Sunday Comment Box Epispde 147 | Apke Sawalo ke Jawaab | Mufti A M Qasmi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ก.ย. 2024
  • Sunday Comment Box Epispde 147 | Apke Sawalo ke Jawaab | Mufti A M Qasmi

ความคิดเห็น • 316

  • @Safiullah.Bhai.
    @Safiullah.Bhai. 2 ปีที่แล้ว +2

    Mufti Sahab Mai ne aapko kai Dino se dekh raha hu ki aap Sunday comments wala episode banate hain per mai episode nhi dekh raha tha lekin aaj main ne ye episode dekha hu mujhe bahut bahut Sikh mila hai
    Aapka bahut bahut shukriya 🙏❤️🙏
    Ab main inshaallah aapka her episode dekhunga
    Tahe Dil ❤️se

  • @osamazaid5263
    @osamazaid5263 2 ปีที่แล้ว +7

    Masha Allah
    Mufti sahab ap se bahut kuchh sikhne ko milta hai bahut bahut shukriya

  • @rojaydakhatoon8487
    @rojaydakhatoon8487 2 ปีที่แล้ว +5

    Wow mufti sahab aap kitne achchhe se samjhate h❤❤❤❤

  • @aliyasheikh7747
    @aliyasheikh7747 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualaikum. mufti Sahab Sunday comment Box wait krti hun.bhut acche se sawal ka jawab dete Ho ap.
    Ap Allah humesha khus rkhe.Ameen

  • @sabirshaikhm.t.j174
    @sabirshaikhm.t.j174 2 ปีที่แล้ว +2

    Walaikumus salam ustad ji belkul mashaallah subhanallaah alhmdulilha jazaakallahu khair ustad ji

  • @rizwanamehak4287
    @rizwanamehak4287 2 ปีที่แล้ว +2

    Mashaallah aap bohut acha clear samjha thai ho Allah aapko Lambi umar de🤲

  • @MohdAsif-oc7ir
    @MohdAsif-oc7ir 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum mufti sahab aap jo detail me jawab diye mashallah bahut achcha laga

  • @IslamIslam-sk5nx
    @IslamIslam-sk5nx 2 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah jazakumullah wa Ahsanul jza....Allah paak hm sabhi ko hidayat de Ameen 🤲🤲🤲

  • @rozihayat8119
    @rozihayat8119 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alikum Mufti shab aap bhut acchi acchi baate sikhate Hain

  • @saima5540
    @saima5540 2 ปีที่แล้ว +5

    Masha allah bahut accha episode hai jajak allah hu khair🌹

  • @sabiyanaaz2363
    @sabiyanaaz2363 2 ปีที่แล้ว +2

    Masha allah jazakallahukhair

  • @gulabshaparveen3418
    @gulabshaparveen3418 2 ปีที่แล้ว +1

    Walaikum assalam warahmatullah wabarakatuh Masha Allah Mufti sahab aap se bhot kucch sikhne ko milta hai app ka bhot bhot sukriya

  • @mdziyaulmustafa8927
    @mdziyaulmustafa8927 2 ปีที่แล้ว +3

    Assalam walikum mufti sahab apki voice bahut acha hai.mashaallah aisa hi deen hi taleem sabko knowledge de.aameen

  • @AfifaRehman9599
    @AfifaRehman9599 2 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah mufti sahab

  • @shadikpro2203
    @shadikpro2203 2 ปีที่แล้ว +2

    Mashaallah 🌹🌹🌹🌹🌹

  • @Jonyjonyalam786
    @Jonyjonyalam786 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum WA rahmatullahi wa warkatahu mufti saheb aaj to aap bahut Chhota vidio banaye hai Mai hamesha Sunday cmnt box dekhte hai aur aap se bahoot kuchh sheekhne ko Mila hai jazakallahu khair

  • @jainabsheranichannel7289
    @jainabsheranichannel7289 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalam walaykum mufti shab my age is 12 years old I wish that this my sentence find in your good health I always listen you and my problem is that I have itching problem so what is the medicine for this problem and my name is jainab sherani your voice is very nice and my whole family like you and don't skip my sentence please .
    Thank you have a wonderful night.

