Keema karahi methi ❤️ very delicious winter keema recipe 🔥
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 4 พ.ย. 2024
- Hi all dear viewers Assalam alaikum wa Rahmatullah WA barakatahu ❤️
is video me share kar rahi hun Winter keema recipe, Keema karahi methi recipe jo bahut tasty 😋 Banti hai aur bahut simple method se jhatpat tayyar ho jati hai aap ise ek baar zaroor try kijiye inshaAllah aap ko bahut pasand aayegi healthy and very delicious aap breakfast me roti ya parathe ke sath ya lunch me daal chawal roti ke sath serve kar sakte hai 👍❤️ Banaye aur video pasand aaye to video ko like share and channel ko subscribe zaroor kijiye 💞 Thank u ❤️❤️
Suggested Videos:-
Keema Methi Recipe I Keema Methi Ki Bhaji
Keema Methi | Mutton Minced with Fenugreek Leaves | Breakfast Recipe
Methi Keema Recipe | Mutton Keema Recipe |
Shepu Keema Recipe
Ramzan Special Recipe - Bhuna Methi Keema | Keema Methi Ki Bhaji | Easy Sehri Recipe | Keema
Methi
लज़ीज़ मटन कीमा मेथी रेसिपी । Methi Mutton Keema Recipe
मटन कीमा तो कई तरीक़े से बनाया होगा आपने, इस ठण्ड मैं सिर्फ़ एकबार  मेरे तरीक़े से बनाकर देखे
INSTAGRAM👇🏻
/ zaika_e_lucknow
Related Keywords :-
Keema Methi Recipe
Keema Methi Ki Bhaji
Keema Methi
keema Methi Banane ki Recipe
Keema Methi ki Bhaji Recipe
Keema Methi Kaise Banate hain
Keema Methi ki Sabji
Keema Methi Kaise Banta ha
Keema Methi Banane ki Vidhi
Methi Recipes
How to Cook Keema Recipe
How to Cook Keema methi Recipe
Awesome cooking great sharing great day and content too smart recipe shared and creator galing ☀️👍😊🧚♀️
Mashallah looks very tasty recipe
I will definitely try this recipe
my dear sister 👌👌👌🌺
Walekumasslam dear ❤️ ma sha Allah ❤️ mouth watering 😋👌 recipe 😋
JazakAllah dear❤️
Walikum salm Nice recipe 👌👌👌👌
JazakAllah dear💕
Very tasty recipe my favourite 👍
💜👍✔️
Maashallah bohot tasty 😋😋😋 recipe
JazakAllah khair ❤️
Nice recipe 👌🏻👌🏻
Mashallah 💯
JazakAllah 💖
Yummy look please stay connected
Wow yummy 😋
MashAllah
JazakAllah ❤️
M ese hi bnati hon same
Nice ❤️
awsome recipe MAM , please show LUCKNOWI MALAI GILORI RECIPE and LUCKNOWI VEG KEBAB KI RED GRAVY KI recipe please
Okk dear some days wait inshaAllah jald hi upload karti hu
Thank you 💖
Nice 👍
Thanks ✌
Kal hi mai ne banaya hai qeema methi usme thoda soya bhi dala tha bahut hi zabardast dish bani thi kaash mai aap ko dikha pati aapki qeema kadhaai bhi kafi shaandaar hai istarah se bhi banaungi zarur excellent👍 love you❤❤ my dear😁 sis Allah aapko shaad o aabad rakhkhe aameen💕💕💕
Jazakallah khair, AMEEN dear ❤️
@@ZaikaeLucknow Is waqt aap jaag rahi hain khairyat bahen
Alhamdulillah Sab khairiyat hai aap logo ki duaaye hai..
Bas aise hi ...jaldi so gai thi so aankhe khuli to comments ke jawab dene lagi kyo ki me kafi masroofiyat rahti is liye comments ke bahut sare jawab dene rah jate hai
JazakAllah khair dear sister 💕❤️😘 love you 💖
Aur shyad aap bhi jag rari thi puch sakti hu kyu mazrat ke sath tabiyat khair se hai
Aap kabhi bhi kuch bhi puch sakti ho khairyat toh nhi hai meri ek hi beti hai jis ne M S C kiya hai achanak se uske peron mein safed daag nazar aa rahe hai abhi B-E-D bhi karaaya hai magar daag dekhkar kafi preshan hoon soch kar nind ud jati hai dua ki gujarish hai aur mouzrat keh kar aap sharminda na karen please Allah taala aap ko aur sari family ko har musibat taklif preshani aur bemariyon se mehfooz rakhkhe aameen aapki bahen
Yeh methi dandiyon ke saath 1/2 kilo lee thi ya todne ke baad 1/2 kilo hai?
Bazaar se 1/2 kg le kar aaye fir saf kiya sirf patte patte liya fir 250 gm se 300 gm hogi