Alhamdulillah mashaAllah hazrat Sheikh ka bayan Allah rabbul izzat hamarey Sheikh peer Sajjad Nomani sahab damatbarkatuhum ki umar main or sehat main Barkat ata farmaye Aameen ya rabbul alamin ❤️🌹💞❤️🌹
Assalamualaikum, Main bhi gyi thi. Management ko advise h k niche qaaleen me bethne ka intezam karte or bahar chairs ka. Saath hi bahar b speakers lagwane chahiye. Ap logon ko intezam is tarah karna chahiye tha k bhot bheed aaegi in sha Allah. Is tarah nahi k kam log hi aaenge zyada intezam karne ki zarurat nahi. Isliye k maghrib k baad ka waqt bhot acha h auraton k liye bahar nikalne k liye. Do pahar ya subah me bayan hota to itne log shayad nahi aate
Maulana ko chahie ki management ko daanten. Ulama aate hain logon ko judne nahi milta. Jo qom plastic chairs ka intezam na kar sake, wo baatil se kaise takraegi.
Hazrat kuch bahit sari kitabein mere oas maujood hain jinka mutala mai karti rehti hu Kuch aur kitaabo ke bare me bata dei hazart jo moatabar ho aur ham unse mustafeed ho sake
Intezamiya zimmedaron ne bhut hi bura intezam kiya tha.. SOUND ka intezam sahi nhi tha.. Jiske wajah se bhuuut sari Maa - Bahne wapas chali gain.. Auraten etni Qurbani de kr atin hai , aur jis maqsad se ana hua tha o pura nhi hua.. Isse Auraton me bhut bura msg jara hai... Please Next program khin bhi ho SOUND aur PLACE ka intezam PERDE ke sath sahi hona chahiye
intezam to acha tha..bus committee ne estimate nahi kiya tha k itne log ayenge...ye toh achi baat hai k hum unke andaazey se zyadah they..isse saabit hota hai ki qaum ki auratein kitni aware hain :) Aap online sun lijiye..Allahpaak har mushakkat ka ajr dete hain..baaki program bohot acha tha aur aise programs aur honey chahiye yahan.
@@nizhum3807 Jo log baher baithin thi, un se puchiye ke SOUND saki nhi hone k wajah se kitni presani hui hai unko.. Aur dusri bat online hi sunna tha to ham log wahan Q gaye the
*Lessons to be learnt:* *1)For the management:* first accept u failed if not completely then partially. If u hv done advertisement, u must be ready for any situation. *2) For Hazratji:* In strong words pls show ur displeasure over the management. If we muslims can't even manage these little programs of few thousands forget big sacrifices. *3)For Awam-un-Naas( general masses):* pls forgive the management, it's the management to be blamed and not hazratji, don't be disheartened and listen to this bayan with an intention to change your lives.
Or education nhi dena girls ko anpad hi banana h to ladko ko itna kamana sikhao ki vo sari zarurate Puri kr ske na ki gareebi m jiye hmesha..pta chl jayga agey chlkr jb ghr chlana muskil hoga sb akal a jaygi ki education kitni important h.
@@khalidhussain4451 Ager online hi Sunana tha to pure jamshedpur me Dawat deke "Madina Garden" me Q bulaya gaya tha .. Aap logon k wajah se aj ummat e muslima jagruk nhi ho rhe hai.
@@helpofhumanity9916isme ummat e muslima ko q laa rhe ho ..apko prblm h jaane me to aap online dekho Jo log nhi Jaa paye un logo ke liye online sunana para
Totally agree. Ye log advertisement bhi karte hain aur bheed se pareshan bhi ho jate hain abhi abhi Mai Ulama wale majlis se pahuncha hoon 2 ghante pahle, lagbhag waisa hi tha, phir alhamdulillah atleast plastic chairs aaye to kuch log baith paaye, andar to already full tha.
@@khalidhussain4451burai ko burai kahne me koi qabahat nahi honi chahie, warna cheezen kabhi nahi sudhrengi, ummat ke tabahi ki badi wajah. Haan sunne ka ye option maujood hai, something is better than nothing.
Masha Allah.