  • @bushrafatima7843
    @bushrafatima7843 2 ปีที่แล้ว +3

    Wa alaikum asslam wa rahmattullahi wa barakatahu mufti sahab.

  • @rahimpathan7155
    @rahimpathan7155 2 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah khair

  • @hasinashaikh3556
    @hasinashaikh3556 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum Mufti Sahab gajak Allah din ki baten batane ke liye my Sunday comment box hamesha dekhti hoon Allah aapko aur aapke family ko hamesha khush rakhe salamat rakhe duaon ki darkhwaste mere liye mere bacchon

  • @noornoornoor688
    @noornoornoor688 2 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah subhan Allaha

  • @chandahmad2482
    @chandahmad2482 ปีที่แล้ว +1

    Jaza Kalla Mufti Sahab mashallah

  • @sanasiddiqui4284
    @sanasiddiqui4284 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhot ache se samjh aagya hai bhai
    Masha allah

  • @asbaatshaikh1421
    @asbaatshaikh1421 2 ปีที่แล้ว +4

    Walaikum assalam ustaad ji jazakallahu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋

  • @nihalsiddiqui1197
    @nihalsiddiqui1197 2 ปีที่แล้ว +2

    🌹🌹💖💖💖masallah🌹.mufti.🌹sahab🌹.masallah.🌹🌹💖💖💖🌹🌹🌹🌹

  • @naziyaparween1764
    @naziyaparween1764 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah

  • @chandahmad2482
    @chandahmad2482 ปีที่แล้ว +1

    Walaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuh

  • @yasmeentaj9798
    @yasmeentaj9798 2 ปีที่แล้ว +3

    Assalamualaekum bhaijaan hamare dukan 1 saal se hae per utna tarakki nai horai please koi vedio banao ease khub tarakki hasil ho sake👍

  • @samansari8689
    @samansari8689 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai Ji bht bht aukriya apne mere sawaal ka jawab diya Allah apko salamat rakhe ameen

  • @gorenasema933
    @gorenasema933 2 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah ap ke sub comment box bahuth Acche hai

  • @mdzuhair7881
    @mdzuhair7881 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamwalekum mufte sahab jab mare baccho ka birthday aata ha to me khana Banakar Madrasa bhejti hun Aur bacchon Ko Khush karne ke liye ek Chhota Sa gift Dila deti hun aap is Sawal ka jawab dena Allah aap ko kamyabi the farmer main aapka Har Sunday comments Dekhti hun mujhe Pasand bahut bahut Aata Hai

  • @Dazzling.Muslimah
    @Dazzling.Muslimah 2 ปีที่แล้ว +9

    Assalamualaikum Mufti sahab... ummid hai aap khairiyat se honge
    Kuch sawal hai jarur jawab dijiyega
    1. Beshaq Quran ek hai sabka ...to kya ye jayaz hoga ki agar hum kisi Shia Mufti se Quran aur tarjuma sunna sahi hoga ? Zeeshan haidar jawadi unka tarjuma sunna thik hoga ....
    2. Agar humne ek kuch dua e padhi ya quran padha aur dua ki ...ki Ya Allah iska sawab puri ummat ho pouch jaaye to sabko sawab mil jaayega
    3. Agar kisi ka cartoon banaya jaaye to beshak vo jayaz nahi par jo cartoons hote hai usme bhi insan banaye jaate hai ..aise cartoons jisse baccho ko deen sikhaya jaa raha hai ...to uska kya hukum hoga
    4. Sajda karte waqt kya ye jaruri hai ki pehle ghutne fir haath aise hi sajda kiya jaaye...agar direct sajda karenge to uska sawab Kam ho jaayega?
    5.rabbana aatina aur dua e masura me se konsa padhna namaz me jaada afzal hai
    6. Fatiha dene ka kya hukum hai?
    7. Namaz me jitna satar chupana jaruri hai ....kya quran ki tilawat karte waqt bhi utna satar chupna chahiye.?
    8. Kya Makkah madina ki pic ya videos hum wallpaper pe laga sakte hai ...beadbi to nahi hogi aise ?
    9. Me har namaz me farz namaz pehle padh leti hu fir sunnate fir nafle ....aise namaz jayaz hoga ?
    10. Khana khate waqt ek pair utha kar khana sunnat hai ...par konsa pair left ya right?🤔
    Jazakallah Bhai itni pyaari pyaari baate humme batane aur sikhane ke liye .... Allah paak aapko apne hifzo amaan me rakkhe Ameen...
    Is baar please comment le lijiyega☺️

