@@iPlusTVonline bhai is kifaayat sanabili sahaab ko nikaalo kyunki inhone yazeed mardood ko hazrat yazeed r.a kaha hai Astagfirullah behisaab laanat ho mardood yazeed par aur yazeed ke followers par bhi behisaab laanat ho aur yeh kifaayat sanabili sahaab ne yazeed paleet ke fazail mein puraa kitaab bhi likha hai..qayamat ke Deen har cheez ka hisaab kitaab hogaa aur ham umeed karte hai ki ahle bait ko haq par kehne waalo ki jamaat ka hisaab kitaab ahle bait ke jamaat ke saath ho aur kifaayat sanabili sahaab ka hisaab kitaab yazeed ke saath ho kyunki inhone yazeed ke fazail mein pura ka pura kitaab likha hai aur inki nazar mein yazeed paleet sahih aur begunaah hai Astagfirullah Allah pak se dua hai ki Allah pak kifaayat sanabili sahaab ko aur hamlogon ko hidaayat ke raaste par chalne ki taufeeq Dein..Ameen..
@@indianbharti6800 bro yazzed ka masala tarike hai ager inki baat aaapko achha nahi to ek baat se unko judge mat krye... Allah behtaar janta yazzed kaisa kya tha.. Hume yazzed ke bare jane ya na jane humare deen ki hissa me nahi aata... Jo sheikh sahab achhi bata rehe Quraan aur Hades ki rousani me to ushko samjhe aur tahkiq khud krye phir amal krye... Allah hum sabko deen chalne me aasani aur hidayat de amen..
शेख जीस हदीस का हवाला दे रहे है वो लोंडियो के बारे में है क्युकी उस वक्त बहुत सी ऐसी लौंडिया अा जाया करतीं थीं जो हामला हुआ करती थीं.... इस हदीस से ये साबित नहीं होता कि जिन 2 लोगो ने आपस में जिना किया है और उनका हमल ठहर गया तो वो निकाह नहीं कर सकते. हो सकता हैं में ही गलत हूं पर मुझे यही समझ आया
Hafeez zubair Ali zai REHIMAHULLAH nr id hadeed ki Takhreez mai likha hai Dusre ki kheti ko pani dena se murad dusre ki biwi se mubasharat karna *yani jina to haram hai* , magar *laundi jo jung mai haath aayi* ( maal e ganimat ke taur par) Istebaraa se pehle usse kurbat jaej nahi agar *hamla ho to bacha janne ka intejar wajib hai* Lihaja yeha Shaykh hamla se murad laundi liya hai ajaad aurat nahi To ab Shaykh kifayatullah shab ne is laundi ke masle ko ajaad aurat par kayaas kiya hai Esee surat mai ikhtilaaf se nikalne ke liye muge ye he durust aur rajeh lagta hai ki bacha janne ne pehle nikah nahi kare Aur phir sachi tauba kar ke nikah karne mai shariat mai jawaj mojid hai Ha bacha baap ki taraf nasab nahi hoga baad ki aulad ka nasab baap ki taraf hoga
@@MuftiANQasmi brother Aap khud is hadees ke misdaak ho gaye hai Aap ko pata nahi bina nikah jina se bacha gair sharai bacha kehlata hai , najayaj bacha hota hai , uska DNA hone ke bawjood bhi wo uska bacha nahi kehlayega na wo use apna baap ka naam de sakega , na use uski miras mai sr hissa milega wo bacha maa ki taraf mansoob hoga Ha nikah ke baad ki aulad uski aulad keh layegi Lihaja ye qayda aam hai ke bina nikah ke ajaad aurat ka bhi hamal tehr jaye to bhi wo uski kheti mai paani na daale kyu ki wo bacha gair sharai kehlayega bawjood uska DNA hone ke Lihaja social media par bina ilm ke bahas na kare fiqhi massaail mai aur na jahilaana fatwa de kar ummat ko gumrah aur confuse na kare Aur puch le ahle ilm se phir bole ki ye field apka hai ya nahi Bina ahle ilm se puche meri post ka jawab mat dena nahi to phir gumrah kar ke gunah ka kaam karoge sabko
@@MuftiANQasmi janab Aap masla samje nahi Sawal ye tha clip mai ki jo jina kare phir ladki hamla ho jaye Phir dono sachi tauba kar ke nikah kar le ? To jo bacha pet mai hai wo waladddujina kehlayega ab wo nikah kar lete hai to us bache ki nisbat jo pet mai nikah se pehle ab wo shaor us ke saath jimaah karta hai wajah hamal se pehle to wo dusre ki kheti mai pani dalna shumar hoga Kyu ki wo bacha jo pet mai hai bawajood usi shaks ke DNA se hai magar wo gair sharai bacha hoga uski nisbat apne gair sharai baap ki taraf nahi hogi na miras mI hissa milega na use baap ka naam milega uski nisbat maa ki taraf hogi Ha us bache ke wajah hamal ke baad agar wo hamla hoti hai to wo khet mai paani daal sakta hai Aap ye masla ki jayyad ulama ya kibar ulama se puchoge to he apno bata sakenge ye masla bada hassaash hai
@@MuftiANQasmi brother Ye masla ijtihaadi hai Is par mutlaqan shaykh ko galat kehna durust nahi Kyu ki jaania se shaadi ka mana nahi hai sachi tauba se magar marfoo hadees mojud jai ki kheti par pani na daale to gair sharai hamal hone ki wajah se nikah nahi hona durust hai jab tak bacha peda na ho Ha darul harb mai rehte hue majboori ki shaql mai bacha keha fekenge jabki batool maal bhi nahi hai To kuch ahle ilm mai rai pesh ki hai ki shaadi kar le par mutlaqan fatwa nahi diya Rajeh baat to shaykh ki hai kyu ki unki baat ke saath marfoo hadees mohud hai us se mooh nahi moda ja sakta
ماشاءاللہ بہت بہترین طریقے سے سمجھایا ہے
Jazakallhu khairan shaikh
Masha Allah bahut hi ilmi jankari iplus tv se hasil huyi hai Allah iplus tv ko insano ki hidayat ka zarya banaye aameen
Aameen
جزاک اللہ خیر
ما شاء اللہ بارک اللہ فیک
Bilkul jazakallah khair
Assalamu Alykum Wa Rahmatullah wa Barkatahu.
