Sir, I thing this was the first video on U tube narrating the mistakes in clutch fittings by new mechanics. I like this video very much, carry on Brother such videos in future too for the benefits of viewers please.
Yaar bhai maine bhi apni gadi Ko karvaya hai piston ud Gaya tha ab dobara chal nahin pa Rahi rate de raha hun kaise theek hogi engine bahut awaaz kar raha hai
Spendor bike ka engine Naya banaya to gadi top gear me chalti nahi hei or cluch ki dandi apnae AAP jyada Kam hoti rahti hei or top gear me cluch plet me aavaj aati hai or Kam jyada Kam jyada chalti hai..
Please reply bhai 🙏. Pulsar 150 me clutch pakad kar rkhne par bhi gaadi aage jarahi hai aur gear neutral krne me bhi boht dikhat horahi h, engine on karke bike ko central stand par khada karke neutral krte h to aram se hojati h. Iska koi solution bthao
Ma'am video mene post kr diya ap new video dekh skte ho Or agar apki bike m vibration ka bi issue he to primary gear ko change krva dijiye problem solved ho jaegi
Bhai meri gadi bhag nahin rahi hai aur bilkul bhi kick free ho gai hai bhai 3500 lagakar theek karvai hai un 10 1 Mahina Chali hai Bus isase jyada bike nahin Chali ab chal nahin pa Rahi accelerator de rahi hai gadi aage nahin badh Rahi
Bhai apki bike me full engine ka kam tha or apne jaha se bi Kam karvaya h usne half ka hi Kam Kiya h ab cranksaft ki vjah se aavaj aa rhi h or iski vjah se ye sari dikkate ho rhi h so koi acha mechanic ho uske pas bike dikha k ache se full engine ka kam krva lo vaps
Ye bahot logo ko problem aa rhi h bhai Agar bike oil consumption jyada nhi kr rhi h to carburettor clean or uske andr 2 jet aate h jo chota vala jet h usko change krdo than milege set kra do problem solved ho jaegi
Bhai mere pass Passion Pro hai usmein gadi Mein gear Laga rahe hain to Gadi Aage Piche ho rahi hai usmein gadi Mein gear Laga rahe hain gadi Aage Piche ho rahi hai
Bhai ESI dikkat kabi kbi clutch ki setting barabar na ho to bi Hoti h to first clutch ki setting ko Sahi krvaye or agar Uske baad bhi dikkat aa rhi h to clutch plate or pressure plate dono sath me change krvana
Bhai mene new clucht platet dali our set kiya to meri gadi par gaiyer lagane par ange nahi badhti he our kik bhi luj ja rahi he kya problum ho sakti he
sir splendor mai clutch plate or steel plate dalwa di jaise clutch chodte h to jhatke se leke hil hil k vibration type hoke fir chalti h please solution sir😢
Bhai 1 mahine bhi nahin Chali gadi gadi aage nahin chal pa Rahi toaster bike hai clach plate khatm Ho gai kya Ho Gaya Mera Naam Faizan Kashipur aap apna number de dena bhai
Bhai jab bi clutch plate change krvao hero ki genuine dalvao or presure plate bhi change krvao hota kya h ki mechanic jab Naya hota h to usko check krne nhi aati h presure plate kharab h ya sahi to vo clutch plate new lagayega or presure plate purani hi rehne deta h jisase hota ye h ki clutch plate change karvane ke baad bhi acha pickup nhi mil pata h
Bhai ji apache 160 4v me cluch plate filter nya dal diya fir v bike 4th gear me pickup tod rahi hai speed 50 ke bad bdi muskil se 63 65 tk ja rahi hai kya dikat hogi
