye Sara explain kiya gya hai.
@AnupamKumar-k5i hard work depends on you, teacher apne taraf se puri mehnat karte hai. Agar aap ka phele se preparation Acha hai to ye batch enough hai.
Sir mene ab tak kuch nhi padha 12th ma kya ye batch 80 plus score kr wa de ga
@@Iraj_Ali Haa Pura focus Kar k kijye ga, to possible hai
Sir maine avi tak 12th me sirf 25% syllabus cover kiya hai kya iss batch ko follow krne se 90+ aaa skte hai 3 months k preparation me in cbse board 😭
@@MahadevMahadev-u3v dekhiye ye batch Jo hai 2 to 3 month k Ander board exam ki preparation Kara dega, aap ko bhut hard work karna hoga, aap le lijye ye batch Lakin koi class miss mat karna
Sir PW ka infinity batch Lena chahie ya nahin isme mentorship ka use hai ya nahi please explain in detail
@@stoneicegaming7328 infinite plan mai aap ko bhut Sara features mil jyta hai, like mentorship once in month aap ka session Hota hai jismai aap apne study k regarding query puch sakti hai, aur bhi bhut sare features hote hai, ek bar aap ish video ko phir se dekhiye Sara explain kiya gya hai.
Sir, ye batch jharkhand board ke liye h aur language kya rhega isme sir, plzz reply
@@monster54336 ish batch Mai Ncert book ko follow kiya jayga, hinglish language
Hii bro
Sir isc board wale le sakte hai . Kyuki me isc board se hu 12 class. Esko leke kya me score kar pauga
@@Ashu_Times_ phele aap syllabus match Kar lijye, aur ish batch Mai Ncert cover hoga.
@@StudytoChangeLife-nj7zn Toh sir sllaybus toh ek hi hai na isc me 12 isc ho ya cbse 12th me koi fark nhi padta haina
@Ashu_Times_ but phir ek bar cross check Kar lijye ga, then aap enroll kijye ga
Sir kya isme detail mein deeply. Padhaya jayega kyunki Maine kuch bhi nhi padha hai due to health problems
@12thBoardAspirant ok, ye batch le lijye Lakin koi class miss mat kijye ga.
@@12thBoardAspirant 📚😊
Sir after syllabus completion iss batch se humein revision krvai jayegi
@@suhanasuhana3148 yes
Sir ye batch enough rahega cbse board mein 90%+ score karne k liye ??????
@AnupamKumar-k5i hard work depends on you, teacher apne taraf se puri mehnat karte hai.
Agar aap ka phele se preparation Acha hai to ye batch enough hai.
Mujhe maths mai khuch nhi aata i am parisharam student is this enough to score 80 to 90 kya ismao detail mai paraigay
@akshaysharma369 Yes aap le lijye ishko Lakin koi class miss mat kijye ga.
Sir jo parishram reloaded liya unhe free milge infinity nahi loye hai
@@Brahmcharya_daily free ni milega
Sir ye batch 26 nov se start hoga kya??
@@UmaKushwaha-n8e yes 26 Nov se start hoga
Sir ise kya rbse wale padh skte hai. Rajasthan board
@@PWtunes agar rbse Mai ncert follow Hota hai to aap padh sakte hai ish batch se
@StudytoChangeLife-nj7zn ha ncert follow hoti but theory Jayda ata haiii
@PWtunes koi padh sakte hai ish batch se. Koi issue ni hogi
Kya ye batch parishram reloaded walon ke liye free hai?? Free it please
@narendrakumarpanigrahi4746 No, it's not free.
What about faculty?
@@SinghasanPrasad-p7g wait for some days
Sir ye batch best rahegha kya uske liye jisne ab tak kuch nhi para
@@mudgalgaming9510 no
To sir fir ye kiske liye sahi rahegha batch
@@mudgalgaming9510 ye Jo batch hai na ishmai fast revision karaya jayga Jo 2month Mai hee complete ho jayga.
Fast covered hoga.
@@mudgalgaming9510 agar apne 12th mai Thora bhut bhi padha hai na to ye batch le sakte hai
Sir matlb iss batch me shurvaat se nhi padyghe kya
Sir faculty kon h
@@suhanasuhana3148 faculty name already batch k Ander provide Kar diya gya hai so plz once visit in batch details.
Thank you for replying but only 3 subject faculty showing in the batch details
@@suhanasuhana3148 plz wait batch start hone se phle aap ko sare subject k teacher k name show Kar jaygay.📚😊
Okay sir thank you very much 🙏
@suhanasuhana3148 📚😊
Is it free wih lakshay
@@TheUnnownBoss no
Ek din me ek pura chapter hoga ??
@@Hackerr_843 topic wise hoga
Sir maine 12 me padhai kiya h acche se but physics numerical nhi lgte
Organic kamjor h
Ye batch thik rahega sir...?
@@atultiwary Haa aap ye batch le lijye aap ki preparation ho jaygi.
Prisaram walo ko free milaga
@@PampiKumari-j6c agar infinity plan liya hai to free milega.
Class start time kya ha (hours)
@@Tractorking01__1 3 classes per day,
03:15pm
05:15pm
07:15pm
Ye batch kisi ko chahiye too
@RiteshRajak-g5w app pe ja k enrool Kar sakte hai aap
Pura chapters padhaya jayega ki bss half yearly kai baad wala?
@@Dr_Jhatka_11 board k regarding Pura syllabus complete hoga.