    • @thataemofboy658
      @thataemofboy658 2 ปีที่แล้ว

      Wallpaper laga sakte ha pr phone bathroom me nhi jana chahiye

    • @gorenasema933
      @gorenasema933 2 ปีที่แล้ว

      Apne sare sawal ek sa karli😅😅

  • @savitadevi-ft3bj
    @savitadevi-ft3bj 2 ปีที่แล้ว +16

    Assalam walekum muolana saheb mujhe ye janana h ki hr sukhi chiz paak hoti yani Gunda pesab ka bister h or wo sukh Jane ke kuch hadd tk paak ho jata iske bare me bahut information chahiye

    • @zameenoasman8044
      @zameenoasman8044 2 ปีที่แล้ว +1

      sirf jameen sukh gyi to pak hogyi
      baki chijo ko dhona pdega jb pak hoga
      baheshti jewar pdhye wha detail me masla milega

    • @mehrunisha4746
      @mehrunisha4746 2 ปีที่แล้ว +1

      3w

    • @rukhsarparween7697
      @rukhsarparween7697 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum qasmi bhaijaan hume v janna hai please aap bataiye

    • @zameenoasman8044
      @zameenoasman8044 2 ปีที่แล้ว

      @@rukhsarparween7697 kya janna h

    • @aimanshavez1640
      @aimanshavez1640 2 ปีที่แล้ว

      Samajh nhi aaya

  • @farhanhashmi2027
    @farhanhashmi2027 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualeikum hazrat my self Mohammad Farhan from moradabad..
    Ummid he aap Kehriyat se honge..
    My question is.
    Kay toilet ki dua toilet ke andar hi padhi jaati he.?
    2nd is muraaqba kise kehte he wazahat farmaaye..
    Allah aap jaza e khair ata farmaaye.. Aameen...

  • @Alt9307
    @Alt9307 2 ปีที่แล้ว +3

    Assalamu alaikum Mufti Sahab kese Sunday comment box ka hme pal pal intezar rahata hai ham aapki har video dekhte h yeh Silsila aise hi chalta rahe aapko aur aapke Parivar ko Allah lambi Umar de ameen

    • @zameenoasman8044
      @zameenoasman8044 2 ปีที่แล้ว

      *Quraan shareef har banda yaad kar sakta h*
      *isko yaad karna v aasaan h aur yaad rakhna v*
      *agar ham rojana ek aayat yad karenge to pura Quraan hame 18 sal me yad hojayga*
      *isi trah rojana 2 aayat yad karne se 9 sal lagenge*
      *rojana 3 aayat yad karne se 6 sal lagenge*
      *rojana 4 aayat yad karne se sadhe 4 sal lagenge*
      *rojana 5 aayat yad karne se sadhe 3 sal lagenge*
      *is trah bahut aasaan h*
      *khaskar baccho k liye bahut aasaan h*
      *subah fazar namaj k bad baccho ko baitha dena chahye*
      *uske bad wo school v jayenge aur idhar haafiz e Quraan v ban jayenge*
      *in sha Allah*
      khud v amal kare aur dosto ko v Bataye......

  • @sahebealamsaid921
    @sahebealamsaid921 2 ปีที่แล้ว +1

    مفتی صاحب میں آپ سے بہت بہت بہت بہت پیار کرتا ہوں

  • @rakhshandajaseem1455
    @rakhshandajaseem1455 2 ปีที่แล้ว +1

    Wa alaikum assalam w rahmatullahi wa barakatuhu ,Mufti sb
    Mujhey aap ko sunna bahut hi achcha lagta
    hai ,kyunki ap k bolney baat karney ka andaz bahut pasand ata h
    Jo bahan ,bhayi ,bachchey ,la Ilmi me hain
    Unheny aap ki Deen ki batein sikhaney sey bhut kuch seekhney ko milta hoga
    Allah hum sab ko amal ki taufeeque ata
    farmaye ,Ameen 👍💯

  • @noorsadiya8617
    @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualaikum bhai mashaallah sunday comments se bahut kuch sikne ko mila allah tala aap ko kamiyab kare ameen🍓🍓🍓👍

