AoA Tahir Bhai, I am your subscriber from Pakistan, mien ne aap ki vedios se buhat kuch seekha hai, aik request hai, pls pleats dalna sikha dien shirt pe ya phir frock pe
Assalam Alekum Tahití sab mn aap ki vídeo dekhti hon plz Agr kaprhy 4 mitar ho or arz bi zada ho tu us ki kameez pehly nikalen gy ya shalwar plz es par bi aik vídeo banaen mughy pory kaprhy sy shalwar kameez nikalni nai aati plz riplay zaror karen
Sir maine salwar cutting ki mujhe nhi pata tha vo kam arj ka kapda h aur sirf 2 mtr kapda h salwar ka arj bhi sirf 17 ya 18 inch hai maine semi patiala ki cutting ki toh 16 inch ke parts nikalne k baad kali nikalne ke liye kapda kam pad rha h kam arj ki vajah se aur kaise bhi kali nhi nikal rhi h cutting galat ho gyi h pls aap bataiye kaise sahi kru uss salwar ko jo salwar ban k ready ho jaye🙏🙏
Sir jo apne suru main 7inch mohri ka nesaan lagayaa tha bo baad Main aap bol rhay te ke 9inch hoga bo aapne kaha leya bo samj nahi aaya palese sir bataye
Ghaer ka kia hisab hota ha ? Jis tarah AP na qameez k naap ka video banaya that Isi tarah shalwar ki measurements bhee bataen Ghaera seat belt wagairah ! Hope you consider my request
Apne lastic lagane ka tariqa bataya the Kench kr akhir main selayi karey par mere pas hath ki machine ha ma kese apke tareqey se banaoon please koi or tareqah bata den 🙏
Thanks sir great video But sir ye to 36 length ki shalwaar h agr itny hi kam arz mn 40 to 44 length ki ziyada gheer vali shalwaar bnai jay to kesy bnayn gy? Plzz tell me in detail.
Sar mere kapde ka Aaj bhi kam hai jitna aapka hai Bus kuchh nahin hai Lekin mere pass kapda sirf 3 m hai usmein mujhe 41 inch salwar ki ful length rakhni hai ismein main phool ghere wali salwar kaise banaen please bataen Eid mein pahnana hai😢
Bhai apne konsa teer mar dia sade3 mtr me to gher bn hi jayga bhle hi arz km ho... Agr 2 metre me zyada gher wali shalawar bnao to bat b h Sorry to say but I don't like it...
Thank you Tahir for sharing such informative tips
Mashallah bhoth achchi salwar cutting hai.
Assalam walekum Tahir aapka teaching sense bahut Achcha hai Dua mein Yad Rakhna Allah Hafiz
Sir appny many bhatay kuch sikha app kay hasab say may har suit kating y blouse banaya jo perfect raha amina butak
Thnx sir. Pr agr itne hi arz me 2.5 mtr kpda ho or length 39 h to aise nhi kt skti na sir.
Each and every video isinformative and supportive
Thnx bhai very helpful video
Good job tahir bhai
You are really good working
Sir.. Ban neck se normal Goll deep neck bnate hai ..iski vedio plssssssss share Kare..
Mashaallah very nice 🥰🥰🥰🥰👌👌👌👌👌👌
Sir jo suit ke btn bnate h wo macihne kha milti h or kitni ki milti h plz btana
Amazon se mangwa lo aapko 2000 ki mil jayegi
Helpful video👍💐
AoA Tahir Bhai, I am your subscriber from Pakistan, mien ne aap ki vedios se buhat kuch seekha hai, aik request hai, pls pleats dalna sikha dien shirt pe ya phir frock pe
Ok
Kamaraj mein pallazo ki cutting btaye sir 14" Ka gera h sirf
Very big like for this very informative
Bhaijaan payiyala salwar cutting karna bataye
Video allready upload h aap Amina boutique application install kr Lo us m video mil jayegi
Good jab sar
Tahir ji plz padded back open princess cut blouse ki latest video upload kr do
Wait
Jazak Allahu khaer
Assalam Alekum Tahití sab mn aap ki vídeo dekhti hon plz Agr kaprhy 4 mitar ho or arz bi zada ho tu us ki kameez pehly nikalen gy ya shalwar plz es par bi aik vídeo banaen mughy pory kaprhy sy shalwar kameez nikalni nai aati plz riplay zaror karen
Pehle kameej or is par ek video banayi h mene AAP Amina boutique application install kr Lo us m video mil jayegi
Itne arz me 2 miter kapde me salwar cating btaye belt bhi.isi kapde ki plz.
Tahir Bhai Maine peti coat ki kpre ka salwaar kaata hai but mujhe problem ho rhe hai please peticoat ki kpre par catting kar ki dekhaye
Sir bahot badhiya vdo
Per sir mark k liye chock colour dark me lijiye kaii jagho per kapde k colour per sahi nahi bethta.
