Sir inteverter se charge sirf tbhi krna chahiye jab aapke pass koi or option na ho...or sirf itni hi der charge krna chahiye jisse gadi me self start ho sake
Battery ko inverter se connect krne pr charging shuru ho kr turant band ho jata hai jabki battery deep discharge hai or battery bhi ek saal hi purani hai
Kitne MM ki Wire leni chahiye Sir ??? Charging ke liye
Luminous 1050 Inverter 12V par 2 Battery laga sakte hai ?? Parallel connection karke ?
Nice video
Thank you
Very practical..
Yes
You saved my life. Thank you so much
You're so welcome!
12 volt ke charger se charge kar sakte he kya?
Nahi hogi
दाज्यु कहां के हो। बढ़िया बता रहे हो
Haldwani🏞🙏
Bhai gadi me betry bina khole gadi me hi batery. Inverter se karna chahiye ya nahi
Nahi
very nice
Thank you
👍👍👍👍👍
Thank you sir
Bhai agar aise mein light Chali jaaye to koi dikkat to nahin hogi battery ya inverter per
Invertor ka jo output switch h wo off kar dena
@@autotalesthanks bro ❤❤
Bro car battery ko inverter battery me tar ki tight se fit karna ha na agar dhila tar fit hoga toh battery charge nhi hogi na please help
Sir tight fit karna ya agar aapke pass kapde sukhane ki clip hai to wo laga dena..dheela mat chorna sir nahi to spark kar sakta
लाइट का भी कनेक्शन रहेगा चार्जिंग टाइम पे?
Haan sir
Thanks Bhai
Welcome🤗
Iss tarha se 60Ah battery raat bhar ke liye charge me laga ke chodd de to battery kharab to nahi hogi ??
Sir inteverter se charge sirf tbhi krna chahiye jab aapke pass koi or option na ho...or sirf itni hi der charge krna chahiye jisse gadi me self start ho sake
Very important tips ,Thank You
Welcome sir..keep supporting
How many time charge
It depends on battery
आज मैने Ac चला कर रात को सो गया था Car 🚗 में पूरा बैटरी dawn ho gya start nhi ho rha hai na hi mitter me lite nhi aa rha hai 😢
Battery charge karwa lena
What will happen if I joined positive to negative and negative to positive? 💀
Happy Diwali 😂😂
Blast
Battery screen shot le legi
Battery 4 दिन me down हो जाती है. Kya solution hoga
Gaadi konsi hai? Battery kitni old hai and new hai to current leakage test kiya?
@@autotalesGadi Astar २oo९ model hai aur batterye saal bhar purani hai lekin check nahi karaya hai
Current leakage check karaiye
Bro hum raat ko full garam karke gadi rakhte hai subah 4 baje start karte gadi start nahi hoti
Diesel ya petrol and kaha se hein aap?
Disel gadi hai bro. Tata ace
But gadi kam chalti hai jada khadi rehti hai bas start karke rakh lete hai.
Sir kaha se hein aap? Bina proper check kiye exact reason bata pana possible nahi
Battery ko inverter se connect krne pr charging shuru ho kr turant band ho jata hai jabki battery deep discharge hai or battery bhi ek saal hi purani hai
Ye issue aara to invertor se charge mat karna
Warranty claim kr bhai
He is not telling the right thing.