    • @yasmeentaj9798
      @yasmeentaj9798 2 ปีที่แล้ว +1

      Sunday comment box me kaese msg karna hae inko

    • @noorsadiya8617
      @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว

      @@yasmeentaj9798 sunday comments ke comment box me jaye or comment likhiye inshaallah zarur lenge

  • @naginabano5654
    @naginabano5654 2 ปีที่แล้ว +2

    Asslamwalekum mufti Sahab allah.aapko slamat rkhe Mai aapki har video dekhti hu bhot seekhne ko Milta h Masha Allah mufti Sahab Mera swal h ki agar dant aage nikle ho to usme taar lgwa sakte h plsss reply plssdd

  • @zeenatansari747
    @zeenatansari747 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalmualikum Mufti sahab apke baat bhut bhut acche lagti hai allha apke umar me karobarkat ata farmae

  • @azkasheikh8387
    @azkasheikh8387 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamu Alaikum Mufti Sahab Main ummid Karti hun ki aap theek hain main aapka Sunday comment box pahle episode se dekh rahi hun isase mujhe bahut Kuchh sikhane Ko Mila aap ki vajah Se Meri Beti Ne Kuran Sharif Khatam kar liya jajakallaha

  • @husnaara5713
    @husnaara5713 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamu alaikum mufti sahab

  • @jalalsabina7977
    @jalalsabina7977 2 ปีที่แล้ว +2

    Mufti sahab Maine hal hi mein apka channel subscribe kiya hoon. Sunday comments box mein sawal konsi number par koru pls rply me. Apki batein
    Dil chu leta hain mujhe bohut kuch malum nahi tha ALLAH ke diye huye musibato ke upor sabar karna lekin apke wajah se clear ho gaya. ALHAMDULILLAH

  • @khankhan-yw9fm
    @khankhan-yw9fm 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualikum mufti sahab umeed hai ki aap khariyt se honge allah aap ko ayese hi khush rakhe
    Mera sawal hai
    1) Mele me jana kaisa hai ??kuch log khete hai nahi jana chahiye plz iske bare me rehnumayi farmaye.
    2) Hamla aurat ko talaq hojaye to kya kre?? Aurat sasural me rahe ya mayke me?
    3) Mere rishtedari me ek ladki hai shadi hue 1 saal hua hai uske shohar ka inteqal hua wo ladki 4 mahine ki pregnant hai to wo ladki kya dusra nikah krsakti hai kab or kaise??

  • @alihasanahemad1975
    @alihasanahemad1975 2 ปีที่แล้ว +2

    Beshaq ustad ji ❤️🌹❤️🌹❤️❤️🌹❤️🌹❤️🌹🌹❤️❤️ 🌹❤️🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🌹❤️👍🌹❤️🌹👍🌹❤️🌹👍🌹❤️🌹👍❤️❤️🌹👍👍🌹❤️🌹🌹👍🌹❤️❤️🌹👍❤️❤️🌹❤️❤️🌹

  • @subjanansari4346
    @subjanansari4346 2 ปีที่แล้ว +7

    Assalamualaikum whenever I think positive it becomes negative and when I think negative it becomes positive it's my biggest problem I want solution from you and please do not skip my comment

  • @hudasaifi5047
    @hudasaifi5047 2 ปีที่แล้ว +2

    Walikum assalam

  • @craftersamaira5390
    @craftersamaira5390 2 ปีที่แล้ว +3

    Mere botad exam chal rhe hai mere leye allah se dua kare

  • @rahm944
    @rahm944 2 ปีที่แล้ว +3

    Mufti sahab agr apne gunahon se bahut jyada Darr Lage din raat ek ajiyayat ban jaye or gunah v nahi chhut rahi to Kiya kre

    • @roshankhan-qb4sk
      @roshankhan-qb4sk 2 ปีที่แล้ว

      Namaj ki pabandhi karo or duwa karo inshe Allah jurur sab theek hoga

  • @adilashfaq4389
    @adilashfaq4389 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum wrahmatullahi wabarakatu,
    mufti Saab aap ki Rahnumaai ka bahot bahot shukriya aap Alhamdolillah aap ne itna kuch ham sab ko bataya h jiska koi hisab nhi, ALLAH aap ko jazaye khair At'a Farmaye,
    Meherbani hogi ek sawal h ummed h is bare me b aap Rahnumaai Farmaiyenge. sawal h k Kya Imam Sahab ke peeche JAHRI NAMAZ me Surah Fatiha padhni chahiye ya nhi, Jawab ka Muntazir.