Shaikh bohat hi bahtreen andaz me pesh kiya hai Aàp ne. Jaza kalla humma khair. Aàmeen.
جزاک اللہُ خیراً
Mashaallah Allah bhoot piyar se samjate ho
Jazakallahu Khaira ...
... Share the Khair
Keep in touch ...
... iPlus Tv
Ma'sha Allah shaikh
Thanks for telling it❤️
Mashaallah bahot khoob
Jazakallahu Khaira ...
... Share the Khair
Keep in touch ...
... iPlus TV
@@iPlusTVonline bhai is kifaayat sanabili sahaab ko nikaalo kyunki inhone yazeed mardood ko hazrat yazeed r.a kaha hai Astagfirullah behisaab laanat ho mardood yazeed par aur yazeed ke followers par bhi behisaab laanat ho aur yeh kifaayat sanabili sahaab ne yazeed paleet ke fazail mein puraa kitaab bhi likha hai..qayamat ke Deen har cheez ka hisaab kitaab hogaa aur ham umeed karte hai ki ahle bait ko haq par kehne waalo ki jamaat ka hisaab kitaab ahle bait ke jamaat ke saath ho aur kifaayat sanabili sahaab ka hisaab kitaab yazeed ke saath ho kyunki inhone yazeed ke fazail mein pura ka pura kitaab likha hai aur inki nazar mein yazeed paleet sahih aur begunaah hai Astagfirullah Allah pak se dua hai ki Allah pak kifaayat sanabili sahaab ko aur hamlogon ko hidaayat ke raaste par chalne ki taufeeq Dein..Ameen..
@@indianbharti6800 hello,,,meer saadiq meer jaafar
@@indianbharti6800 bro yazzed ka masala tarike hai ager inki baat aaapko achha nahi to ek baat se unko judge mat krye... Allah behtaar janta yazzed kaisa kya tha.. Hume yazzed ke bare jane ya na jane humare deen ki hissa me nahi aata... Jo sheikh sahab achhi bata rehe Quraan aur Hades ki rousani me to ushko samjhe aur tahkiq khud krye phir amal krye... Allah hum sabko deen chalne me aasani aur hidayat de amen..
Jajakallah janab aap ne bahoot achhe se samjhaye allah aapko jajaye khair de ameen
Jazakallahu Khair shaikh
Jazak allahu khaair Shaikh barakallahu fe
ماشاء الله صححح كلامك أخي صححح لسانك والله يعطيك الصحه والعافيه إن شاءالله،❤️🤲
Jazakallahu khairaa Shaikh
جزاك اللهُ
Mashaallah 👌
SubhaanAllah
Jjakallahu khair Allah aapko slamt rkhkhe aameen
Jazakumullah
جزاكم الله خيرا جزاء
Alhamdulillah very nice allah taala aap ki umar mein khair aur barkat dey aameen
Aameen
Jazaq Allah
جزاک اللہُ خیراً
Jazak Allahu khayran
Assalamu alaikum bhai sahab,bahut bahut shukriya bhai
Allah hu akbar
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
شیخ محترم زنا سے پیدا ہونے والے بچے کا باپ کا نام کیا لکھا جائے گا سرٹیفکیٹ وغیرہ میں؟ براہِ مہربانی رہنمائی فرمائیں
Bhai aise sawal nhi kiye jate hn jab tak yeh masla aap ke sath na ho iss pr nabi ne bhi majammat qarar diya h
Is pr video banaye
ماشاء الله خيرا جزيلا
Maulana sahab agr koi aurat halala ke dauraan pregnant ho jaye to kiya kre..
