Sir VFD Me motor ka Current Nikal ne ka Fromula kaya hai. Frequency Kam Karne se Voltage Bhi Kam Hota hai.rpm Bhi Kam Hota hai to Uska Current Nikal ne ka formula kaya Hai.
No you can't do this because in India all Electrical ac equipments getting 50/60 hz. So system will not give access. If you give forcefully than system will damage.
Badhaya or ghataya ja sakta hai but motor ke rpm se jayada rpm par Ap chalaoge to Apke motor damage ho sakta hai. Isi sens me maine Apko bataya ki rpm nhi badha sakte hai. Keyo ki motor ke design ke time RPM ke bhi dhyan me rakh kar Design kiya jata hai. So jayda RPM par chalane me jayada chance rahega Ko motor Winding damage ho jaye.
Sir apki video hamesa useful hoti haii
Thank you so much 😄😄😄🙏
Me bhi vfd ka kam Karta hu
Tq sir good information
🙏😄
Very good explained boss
Thank you 🙏
Nice video❤
Kitne hp ki motor pe hum kitne hp ki vfd lagaye iska upar ek video banaye
Motor and VFD ka KW/HP Same Hota hai,jitna KW ka Motor Rahega utna hi KW ka VFD bhi rahna chahiye.
thanks 👍
Hello sir motor ki speed kam hogai hai frequency full par 50 HZ hai pat speed kam hai kya problem honga potentiometer chenge kare kya plz help.
Ky bfd di se ghar ka load chla sakte h
Sir abb ka vfd hai..
Uska rpm set point se apne ap km ho jata hai ..kya fault ho sakta h sir?
Any 3 ph IM can be run by VFD or special IM for VFD?
Absolutely can run but the parameter settings of VFD should be in comparison of motor.
Thank You.
Tq sir
Sir VFD Me motor ka Current Nikal ne ka Fromula kaya hai. Frequency Kam Karne se Voltage Bhi Kam Hota hai.rpm Bhi Kam Hota hai to Uska Current Nikal ne ka formula kaya Hai.
How to run 2 diffent hp or diffrent rpm ?
if you have 2 Motors so should be 2 Starter also.
you can change RPM through VFD Starter.
Can a VFD raise the RPM of the motor higher than the actual RPM?
Auto vfd kaise kam karta hai btaye 420 ma through
Jyada Priyanshi Rahane per Maut overvoltage voltage trip ho jata hai
What if i increase speed by increase the frequency by 80
No you can't do this because in India all Electrical ac equipments getting 50/60 hz. So system will not give access. If you give forcefully than system will damage.
I have doing this in one of my conveyor for more than a 1year. It is working 80hertz.
Could you please tell what is the maximum limit of frequency?
50 Hz in india.
Mere company me Mitsubishi E700 drive 200Hz frequency par motor chalta hai
7.5 hp water pump 3 pH .kya VFD lagega...
Hi
Motor ke name plate par jo rpm hai us se vfd lga ke kitna badha sakte hai
Motor ke RPM se Jayada RPM ap nhi badha sakte hai.
thank you 💓
Rong answer sir
Badhaya or ghataya ja sakta hai but motor ke rpm se jayada rpm par Ap chalaoge to Apke motor damage ho sakta hai.
Isi sens me maine Apko bataya ki rpm nhi badha sakte hai. Keyo ki motor ke design ke time RPM ke bhi dhyan me rakh kar Design kiya jata hai. So jayda RPM par chalane me jayada chance rahega Ko motor Winding damage ho jaye.
Mere yaha 200 frequency par 2 sal se chal raha hai
Right sir motor ke condition par dipend kar ta hai
Motor fees open car alarm
Yaar baar baar dosto mat bola karo irritated lagta hai