Ok
zabrdast
Kafi din bad video dali
Masha allah
Sir sut k saath kam aaraz ka 2 miter hi aaya hai kapda to kese adjest kare pleass batae
Wo dekhna hota h kese banaye use is par ek video banata hu
Thanks sir ji very useful video
Bhaijaan agar arz bhi km jo aur kapda bhi 2.5metere ho to kaise cutting kare
Wait us par video aayegi
Very good
Cutting table ki lambai, chaudai,or unchai kitni honi chahiye plz bhai jaan shear jarur kare.
Video allready upload h aap Amina boutique application install kr Lo us m video mil jayegi
Mashallah ya shalwar silai krna b sikhay
Next video isi par h
Thank u sir
Very nice
नमस्ते सर धन्यवाद
Sir maine salwar cutting ki mujhe nhi pata tha vo kam arj ka kapda h aur sirf 2 mtr kapda h salwar ka arj bhi sirf 17 ya 18 inch hai maine semi patiala ki cutting ki toh 16 inch ke parts nikalne k baad kali nikalne ke liye kapda kam pad rha h kam arj ki vajah se aur kaise bhi kali nhi nikal rhi h cutting galat ho gyi h pls aap bataiye kaise sahi kru uss salwar ko jo salwar ban k ready ho jaye🙏🙏
Sir jo apne suru main 7inch mohri ka nesaan lagayaa tha bo baad Main aap bol rhay te ke 9inch hoga bo aapne kaha leya bo samj nahi aaya palese sir bataye
Salwar ki kali m liya video dhyaan se dekho
sir
Salwar me araz normal kitna hona chahiye
Sir kis hisaab se gher lete h
Agr glti se aasan hi kat jaye to kya kre. Rply please
Nice
Ghaer ka kia hisab hota ha ?
Jis tarah AP na qameez k naap ka video banaya that
Isi tarah shalwar ki measurements bhee bataen
Ghaera seat belt wagairah !
Hope you consider my request
Ok
Apne lastic lagane ka tariqa bataya the Kench kr akhir main selayi karey par mere pas hath ki machine ha ma kese apke tareqey se banaoon please koi or tareqah bata den 🙏
Good 👍
Thanks sir great video
But sir ye to 36 length ki shalwaar h agr itny hi kam arz mn 40 to 44 length ki ziyada gheer vali shalwaar bnai jay to kesy bnayn gy?
Plzz tell me in detail.
Video m bataya h mene aap video puri dekhna dhyaan se or 44 leanth mene kabhi bhi nahi banayi
@@mohammadtahir
Ok.
sir meri length 42 h to kaise banae
2.5 metre cloth m
Thanks sir
Good
*Thanks Sir🙏🙏*
Kani katni jarori h belt ma . Na katna sa kya problem hoti h
Kani m khichaw ho to kani kato nahi to mat kato us se jhol pad jati h
Iski stiching video share kijiye sir
Sar mere kapde ka Aaj bhi kam hai jitna aapka hai Bus kuchh nahin hai Lekin mere pass kapda sirf 3 m hai usmein mujhe 41 inch salwar ki ful length rakhni hai ismein main phool ghere wali salwar kaise banaen please bataen Eid mein pahnana hai😢
Sir dummy par Jo dress bnati hai ab uske video bnaye
Sir doti Bali salwar cutting and stitching
Patiala salwar ki length normal salwar se kam karne Hoti hai kia
Ha kar lo aadha ya 1 inch kyunki us ka ghera jameen par nahi girega wese mene kabhi bhi leanth kam nahi kari
@@mohammadtahir Thank u sir
Bhai 6 sal ki bachi ka sut case bana ha kames banani ha
Ok
Thanks
Helpful advice thanks
Aap kaha se hai bhai
New Delhi
56 Belt ke normal salwar ke assan ka measurement kaise lete hain
Bohat mushkil lag raha ha
Pata ni chal raha k pehle kya cut kerna ha
Shalwar k kitne part ha ha or kese cutting kere first.....
Thank you so much
Kurti ghera meneche beach me kyu uthati hai please batao
Aapki kameej uper chadti h kya
@@mohammadtahir uper chadti nahi hai lekin beachme uthati hai
Thank you sir
Please sir stitching video
Sharir ke panje upar Hote Hain Kyon Aasan Kitna Rakhna chahie 40 centimetre height
ASLAM o alikum kaya ab app k cutting k videos upload hahi hoti
Hoti h bhai ki Shhadi thi is liye upload nahi ho rahi thi
4 mitar me to pura dress banate hai........aur aap sirf 3.5 mitar me salvar ..?
Is ka arz kam h
App k dosaray channel per koi video new nahi
Ha bhai ki Shhadi thi is liye
Bhai apne konsa teer mar dia sade3 mtr me to gher bn hi jayga bhle hi arz km ho...
Agr 2 metre me zyada gher wali shalawar bnao to bat b h
Sorry to say but I don't like it...
Mere sai Moda Kam Jada Ku hota hai😭
Is par ek video banayi h mene AAP Amina boutique application install kr Lo us m video mil jayegi
@@mohammadtahir ok g thnks
60 size Aasan Kitna niklega
Samajne Mei muskil horaha hai
Very good
Nice sir
Nice
Nice sir