Aqeeda e Tauheed 1- Allah Ta'ala 1 Hai. Uska Koi Shareek Nahee'n Na Zaat Me'n Na Sifaat Me'n Na Af'aal Me'n Na Ahkaam Me'n Na Koi Nabi Na Koi Wali. 2 - Woh Zaat Waajibul Wajood Hai Ya'ni Humesha Se Hai Azali Hai Aur Humesha Rahega Abadi Hai. 3 - Allah Ta'ala Ki Zaat Ka Idraak Muhaal Hai, Haa'n Ajmaalan (Mukhtasar Taur Par) Af'aal Ke Zariye Se Sifaat Aur Sifaat Ke Zariye Se Zaat Ka Ilm Hosakta Hai. 4 - Allah Ta'ala Humaara Ma'bood Hai Uske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahee'n. 5 - Woh Humesha Se Hai Aur Humesha Rahega Uski Hasti Fana Hone Waali Nahee'n. 6 - Saari Duniya Ko Wohi Qaayem Rakhe Huwe Hai Sab Usi Ke Sahaare Chal Rahe Hai'n Lekin Khud Use Koi Sahaare Ki Zaroorat Nahee'n. 7 - Use Na Oo'ngh Aati Hai Na Nee'nd Woh Har Dam Sabki Hifaazat Karta Hai Aur Har Aan Har Cheez Par Nazar Rakhta Hai. 8 - Zameen Wa Aasmaan Me'n Jo Kuchh Hai Woh Allah Ta'ala Ka Hi Hai Allah Ke Siwa Saari Duniya Ka Koi Asli Maalik Nahee'n Hai. 9 - Allah Ta'ala Ke Aage Kisi Ko Dam Maarne Ki Majaal Nahee'n, Allah Ta'ala Ki Ijaazat Ke Bagair Koi Allah Ta'ala Ke Saamne Sifaarish Karne Ka Hosla Nahee'n Karsakta, Isliye Ambiya Aur Auliya Makhlooq Ke Shaafi (Shafa'at Karne Waale) Hai'n Ke Allah Ne Inko Shafa'at Ki Ijaazat Di Hai. 10 - Allah Ta'ala Ko Kaaynaat Ki Har Cheez Ka Ilm Hai Koi Cheez Allah Ta'ala Se Chhupi Huwi Nahee'n Aur Allah Ta'ala Ke Ilm Se Baahar Nahee'n Yeh Ilm Allah Ta'ala Ka Zaati Aur Daayemi Aur Bil Isteqlaal Hai. 11 - Humaara Ilm Bhi Allah Ta'ala Ka Diya Huwa Hai Kisi Ki Kya
Quran pak ham tab smjh skty hai jab Hamra dil demagh samjhna chye or wo tab chye ga Jab Allah pak chahta hai... Wo chaye ga hmry dilo ko noor sy bhar dy na chye to andhero or tarikhiyo main chor dy g or phr ham andhy behry gongy rahy gy✨
Aap bohot achha kam kr rhe ho sbko Deen ki dawat dekr Allah Subhan wa tala aapke ilm ko or majbut bnaye Ameen summa Ameen.. keep shining meri duaye hmesha aapke sath he ❤️❤️
Thanks my sister and brother that you shared with us because of which we got chance to listen with you, I am very thankful to you my beloved brother and sister
Rasoolallah ﷺ Se Muta'alliq Aqaid 1 - Nabi e Kareem ﷺ Tamaam Rasoolo'n Ke Sardaar Hai'n. 2 - Nabi e Kareem ﷺ Saraapa Noor Aur Afzalul Bashar Hai'n (Be Misl Bashar Hai'n). 3 - Nabi e Kareem ﷺ Ke Noor Ko Allah Ta'ala Ne Sabse Pehle Paida Farmaaya. 4 - Nabi e Kareem ﷺ Allah Azzowajal Ke Naayeb e Mutlaq Aur Khaleefa e Aa'zam Hai'n. 5 - Agar Nabi e Kareem ﷺ Ko Paida Karna Maqsood Na Hota To Allah Azzowajal Duniya Me'n Koi Shay (Cheez) Paida Na Farmaata. 