Thi Farishton ko bhi Hairat ki ye awaz hai kya Arsh valon pe bhi Khulta Nahin ye Raaz hai kya Ta-sar-e-arsh bhi Insan ki Tag-o-Taz hai kya Aa gayi Khaak ki Chutki ko bhi Parvaz hai kya Ghafil Adab se Sukkan-e-Zamin kaise hain Shokh o Gustakh ye Pasti ke Makin kaise hain Iss Qadar shokh ki Allah se bhi Barham hai Tha jo Masjud-e-Malaik ye wahi Aadam hai -Allama Iqbal
bahut marfat kalam 💛💖💗
Thi Farishton ko bhi Hairat ki ye awaz hai kya
Arsh valon pe bhi Khulta Nahin ye Raaz hai kya
Ta-sar-e-arsh bhi Insan ki Tag-o-Taz hai kya
Aa gayi Khaak ki Chutki ko bhi Parvaz hai kya
Ghafil Adab se Sukkan-e-Zamin kaise hain
Shokh o Gustakh ye Pasti ke Makin kaise hain
Iss Qadar shokh ki Allah se bhi Barham hai
Tha jo Masjud-e-Malaik ye wahi Aadam hai
-Allama Iqbal
Mashallah🌷🌷