جزاکم اللہ خیر اللہ تعالی آپکو لمبی عمر عطا فرمائے اور سلامت رکھیں اور نصرت خاص سے نوازیں ماشاءاللہ
Mashallah
Ameen ameen
Allah razi rhy ap sy mulana sahab,ameen
Allah abba ji ki umer mai khub barkat aata farmaya
❤❤
Allah tala hazrat ki umar me barkat aata farmay 🤲 ameen summa ameen
, اللہ حضرت کی ہر بری نظر سے حفاظت فرما ے اور حضرت کی عمر میں خوب برکت عطا فرمائے آمین
ماشا اللہ بہت خوب۔ اللہ تعالی جزائے خیر عطا فرمائے۔
Daur-e-Haazir ka Shaykh-ul-Hind. May Allah preserve him & give us the tawfeeq to value him. 🤲🏻
Thanks!
Mashallah bohot accha laga ❤❤
Allah humma baarik, Hazrat. Bohot achi baatein kahin aapne..SubhanAllah! Allahpaak hamey bhi aise maa banayen jo apne bachchon ki parvarish wa tarbiyat k liye mushakkat uthane ko tayyar ho. Ameen.
Allahpaak aapko sehat aur tandrusti ata farmayen aur inshaAllah aap dobara hamare sheher tashreef layen. Ameen :)
Alhamdulillah mashaAllah hazrat Sheikh ka bayan Allah rabbul izzat hamarey Sheikh peer Sajjad Nomani sahab damatbarkatuhum ki umar main or sehat main Barkat ata farmaye Aameen ya rabbul alamin ❤️🌹💞❤️🌹
Mashallah bhot khoob program tha
ماشاءاللہ حضرت جی
Jajak Allah
Masha Allah
Jazakallahu Khair for uploading this video.
Allah pak aapki Umar mein barkat ata farmaye apka aana Mubarak ho ameen summa ameen ✨🤲💯
اللہ تعالی مولانا کی عمر دراز فرمائیں صحت کاملہ عاجلہ عطا کردے تمام عالم کے لوگوں کو اپ سے مستفید فرمائیں عامر یا رب العالمین
ماشاءاللہ
الحمد لله
ماشاء اللہ بہت اچھا بیان ہے اللہ تعالیٰ عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین
Assalamualaikum,
Main bhi gyi thi.
Management ko advise h k niche qaaleen me bethne ka intezam karte or bahar chairs ka.
Saath hi bahar b speakers lagwane chahiye.
Ap logon ko intezam is tarah karna chahiye tha k bhot bheed aaegi in sha Allah.
Is tarah nahi k kam log hi aaenge zyada intezam karne ki zarurat nahi.
Isliye k maghrib k baad ka waqt bhot acha h auraton k liye bahar nikalne k liye.
Do pahar ya subah me bayan hota to itne log shayad nahi aate
Bilkul.
Maulana ko chahie ki management ko daanten.
Ulama aate hain logon ko judne nahi milta.
Jo qom plastic chairs ka intezam na kar sake, wo baatil se kaise takraegi.
@Dil-ka-qalam I Agree 💯 👍 with your points
@@nematullahali6481 jazakallahu khair.
MashAllah MashAllah
Mashallah bhoot khoob
May Allah guide us😊
❤❤❤❤❤
دعاؤں کی درخواست هي
I'm from jamshedpur 🎉
Aapke liye khush nasibi ki bat he ke hazrat ka deedar roo ba roo nasib huva.
@@irfanmansuri3689 ji alhamdulillah ulema ki majlis me hazrat ne jo khetaab farmaaya alhamdulillah
very good video ❤❤❤
🤲Allah hame aapki Rehbari ataa farmaye Aameen💯 MashaAllah❤❤❤
جھاڑ کھنڈ میں اور بھی بیان لائیو شو چلایا گیا تھا 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
اسکو بھی اپلوڈ کیجیے
Allah ap ke umar ko lami. Kare
Lambi*
Main aap ko Jyada sunane ki koshish Karti hun
Hazrat kuch bahit sari kitabein mere oas maujood hain jinka mutala mai karti rehti hu
Kuch aur kitaabo ke bare me bata dei hazart jo moatabar ho aur ham unse mustafeed ho sake
Hazrat lucknow kab aayenge
Wahi to rehte h
Nahi neral khanqah me aur safar me zyada rehte hai
Molina Harare leye dova karebcho keley
Molana shb lko kb aayenge
Hazrat ranchi a sakte hai kya,,,,koi gunzaish hai kya
Aap bula ke dekho
Ranchi ke management wale agar bulaen, ikraam karen, intezaam karen to bilkul possible hogi Insha Allah
Khawateen Hazrat Ji se kaise baithe kar sakte hai plz bata ye
Neral district karjat me khanqah h hazrat ki.... Near Mumbai
Khanqah e nomaniya
Intezamiya zimmedaron ne bhut hi bura intezam kiya tha..