6 - Nabi e Kareem ﷺ Qayaamat Ke Din Allah Azzowajal Ki Ijaazat Se Apni Ummat Ki Shafa'at Kare'nge, Shafa'at Ka Munkir Gumraah Aur Be Deen Hai. 7 - Nabi e Kareem ﷺ Haywaanaat, Malaa'ika, Hoor o Gulmaa'n, Jinn o Insaan Balke Tamaam Kaaynaat Keliye Rehmat Hai'n. Jaisa Ke Allah Azzowajal Ne Sureh Ambiya Aayat No.107 Me'n Irshaad Farmaaya "Aur Humne Tumhe'n Na Bheja Magar Rehmat Saare Jahaan Keliye". 8 - Allah Azzowajal Ki Riza Nabi e Kareem ﷺ Ki Riza Hai Aur Nabi e Kareem ﷺ Ki Riza Allah Azzowajal Ki Riza Hai. 9 - Nabi e Kareem ﷺ Ki Ita'at Allah Azzowajal Ki Ita'at Hai Aur Nabi e Kareem ﷺ Ki Be Adabi Wa Gustaakhi Allah Azzowajal Ki Be Adabi Wa Gustaakhi Hai. 10 - Allah Azzowajal Ne Shabe Asra Ke Dulha Nabi e Kareem ﷺ Ko Haalate Bedaari Me'n Meraj Shareef Karwaayi Jo Na Maane Woh Gumraah Hai. Download TrueIslam App: play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!
Brother thank you so much Kaafir means "The one who thinks there is no God" or you can say Athiest Mushrik means "The one who thinks there is more than one God" True believer "Who thinks there is only one God ,and he will be asked for what he did by God"
Ambiya Wa Auliya Apni Qabr Me Zinda Hai Ahle Sunnat Wal Jama'at Ka Aqeeda Hai Ke Har Makhlooq Ko Maut Aani Hai Aur Ambiya Wa Auliya Ko Bhi Maut Aayi Lekin Sirf Pal Bhar Keliye Aayi Aur Phir Allah Ta'ala Ne Inko Zindagi Ata Farmayi, Ambiya Wa Auliya Apni Qabr e Anwar Me Zinda Hai 1 - Sureh Al-Baqarah, Aayat No.154 Tarjuma - "Aur Jo Khuda Ki Raah Me Maare Jaaye Unhe Murda Na Kaho Balke Woh Zinda Hai Haa Tumhe Khabar Nahi". Khulasa - Jab Shohada e Kiraam Jo Ke Rasoolallah ﷺ Ke Ummati Aur Gulam Hai Woh Zinda Hai To Phir Rasoolallah ﷺ Ki Zindagi Ka A'alam Kya Hoga. 2 - Sureh Aale Imran Aayat No.169 Tarjuma - "Aur Jo Allah Ki Raah Me Maare Gaye Hargiz Unhe Murda Na Khayaal Karna Balke Woh Apne Rab Ke Paas Zinda Hai Rozi Paate Hai". 3 - Tafseer e Khaazin, Aale Imran, Tehtul Aayah 169, 1/323 Tarjuma - Iss Aayat Se Sabit Huwa Ke Arwaah Baaqi Hai, Jism Ke Fana Hone Ke Sath Fana Nahi Hoti, Yaha'n Shohada Ki Kayi Shaane Bayan Huwi Hai : Farmaya Ke Woh Kaamil Zindagi Wale Hai, Woh Allah Azzowajal Ke Paas Hai, Unhe Allah Ta'ala Ki Taraf Se Rozi Milti Rehti Hai, Woh Bahot Khush Baash Hai, Shohada Zindo Ki Tarah Khate Peete Hai, Yeh Aayate Mubaraka Iss Baat Par Dalalat Karti Hai Ke Shaheedo Ki Rooh Aur Jism Dono Zinda Hai, Ulema Ne Farmaya Ke Shaheedo Ke Jism Qabro Me Mehfooz Rehte Hai, Mitti Unko Nuqsaan Nahi Pahochaati Aur Sahaba e Kiraam Ke Zamane Me Aur Uske Ba'ad Bhi Iss Baat Ka Ba Kasrat Mu'aina Huwa Hai Ke Agar Kabhi Shohada Ki Qabr Khul Gayi To Unke Jism Taro Taaza Paaye Gaye.