  • @studywithbro9125
    @studywithbro9125 2 ปีที่แล้ว +2

    Walikumassalam wa rahmatullahi wa barakatuh

  • @yasmeenparveen2815
    @yasmeenparveen2815 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualaikum Mai apka video hamesha dekhte hun. Hamareliye Dua Karen.
    Hamere pass karz bahut hai usse nizaat pane ka koi Dua bataye.

    • @roshankhan-qb4sk
      @roshankhan-qb4sk 2 ปีที่แล้ว

      TH-cam pe h aap dekh sakte h or pad sakte h

  • @shahnoorkhan9645
    @shahnoorkhan9645 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslamoalekum mufti sahab.mai Bareilly Shareef se hu.. Allah aapko..or apki family ko.. Hamesha khush rakhy...apko... lambi umr daraz kre...aap bhut acche se maslo ko samjhate h..lekin mene itni..bar apna sawal comment box m phuca...but uska koi reply nhi ayya .... Mughe itna afsoos hua..kyuki mene ek bar nhi..Kai Kai...bar whi sawal Kiya..itni request ki ..k plz Mera swal shamil kre..😔😔..lekin esa ab tk nhi hua...ye comment box..134..137...ki batt h ..fir uske badd bhi ..Kai bar m apse request krti rhii..plz Mera sawal le lijiye..🙏🙏..but apne esa nhi Kiya.hamesha...fir mene to apko comment krna hi band KR Diya..tha lekin ajj fir hamesha ki trh ..apki veido dekhi..ek bar fir Socha.. comment KR k dekhti hu ..but mughe pta h is bar bhi khuc.nhi hoga koi fayeda nhi h ...😔😔

  • @gulshanmalik9602
    @gulshanmalik9602 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslam Walekum Bhai
    Bhai हमबिस्तर के बाद गुसल करते हुए female को बाल धोने जरूरी h daily Baal धोने से बाल झड़ जाते h तो बिना बाल धोएं बिना गीला करे गुस्ल हो सकता है

  • @ruksarkhan8696
    @ruksarkhan8696 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslamualikum Mufti saab.masha Allah bhut acha raha aaj ka video bhi . Allah apko jaza e khair ata kre or achi sehat or lambi de aameen.

  • @roshnikhatun5638
    @roshnikhatun5638 2 ปีที่แล้ว +3

    Assalamualaikum bhai jaan Sukriya bhai jaan rply dene ke liye Allah apko or apke family ko hamesha salamat rakhe 🥰

  • @nooralam8130
    @nooralam8130 2 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @bablubiswan7140
    @bablubiswan7140 2 ปีที่แล้ว

    Aslamualikum Molana Sahab plz Meri beti hmesha bimar rhti Kuch n Kuch plz aap Dua kijiye or Jo mere shuher ke kaam phase hue hai wo Sab ho jaye Bhai Jan Mai bhut pershan Hoon plz Dua kijiye

  • @mehtabindiansafar
    @mehtabindiansafar 2 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah

  • @subikhatun5694
    @subikhatun5694 2 ปีที่แล้ว +1

    Waleikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuh

  • @mubarakmubarak2611
    @mubarakmubarak2611 2 ปีที่แล้ว +1

    Aslamualekum me Bahrain se dekhta hu apka video

  • @ahmedqureshi7315
    @ahmedqureshi7315 2 ปีที่แล้ว +1

    👍👍👍

  • @noorsabakhatoon7870
    @noorsabakhatoon7870 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah bhai jaan