SOUND ka intezam sahi nhi tha..
Jiske wajah se bhuuut sari Maa - Bahne wapas chali gain..
Auraten etni Qurbani de kr atin hai , aur jis maqsad se ana hua tha o pura nhi hua..
Isse Auraton me bhut bura msg jara hai...
Please Next program khin bhi ho SOUND aur PLACE ka intezam PERDE ke sath sahi hona chahiye
Awaz nhi h
Tarjumaan they, abhi nahi hai,
Bus only information
Hazra intazamkar ka nehayet ghatiya intezam tha, aurten gain aur Mayus hokar lautin. Na baithne ka intezam na hi sunne ke liye sound.
intezam to acha tha..bus committee ne estimate nahi kiya tha k itne log ayenge...ye toh achi baat hai k hum unke andaazey se zyadah they..isse saabit hota hai ki qaum ki auratein kitni aware hain :)
Aap online sun lijiye..Allahpaak har mushakkat ka ajr dete hain..baaki program bohot acha tha aur aise programs aur honey chahiye yahan.
Arey hum log b gaye but nichhe bethe the
Alhamdulillah
Lekin achhe se sune
Alhamdulillah
Pyari behno dobara se sun lijiye yaha se
Sound bhi clear hai alhamdulillah
@@nizhum3807
Jo log baher baithin thi, un se puchiye ke SOUND saki nhi hone k wajah se kitni presani hui hai unko..
Aur dusri bat online hi sunna tha to ham log wahan Q gaye the
*Lessons to be learnt:*
*1)For the management:* first accept u failed if not completely then partially. If u hv done advertisement, u must be ready for any situation.
*2) For Hazratji:* In strong words pls show ur displeasure over the management. If we muslims can't even manage these little programs of few thousands forget big sacrifices.
*3)For Awam-un-Naas( general masses):* pls forgive the management, it's the management to be blamed and not hazratji, don't be disheartened and listen to this bayan with an intention to change your lives.
Or education nhi dena girls ko anpad hi banana h to ladko ko itna kamana sikhao ki vo sari zarurate Puri kr ske na ki gareebi m jiye hmesha..pta chl jayga agey chlkr jb ghr chlana muskil hoga sb akal a jaygi ki education kitni important h.
Bad intezam tha, sound hi nahi tha, aisa bilkul nahi hona chahiye tha
Achi baat sunne ke liye thori takleefen sahni padhti h ..
Intezam ko bura khne se behtar h aap online sune
@@khalidhussain4451
Ager online hi Sunana tha to pure jamshedpur me Dawat deke "Madina Garden" me Q bulaya gaya tha ..
Aap logon k wajah se aj ummat e muslima jagruk nhi ho rhe hai.
@@helpofhumanity9916isme ummat e muslima ko q laa rhe ho ..apko prblm h jaane me to aap online dekho Jo log nhi Jaa paye un logo ke liye online sunana para
Totally agree.
Ye log advertisement bhi karte hain aur bheed se pareshan bhi ho jate hain
abhi abhi Mai Ulama wale majlis se pahuncha hoon 2 ghante pahle, lagbhag waisa hi tha, phir alhamdulillah atleast plastic chairs aaye to kuch log baith paaye, andar to already full tha.
@@khalidhussain4451burai ko burai kahne me koi qabahat nahi honi chahie, warna cheezen kabhi nahi sudhrengi, ummat ke tabahi ki badi wajah.
Haan sunne ka ye option maujood hai, something is better than nothing.
Masha Alla.