Qabr (Mazaar) Ko Sajda Karna Aur Choomna Kaisa? Allah Ta'ala Ke Alaawa Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Karna Shirk Hai Aur Yeh Har Nabi Ki Sharee'at Me'n Shirk Raha Hai, Aur Sajda e Ta'zeemi Karna Pichle Nabiyo'n Ki Sharee'at Me'n Jaa'iz Tha Balke Khud Allah Ta'ala Ne Farishto'n Ko Hukm Diya Tha Ke Hazrat Aadam Alaihissalaam Ko Sajda e Ta'zeemi Karo. Tarjuma - Aur Yaad Karo Jab Humne Farishto'n Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajdah Karo To Sab Ne Sajdah Kiya Siwaaye Iblees Ke Munkir Huwa Aur Guroor Kiya Aur Kaafir Hogaya. (Sureh Baqarah, Aayat No.34) Lekin Sajda e Ta'zeemi Karna Sharee'at e Mohammadiya ﷺ Me'n Haraam Hai, Agar Koi Kisi Insaan Ko Ya Qabr Ko Sajda e Ta'zeemi Karta Hai To Uspar Haraam Kaam Karne Ka Fatwa Lagega, Aur Agar Allah Ta'ala Ke Alaawa Koi Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Karta Hai To Uspar Shirk Karne Ka Fatwa Lagega, Imaam e Ahle Sunnat Alahazrat Imaam Ahmad Raza Khaan Qaadri Barelvi Rehmatullah Alaih Farmaate Hai'n Ke, Qabr Ko Sajda e Ta'zeemi Karna Haraam Hai Aur Agar Ibaadat Ki Niyat Ho To Kufr Hai. (Fataawa Razviya, Jild No.22, Safha No.423) Koi Bhi Musalmaan Allah Ta'ala Ke Alaawa Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Nahee'n Karta, Aur Na Hi Koi Musalmaan Jo Ilm Rakhta Ho Woh Kisi Aur Ko Sajda e Ta'zeemi Karta Hai, Rahi Baat Kisi Buzurg Ya Peer Ya Maa'n Baap Ke Qadam Choomne Ki To Yeh Amal Bilkul Jaa'iz Hai, Sunni Hazraat Aksar Mazaaraat Par Jaate Hai'n To Saahib e Mazaar Ki Chaukhat Ya Unke Pair Ke Taraf Ki Jaali Ko Choomte Hai'n, Lekin Kuchh Jaahil Log Kehte Ha
Assalamualaikum.... Agar aap logo ko koi work samaj me na aai tu aap bol diya karre... comments me aap ko answer mil jai ga....urdu language me hai na tarjuma isliye.... Otherwise... Weldon, excellent work...
Bhai ek request hai jab aap ertugrul ke koi video bnao to uska next episode wala part bhi dekhna jo video ke end me aata hai Pls Param bhai, love your channel ..and I'm happy ke aap 2 episodes daal rahen hain Ertugrul ke
App ka shukriya Quran ki video upload krne k liye.
Aqeeda e Tauheed
1- Allah Ta'ala 1 Hai. Uska Koi Shareek Nahee'n Na Zaat Me'n Na Sifaat Me'n Na Af'aal Me'n Na Ahkaam Me'n Na Koi Nabi Na Koi Wali.
2 - Woh Zaat Waajibul Wajood Hai Ya'ni Humesha Se Hai Azali Hai Aur Humesha Rahega Abadi Hai.
3 - Allah Ta'ala Ki Zaat Ka Idraak Muhaal Hai, Haa'n Ajmaalan (Mukhtasar Taur Par) Af'aal Ke Zariye Se Sifaat Aur Sifaat Ke Zariye Se Zaat Ka Ilm Hosakta Hai.
4 - Allah Ta'ala Humaara Ma'bood Hai Uske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahee'n.
