In This Lecture ✨✨✨✨✨✨✨ 0:12 Khutba 0:25 Kafar Ka Janvaron Ki Tarha Khana Aor Dunya Ki Entertainment 4:48 Nabi ﷺ Ko Nikalny Waly Taqatvar Logon Ka Anjam 5:34 Achha Vs Bura (Burai Pr Achhai Ka Label Lgany Waly Kafar, Musalmano K Brabar Nhi Ho Skty) 8:12 Jannat Ki Nematain ( Taza Doodh /Sharab ki Nehrain Aor Shehed) 13:46 Kafar Aor Janvar Main Farq Nhi 15:20 Madina K Munafiqin Ka Haal Nabi ﷺ Ki Majlis Main? 19:48 Sahaba ra Ka Haal Nabi ﷺ Ki Majlis Main? 21:44 Qayamat Ki Nishaniyan 24:56 Nabi ﷺ Aor Mominin K Liye Khush Khabri 28:18 Ruku 03, Surah Muhammad, Lafzi Tarjuma With Grammar 40:14 Dua
Assalamualaikum,Mufti saheb aap bahut achcha Bayan karte hin likin chend places pe had se tajawuz ker jatey hin please khiyal rakhen aap kafiron ke barey kuch ziyada kehdiye Zina waghaira pe some kafir log hum musalmano se ziyada pakbaz rehte jhoot dhoka her burayion se bach ke hin sadqa o khairath Karte rahem dil hin danga fasad se door rehte hin unki sabse badi na qabile maaf gunah SHIRK wo Allah ke sath ghairullah ki bhi parastish karte hin Kash wo aisa na karte (Allah pak unhi hidayat de Ameen)
دل بدست اول ک حج اکبر است از ہزاران کعبہ یک دل بیتن است کسی ایک شخص کے قلب کو روشنی کی طرف لے جانا ایک قلب کو ژندہ کر دینا یہ حج اکبر سے بہتر ہے کیونکہ ھزاروں کعبوں سے ایک دل بھتر ھے کہ اگرآپ کسی ایک دل کی روشنی کا سماں کر دیا
Surah Mohammad ka Rukoo N. 2/3 Aur 26ve Parah ka Rukoo N. 6/7 Aur Aayat N. 12 se start. Jo log imaan laaye Aur nek Aml kiye. Allah unhe jannat ke Aise baago me dakhil karega. Jiske neeche Nahre jaari h. Aur jo log kaafir hue. Woh duniya me faeda utha Rahe h.unki Misaal jaanwar ki. Unka Asl thikaana jahannam h. Hamne kitni bastiyan halaak kar di. Jo tumse bhi zyada taqatwar thi. Jisme se tujhe nikala. Jinka Madadgaar koi nahi utha. Bus woh shakhsh jo Apne parwardigaar ki taraf se daleel par h. Woh us jaisa ho sakta h. Aur jiske bure kaam Mazeen ho. Aur Apni khuwahishaat ki pairwi kar Raha ho. Is jannat ki sift jis parhezgaaro se waads kiya gaya h. Uske neeche nahre jaari h. Jo badbu karne waala nahi. Doodh ki Nahre jinka maza nahi badla, sharaab ki nahre, jinke peene waali ke liye badi lazzat h. Shahad ki nahre, jo bahot saaf h. Jisme har qism ke Meve h. Aur unke Rab ki taraf se Magfirat h. Maslan, uske jo hamesha Aag me Rahne waala h. Jinko khaolta paani pilaya jayega. Jo unki Aaton ke tukde tukde kar dega. Aur unme baaz aise h. Jo teri taraf kaam lagate h. Yaha tak jab tere paas se Aate h. To Ahle ilm se poochte h. Ki Mohammad S. A. W ne kya kaha tha. Yahi woh log h. Jinke dilo par Allah ne Mohar laga di. Jo Apni khuwahisho ki pairwi karte h. Aur jin logo ki chahat hidayat haasil karne ki hoti h. Allah ne unhe hidayat ata kar deta h. Aur sabit qadmi bhi ata karta h. Jo yeh qayamat ke aane ka intizaar kar Rahe h. Ki Achanak Aa jaaye. Uski Alamat Aa chuki h. Nabi ne kaha Mere Aur qayamat me do ungliyon ke darmiyaan ka faisla h. Agar qayamat Aa jaaye. To nasihat ka koi faida nahi. Aye Nabi ,( Aur saari ummat ko bhi khitaab h) Mere siwa koi Mabood nahi h. Apne gunaaho ki bakhshish Maanga kare. Momin Mard Aur Momin Aurton ke haq me. Allah Tumhaari Aamado Raft ki jagah ko Aur Rahne ki jagah ko khoob jaanta h.
As salam waley kum.. Mufti sahab aap bayan me to itni baar mic pakar ke ghumate rehte ho.. Is Tafseer me to aap ka awaz hi gayab ho gaya.. Kitna slow aawaz kitna slow.. Kuch b sunai nhi diya or samajh ni aaya 🤷♂️
In This Lecture ✨✨✨✨✨✨✨
0:12 Khutba
0:25 Kafar Ka Janvaron Ki Tarha Khana Aor Dunya Ki Entertainment
4:48 Nabi ﷺ Ko Nikalny Waly Taqatvar Logon Ka Anjam
5:34 Achha Vs Bura
(Burai Pr Achhai Ka Label Lgany Waly Kafar, Musalmano K Brabar Nhi Ho Skty)
8:12 Jannat Ki Nematain
( Taza Doodh /Sharab ki Nehrain Aor Shehed)
13:46 Kafar Aor Janvar Main Farq Nhi
15:20 Madina K Munafiqin Ka Haal Nabi ﷺ Ki Majlis Main?