السلام،علیکم،،یہ،سوال،تھا،
جس،لڑکی،نے،محبّت،کیا،
بچہ،ٹھر،گیا،اور،پیدا ہونے،کے،بعد،
نقا،کر،سکتا،ہے،جائز،ہو،گا،يا،نہیں
وضاحت،کرے
puri video dekhen wazahat ki h
Sheikh aapse video msg bhejne ke liye kis number pr contact kre ek masla puchhna h plz btaye
9820055882
Allah ki lanat ho zinakar mard or aurto pr
Pls remove this video as your Maulana is going to be misleading.
Kids never be najaiz in any case
शेख जीस हदीस का हवाला दे रहे है वो लोंडियो के बारे में है क्युकी उस वक्त बहुत सी ऐसी लौंडिया अा जाया करतीं थीं जो हामला हुआ करती थीं.... इस हदीस से ये साबित नहीं होता कि जिन 2 लोगो ने आपस में जिना किया है और उनका हमल ठहर गया तो वो निकाह नहीं कर सकते. हो सकता हैं में ही गलत हूं पर मुझे यही समझ आया
Hafeez zubair Ali zai REHIMAHULLAH nr id hadeed ki Takhreez mai likha hai
Dusre ki kheti ko pani dena se murad dusre ki biwi se mubasharat karna
*yani jina to haram hai* , magar *laundi jo jung mai haath aayi*
( maal e ganimat ke taur par)
Istebaraa se pehle usse kurbat jaej nahi agar *hamla ho to bacha janne ka intejar wajib hai*
Lihaja yeha Shaykh hamla se murad laundi liya hai ajaad aurat nahi
To ab Shaykh kifayatullah shab ne is laundi ke masle ko ajaad aurat par kayaas kiya hai
Esee surat mai ikhtilaaf se nikalne ke liye muge ye he durust aur rajeh lagta hai ki bacha janne ne pehle nikah nahi kare
Aur phir sachi tauba kar ke nikah karne mai shariat mai jawaj mojid hai
Ha bacha baap ki taraf nasab nahi hoga baad ki aulad ka nasab baap ki taraf hoga
@@farukkhan-mr1ty मेरी गलती सुधारने के लिए बहुत बहुत शुक्रिया zajakallah kher
@@MuftiANQasmi brother
Aap khud is hadees ke misdaak ho gaye hai
Aap ko pata nahi bina nikah jina se bacha gair sharai bacha kehlata hai , najayaj bacha hota hai , uska DNA hone ke bawjood bhi wo uska bacha nahi kehlayega na wo use apna baap ka naam de sakega , na use uski miras mai sr hissa milega wo bacha maa ki taraf mansoob hoga
Ha nikah ke baad ki aulad uski aulad keh layegi
Lihaja ye qayda aam hai ke bina nikah ke ajaad aurat ka bhi hamal tehr jaye to bhi wo uski kheti mai paani na daale kyu ki wo bacha gair sharai kehlayega bawjood uska DNA hone ke
Lihaja social media par bina ilm ke bahas na kare fiqhi massaail mai aur na jahilaana fatwa de kar ummat ko gumrah aur confuse na kare
Aur puch le ahle ilm se phir bole ki ye field apka hai ya nahi
Bina ahle ilm se puche meri post ka jawab mat dena nahi to phir gumrah kar ke gunah ka kaam karoge sabko
@@MuftiANQasmi janab
Aap masla samje nahi
Sawal ye tha clip mai ki jo jina kare phir ladki hamla ho jaye
Phir dono sachi tauba kar ke nikah kar le ?
To jo bacha pet mai hai wo waladddujina kehlayega ab wo nikah kar lete hai to us bache ki nisbat jo pet mai nikah se pehle ab wo shaor us ke saath jimaah karta hai wajah hamal se pehle to wo dusre ki kheti mai pani dalna shumar hoga
Kyu ki wo bacha jo pet mai hai bawajood usi shaks ke DNA se hai magar wo gair sharai bacha hoga uski nisbat apne gair sharai baap ki taraf nahi hogi na miras mI hissa milega na use baap ka naam milega uski nisbat maa ki taraf hogi
Ha us bache ke wajah hamal ke baad agar wo hamla hoti hai to wo khet mai paani daal sakta hai
Aap ye masla ki jayyad ulama ya kibar ulama se puchoge to he apno bata sakenge ye masla bada hassaash hai
@@MuftiANQasmi brother
Ye masla ijtihaadi hai
Is par mutlaqan shaykh ko galat kehna durust nahi
Kyu ki jaania se shaadi ka mana nahi hai sachi tauba se magar marfoo hadees mojud jai ki kheti par pani na daale to gair sharai hamal hone ki wajah se nikah nahi hona durust hai jab tak bacha peda na ho
Ha darul harb mai rehte hue majboori ki shaql mai bacha keha fekenge jabki batool maal bhi nahi hai
To kuch ahle ilm mai rai pesh ki hai ki shaadi kar le par mutlaqan fatwa nahi diya
Rajeh baat to shaykh ki hai kyu ki unki baat ke saath marfoo hadees mohud hai us se mooh nahi moda ja sakta