  • @haseen972
    @haseen972 2 ปีที่แล้ว +1

    Mufti Sahab assalamualaikum

  • @Funny_Coment_000
    @Funny_Coment_000 2 ปีที่แล้ว

    Aamin summa ameen

  • @gulzargs_official
    @gulzargs_official 2 ปีที่แล้ว +2

    Walekum assalam

  • @ayanpatel2250
    @ayanpatel2250 2 ปีที่แล้ว

    Shubhanallah Mufti sahab apne bohot ache se detail me samjaya k koy hamare sath bura kare to kese pesaaye Mufti sahab agar husband ya wife bura pes-aaye to unke sath kese pes-aaye plz ap ye bi samjado. Kis had tak hame jukna chahiye or kese pes-aana chahiye unke sath yebi tora detail samjado

  • @YasminKiVideos
    @YasminKiVideos 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalam walekum mashaallah

  • @arifkhan7063
    @arifkhan7063 2 ปีที่แล้ว +2

    Hamare ristedar (relative) wo Sare pados ke baccho ko bolakar Khana khilate he . Ham bhi khila sakte he kya. kya ye Islam me thik he
    Please bataiye

  • @mohdanas8260
    @mohdanas8260 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamualaikum
    Mufti Sahb Alcohol wala perfume lagana kesa he . Aap Sunday comment box me bataaiye..

  • @rinkusheikh3041
    @rinkusheikh3041 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum Masha Allah

  • @nizamuddinAnsari7860
    @nizamuddinAnsari7860 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalam alaikum,mera sawal h ki agar hamare ghar ki khawatin wazu kar le aur namaz me thoda time ho aur achanak unke sar se dupta ya sadi gir jaye to kya wazu tut jata hai please mera sawal pick kar le.

  • @aimanshavez1640
    @aimanshavez1640 2 ปีที่แล้ว +1

    Duao m yaad rakhna

  • @zoyanaznaaz9028
    @zoyanaznaaz9028 2 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum mufti sahab aap sahi to keh rahe lakin meri shadi ko 12 sal ho gay lakin meri sas aaj bi waisa b karti h jaisa pehle din s karti thi or itna huwa ki wo mere shohar ki dusri shadi or kara rahi h meri achchaie ye rang la rahi h khair koi bat n m jo kar rhi hu apne aakhirat sudharne k liy Allah unko hidayat de mere liy duwa kare pareshan hu lakin Allah k shukar h aap plz plz duwa kare mere liy Allah mere haq m Achcha kare aapse bahut kuch seekh liya bahut kuch or bahut kuch seekhna h thanks duwa zarur kare plz plz

  • @arshcreation1624
    @arshcreation1624 2 ปีที่แล้ว +2

    assalamualaikum molana sahab kya baytulkhala se aane ke baad paani pi sakte h ya khana kha sakte h

  • @badaransari8830
    @badaransari8830 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalam alaikum mufti sahab
    Please Answer my question
    Kin alfaz ke Ada karne se talaq waqe ho jati hai

  • @saniyasiddiquie3837
    @saniyasiddiquie3837 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah ...

  • @uzair7012
    @uzair7012 2 ปีที่แล้ว

    Mufti Sahab allama iqbal ki nazam duniya ki mahefilo se ukta Chuka hun yaa rab ki tashreeh ki video upload kare

  • @zameenoasman8044
    @zameenoasman8044 2 ปีที่แล้ว +1

    *Quraan shareef har banda yaad kar sakta h*
    *isko yaad karna v aasaan h aur yaad rakhna v*
    *agar ham rojana ek aayat yad karenge to pura Quraan hame 18 sal me yad hojayga*
    *isi trah rojana 2 aayat yad karne se 9 sal lagenge*
    *rojana 3 aayat yad karne se 6 sal lagenge*
    *rojana 4 aayat yad karne se sadhe 4 sal lagenge*
    *rojana 5 aayat yad karne se sadhe 3 sal lagenge*
    *is trah bahut aasaan h*
    *khaskar baccho k liye bahut aasaan h*
    *subah fazar namaj k bad baccho ko baitha dena chahye*
    *uske bad wo school v jayenge aur idhar haafiz e Quraan v ban jayenge*
    *in sha Allah*
    khud v amal kare aur dosto ko v Bataye..

