Khoobruiyon Se Yaariyan Na Gayin: Ustad Ghulam Ali (Live) rare

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ก.ย. 2024
  • Khoobruiyon Se Yaariyan Na Gayin: Ustad Ghulam Ali (Live) rare
    Ghazal penned by: Hasrat mohani shab
    Superb composition and great singing no words about khan saab he is the only one who has god gifted voice specially for ghazals and thumris...
    lyrics 👇
    Khoob-ruyon se yaariyan na gayin, Dil ki be-ikhtiyaariyan na gayin..
    Aql-e-sabr-aashna se kuchh na hua, Shauq ki be-qaraariyan na gayin..
    Din ki sahra-nawardiyan na chhutin, Shab ki akhtar-shumaariyan na gayin..
    Hosh yaan sadd-e-raah-e-ilm raha,
    Aql ki harza-kaariyan na gayin..
    The jo hum-rang-e-naaz un ke sitam, Dil ki ummidwaariyan na gayin..
    Husn jab tak raha nazzara-farosh, Sabr ki sharmsaariyan na gayin..
    Tarz-e-'momin' mein marhaba 'Hasrat', Teri rangeen-nigaariyan na gayin.!!
    "Hasrat Mohani"
    ©Copyright Disclaimer: All Rights Reserved By Original Music Owner.No Copyright infringement Intended.Only for Entertainment Purpose..
    1: Khoobruiyon Se Yaariyan Na Gayin
    2: Khoob-ruyon se yaariyan na gayin,
    3: Khoob rooyon se yaariyaan na gayeen
    #ghulamali
    #ghulamaligazals
    #ghulamalilive
    #hasratmohani
    #liveghazal
    #KhoobruiyonSeYaariyanNaGayin

ความคิดเห็น • 15