Shaitan Ke waswaso Se Kaise Bache | Dil Ki Bimariyan Ep 17 By Shaikh Abdul Haseeb Madani

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 ก.ย. 2024
  • Shaitan Ke waswaso Se Kaise Bache | Dil Ki Bimariyan Ep 17 By Shaikh Abdul Haseeb Madani
    ► Support Us with your donation:
    www.iplustv.co...
    www.instamojo....
    or Contact Us: 9588888826
    Join our social media:
    ► WhatsApp Group: www.iplustv.com...
    ► Subscribe Our TH-cam Channel:
    www.youtube.co...
    ► Facebook Page:
    / iplustvlive
    ► Official Website: www.iplustv.com
    ► Telegram Channel: t.me/iplustv
    ► Twitter: / iplustvlive
    ► Instagram: / iplustvonline
    ► Download iPlus TV Application:
    ● Android App: play.google.co...
    ● iPhone (iOS) App: itunes.apple.c...
    ► About iPlusTV
    iPlus TV is a Islamic Family TV Channel. iPlus TV is trying to create a positive change in the Indian Society by connecting people to their Creator. iPlus TV is trying to create harmony, understanding and tolerance among people from different faiths. iPlus TV has quality programs for the entire Family - Women, Children, Teens, Elderly, Businessmen, Families, Mushayra, inter-religious. iPlus TV has many interesting, motivating and knowledge-increasing Islamic Programs. iPlus TV also has programs on various social issues where people from different sections on the society come together for social reforms on subjects like Farmers Suicide, Female infanticide, Corruption, Dowry etc.
    iPlus TV Behtar Zindagi ke Liye…
    PLEASE NOTE:
    Any of the views expressed by the speakers do not necessarily represent the views of iPlus TV or any other projects it may have or intend to do. iPlus TV and it's affiliates do not advocate nor condone any unlawful activity towards any individual or community.
    COPYRIGHT NOTICE:
    We allow anyone to translate our content and reshare videos but the video must remain branded under iPlusTV (with our logo and channel link) all speakers and artists should also be credited in the description, Video Footage: All footage used in our videos are licensed to iPlus TV Media, and you are not permitted to cut clips and use in your own videos (without permission from the original owner). #iPlus_TV

ความคิดเห็น • 35

  • @asamcheema2074
    @asamcheema2074 2 ปีที่แล้ว +2

    جزاک اللہ خیر

  • @mohdshahid7111
    @mohdshahid7111 2 ปีที่แล้ว +2

    JazakAllaah kharyn

  • @mahfoozakhtar7269
    @mahfoozakhtar7269 4 ปีที่แล้ว +1

    MashaALLAH बहुत खूब बहुत अच्छा लगा
    Jazakumullh khairan

  • @IrfanAli-ih7fs
    @IrfanAli-ih7fs 4 ปีที่แล้ว +2

    Jazakallah khair ..

  • @munnamunna4205
    @munnamunna4205 3 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah

  • @indianbadshah1540
    @indianbadshah1540 2 ปีที่แล้ว

    Mashaallah inshallah aap logon ka channel kamyab ho

  • @akhtarhusain6393
    @akhtarhusain6393 4 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ

  • @sohilluhar8192
    @sohilluhar8192 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah🌹🌹🌹

  • @niyazniyaz4163
    @niyazniyaz4163 4 ปีที่แล้ว

    Ameen

  • @ibrahemphathan651
    @ibrahemphathan651 4 ปีที่แล้ว +2

    Allahu akbar kabira, mere rab tu bahut jyada maaf karne wala hai....

  • @shanawsha203
    @shanawsha203 4 ปีที่แล้ว

    Jazakallah. Bahot achcha bayan hai.

  • @majeedkhan8181
    @majeedkhan8181 4 ปีที่แล้ว

    Ipluz TV ki hifazat karenge farishte

  • @jilaniahmad1673
    @jilaniahmad1673 4 ปีที่แล้ว

    Bilkul sahi aap ne

  • @aaryanqureshi5326
    @aaryanqureshi5326 3 ปีที่แล้ว +1

    aaozubillah padna hai bs yha bimillahi rehmani Raheem tak

  • @hoor6735
    @hoor6735 2 ปีที่แล้ว

    Shaitaan k maqasid:
    1) Fasad phelana
    2) Aadmi ebadato say door ho jaey waswaso say tung a kr
    3) insan ko takleef mein daal daal kr khud sakoon hasil krna

  • @TanveerAhmed-hd9vf
    @TanveerAhmed-hd9vf 4 ปีที่แล้ว

    جَزَاکُمُ اللّٰهُ خَیْرًا کَثِیْرًاوَجَزَاکُمُ اللّٰهُ احْسَنَ الْجَزَاء

  • @mayramansoori1021
    @mayramansoori1021 4 ปีที่แล้ว +2

    Maolana sahab. Ek sawal h plz reply me jb ramazan k maheene mai shaitan qaid kr diye jate h toh phir kyun namaz mai waswase aate h

  • @Shahid-dz8yr
    @Shahid-dz8yr 4 ปีที่แล้ว

    As salaam wayelekum

  • @haideralikhan8928
    @haideralikhan8928 4 ปีที่แล้ว +2

    Mujhe Ramadan shuru hone ke baad se bhot mazeed waswase aa rahe hai. Jaise ki jab Mai namaz padhta hoon aur gaur se sureh padta Hoon to waswasa aata hai ki Kya ye Sach hai. Jab ALLAH ka zikr karta hoo to ALLAH ke hone pr Shaq hone ka waswasa aata hai aur jab raat Mai taraweeh padta Hoon to shaytaano se khauf ke waswase aate hai. Mujhe apne IMAAN ka khatra mehsoos hota hai ki kahi Mai murtad na hojau. Ya ALLAH meri aur mere IMAAN ki hifazat farma.