5 - Woh Humesha Se Hai Aur Humesha Rahega Uski Hasti Fana Hone Waali Nahee'n.
6 - Saari Duniya Ko Wohi Qaayem Rakhe Huwe Hai Sab Usi Ke Sahaare Chal Rahe Hai'n Lekin Khud Use Koi Sahaare Ki Zaroorat Nahee'n.
7 - Use Na Oo'ngh Aati Hai Na Nee'nd Woh Har Dam Sabki Hifaazat Karta Hai Aur Har Aan Har Cheez Par Nazar Rakhta Hai.
8 - Zameen Wa Aasmaan Me'n Jo Kuchh Hai Woh Allah Ta'ala Ka Hi Hai Allah Ke Siwa Saari Duniya Ka Koi Asli Maalik Nahee'n Hai.
9 - Allah Ta'ala Ke Aage Kisi Ko Dam Maarne Ki Majaal Nahee'n, Allah Ta'ala Ki Ijaazat Ke Bagair Koi Allah Ta'ala Ke Saamne Sifaarish Karne Ka Hosla Nahee'n Karsakta, Isliye Ambiya Aur Auliya Makhlooq Ke Shaafi (Shafa'at Karne Waale) Hai'n Ke Allah Ne Inko Shafa'at Ki Ijaazat Di Hai.
10 - Allah Ta'ala Ko Kaaynaat Ki Har Cheez Ka Ilm Hai Koi Cheez Allah Ta'ala Se Chhupi Huwi Nahee'n Aur Allah Ta'ala Ke Ilm Se Baahar Nahee'n Yeh Ilm Allah Ta'ala Ka Zaati Aur Daayemi Aur Bil Isteqlaal Hai.
11 - Humaara Ilm Bhi Allah Ta'ala Ka Diya Huwa Hai Kisi Ki Kya
Masha Allah Masha Allah , Allah Pak ap 3no ko buri nzr se bchaye or Islam ki rah per apko chlaye Ameen ♥️
Allah aapku bhi Islam zyada se zyada samjhne ki taufiq de ameen 🤲 our Islam par chalne ki Islam haq ki bat bata ta hai
💯💯💯
Allah jo sare jahan ka malik hai or hajrat mohammad sallah walaiy wasllam unle rasool hai
Ameen
Shukriya aap logon ki wajah se Quran urdu me sunne ka moka mila thanks a lot
Quran pak ham tab smjh skty hai jab Hamra dil demagh samjhna chye or wo tab chye ga Jab Allah pak chahta hai... Wo chaye ga hmry dilo ko noor sy bhar dy na chye to andhero or tarikhiyo main chor dy g or phr ham andhy behry gongy rahy gy✨
Nice work ❤
Khushkismat Ho ap Allah apko hidadat ki taraf le jarha h ..har cheez k hone ki vajah hoti h ...lots of love
Good 👍👍👍 Mashallah Subhanallah Alhamdulillah Allah Huvkbr Vary nice 👍👍👍 Mashallah
SubhanAllah 🤲📿🕋
Allah razi ho apse.,
☝️💙Salam wa allah zul jalal qowat mera patiji tashakor❤🤲
ALLAHOAKBAR,,, QURAN,, Puri, INsaniat, Ky,, LIAY,, SAB,,Sy, ALLA,,Qanun,e,Bhalaai, Hy,,
SUBHANALLAH
MashAllah nice person 🇹🇷🇸🇦☝️🇦🇫🇵🇰🤲🤲🤲🤲
Masha Allah ❤❤❤🎉🎉🎉😢
subhanallah Allahoakber
Allah sb insano ko Hadayat de r rehm kry Ameen
Frm Pakistan 🇵🇰
Isi Tarhan QURAN parhtey rahen samjhtey rahen....MASHAALLAH!!!