Bhai Meri HF Deluxe BS4 Me Clutch plate daalne per bhi Pickup Fresher Nahi Aa Raha He Or Bike me lagta he Bahut jyada Load Rakh Diya hai Jabki Single Person Hi Bike Chalata he Ek Dum Se Load Nahi Le Rahi He Please Bhai Koi Solution Batao Me Kisi Bhi Mistri Ko Batata Hu To Ek Baat Hi Bolte He Clutch Plate Dalegi Jabki Ek Mahine Phale Hi Dalai Thi original Hero Ki
Bhai sabse pehle ap apni bike ki full service krvao or jab bike ki service krvao tab ap mechanic ke Pas hi bethna or usko bolna chain sprocket ki chain h usko ache se diesel SE wash kre clean kre or Uske baad chain Ka adjustment perfect krvae apki bike h vo chain ki vajah SE heavy chal rhi h Bhai to itna ap krva le
Or agar ab ap jb bi vaps clutch plate ka Kam krvao to mechanic ko bolna pura clutch assembly complete check kro u pressure plate clutch housing clutch hub clutch katora
Bhai sahab mene clutch plate change karwarye hai splender pro bike puri clutch housing center hub clutche plate all lakin jab clutch bandha gaya to gari pickup ke time jatk e leti hai or hitchkole lete hai pir sahi chlti hai lakin jab bhir atia hai clutch dabao or clutch choro to jhatke leti hai mistry ko sab orignal saman la kr deya tha
Bhai dikkat h ye hoti h ham clutch plate to new dalva dete h pr kbi kbi or parts me bi choti si dikkat hoti h jo mechanic ki pakad m nhi aati h to apki bike me clutch ka Jo katora h usme dikkat h ya to usko thoda gis do ya fr company ka original dalvao
Maine abhi clutch plate dalwaya hai. Lekin bike 50 ke upar engine speed batata hai. 60 ke upar engine race bahut batata hai aur 60 ke upar nhi jati. Please uska koi solution bataye
Honda cd 110 baik hai Gadi bhagti nahi thi original part kilich plat ka dala per sahi nahi huaa or or kilich pilet bar bar jali kharab ho jati hai Abhi fir maine original part pura kilach ka dalbaya hai But Jo spring jo lagi hotai hai usne usko nikal ke badi spring dala hai Gadi bhag to Rahi hai per per mer ko hiting samaj ha raha hai had or injan me Per bike sahi chal Rahi hai ab Aage chal ke koi problem to nahi aaygi
Bhai apki jo clutch shaft h kick side to sbse pehle ap clutch partion ko open krke jo clutch shaft h usko thoda sa glendor se gis do ya fr shaft ko naya daal do
Bhai meri bike me maine new cluch plate dala tha fir bhi gadi pick UP nhi de rhi he maine macanic se bola to oo bolne laga ki apne jo cluch plate layi thi oo duplikate thi oo bol rha he ki fir origninal dalo fir dekh to kya ye sach he
Bhai mene 6 mahine pehle clutch plate change ki h lekin fir problem solve nhi hua gear atakte h or main problem ye h ki jab car ko slow karte h tab clutch paddle k pas bahut vibration hota h or kabhi kabhi car band bhi hojati h bhai solution batao yar pareshan ho gaya hu koi dhang ka mechanic hi nhi h bahut kharcha ho gaya h 😢
Mere pas cbr 150r hai maine clutch plate change karwani bike di thi but uske baad jab clutch chodte hai toh bike jhatke marti hai half clutch me . Aise kyu?
