Isiliye candidates ko 8:30 tak aana hai, jis se sab process hote hote exam time se ho sake. Agar candidate hi late aayega to fir exam ka kuchh bharosa nahi kab hoga. Ye samjhana chahiye ke entry ke bad bhi bahut process hai jo karte karte time lagta hai.
1st Wale Bhai ke liye :- Arey Bhai Railway Ne Isliye Bola Tha Admit Card Main Ke Aadhaar Ke Alawa Bhi Ek Document Lekar Aana & 2nd Thing Tune Itne Saalo Se Aadhar Update Nhi Karwaya Isme Railway Walo Ki Ya Center Walo Ki Kya Galti 🥴
@@Shubhamchauhan10_03 to isme centre walo ki galti hai n yrr Jb unko lg rha hai ki adhar card ka photo alag hai to biomatric kra ke confirm kra le Exam hi n dene diya gya hai ye kaha ka rule hai yrr
Isiliye candidates ko 8:30 tak aana hai, jis se sab process hote hote exam time se ho sake. Agar candidate hi late aayega to fir exam ka kuchh bharosa nahi kab hoga. Ye samjhana chahiye ke entry ke bad bhi bahut process hai jo karte karte time lagta hai.
10th marksheet ka photocopy allowed hain ya nhi please reply
Bhai ek hi Id lekar koun jata hai aadhar , Pan, voter id , college id ,10th ,12th kuch bhi le jao😊
बाहर करो ऐसे लोगों को.. कंपटीशन कम होगा।
Pdh lai jakrrr... 😂😂😂
1st Wale Bhai ke liye :- Arey Bhai Railway Ne Isliye Bola Tha Admit Card Main Ke Aadhaar Ke Alawa Bhi Ek Document Lekar Aana & 2nd Thing Tune Itne Saalo Se Aadhar Update Nhi Karwaya Isme Railway Walo Ki Ya Center Walo Ki Kya Galti 🥴
Aree bhai biomatric naam ki bhi koi chij hoti hai
@mandeepji_ bio matric to tb hoga na jab waha tak pahuch paoge , Isko to gate se hi bahar krdiya hoga
@@Shubhamchauhan10_03 to isme centre walo ki galti hai n yrr
Jb unko lg rha hai ki adhar card ka photo alag hai to biomatric kra ke confirm kra le
Exam hi n dene diya gya hai ye kaha ka rule hai yrr