Sonu bhai 4" pipe me double socket nhi milta hai waha par.kyu ke mujhe dikh rha hai ke socket ka use jyada kiya hai aap ne .ek jagah y ke upar ulta 45 laga diye hai.aur bhi bahut khamiya hai fil haal to 2 sawal ka jawab dijye..bura nhi man jana bhai main bhi plumber hun
kaam achcha ho sakta hai and you have good knowledge of your work, lekin jiska bhi makan ban raha hai uske ghar ki chat ko todkar pipe ko pass kiya gaya hai isliye sara kaam raddi ho gaya hai, kyonki uske ghar ki chat to kamjor ho gayi hai, bhale hi plumber ka kaam ho ya electrician ka kaam sabhi ko owner ko khud se advice deni chahiye aisa na karne ki,aam logo ko kuch pata nahi hota hai jo bhi usko koi kuch bolta hai wo maan jata hai , ,pipe ko chat ko bina tode bahar se lekar jana chahiye tha ya kisi architect se proper design banwakar kaam karwane ka sujhav dena chahiye, apni khud ki suvidha ke chakkar me house owner ka nuksan karwana achche plumber aur electrician ki nishani nahi hai aur ye unprofessional kaam ki category me bhi aata hai
Aapki baat sahi hai, Architect bhaiya ko only plumbing basic pta hota hai, Ha building construction me vo mahir hote hai, Aur sabse bda murkh to vo malik hai jo bina soche samjhe kahin bhi toilet aur bathroom banva lete hai, Es makan me pipe ko le jane ka aur koi rasta hi nhi hai, Mujhe bhi pta hai,duct dena chahiye pipe ko le jane ke liye phir plumber ko beam,pillor,roof,ko todne ki jaroorat nhi padegi
@@TechnicalsonuTech sahi baat kahi hai aapne,lekin owner moorkh nahi hote balki aam logo ko technical baatein pata nahi hoti hai ,lekin aap jaise smart professional ko khud se owner ko bolna chahiye bahar se pipe lekar jane ke liye aur beam ya roof ko todane ke nuksan bhi batane chahiye ,fir uski marji ya uska budget allow karta hai ya nahi sab kuch uss par depend karega, lekin you are doing good work and sharing your knowledge with common people also ,great job ,hope you will not mind my suggestion
रिकॉर्ड बन गया इस बार-th-cam.com/video/VifkEEyjSx0/w-d-xo.html
Thank u Bhai
Jai shree Ram 🙏
Work is good in explanation. ....
Other plumber can rise question on ur work....
Jo bhi ye vdo dekh rha he aap apne pipe ke आसपास सीमेंट कांक्रीट से मजबूत करे नही तो चूहे काट देंगे में हर साल preshan ho rha hu
50 fit pe chembur dena hi patda hai kya bhai
Aisa koi bolata Nahin Hai ki Main Nahin karunga unko to paise se matlab jaisa karvana Hai vaisa
Kitchen ka line bahot jaldi jaam hota hai esliye vaha chambar dena chahiye tha aur nahani trep ke jagah per sayfun dena chahiye the
First comment ❤
Sonu bhai 4" pipe me double socket nhi milta hai waha par.kyu ke mujhe dikh rha hai ke socket ka use jyada kiya hai aap ne .ek jagah y ke upar ulta 45 laga diye hai.aur bhi bahut khamiya hai fil haal to 2 sawal ka jawab dijye..bura nhi man jana bhai main bhi plumber hun
Excellent
Very nice
वहुत कुछ गलत है फ्लोर सिट लगाने पर एलवो ऊंची उठने की वजह से फर्श में कोना वन जाएगा जो ठोकर की तरह दिखेगा
Nice video
खड़े पाईप में सिम्पल टी भी लगा सकते हैं लेकिन विछे पाईप पर हमेशा वाईटी का ही प्रयोग करे तुम विछे पाईप पर भी सिंपल टी का प्रयोग के लिए कह रहे हो
Nice
Bhai 4" Socket nhi dena chahiye ....😢😢
Rate per fit Kitna lena chahiye
Sir drain pipe kahan prr Or kitna khade karne chayea
Septik tank ke drainage pipeline se waste pani ke sath gas v niklta rehta hai to sahi kaise kiya jaye
❤
Aap lucknow me Kam Karo ge yes or not
आप बहुत अच्छी तरीके से काम करना है
हम लोगों हम लोग देख कर सकते हैं
हम लोग रक्षक का पाइप उसे करते हैं
Aap video banawo bash subscribe badhawo cpvc dono paipe distant nhi kitna hona chahiye
Mistri Sahab Kahin Chamba nahin diya hai Kuchh block ho jaega Kaise nikalega
भाई ब्लॉक होने पर दोबारा ये प्लंबर दिखेगा भी नही।
Mujhe apke sath kam par rakhlo me bhi yahi kam krta hu bhai
Koi faida nhi bhai tum Sonu plumber nhi ban sakta.
Abe Shane kisi plumber ko bhi galat mat bolo Teri tarah koibhi karskte hai kuchh alaga bata
Bhai aapna number do
kaam achcha ho sakta hai and you have good knowledge of your work, lekin jiska bhi makan ban raha hai uske ghar ki chat ko todkar pipe ko pass kiya gaya hai isliye sara kaam raddi ho gaya hai, kyonki uske ghar ki chat to kamjor ho gayi hai, bhale hi plumber ka kaam ho ya electrician ka kaam sabhi ko owner ko khud se advice deni chahiye aisa na karne ki,aam logo ko kuch pata nahi hota hai jo bhi usko koi kuch bolta hai wo maan jata hai , ,pipe ko chat ko bina tode bahar se lekar jana chahiye tha ya kisi architect se proper design banwakar kaam karwane ka sujhav dena chahiye, apni khud ki suvidha ke chakkar me house owner ka nuksan karwana achche plumber aur electrician ki nishani nahi hai aur ye unprofessional kaam ki category me bhi aata hai
Aapki baat sahi hai,
Architect bhaiya ko only plumbing basic pta hota hai,
Ha building construction me vo mahir hote hai,
Aur sabse bda murkh to vo malik hai jo bina soche samjhe kahin bhi toilet aur bathroom banva lete hai,
Es makan me pipe ko le jane ka aur koi rasta hi nhi hai,
Mujhe bhi pta hai,duct dena chahiye pipe ko le jane ke liye phir plumber ko beam,pillor,roof,ko todne ki jaroorat nhi padegi
@@TechnicalsonuTech sahi baat kahi hai aapne,lekin owner moorkh nahi hote balki aam logo ko technical baatein pata nahi hoti hai ,lekin aap jaise smart professional ko khud se owner ko bolna chahiye bahar se pipe lekar jane ke liye aur beam ya roof ko todane ke nuksan bhi batane chahiye ,fir uski marji ya uska budget allow karta hai ya nahi sab kuch uss par depend karega, lekin you are doing good work and sharing your knowledge with common people also ,great job ,hope you will not mind my suggestion
@AnshSinghal79 बिल्कुल सही कहा सर् आपने,आपके आदेश का पालन करने की कोशिश जरूर करूँगा, सादर प्रणाम🙏
@@TechnicalsonuTech 🙏
कृपया अपना नम्बर देवे मुझे प्लंबर का काम कराना है
Kripya mujhe apna number de de mujhe Pramod ka kam karna hai
Sir aap apna wat shop number digiye mere ko samshiya hota rabta hai sholv kare
Sar aapki Jankari mujhe bahut kam a rahi hai aapse main baat karna chahta hun aapka contact number mere pass hai
Bhai toilet pipe kitna fit me chamber dena hai