Bhai ESI dikkat tab Hoti h jab clutch plate change krne ke baad Jo clutch Ka hub HOTA h uska Jo nut HOTA h vo proper tight nhi HOTA h to us nut ko tight kra do problem solved ho jaegi
Maine apni apacchi ka kalach plait ka kaam karaya tha abhi 3 din pehle but injan hiting kar raha hai or 100 ki speet me pahuchne me bike bhot time le rahi hai
First thing engine hitting to usme ye dikkat hoti h bhai ki jb clutch partion ko pack Kiya jata h vaps tb new packing kit lagayi jati h to vo jalti h thoda to hitting hoti h minor baad m clear ho jaega or oil achi company ka nhi dala hoga to bi hitting ki samasya aaega
भाई मेरी बाईक क्लच बिल्कुल नहीं मान रहीं और मेरे मेरे गांव के मेकेनिक को भी दिखाई उसने पूरा ऑइल बुक्स के चेक किया उसके कोई समस्या समज नहीं आई बाईक बिल्कुल क्लच नहीं ले रहीं
Bhai ye kuch clear nhi bta skta h bike ke engine ki condition ko dekhna pdta h isme ha agar ap oil change krvane jate ho tb oil km niklta h to fr pkka Kam aa gya h
Fr to Kam aa gya h pr jb bi half engine khulvao tab crank check kra Dena agr usme thodi bi chal hogi or sirf half ka hi km krvaya to km bigd jaega or problem. Vaps aaegi
Bhai meri baik lod nhi lagari aur bhai ka angan karaya tha 6 mahine pahale hi fir us main sarvish karay lekin baik bahut lod manti hai akela bande pe bhi tel bhi jayada khati hai cd dilex hai bhai vo lod kyu manti hai
Sir, I thing this was the first video on U tube narrating the mistakes in clutch fittings by new mechanics. I like this video very much, carry on Brother such videos in future too for the benefits of viewers please.
@pradeepbhosikar Thank you ♥️
Bhai ji batao esa kyu ho raha hai
Ap ki information bahut sahi hai 👌 bahut acche se samj me ata hai
Thank you ♥️
Hf bs6 me bs4 वाली caluch plet. Or स्पायरिंग dalsakte h
Ha daal skte h
@happymototech5983 dpiring hard dalsakte
Nice informative video
@@PawanRawat thank you boss👍
@@happymototech5983 apko location??
Super Splendor close direct Ho Gaya kaise karna hai bhai
Bhai smaj nhi aaya kuch...
Thoda clear btaoge....
Sir mere pass karizma r 2010 model ha uski timing chain utar jati ha uske ke liye best timing chain bato
Genuine company ki daal do
Guruji parnam bike ka enjin to banate he lakin 2 go video aap se chahi sijar biyar ka
Yaar bhai maine bhi apni gadi Ko karvaya hai piston ud Gaya tha ab dobara chal nahin pa Rahi rate de raha hun kaise theek hogi engine bahut awaaz kar raha hai
Spendor bike ka engine Naya banaya to gadi top gear me chalti nahi hei or cluch ki dandi apnae AAP jyada Kam hoti rahti hei or top gear me cluch plet me aavaj aati hai or Kam jyada Kam jyada chalti hai..
Bike vibration kare .......new bike jaisa lane ke liye kiya kiya kare
Bike konsi h
@@happymototech5983 passion plus
Mech auto compani ki clutch plate kesi rahegi??
Bhai aati to achi h quality to achi h uski
Pr genuine me hi lo k yr jyada costly kaha aati h 250 k lagbhag to original mil jaegi
@@happymototech5983 thanks for reply ❤️🇮🇳
Bhai aap gadi ka kaam karte ho shop Kahan hai
@@nityendravashishtha dungarpur rajasthan
@@happymototech5983 are bhai me to delhi me hoon.
ek baat bateye k service center se clutch plate karaoya bahar mechanic se, mera paas ns200 bs4 hai 50k chal gaee, ye first time koi kaam hoga?
