Jb bhi indefinite integral solve kia jata h... Tbhi constant use krte hai because ye arbitrary constant hota hai jiski koi b value ho skti hai .. Or aisa bhi smja ja skta h ki integration is the reverse process of diffrentiation... To jo original function tha uska koi na koi constant term bhi rhi hogi jiska diffrentiation to zero hogya bt jb integration krenge to hme btana hoga ki yaha constant term bhi hai.... Agr chat pr smj aagya to fine... Nhi to I will cover this in next lecture okay 👍
🎉
Mam hm log integral constant C kyun likhte hain.
Iska kya matlab hota hai........
Jb bhi indefinite integral solve kia jata h... Tbhi constant use krte hai because ye arbitrary constant hota hai jiski koi b value ho skti hai .. Or aisa bhi smja ja skta h ki integration is the reverse process of diffrentiation... To jo original function tha uska koi na koi constant term bhi rhi hogi jiska diffrentiation to zero hogya bt jb integration krenge to hme btana hoga ki yaha constant term bhi hai.... Agr chat pr smj aagya to fine... Nhi to I will cover this in next lecture okay 👍
@@MathsbyAnjaliMam thankyou mam I understand 👍👍