Sir mere system me ye process nahi ho rahi qki pc-1 me window 7 he or pc me windows 10 pro.. To mera printer install nhi ho rha or run pe command dene par bi printer nahi aarha..
Sir mene run me name search kiya pc ka tab kuch alag hi option khulta h apke jaisa password wala option nahi khulta h usme sayad kuch likha huwa h ki koi pc search nahi huwa
@@ComputerTroubleshooting error ye hai kis pc ko admin aur kis pc default rkhon ye samjh aa rha aur window 8 mein jo commond apne bataya wo commond nhi aa rha
Wooow thank you sir, dusre technical video samjhane se apka simple samjhana ek baar me hogaya😊😊
Bahut ache sea apna samjhaya
Sir aap pura video banaye LAN se sare ko kaise connect kare or wifi network se kaise connect kare ek printer ko
very interesting sir, thank u very much
Number dijiye
Nice
Helpful video thanks
Mera Pinter hai L380, isme scaner bhi kam karega ki Nehi sir ???
Scannar share nahi hoga only printer
Sir aalag alag network se connect h printer sharing ho jayega kya
Nahi
Kya ap anydesk se connect kr skte he
Online support is chargeable
200 /-
@@ComputerTroubleshooting sir 200 rupay le lena par mera connect kar do please 😢
Bahot bar apka video dekha please help me
Sir mere system me ye process nahi ho rahi qki pc-1 me window 7 he or pc me windows 10 pro.. To mera printer install nhi ho rha or run pe command dene par bi printer nahi aarha..
1 me window 7 ho or 1 me window 10 phr connect ho jay ga?
Ho jaaega
Mera nahi ho raha hai please koi help kar do 😢
Sir mene run me name search kiya pc ka tab kuch alag hi option khulta h apke jaisa password wala option nahi khulta h usme sayad kuch likha huwa h ki koi pc search nahi huwa
PC me koi antivirus hai kya aapke me
Antivirus firewall ko disable karna padega pehle
Sir hamne client pc me printer connect kr rkhe pr uske baad bhi print nhi nikal rahe h please provide solution
Call me 9671351256
Bhai mera Netflix nhi chal raha smart tv per
app update kar lo ya new download kar lo . ho jaaega
Local user and group ka option nahi aa raha
Windows ke home edition me ye option nahi aata ye aapko control panel me se karna padega
Sir ji mera ek mein dindows 11 hai aur ek mein 8 apka video dekh ke kiya par nhi hua share printer 😭😭😭
Koi error aa rahi hai kya
@@ComputerTroubleshooting error ye hai kis pc ko admin aur kis pc default rkhon ye samjh aa rha aur window 8 mein jo commond apne bataya wo commond nhi aa rha
Aap mujhe apna pc any desk par de Dena main kar dunga remotely
@@ComputerTroubleshooting sir ji don
10 server ko 11 clant pc ka sere kr ke dikha
Ho jaaega