Op❤❤❤❤❤❤
Please reply bhai 🙏. Pulsar 150 me clutch pakad kar rkhne par bhi gaadi aage jarahi hai aur gear neutral krne me bhi boht dikhat horahi h, engine on karke bike ko central stand par khada karke neutral krte h to aram se hojati h. Iska koi solution bthao
@@Rehaan_. Bhai thoda time do me solution apko btata hu
@@happymototech5983 ok bhai waiting for your solution
Bhai main pura clutch assembelly dalavy hai to bhi aisa lagta koi engine pakdake chal raha hai pickup nahi le rahi hai fix kaise karen
Bhai primary gear m dikkat aa rhi h change kra dijiye problem solved ho jaegi
bhai clutch plate bhi new dalwai minda ki splendor mai steel plate b dal di clutch chodne pe vibration le k pickup leri h
Ma'am video mene post kr diya ap new video dekh skte ho
Or agar apki bike m vibration ka bi issue he to primary gear ko change krva dijiye problem solved ho jaegi
Bhaiya clutch plate ke spring wale ek bolt ko halka dila rakhne se kya hoga
Bhai meri gadi bhag nahin rahi hai aur bilkul bhi kick free ho gai hai bhai 3500 lagakar theek karvai hai un 10 1 Mahina Chali hai Bus isase jyada bike nahin Chali ab chal nahin pa Rahi accelerator de rahi hai gadi aage nahin badh Rahi
Bhai apki bike me full engine ka kam tha or apne jaha se bi Kam karvaya h usne half ka hi Kam Kiya h ab cranksaft ki vjah se aavaj aa rhi h or iski vjah se ye sari dikkate ho rhi h so koi acha mechanic ho uske pas bike dikha k ache se full engine ka kam krva lo vaps
Bhai mare gadi rx100 uski clutch setting bar bar utar jare do din ten din me kya problem ho sakti
Hi sir meri bike 60 se upper nhi speed nhi leti hai res kiya to overload hoti hai passion pro i3s bike hai
Bhai ho skta h air le rhi h ya fir current Ka issue hoga
Bai Honda dirim yega me calch pilet me oil nahi pohchara es wajse calch pelet or presar pelet jal jyari Bai
Discover 135 plus dabane mein awaaz a rahi hai kripya
Bhai thoda clear btao to me kuch bta pau ...
Discover 125 dtsi milage problem
Ye bahot logo ko problem aa rhi h bhai
Agar bike oil consumption jyada nhi kr rhi h to carburettor clean or uske andr 2 jet aate h jo chota vala jet h usko change krdo than milege set kra do problem solved ho jaegi
Bhai maine paltina old model ka cylinder kit new dala hai par meri bike एवरेज नहीं दे रही है क्यों
Bajaj ka h ya other company ka
Cbz baik geyar लगाने में आगे नहीं बढ़ते keya Karan Hai iska
Bhai konse gear m aage nhi bdta h bike
Sir meri discover 125 pahle 100 tak jati thi ab 80 tak hi kailch palet bhi dalbali
Bhai aapki shop kha hai
Dungarpur Rajasthan m he
Bhai mere pass Passion Pro hai usmein gadi Mein gear Laga rahe hain to Gadi Aage Piche ho rahi hai usmein gadi Mein gear Laga rahe hain gadi Aage Piche ho rahi hai
Bhai mko smj nhi aaya actual me dikkat kya h...
Super Splendor maker plate pressure plate dalne ke bad touch Kam nahin kar raha hai ismein kya Kami hogi
Bhai apka sawal mko smj me nhi Aaya ap firse btaega dikkat kya ho rhi h
Sir meri pulser 135 me subah cluchplate kyo chipak jata hai cluch lene par bhi age bad jata hai ye promlem sirf 1 time hota hai
Bhai rat ko bike handle lock karte ho ya normal lock
Sir meri TVs sport gadi hai
Maine clutch plate new Dali hai lekin gadi pick up aur gadi me gad gad aavaj AA Raha hai pls bataye kya problem hai
Primary gear m problem ho skti h
Housing की आवाज है अगर लोड में गड़ गड़ आवाज आ रहा है तो
Bhai mene clitch plate new dalvai hai splendor me original mgr uthan nhi le rhi h acha to kya kre
Bhai jb bi clutch plate change krao sath m pressure plate bi krva Deni chahiye jyada costly bi nhi aati h around 220 tak hi cost hoti h
Bhai clutch plate aur pressure plate new dalne ke bat bhi keak slip kar rahi ha
Bhai kal video post krunga apki problem ka
जंप गैर डालते हैं तो खड़ा खड़ा होने की आवाज आती है तोक्या करें क्लच प्लेट में नई
Smj nahi aaya bhai jamp gear?