  • @mohammadfarmaan2868
    @mohammadfarmaan2868 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh jumme ke din Mecca the Sunnat kitni hai Jarur bataen

  • @rashidchuadhari3683
    @rashidchuadhari3683 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum mukti Sahab

  • @shifawaseem3674
    @shifawaseem3674 2 ปีที่แล้ว +2

    Ager 20 000saelry hai to allha ki rah me kitna nikale iska jwaab zaroor dijiega

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah. ปีที่แล้ว +1

    💗🥰✨

  • @MohdImroz-f4z
    @MohdImroz-f4z 2 ปีที่แล้ว +1

    ماشاءالله

  • @jainuddinansari6192
    @jainuddinansari6192 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum vah rahmatullahi va barkatahu

  • @neyazahmad5410
    @neyazahmad5410 2 ปีที่แล้ว

    मुफ्ती साहब मैं बिहार से हूं मेरा 10 महीने पहले एक्सीडेंट हो गया था जिस वजह से पैर फ्रैक्चर हो गया और हिप के पास स्टील लगा हुआ है ..मुझे बैठकर पेशाब करने में नही बनता है दिक्कत भी होती है जिस वजह से मैं पेशाब खड़े होकर ही करता हूं. कृपया कुरान और हदीस की रौशनी में मुझे उचित सलाह दे।।।

  • @anjumkhan9610
    @anjumkhan9610 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum Mufti Sahab kese h aap Mufti Sahab mera ek sawal h ki kya hum duaae kunut ko ek kagaz par likh kar padh skte h yaad na ho to koi galat baat to nhi hogi allah aapko duniya or aakhirat ki bhalai ata farmaye ameen

  • @princessofislam2951
    @princessofislam2951 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslamualekum mufti sahab ummid h aap kheriyt se hoge...Allah aap ko aese hi samesha kush rakhe ...mera ek swal h aap se please JWAB jarur dijiye ga ..
    1- waju bnate wakt kya ladkiyo ko sr pe duptta lena jaru hota h kya?
    Duptta utar ke waju nhi bana sakte h kya

  • @naginabano5654
    @naginabano5654 2 ปีที่แล้ว

    Asslamwalekum mufti Sahab Allah aapko slamat rkhe Mai aapki har video dekhti hu mashaallah aap bhot achhe se samjhate ho mufti Sahab Mera swal h kya agar Kisi ke aage ke daat aage ho to taar lgwa sakte h khane pine me koi presani nhi hoti h alhamdulillah but lgwa sakte h taar plss mufti Sahab btado plss

  • @asarafali3442
    @asarafali3442 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alaikum Mashallah

  • @sahinparween7770
    @sahinparween7770 2 ปีที่แล้ว +2

    Mufti sahab assalamualaikum ...kya koi surh ya koi kalma ko bar bar repeat krne pe har bar bismillah padhna chahiye

  • @amaankhan6836
    @amaankhan6836 2 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab Sunday comment box me mera comment zaroor le.
    Mufti sahab Quran ki sajde ki aayat ko jitne log sun lengey kya sabhi sajda karenge aesa kyu?
    Mufti sahab Quran padhte me wuzu toot Gaye tu kya kare wuzu dubara kare ya para aese hi complete karle?
    Mufti sahab magrib ki namaz me teesri rakaat me tashhad me bethna bhool gayi aur khadi ho gaye khade hone ke baad mujhe yaad agaya me foran Beth Gaye mene salaam phera aur saja e sahaw kar liya Mufti sahab mujhe bataye meri namaaz sahi ho gai ya mujhe dubaara padh ni chahiye thi

  • @hafizabadaaftabansari1626
    @hafizabadaaftabansari1626 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum mufti sahab kese h aap aap bahut hi achhe se samjhate h aapki baate sunkar apna pan sa lagta jese aap humare apne bhai hi h muhabbat bi ho gai h aapse lekin mere Kai savalo ka aapne jawab ni diya please de Dena mene pehle bi malum Kiya tha aihtakaf ke baare m ramzan qarib h mujhe aihtakaf karna h or mene pehle bi kiya tha to mujhe ye malum karna h ki aihtakaf m naha sakte h ya nahi mujhe kisi ni bataya tha ki aihtakaf m nahate ni h uske husband ne kiya tha jab mene Kiya tha tabi unhone Kiya tha to unki wife unke baare m bata rahi thi to nahane ke upar baat aa gai to mana karne lagi ki nahate ni h aihtakaf m to mene unse ye sawal kiya ki agar hum 40 din ka aihtakaf karenge to kya hum naha ni sakte to usne or kuchh kaha hi ni to m aapse malum karhi hu please aap reply zarur de Dena