Masha Allah, bohot aicha lag raha hy sath sonne m
☝️Ma Sha Allah mera patiji🤲
Quran pak allah ka 1 hona or sab kuch batata hai
Subhanallah
Aap bohot achha kam kr rhe ho sbko Deen ki dawat dekr Allah Subhan wa tala aapke ilm ko or majbut bnaye Ameen summa Ameen.. keep shining meri duaye hmesha aapke sath he ❤️❤️
Thanks my sister and brother that you shared with us because of which we got chance to listen with you, I am very thankful to you my beloved brother and sister
Allah talab aap logon Ko Khush rakhe
Allah aapko hidayat de aur islam ko samjhne ki tofik de
Rasoolallah ﷺ Se Muta'alliq Aqaid
1 - Nabi e Kareem ﷺ Tamaam Rasoolo'n Ke Sardaar Hai'n.
2 - Nabi e Kareem ﷺ Saraapa Noor Aur Afzalul Bashar Hai'n (Be Misl Bashar Hai'n).
3 - Nabi e Kareem ﷺ Ke Noor Ko Allah Ta'ala Ne Sabse Pehle Paida Farmaaya.
4 - Nabi e Kareem ﷺ Allah Azzowajal Ke Naayeb e Mutlaq Aur Khaleefa e Aa'zam Hai'n.
5 - Agar Nabi e Kareem ﷺ Ko Paida Karna Maqsood Na Hota To Allah Azzowajal Duniya Me'n Koi Shay (Cheez) Paida Na Farmaata.
6 - Nabi e Kareem ﷺ Qayaamat Ke Din Allah Azzowajal Ki Ijaazat Se Apni Ummat Ki Shafa'at Kare'nge, Shafa'at Ka Munkir Gumraah Aur Be Deen Hai.
7 - Nabi e Kareem ﷺ Haywaanaat, Malaa'ika, Hoor o Gulmaa'n, Jinn o Insaan Balke Tamaam Kaaynaat Keliye Rehmat Hai'n. Jaisa Ke Allah Azzowajal Ne Sureh Ambiya Aayat No.107 Me'n Irshaad Farmaaya "Aur Humne Tumhe'n Na Bheja Magar Rehmat Saare Jahaan Keliye".
8 - Allah Azzowajal Ki Riza Nabi e Kareem ﷺ Ki Riza Hai Aur Nabi e Kareem ﷺ Ki Riza Allah Azzowajal Ki Riza Hai.
9 - Nabi e Kareem ﷺ Ki Ita'at Allah Azzowajal Ki Ita'at Hai Aur Nabi e Kareem ﷺ Ki Be Adabi Wa Gustaakhi Allah Azzowajal Ki Be Adabi Wa Gustaakhi Hai.
10 - Allah Azzowajal Ne Shabe Asra Ke Dulha Nabi e Kareem ﷺ Ko Haalate Bedaari Me'n Meraj Shareef Karwaayi Jo Na Maane Woh Gumraah Hai.
Download TrueIslam App:
play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!
Allah Ta ala ap 3 no ko emaan ki roshni se monawar kry.
Jazzaq Allah
Good tarzuma kanzul iman
Allah hum sub ko hidayat day aur hamesha khush rakhy aameen
SUBHANALLAH,,, ALLAHOAKBAR,,,,
☝️💙🏳❤Zendabad insan insaniyat islam aziz wa musalmanan dar jahan ❤🏳💙🤲
❤
Masha ALLAH NICE
Brother thank you so much
Kaafir means "The one who thinks there is no God" or you can say Athiest
Mushrik means "The one who thinks there is more than one God"
True believer "Who thinks there is only one God ,and he will be asked for what he did by God"
Wow nice
Mashallah
Love from kashmir ❤❤❤
One day all of you will achieve the right path InshaAllah
Allah hidayat de apko
Allah apko hamesha khush rakhe ga insha Allah
mery bhai or meri behen
Allah bless you
from pakistan
Bhai waaaaaaaa waaaaoooooooo mashaAllah ramjan mubarak ho.. Ramjan is greatest month in the world.
Allah ham ko tofik ata farmae
Aameen
Very good my brother and sister
Nice masaallah
Walaikum Asalam
Ambiya Wa Auliya Apni Qabr Me Zinda Hai
Ahle Sunnat Wal Jama'at Ka Aqeeda Hai Ke Har Makhlooq Ko Maut Aani Hai Aur Ambiya Wa Auliya Ko Bhi Maut Aayi Lekin Sirf Pal Bhar Keliye Aayi Aur Phir Allah Ta'ala Ne Inko Zindagi Ata Farmayi, Ambiya Wa Auliya Apni Qabr e Anwar Me Zinda Hai
1 - Sureh Al-Baqarah, Aayat No.154
Tarjuma - "Aur Jo Khuda Ki Raah Me Maare Jaaye Unhe Murda Na Kaho Balke Woh Zinda Hai Haa Tumhe Khabar Nahi".