Bhai NS 200bs5 uska pick achanak kam ho Gaya hai aur pick up bhi ghat gaya hai please help and give solution
Bhai ESI dikkat kabi kbi clutch ki setting barabar na ho to bi Hoti h to first clutch ki setting ko Sahi krvaye or agar Uske baad bhi dikkat aa rhi h to clutch plate or pressure plate dono sath me change krvana
Bhaisab aapne cut vaysar ke picche ka vaysar nhi lagaya
Thanks bhai
Bhai mene new clucht platet dali our set kiya to meri gadi par gaiyer lagane par ange nahi badhti he our kik bhi luj ja rahi he kya problum ho sakti he
Bhai sham ko video post krta hu apki problem ka
sir splendor mai clutch plate or steel plate dalwa di jaise clutch chodte h to jhatke se leke hil hil k vibration type hoke fir chalti h please solution sir😢
Thank you ma'am
Sham ko apki apki m Jo problem aa rhi h is topic pr video upload kr dunga
Great video
Thank you
Platina old ka clutch assembly or housing ka part number batao bajaj genuine
Sir हमारे suzki mx 100 ka clatch under sa जाम ho gya hai
Meri pulsar 220 bs6 ka clutch dab hi nahi raha aaj he chalu bike me problem aayi to me kya karu ye problem mene paheli baar dekha
Bhai clutch dab nhi rha he to pehle clutch ki cable ya clutch k liver check kare in dono me hi kharabi hogi clutch ki cable kharab hogi
Bs6 auto hai 2021 ki cng 4kg me sirf 100km hi chalti hai
Sorry bhai cng ka mko koi knowledge nhi h
Sir mere pass super splendor bike jisme hr month clutch plate kharab ho jaa raha hai pahle 3 year tk thik tha ab ye problem kyu aa raha hai plz help
Clutch Ka Jo hub HOTA h usko change kra do bhai
Ok brother
Mere pass splindar bs 6 h mene bhi calchplet nhi Dali h fir bhi pahado me lod dalne ke aaghe se tak tak chan chan ki awaj aari thi
Bhai con set ya front wheel bearing me dikkat ho skti h
Con set adjustment kra do
Bhai MERI HF DELUXE BS4 ME COMPLETE CLUCH SET DALNE KE BAAD BHI BIKE KHICH NAHI RAHI AGAR BIKE KHICHTE HE TO BAHUT JYADA DUB RAHI HE
Bhai Meri gadi Splendor hai bahut aur hit Hoti Hai Maine oil pump dalva liya clutch assembly Dal wali Sab dalva liya to bhi aur hit ho rahi hai
Itna sb krne k baad bi over hitting ki problem h to ek bar wheel check krao and chain sprocket chain adjust proper kra do problem solved ho jaegi
Bhai 1 mahine bhi nahin Chali gadi gadi aage nahin chal pa Rahi toaster bike hai clach plate khatm Ho gai kya Ho Gaya Mera Naam Faizan Kashipur aap apna number de dena bhai
Hero speldar ki new bik me kilch plet kitne hajar kilo mitar par chenj karni chahiye
Bhai apne Jo sawal pucha h personally mko bahot acha lga me ispe hi video bana dunga or apko mention kr dunga thanks 🙏
अब पतला वाला वाइसर भूल गया भाई😂😂😂😂
pulsar 220 mai sizer gear dalne k baad khat khat awaz aa rahi hai problem kya hai
.vai mara splander+ bick ki giyar Dana par chash Kam nahi karti .