  • @cokkingworld3777
    @cokkingworld3777 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslamailakum mufti sab mera ek sawal hai jis bed par miya biwi sote hain us bed par baitke quran padsakte hai kya plz zarur bataiye myfti sab

  • @kulsuma6797
    @kulsuma6797 2 ปีที่แล้ว +2

    Alhamdulillah 1.7m subscriber 👍

  • @mohinandari9843
    @mohinandari9843 2 ปีที่แล้ว +1

    Mukti Sahab ji Assalamu Alaikum main Mohin andari ikbal pur se Mukti Sahab ji Allah apko lambi Umar De Aamin Number 1 Muqti Sahab Ji Allah ne Bijnis ke kitne darvaje Khol rakhe hain Mukti Sahab ji 1 Bayan Mai Suna Tha ke sath darvaje khol ke hain Kay yah Baat Sahi Hai Mukti Sahab ji number 2 Mukti Sahab ji Or agar kisi ke upar Jadu ka Asar ho to Ghar Ke Kahate Hain Pandit ke pass le jao sab theek ho jaega Kahin yah Sirak to Nahin muqti sabji Mai Kheta hun Sab kuch karne wala Allah hai lekin mante Nahin aap samjhe number 3 Mukti Sahab ji Kafi bar kahan Mukti Sahab ji Namaj ke upar video banaen Badi Meherbani Hogi

  • @shaikhumaira8430
    @shaikhumaira8430 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalmualikum wa rehmatullahi wa brakatuhu mera swal h agar hum Quran ki 5 5 aayat yaad karte h to kya hum namaz me padh sakte h ya puri surah hi padhna padega mai Quran yaad karneki koshish kar rahi hu to mai namaz me padhna chati hu aap duwa karna or mere sawal ka jawab dena Please

  • @taddybear4869
    @taddybear4869 2 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatuhu Mufti shab Namaz ke timings kyaa hai konsi namaz kab tak padh sakte bataiyena 🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟡🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨🟨

  • @muskangujjarmuslimgirl7870
    @muskangujjarmuslimgirl7870 2 ปีที่แล้ว

    Asslawallykum molana shab aapne mere swal ka jwab diya sukriya......
    Darsal masla ye tha ki humare waliden ne bachpan me humara nikkha kiya tha pr bde hone pr koi problem Ki vjha se meri rukhsati se pehle hi humara talak ho gya tha ghva ki mojudgi me video call pr unhone kha tha me tumne tlak de rha hu talak talak talak fir unki kisi or ldki ke sath shadi huvi or us Lek I ka intekal ho gya to ab kya hal h is masle ka

  • @ishratparveen992
    @ishratparveen992 2 ปีที่แล้ว +1

    Aslamu alekum bhai jaan... Ager kuch log aapke bare bhala bura bolte rahe ham pe ilzam lagate rahe ..aur ham v unke bare me kuch pta ho to hame fir v unki baate sun ke khamose rahna chahiye

    • @zameenoasman8044
      @zameenoasman8044 2 ปีที่แล้ว

      ye kam bidati barelwio ka h
      wolog ulama e dewband k bare hmesa burayi hi krega...
      unlog ko bs badmashi sujhta h
      ilmi bate kro to badjubani pr utar jayga
      unse bs ilmi bat kro fir dekho ese vagega jaise iblees vagta h ajan se
      *Quraan shareef har banda yaad kar sakta h*
      *isko yaad karna v aasaan h aur yaad rakhna v*
      *agar ham rojana ek aayat yad karenge to pura Quraan hame 18 sal me yad hojayga*
      *isi trah rojana 2 aayat yad karne se 9 sal lagenge*
      *rojana 3 aayat yad karne se 6 sal lagenge*
      *rojana 4 aayat yad karne se sadhe 4 sal lagenge*
      *rojana 5 aayat yad karne se sadhe 3 sal lagenge*
      *is trah bahut aasaan h*
      *khaskar baccho k liye bahut aasaan h*
      *subah fazar namaj k bad baccho ko baitha dena chahye*
      *uske bad wo school v jayenge aur idhar haafiz e Quraan v ban jayenge*
      *in sha Allah*
      khud v amal kare aur dosto ko v Bataye..