"ADENIUM BAHUT HARDY PLANT HOTA HAI, HUM BEKAR HI USKI EXTRA CARE AUR PAANI DEKAR MAAR DETE HAIN" Aapki ye important lines hamesha yaad rahengi Mam. Ye mere liye isliye bhi important hain kyonki pichhle hafte hi maine apna ek adenium overwatering ke kaaran khoya hai dono root rot aur stem/branch rot ke kaaran. Aapki guidance ke anusaar main Company Bagh gaya tha aur wahan ki Govt Nursery visit ki. Pata chala ki red multipetal desi hibiscus July mein milega aur koi guarantee nahi ki mil hi jaye. Phir wahan ke maali ne ek us hibiscus ka mother plant ko dikhate hue kaha ki ye wahi ho sakta hai. Main us maali ki permission se kuchh cuttings harvest kar li aur paani mein unki rooting kar raha hun. Hope so ki cuttings lag jayen aur wahi plant nikle. Thanks a lot for your guidance and directions. 👌👌👌👌👌👏👏👏👏👏💐🌹💐🌹💐
Vijaya ji kya me is June month me repot kr skti hu adenium...last month nursary se layi thi TB se plastic pot me hai 4 inch k .abhi dusre pot me shift kru kya????
buhat badryia jankari Happy gardening 💐
*2nd....👍👍*
*Nice information..👌👌*
*🌹 Enjoy🦋 Gardening🌺*
Beautiful information adhiniyam ke bare mein
Nice sharing Vijaya mam 👍🏻👍🏻👌🏻👌🏻💖💖🥰🥰😘😘🤗🤗
Namaste mam nice information 👌😊
Nice video ma'am 🙏👍
Mere pass yah plants nahi hai but video acchi hai please motiya ke plant ka bataiye I have one aaj main use ki cutting ki hai
Nice information 💚
Nice information mam👍
Please adenium ki repotting bhi share Karen sab details k sath,Thanks!
Amazing video🌹🌹
Useful video 👌🏻👌🏻🌹
"ADENIUM BAHUT HARDY PLANT HOTA HAI, HUM BEKAR HI USKI EXTRA CARE AUR PAANI DEKAR MAAR DETE HAIN"
Aapki ye important lines hamesha yaad rahengi Mam.
Ye mere liye isliye bhi important hain kyonki pichhle hafte hi maine apna ek adenium overwatering ke kaaran khoya hai dono root rot aur stem/branch rot ke kaaran.
Aapki guidance ke anusaar main Company Bagh gaya tha aur wahan ki Govt Nursery visit ki. Pata chala ki red multipetal desi hibiscus July mein milega aur koi guarantee nahi ki mil hi jaye. Phir wahan ke maali ne ek us hibiscus ka mother plant ko dikhate hue kaha ki ye wahi ho sakta hai. Main us maali ki permission se kuchh cuttings harvest kar li aur paani mein unki rooting kar raha hun. Hope so ki cuttings lag jayen aur wahi plant nikle.
Thanks a lot for your guidance and directions.
👌👌👌👌👌👏👏👏👏👏💐🌹💐🌹💐
Always welcome
Very nice video
Good👍 job
Very nice 👍
Adenium ki variety par vedio dale
useful tips 🙏
Nice video. Gamley ke hole ko band karney ke liyey paper use kiya tha kya??
Informative video 👌
Is month m bhot mehnat krni padi ham gardeners ko😄
Soilmix kya hai adenium ka jaroor bataiyega Madam 🙏
Mam please ap jo back ground music lagati hai os ka link share kar de
Good 🎉🎉🎉assam
Mam obesum mai konsi variety hai
👍👍
🌺🌺🥰
👍👍👍👍👍
Kya hum adenium ko lal mitti me laga sakte hai kyuki kaali mitti me podha gal raha hai hamara
Jo bhi mitti apke area me milti hai usi me lagaye bus sand mix ker de taki extra pani ruke nahi
@@vijayascreativegarden9173 mam upar se sand daal denge aur gudai kar denge to mix hojaega na
Vijaya ji kya me is June month me repot kr skti hu adenium...last month nursary se layi thi TB se plastic pot me hai 4 inch k .abhi dusre pot me shift kru kya????
Barish me
👍👍👍👍👍