Mere pass ismart he2016 models he cluch plate chang karne ke baad bi pickup nahi de rahi he kya karu
Thank you ♥️
Bhai jab bi clutch plate change krvao hero ki genuine dalvao or presure plate bhi change krvao hota kya h ki mechanic jab Naya hota h to usko check krne nhi aati h presure plate kharab h ya sahi to vo clutch plate new lagayega or presure plate purani hi rehne deta h jisase hota ye h ki clutch plate change karvane ke baad bhi acha pickup nhi mil pata h
@@happymototech5983 or iska self to 3 baar badal vaa chuka hu jaldi kyo kharab hota he
Bhai ye ismart bike hi bekar h
भाई मेरी गाडी पल्सर वन फिफ्टी गाडी क्लच प्लेट नही डालने के बाद भी आगे नही क्या बोल मे हो सकता है
Bhai ji apache 160 4v me cluch plate filter nya dal diya fir v bike 4th gear me pickup tod rahi hai speed 50 ke bad bdi muskil se 63 65 tk ja rahi hai kya dikat hogi
Company ke workshop me Jake clutch plate or filter dono change kra do problem solved ho jaegi
Bhai pick up le raha hai but bike 50 se jyada speed nahi aa rahi hai
Primary gear me issue h usko change kr dijiyega
OET clutch plate kya hota hai
काहा से हो भाई
Dungarpur Rajasthan
Meri bhi passion plus hai clutch plate .aur pressure plate new install ki ha.. lekin first gear me pickup nahi le rahi hai..aur problem bhi same hai
Bhai apko apni bike me sirf clutch cable ki setting ache SE krani h fr problem solved ho jaegi
mere pass bajaj avenger 220 cruse hai. uska cluth plate har 2 3 mahine me kharab hota hai pls
help kardo
@saikantloveu1 - Bhai pehle ye batao ki ap clutch plate kaha change karvate ho local geraj ya showroom ke workshop me
Gadi chalate Samay Top Gear Mein clach apne aap chalta ho to Kyon Hai
Bhai thoda batana me smj nahi paya ...
Akchiver gadi me klach plet dalne ke bad me di pikap nhi hai
Thank you for comments
Sir apki bike me presure plate me dikkat ho skti h check krva lo
Maileg ke liye kya karna hai
Bhai Meri HF Deluxe BS4 Me Clutch plate daalne per bhi Pickup Fresher Nahi Aa Raha He Or Bike me lagta he Bahut jyada Load Rakh Diya hai Jabki Single Person Hi Bike Chalata he Ek Dum Se Load Nahi Le Rahi He
Please Bhai Koi Solution Batao
Me Kisi Bhi Mistri Ko Batata Hu To Ek Baat Hi Bolte He Clutch Plate Dalegi Jabki Ek Mahine Phale Hi Dalai Thi original Hero Ki
Bhai sabse pehle ap apni bike ki full service krvao or jab bike ki service krvao tab ap mechanic ke Pas hi bethna or usko bolna chain sprocket ki chain h usko ache se diesel SE wash kre clean kre or Uske baad chain Ka adjustment perfect krvae apki bike h vo chain ki vajah SE heavy chal rhi h Bhai to itna ap krva le
Or agar ab ap jb bi vaps clutch plate ka Kam krvao to mechanic ko bolna pura clutch assembly complete check kro u pressure plate clutch housing clutch hub clutch katora
Bajaj discover 100m मे रॅकर आवाज आता हैं. 40या50 स्पीड चलाने के बाद आता है! उसे कैसे सही करे.
Bhai sawal ko thoda sa clear kro aawaj kisme aata h to solution bta paunga boss
मिस्त्री भाई यह बताइए दोनों साइड की चेन चढ़ी हुई है एक मिस्त्री को मैंने देखा क्लच प्लेट से बना दिया था❤❤❤❤❤
Kya bana diya tha ?