Khulasa - Jab Shohada e Kiraam Jo Ke Rasoolallah ﷺ Ke Ummati Aur Gulam Hai Woh Zinda Hai To Phir Rasoolallah ﷺ Ki Zindagi Ka A'alam Kya Hoga.
2 - Sureh Aale Imran Aayat No.169
Tarjuma - "Aur Jo Allah Ki Raah Me Maare Gaye Hargiz Unhe Murda Na Khayaal Karna Balke Woh Apne Rab Ke Paas Zinda Hai Rozi Paate Hai".
3 - Tafseer e Khaazin, Aale Imran, Tehtul Aayah 169, 1/323
Tarjuma - Iss Aayat Se Sabit Huwa Ke Arwaah Baaqi Hai, Jism Ke Fana Hone Ke Sath Fana Nahi Hoti, Yaha'n Shohada Ki Kayi Shaane Bayan Huwi Hai : Farmaya Ke Woh Kaamil Zindagi Wale Hai, Woh Allah Azzowajal Ke Paas Hai, Unhe Allah Ta'ala Ki Taraf Se Rozi Milti Rehti Hai, Woh Bahot Khush Baash Hai, Shohada Zindo Ki Tarah Khate Peete Hai, Yeh Aayate Mubaraka Iss Baat Par Dalalat Karti Hai Ke Shaheedo Ki Rooh Aur Jism Dono Zinda Hai, Ulema Ne Farmaya Ke Shaheedo Ke Jism Qabro Me Mehfooz Rehte Hai, Mitti Unko Nuqsaan Nahi Pahochaati Aur Sahaba e Kiraam Ke Zamane Me Aur Uske Ba'ad Bhi Iss Baat Ka Ba Kasrat Mu'aina Huwa Hai Ke Agar Kabhi Shohada Ki Qabr Khul Gayi To Unke Jism Taro Taaza Paaye Gaye.
Mashallah 💖
ALLAH hum sab ko maaaf kray
Super
Lovely reaction 😍 from india
Nice Reaction bacho ... bravo...waseem uncle . Karachi
Qabr (Mazaar) Ko Sajda Karna Aur Choomna Kaisa?
Allah Ta'ala Ke Alaawa Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Karna Shirk Hai Aur Yeh Har Nabi Ki Sharee'at Me'n Shirk Raha Hai,
Aur Sajda e Ta'zeemi Karna Pichle Nabiyo'n Ki Sharee'at Me'n Jaa'iz Tha Balke Khud Allah Ta'ala Ne Farishto'n Ko Hukm Diya Tha Ke Hazrat Aadam Alaihissalaam Ko Sajda e Ta'zeemi Karo.
Tarjuma - Aur Yaad Karo Jab Humne Farishto'n Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajdah Karo To Sab Ne Sajdah Kiya Siwaaye Iblees Ke Munkir Huwa Aur Guroor Kiya Aur Kaafir Hogaya. (Sureh Baqarah, Aayat No.34)
Lekin Sajda e Ta'zeemi Karna Sharee'at e Mohammadiya ﷺ Me'n Haraam Hai, Agar Koi Kisi Insaan Ko Ya Qabr Ko Sajda e Ta'zeemi Karta Hai To Uspar Haraam Kaam Karne Ka Fatwa Lagega, Aur Agar Allah Ta'ala Ke Alaawa Koi Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Karta Hai To Uspar Shirk Karne Ka Fatwa Lagega,
Imaam e Ahle Sunnat Alahazrat Imaam Ahmad Raza Khaan Qaadri Barelvi Rehmatullah Alaih Farmaate Hai'n Ke,
Qabr Ko Sajda e Ta'zeemi Karna Haraam Hai Aur Agar Ibaadat Ki Niyat Ho To Kufr Hai.
