बौद्ध त्रिपिटक भिक्षुओं ने याद कैसे किये? क्या बुद्ध वचनों की रिपोर्ट गलत हुई?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ต.ค. 2024
  • ‪@awaazindia‬ | Buddha & His Dhamma | Episode - 224 | Dr. Rajendra Fule

ความคิดเห็น • 14

  • @stylevilla7102
    @stylevilla7102 2 ปีที่แล้ว

    NAMO BUDDHA

  • @rishimuni1932
    @rishimuni1932 2 ปีที่แล้ว

    Jai bheem namo buddhay Jordan 🇯🇴

  • @ravideosthaledeosthale8218
    @ravideosthaledeosthale8218 2 ปีที่แล้ว

    Dr.File sir best explanation.

  • @aguetamang2458
    @aguetamang2458 ปีที่แล้ว

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @aguetamang2458
    @aguetamang2458 ปีที่แล้ว

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @lalitlalit2054
    @lalitlalit2054 2 ปีที่แล้ว

    🤞

  • @sumatisamudra5844
    @sumatisamudra5844 2 ปีที่แล้ว

    Even today Tibetan and Nepali monks are memory more than thousand pages every year

  • @thekoregaon4601
    @thekoregaon4601 2 ปีที่แล้ว +1

    जय भीम नमो बुद्धाय ।
    प्रस्तुति इतनी खास अंदाज में है जिसका कहीं कोई जवाब नही ।

  • @krantikari....3186
    @krantikari....3186 2 ปีที่แล้ว

    Namo buddhay krantikari jay bhim 🙏 sir

  • @rameshwargajbhiye1345
    @rameshwargajbhiye1345 2 ปีที่แล้ว

    NamoBuddhay,maine tripitak Padi hai.Bhagwan ke mahapariniwan ke bad pahli dhammsangini hui jisme bhikshuone budha vachan jaisa bhi unhe yad raha vaissa sangini ke samane sunaya aur bad me use sankilit kiya gaya.I shaliye sampurn budha vachan tripitak me nahi aye ho.aur isi karan sanghya,karm vipak - karm fal ,jnam ,nirwan ,sugati, adi bato par logome bhinnata hai .log dhamm ko uchhedewadi samjate hai aur is dharana ke karan log me dhamm ke uddhesh nahi pahuche aur dhamm ke prati u dasin rare, is karan log dhamm ka labh nahi le sake. In kamiyoke bavjud log Bhagwan ke nam ke uper shradha ke karan dhamm ka palan,prasaran karate rahe aur dhamm ka labh lete rahe aur sugati ,nirwan prapt karate rahe.In kamiyoke bavjud tripitak sahit ya bhali prakar se sahi hai .Sabhi ko tripitak ka pathan karana chahiye takI log ome budha vachano ka uddhesh aur gyan ho aur log apana aur dusaro ka kalyan kare ,nirwan prapt kare .Bhagwan mahaparinirwan ke bad rahate hai ,Ve divyarup me widhman hai.Yeh Buddha shashn hai .Jobhi kamiya hai unke bare me naye tathya arahe hai .,unko swikarne ke liye logo ko taiyar rahana hoga .Dhamm u chhedwadi nahi hai.,uska uddhesh hi logokonirwanpraptkaranahai,arthath jnam punr jnam se mukti pakar sashwat lok me jana.us lok me jati jara maran nahi hai.,vaha sabhi , sansarik sukh prapt hote hai .

  • @madhavgovindadas8274
    @madhavgovindadas8274 11 หลายเดือนก่อน

    Pls.write down the number of every episode because हम क्रमशः. खोजे नहीं पाते

  • @rakeshboddh4554
    @rakeshboddh4554 ปีที่แล้ว

    🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼💐💐💐💐💐💐💐🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺

  • @rameshwargajbhiye1345
    @rameshwargajbhiye1345 2 ปีที่แล้ว

    NamoBuddhay,Tripitak me sanghya sabda ata hai usi ke dwara log bhav chakra me ghumate rahate hai ya nirwan prapt karate hai arthath jnam punr jnam ke chakra me ghumate rahate hai aur dukh bagate hai .Sanghya prani ka adhyatmik sharir hai,usi ke piche chakke ke saman manushya ke pap karm /Punyakarm ghumate rahate hai .Jobhi karm ,kushal karm /akushal karm ,manushya karata hai Ve karm ,Abhidhamm ,ke anusar likhe jate hai aur uske anusar bhagya banatahai aur log bhav chakra me ghumate rahate hai aur dukh bagate hai ya punya karm ke sanchay se nirwanprapt karatehai .Dhamm arthath prakriteke _dhamm palan gatha-sabbpapasyaakarankushalashyaupshampada sachidhopariyadapanamyetanbuddhanushashanum arthath pap karm nahi karana aur Punya karm karana aur man ko pani ki tarah sudh rakhana yahi buddh ka shashn hai ,Jo sabhi loko me sabi kalo me sabhi logo par lagu hai , log kisi bhi panth ko mante ho /dharam ko mante ho .Sare buddh vachano ka uddhesh hi logo ko nirwan prapt karana hai ,pura dhamm adhyatm ke uper , adharit hai jabki is samay dhamm ko log bina adhyatm ke samaja jata hai ,Jo sahi nahi hai .log samajate hai ki isame samata ,bandhutwa matri adi.hai isiliye ye dhamm achha hai .Bhagwan ko yadi samata mitrat bandhutwa hi logo me lana tha to yah kam ve samrat bankar bhi kar sakte the.Parantu sambodhi praptI ke bad divya shakti divya shrot ,divya drasti ,sarvyagta adi riddhi /siddhi prapt hui aur unko gyan huha ki dukh hai ,dukh ka karan hai dukkh dur karane ka marg hai aur vaha hai aryaastangikmarg marg ,5 shil 38maha mangalsutr adi .Sadharan logo ke liye ye marg samaja bahut kathin , isiye bhagwan pahale dhamm ko logo me prasarit karane ke liye taiyar nahi the .Bad me Mahabramha ne bhagwan se nivedan kiya ki bhagwan dhamm ko logo me prasarit kare.Dhamm ko u chhedwadi samaja jata hai vah Ashawadi /Kalyan karak hai .Bhagwan ne atm artath self ke rup me atm sabda ko liya arthath yah sharir adi mera nahi hai.Sanghya sabdh tripitak me ata hai usi ke dwara log bhav chakra me ghumate rahate hai ya nirwan prapt karate hai arthath jnam punr jnam ke chakra se mukti pakar log sanghya ke dwara saswat lok me jate hai aur sukh bhogate hai vaha natodukkh hai na budapa na punr jnam na maran.yadi nirwan prapt nahi hota hai to manushya apane papkarm /Punyakarm ke anusar bhagya banatahai aur pratyutsamutpad /karm vipak ke anusar bhagya banatahai aur sukh dukh bhogate hai.Tripitak ,5 yoni me jnam lete.hai ,narak yoni ,pashuyoni ,pret yoni ,dev yoni ,manushya yoni .log dhamm ki rah par chale aur nirwan prapt kare tabhi logo ka kalyan hoga .kam,krodh ,lobh ,moh rag dwesh ko niyantrit kare aur nirwan prapt kare nirwan arthath , janm punr jnam se mukti .Manushya yonibadi muskil se milati hai ese mauj masti me nahi gavaye nahi to pachatana padega .Tathagat maparinirwan ke bad rahate hai Vedevadidev hai .Yeh buddh shashn hai .Sawdhan Mar/Saitan ka bhi sashkt rajya hai ,vah manushya ko nirwan ke Marg se dur karata hai .Mar logo ko kam Krodh moh rag dwesh lobh ki rah par le jata hai .Adhammi log Mar ke vash me shigrah aa jate hai aur akushal karm karate hai aurPunya karm nahi karate hai .Dhammik log Mar ke vash me nahi aate .Jab bhi log koi karya kare to pahale soche ki shill to nahi tut raha hai ,apani,kisi aur log ki hani to nahi ho rahI hai/niyam sangat hai.Mangal hoga .