    • @shamafirdaus5784
      @shamafirdaus5784 4 ปีที่แล้ว

      Aameen

    • @kahekashansaher6633
      @kahekashansaher6633 4 ปีที่แล้ว +2

      Bhai chor aapka Iman chori krne aaraha hai aap hifazat badhaden. Hifazat ki aayaten zyada padhe sureh falaq naas or surah baqra ka aaqri ruku. In sha Allah sab tikh hoga or darne ki zarurat nhi ibadat krne se hum Allah k qareeb hote hai koi shaitan hmara kch nhi bigad sakta ye sirf wasawasa dalkr hume drana chahta k hum ibadat se door hojaen. Is topic pr knowledge hasil kare hmari kam ilmi se b waswase zyada aate topic hai" wawase or iska ilaj "pura lecture hai "adv.faiz sayed "ka quran or hadees ki raushni me alhamdulillah muje bahot fayda hua bas iman pr sabit rahe in sha Allah aapko b hoga

    • @shahbaaznabikhan150
      @shahbaaznabikhan150 4 ปีที่แล้ว

      Iman mei shak hone ki dua h wo kasrat se padho chalte phirte aur hisnul muslim mei ye dua h wo lelo kisi aalim se raabta h karo baa amal jo famous ho warna shaitan uske zariye tumhe gumrah karega yaad rakhna maine ye sab bht jhela h, aur jis cheez ka waswasa zyaada aaye wo asal mei honi nhi agar kuch ho bhi jaye to zyaada nhi honi yaad rakhna waswase bhulne k sabab paida hote hain isliye yaad rakhna ki ek waswasa aayega bht halka se ki ye kaam kia h maine lekin zor ispr hoga ki reh gaya h to ho gaya h pr aitbaar krne h

    • @haideralikhan8928
      @haideralikhan8928 4 ปีที่แล้ว +1

      JazakAllah bhaiyyo ALLAH AZZAWAJAL hum sabko jannatul Firdous Mai milye. Aameen

    • @abdulmuqeetsumama8179
      @abdulmuqeetsumama8179 2 ปีที่แล้ว

      Bhai zyada tension mat lo ye har ek ko aate hai waswase jab koi insaan Allah ke qareeb hona chahta hai,shaytaan ko taqleef hoti hai, aap apna kaam karo,agar aap pareshan ho gaye to ye bimari bohat khatarnak hai aap iss ke andar ghulte ghulte chale jaayoge, iss liye iss pe zara bhi dhyan mat do ahista ahista ye khatam ho jayenge,Allah hamare iman ki hifazat kare ameen

  • @JBH524
    @JBH524 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya ramzan me bhee shaitan waswasa delta hai

  • @nazeershareef7833
    @nazeershareef7833 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alaikum... Apke Background K Peeche Jo b Tasveer Hi. Usme Jaanwaron( 🐐 ) Ki Tasveer Hi.
    Change The Background . In Sha Allah

  • @MUHAMMADASHRAF-li1zm
    @MUHAMMADASHRAF-li1zm 3 ปีที่แล้ว

    Is waswaso se jan kese chhutaye

  • @aaryanqureshi5326
    @aaryanqureshi5326 3 ปีที่แล้ว

    Mujhe bhut was wasai atai hai 😭 please help me apni hi pyari mazhab islam.k khilaf hr chiz allah k khilaf ati hai please koi ilaj batai

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  3 ปีที่แล้ว

      A'oozu Billah padhe
      Aur padhe "Razeetu Billahi Rabban Wabi Muhammadair Rasoolan Wabil Islami deena"
      اللّٰہُمَّ إنِیْ أَعُوذُ بِکَ مِنْ ھَمَزَاتِ الشَّیَاطِینِ، وَأَعُوذُ بِکَ رَبِّ أَنْ یَحْضُرُونِ ․

  • @shahbaaznabikhan150
    @shahbaaznabikhan150 4 ปีที่แล้ว

    Ismei bhulne ki bht shiddat hoti h usey se waswasa paida hota h

  • @mayramansoori1021
    @mayramansoori1021 4 ปีที่แล้ว

    Jb mai namaz padhti hun toh kitni rakat padhi h bhol jati hun

  • @raghu804
    @raghu804 4 ปีที่แล้ว

    शैतान अभी तक जिंदा क्यों ह?????

  • @mayramansoori1021
    @mayramansoori1021 4 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum maolana sahab jb mai namaz padhti hun toh behuda waswase aate h

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  4 ปีที่แล้ว

      Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
      A'oozu billah parh kar apni baen taraf tutkao