19:48 Sahaba ra Ka Haal Nabi ﷺ Ki Majlis Main?
21:44 Qayamat Ki Nishaniyan
24:56 Nabi ﷺ Aor Mominin K Liye Khush Khabri
28:18 Ruku 03, Surah Muhammad, Lafzi Tarjuma With Grammar
40:14 Dua
سبحان اللہ
Love you too from Kashmir India 💯❤️😊
JzakAllah khyir
جزاک اللہ خیرا کثیرا ❤❤
MashaAllah great islamic schollers mufti sb ❤
جزاک اللہ
Aameen summa Aameen
Jazakallah khair w ahsanal jaza
Jazakallah mufti sahab
Jazakallahu qari
JazakaALLAHA khair 😊
Jazakallahu Khairan
JazakAllah khair
جزاك الله خيرا أخي الحبيب
Jazakallah
ماشاء الله تبارك الله
Mashallah
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Assalamualaikum,Mufti saheb aap bahut achcha Bayan karte hin likin chend places pe had se tajawuz ker jatey hin please khiyal rakhen aap kafiron ke barey kuch ziyada kehdiye Zina waghaira pe some kafir log hum musalmano se ziyada pakbaz rehte jhoot dhoka her burayion se bach ke hin sadqa o khairath Karte rahem dil hin danga fasad se door rehte hin unki sabse badi na qabile maaf gunah SHIRK wo Allah ke sath ghairullah ki bhi parastish karte hin Kash wo aisa na karte (Allah pak unhi hidayat de Ameen)
جزاک اللہ خیرا کثیرا
❤❤❤❤❤❤❤
دل بدست اول ک حج اکبر است
از ہزاران کعبہ یک دل بیتن است
کسی ایک شخص کے قلب کو روشنی کی طرف لے جانا ایک قلب کو ژندہ کر دینا یہ حج اکبر سے بہتر ہے کیونکہ ھزاروں کعبوں سے ایک دل بھتر ھے کہ اگرآپ کسی ایک دل کی روشنی کا سماں کر دیا
مفتی صاحب چاروں خلفائے راشدین کی زندگی پر الگ الگ کوئی مستند کتاب بتا دیں جس سے ھمارا ایماں بھی مضبوط ھو اور علم میں اضافہ بھی۔
محمد خالق ایبٹ آباد
Assalamualaikum
Aslam o alaikum
Surah Mohammad ka Rukoo N. 2/3 Aur 26ve Parah ka Rukoo N. 6/7 Aur Aayat N. 12 se start. Jo log imaan laaye Aur nek Aml kiye. Allah unhe jannat ke Aise baago me dakhil karega. Jiske neeche Nahre jaari h. Aur jo log kaafir hue. Woh duniya me faeda utha Rahe h.unki Misaal jaanwar ki. Unka Asl thikaana jahannam h. Hamne kitni bastiyan halaak kar di. Jo tumse bhi zyada taqatwar thi. Jisme se tujhe nikala. Jinka Madadgaar koi nahi utha. Bus woh shakhsh jo Apne parwardigaar ki taraf se daleel par h. Woh us jaisa ho sakta h. Aur jiske bure kaam Mazeen ho. Aur Apni khuwahishaat ki pairwi kar Raha ho. Is jannat ki sift jis parhezgaaro se waads kiya gaya h. Uske neeche nahre jaari h. Jo badbu karne waala nahi. Doodh ki Nahre jinka maza nahi badla, sharaab ki nahre, jinke peene waali ke liye badi lazzat h. Shahad ki nahre, jo bahot saaf h. Jisme har qism ke Meve h. Aur unke Rab ki taraf se Magfirat h. Maslan, uske jo hamesha Aag me Rahne waala h. Jinko khaolta paani pilaya jayega. Jo unki Aaton ke tukde tukde kar dega. Aur unme baaz aise h. Jo teri taraf kaam lagate h. Yaha tak jab tere paas se Aate h. To Ahle ilm se poochte h. Ki Mohammad S. A. W ne kya kaha tha. Yahi woh log h. Jinke dilo par Allah ne Mohar laga di. Jo Apni khuwahisho ki pairwi karte h. Aur jin logo ki chahat hidayat haasil karne ki hoti h. Allah ne unhe hidayat ata kar deta h. Aur sabit qadmi bhi ata karta h. Jo yeh qayamat ke aane ka intizaar kar Rahe h. Ki Achanak Aa jaaye. Uski Alamat Aa chuki h. Nabi ne kaha Mere Aur qayamat me do ungliyon ke darmiyaan ka faisla h. Agar qayamat Aa jaaye. To nasihat ka koi faida nahi. Aye Nabi ,( Aur saari ummat ko bhi khitaab h) Mere siwa koi Mabood nahi h. Apne gunaaho ki bakhshish Maanga kare. Momin Mard Aur Momin Aurton ke haq me. Allah Tumhaari Aamado Raft ki jagah ko Aur Rahne ki jagah ko khoob jaanta h.
Assalamualaikum kya baccho ka mou mein haat dalna hadees se sabit hai
Aeh te maal kya hota hai
Gair muslim ko aadab or good mornig khskte Hani yanahi
As salam waley kum..
Mufti sahab aap bayan me to itni baar mic pakar ke ghumate rehte ho.. Is Tafseer me to aap ka awaz hi gayab ho gaya.. Kitna slow aawaz kitna slow.. Kuch b sunai nhi diya or samajh ni aaya 🤷♂️
Bhot gandagi hai