(Fataawa Razviya, Jild No.22, Safha No.423)
Koi Bhi Musalmaan Allah Ta'ala Ke Alaawa Kisi Aur Ko Sajda e Ibaadat Nahee'n Karta, Aur Na Hi Koi Musalmaan Jo Ilm Rakhta Ho Woh Kisi Aur Ko Sajda e Ta'zeemi Karta Hai,
Rahi Baat Kisi Buzurg Ya Peer Ya Maa'n Baap Ke Qadam Choomne Ki To Yeh Amal Bilkul Jaa'iz Hai, Sunni Hazraat Aksar Mazaaraat Par Jaate Hai'n To Saahib e Mazaar Ki Chaukhat Ya Unke Pair Ke Taraf Ki Jaali Ko Choomte Hai'n, Lekin Kuchh Jaahil Log Kehte Ha
Good
MashaAllah ....very beautiful luv u all
ALLAH apko hidayat atta farmaye...
Good job
MASHAALAH
Masha Allah
Love you 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
👌🏼👌🏼👌🏼❤
Masha Allah brothers
ماشاءاللّٰه
Allah apko islam pai chalnay ke toufek day
May allha bless you and Give hidayat
Amin
beautiful speech 🤲☝️🤲
👌👌👌👌👌👍👍👍
❤️❤️❤️❤️❤️😘😘😘😘😘😘😘👍👍
Alham dulillah
Bhai bht bht shukriaa app ko ....🙏🙏🙏
quran aap tab he samajh sakte ho jab aap ka dil aur dimaag samajh na chahe
Or dil or demagh tab smjhye gye jab Allah pak chaye wohi hai jo dil ky qufil khol sakta hai.. Nhi to sb behry hai andhy hai gongy hai smjh na sky gye
@@mariarajput903 exactly
guys you are awsome love from pakistan may Allah give you good health 😗
FROM, Pak, ISLAMABAD,
ALLAH, TUM, PAR, BHI, RYHMAT,or, FAIMLI, PAR, BHI, AMEEN
Superb reaction keep it up be blessed always
Nice reaction all of you guys thank you for sharing this with us
Wa laikum as slam my brother and sister
Masha allah bhot khub me complete translate sunta hu ❤❤❤from🇵🇰🇵🇰🇵🇰
MashaAllah ❤ bohat acha kaam kar rahe ho aap log Allah ❤️ aap ko islam qabool karne ki taufeeq de 🤲 ameen!
Allah apko khush rakhe ❤️❤️❤️
May Allah guide to all of you
Come to the straight path
May you get understanding of islam❤️
Very Nice Video
Assalamualaikum....
Agar aap logo ko koi work samaj me na aai tu aap bol diya karre... comments me aap ko answer mil jai ga....urdu language me hai na tarjuma isliye....
Otherwise... Weldon, excellent work...
Bhai ek request hai jab aap ertugrul ke koi video bnao to uska next episode wala part bhi dekhna jo video ke end me aata hai Pls Param bhai, love your channel ..and I'm happy ke aap 2 episodes daal rahen hain Ertugrul ke
May Allah increase your knowledge and move u on the right path
Ameen
Quran Dillon ka sakon hy
Mashallah 👌 Brother ☺️
Good bro and sis may Allah bless you
💖💞
Pray to Allah to guide you to right path.
Infinity love from West Bengal ❤❤❤❤❤❤❤
Nice
Beautiful reaction bro sis
Subhanallha 😊nice video and great job 😊
sure yusuf
👍👍👍
🥰🥰🥰
FROM,IslamAbadRawaloindi
PAK,,
ALLAH, TUM, PAR, RYHMAT, Kary, Ameen,,, INDIA, ky, Kis, Ielaqa,,Sy, Ho,? PUNJABI, Ho,
To,, Ham BHI, Punjabi,,, AGAR, Nahi, TO, OR, BHI,Achcha, Hy,,
K,k,, Punjabi,,Laraai, BHI, Bohot, Kartty, Hyn
❤️❤️❤️❤️
Love you guys from USA 🇺🇸❤