Bhaiya meine bike ki full ingine repair kiya fir bhi silencer ke blue smoke ahh raha
Bhai engine banane k baad apki bike kitna km chali h or
Pehle apki bike oil khati thi kya
Bhai sahab mene clutch plate change karwarye hai splender pro bike puri clutch housing center hub clutche plate all lakin jab clutch bandha gaya to gari pickup ke time jatk e leti hai or hitchkole lete hai pir sahi chlti hai lakin jab bhir atia hai clutch dabao or clutch choro to jhatke leti hai mistry ko sab orignal saman la kr deya tha
Waser nhi dalahga clutch cover ka
Bro clach plate naya dala firvi vi 85 se upar nahi ja rahi hai bike
Bhai dikkat h ye hoti h ham clutch plate to new dalva dete h pr kbi kbi or parts me bi choti si dikkat hoti h jo mechanic ki pakad m nhi aati h to apki bike me clutch ka Jo katora h usme dikkat h ya to usko thoda gis do ya fr company ka original dalvao
Bhai apni shop kha h aapki Address jaan skte hai
Dungarpur Rajasthan
Bajaj chetak ka clutch plate dala hai lekin clutch pakadne par kik free nahi ho raha hai
Maine clutch plate or pressure plate new dala fir v pick up nehi le raha he
Maine abhi clutch plate dalwaya hai. Lekin bike 50 ke upar engine speed batata hai. 60 ke upar engine race bahut batata hai aur 60 ke upar nhi jati. Please uska koi solution bataye
Thank you ♥️
Bhai meter me 60 se upar nahi batata h ya apki bike tej bhagti nhi h.....
Honda cd 110 baik hai
Gadi bhagti nahi thi original part kilich plat ka dala per sahi nahi huaa or or kilich pilet bar bar jali kharab ho jati hai
Abhi fir maine original part pura kilach ka dalbaya hai
But Jo spring jo lagi hotai hai usne usko nikal ke badi spring dala hai
Gadi bhag to Rahi hai per per mer ko hiting samaj ha raha hai had or injan me
Per bike sahi chal Rahi hai ab
Aage chal ke koi problem to nahi aaygi
Kuch salutations do bhaiya bahut paresan hu
Bhai ma pora anjin bnaya h .par garki problam arih
Bhai apki jo clutch shaft h kick side to sbse pehle ap clutch partion ko open krke jo clutch shaft h usko thoda sa glendor se gis do ya fr shaft ko naya daal do
Apache bike plzzz bro kaise banega batadona plzzz
Ha bhai
Bhai mere gadi per self Marne per neutral light kyon band ho raha hai neutral mein HF deluxe gadi
Bhai battery ka fault h
Ak gadi ke bare me bat karni h
Bhai nomber ka mushkil h sorry boss
Ha boliye sir
Bhai naya clutch plate dalwane ke baad bhi gadi 40 ke baad dab kar chal rhi h aur speed nahi le rhi
Drem Yuga bik me pickup Nahi aarahi 110 cc
Clutch plate change krvayi h ya nhi bhai
Discover 135 plus dabane mein awaaz a rahi hai
Bhai full engine bnwaya pickup 0 h
Bhai bike konsi h or kitne pese lage full engine banane ke
Bhai meri bike me maine new cluch plate dala tha fir bhi gadi pick UP nhi de rhi he maine macanic se bola to oo bolne laga ki apne jo cluch plate layi thi oo duplikate thi oo bol rha he ki fir origninal dalo fir dekh to kya ye sach he
Ha bhai esa hota h duplicate clutch plate se pickup jyada nhi milta h
Bhai mene 6 mahine pehle clutch plate change ki h lekin fir problem solve nhi hua gear atakte h or main problem ye h ki jab car ko slow karte h tab clutch paddle k pas bahut vibration hota h or kabhi kabhi car band bhi hojati h bhai solution batao yar pareshan ho gaya hu koi dhang ka mechanic hi nhi h bahut kharcha ho gaya h 😢
Bhai discover 150 me clutch palet dalte hi slip mar rahi
Clutch hub m fault hoga bhai
Unicorn bike Mai carbureter Sahil he tobhi bike rece Lele hi bike band hoto hai
Bhai carburettor dekhne me sahi lgta h pr kahi na kahi barik crack ya ched ho skta h uski vjh se air le leti h bike
Mere pas cbr 150r hai maine clutch plate change karwani bike di thi but uske baad jab clutch chodte hai toh bike jhatke marti hai half clutch me . Aise kyu?
Bhai ESI dikkat tab Hoti h jab clutch plate change krne ke baad Jo clutch Ka hub HOTA h uska Jo nut HOTA h vo proper tight nhi HOTA h to us nut ko tight kra do problem solved ho jaegi
Engine ka kam karvaya 6 mahine bhi nhi chali or vaps engien kharab ho gya kya karu
Bhai ache mechanic se Kam krvao or usko bolo hajar do hajar jyada le par km garantee vala kro
HF Deluxe BS 6 Me Res Le Rahi Hai Lekin Speed Nahi Pakad Rahi Hai
Fuel injector me problem h boss
Clutch plate near dalne se cloth jhadane accelerator pakane cut cut Awaaz
Maine apni apacchi ka kalach plait ka kaam karaya tha abhi 3 din pehle but injan hiting kar raha hai or 100 ki speet me pahuchne me bike bhot time le rahi hai
First thing engine hitting to usme ye dikkat hoti h bhai ki jb clutch partion ko pack Kiya jata h vaps tb new packing kit lagayi jati h to vo jalti h thoda to hitting hoti h minor baad m clear ho jaega or oil achi company ka nhi dala hoga to bi hitting ki samasya aaega
Bhai yha mechanic ne sirf clutch plate hi change ki hogi pressure plate bi change krni hoti h
भाई मेरी बाईक क्लच बिल्कुल नहीं मान रहीं और मेरे मेरे गांव के मेकेनिक को भी दिखाई उसने पूरा ऑइल बुक्स के चेक किया उसके कोई समस्या समज नहीं आई बाईक बिल्कुल क्लच नहीं ले रहीं
Bhai thoda clear btaoge problem k bare m
Bhai clutch soft ke hole pe ek rod laga hota hai
Dear friends meri Hf dluxe bike ka head ka kam kar waya to bhi meri gadi me missing or compresor ki dikkat ho rhi h😭😭😭
भाई मेरा होंडा नियो गाड़ी 125000 किमी चल गया आधा इंजान का काम अब करना पड़ेगा
Bhai ye kuch clear nhi bta skta h bike ke engine ki condition ko dekhna pdta h isme ha agar ap oil change krvane jate ho tb oil km niklta h to fr pkka Kam aa gya h
@@happymototech5983 oil kam niklata hai bhai
Fr to Kam aa gya h pr jb bi half engine khulvao tab crank check kra Dena agr usme thodi bi chal hogi or sirf half ka hi km krvaya to km bigd jaega or problem. Vaps aaegi
@@happymototech5983 crank chek hai kya bhai
Bhai meri baik lod nhi lagari aur bhai ka angan karaya tha 6 mahine pahale hi fir us main sarvish karay lekin baik bahut lod manti hai akela bande pe bhi tel bhi jayada khati hai cd dilex hai bhai vo lod kyu manti hai
Sir mechanic ne paise bachane ke chakkar me jab apki bike ka engine banaya hoga tab clutch side kam nhi kiya hoga
बाई क्लच प्लेट प्रेशर प्लेट झाला हो लेकिन गिअर डालते समय आवाज मारती है गाडी
Gear fas jate h ya sirf aawaj hi aati h
Sir, mere paas honda aviator hai... Mene clutch shoe, clutch assy, outer clutch, radiator, belt, rollerset, carboratorcleaning, magnetcoil, het coil sb change kr liya pr pickup nhi bn rhi, full throttle pr scooty jerk kr rhi hai... Race miss kr rhi hai... Sir ho ske to solution dijiye😢😢
Boss video bana deta hu me apki problem ka 👍
Rico ka clutch assembly dali fir vi gadi jhatka de raha hai
Bhaiya hm pichhle 20 din pahle hi new clutch plate lagwaye thea lekin lekin aaj pickup nhi de raha hai
Please help me
Bhai clutch Ka setting proper karlo
भाई साहब कट वाली पार्सल नहीं लगाई नहीं लगाई आपने
Thank u boss mistake batane k liye pr ye video eduction purpose tha ..