Mufti Tariq Masood Ko Jawab | Taraweeh 8 Rakat Hai 20 Nahi? | Shaikh Kifayatullah Sanabili iPlus TV

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 24 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 1.1K

  • @iPlusTVonline
    @iPlusTVonline  9 หลายเดือนก่อน +53

    مسنون رکعات تراویح اور شبہات کا ازالہ - کتاب ڈاؤن لوڈ
    www.kifayats.com/2019/06/masnoon-rakaat-taraweeh-pdf.html

    • @Salim.Qureshi
      @Salim.Qureshi 9 หลายเดือนก่อน +2

      Bohot behtreen ❤👍

    • @akramdeenichannel423
      @akramdeenichannel423 9 หลายเดือนก่อน

      Ibn khujaima Wali Hadis Jo Jabir Rdh Se Marwi Hai ...
      Jisko apne sahi ke taur par pesh kiyahai aur ap apne kitab me v sahi kaha h...
      ❤ AIETRAZ ❤
      IS Hadis ke 3 Ravi Par Kalam Hai,,, Agar Baat Sirf ★Isha Bin Jariya★ Ravi Par Hi Karu to Mere Paas 17 Jarah Maujood Hai Muhadddiseen Ke..
      Fir v main sirf Ahle Hadis Ki Raay Dena Chahunga is Hadis ke bare me.....
      @@@@@@@@@@
      Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai :
      Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34)
      Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22)
      Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @akramdeenichannel423
      @akramdeenichannel423 9 หลายเดือนก่อน

      Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai :
      Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34)
      Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22)
      Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @solitude_guy
      @solitude_guy 9 หลายเดือนก่อน +6

      السلام علیکم ورحمۃاللہ وبرکاتہ
      Mai tamam Bhai or behno se guzarish karta hu ki chahe ham Ahle hadees(sunnah) ho ya kisi or maslak se lekin hai ham musalman or ibadat ke Tariqe me ikhtelaf ho ya kisi or chiz me lekin kabhi bhi ek dusre ko apna dushman kabhi nahi banana

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน +5

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😮😮😮😮

  • @Abdullahil56
    @Abdullahil56 8 หลายเดือนก่อน +7

    wah maza aya
    kya ilam aur hikmat di h allah ne sanabli sahb ko ...
    lots of love from kashmir India ..

  • @ابوزيد-ه2ن
    @ابوزيد-ه2ن 9 หลายเดือนก่อน +71

    Masha Allah Allah tala shaykh kifayatullah sanabli ko hamesha salamat rakhe our sahi deen ham tak pochna ki tavfeek aata farmaya aamin

  • @kaleemakhtar7951
    @kaleemakhtar7951 9 หลายเดือนก่อน +33

    بہت ہی عمدہ اور مدلل جواب دیا ہے کفایت صاحب نے...، دِل خوش کر دیا...
    الله تعالٰی شیخ صاحب کی حفاظت فرمائے
    آمین

    • @wasiahmad3681
      @wasiahmad3681 9 หลายเดือนก่อน +1

      Aameen Ya Rabbal Aalameen

  • @born2enjoy102
    @born2enjoy102 9 หลายเดือนก่อน +27

    بہترین جواب دیا ہے شیخ کفایت نے۔ براہِ کرم اس طرح پوائنٹ ٹو پوائنٹ جواب کے مزید دروس بنائے جائیں۔ جزاک اللہ خیر

  • @uzmaparveen8124
    @uzmaparveen8124 9 หลายเดือนก่อน +41

    MashaAllah Tabarakallah
    Allah ta'ala shaikh kifayat ko jazaye khair ata kre .
    Shaikh ne bht hi acche andaz me haq ko aawam tk wazeh kiya. Allhamdulillah ❤❤❤

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      Isi hadees pr 17 muhaddiseen ek hi ravi pr jarah ki hai....
      .
      Aap to ahle hadees hai... Aap to taqleed nhi girte...
      To pura pura gairmuqallid bano...
      .
      Jis hadees ke ravi pr jarah hai...
      Usko tum to apne aas pass nhi bhatakne dete aur tum usse daleel pakadte ho wah

    • @True-jt7vu
      @True-jt7vu 9 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@4N54RMotta Imam Malik ki 8 Rakat wali kis hadees par jarah hai mufti ne tumhe bhi jhoot bolna sikha diya jya

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@True-jt7vuApne ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @irfanahmedsirfanahmeds4617
      @irfanahmedsirfanahmeds4617 9 หลายเดือนก่อน +2

      HAAN
      KYUN K MOUTA IMAM MALIK ME HAI.
      UMAR(RA) WALI HADEES JISME UNHONE
      TAMEEM AD DARI O UBAI IBNE KAAB(RA) KU HUKUM DIA k 11 RAKAAT WITAR K SAATH PADHAE...

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      @@irfanahmedsirfanahmeds4617 unhi ravi se 20 bhi sabit hai..

  • @drmanzarkamalofficial
    @drmanzarkamalofficial 9 หลายเดือนก่อน +20

    ماشاءاللہ نہایت مدلل انداز شیخ کفایت اللہ صاحب نے جواب دیا ہے۔لوگ ڈیگیں مارنا جانتے ہیں مگر قرآن و صحیح احادیث پیش نہیں کرسکتے۔اللہ انھیں ہدایت عطا فرمائے آمین

    • @mazhab-e-islam5768
      @mazhab-e-islam5768 9 หลายเดือนก่อน

      کتفایت اللہ صاحب سے کہے کہ شراب کی دکان کھلنے کی سعودی حکومت کے عمل کوقرآن وحدیث سے مدلل جواب کا ویڈیو بنانے۔اگر ان کے علم

    • @mazhab-e-islam5768
      @mazhab-e-islam5768 9 หลายเดือนก่อน

      کتفایت اللہ صاحب سے کہے کہ شراب کی دکان کھلنے کی سعودی حکومت کے عمل کوقرآن وحدیث سے مدلل جواب کا ویڈیو بنانے۔اگر ان کے علم

    • @Arshaan_Sarmast
      @Arshaan_Sarmast 9 หลายเดือนก่อน +5

      ​@@mazhab-e-islam5768
      مجھے یہ سمجھ نہیں آتا، آپ احناف سعودی کی ہر شر والی چیز کو سلفیت سے کیوں جوڑتے ہیں؟؟؟
      جب سعودی کوئی اچھی چیز کرے تو و حنبلیوں نے کیا، اگر و کچھ برا کرے وہابیوں نے کیا۔
      یہ کیا دوغلہ پن ہے؟؟؟

    • @nazeerpasha2075
      @nazeerpasha2075 9 หลายเดือนก่อน

      @@mazhab-e-islam5768 یہ شراب کی د کا ن کس شھرمیں ہے ؟ مکمل آڈرس/ پتہ دیں

  • @mvpgaming6196
    @mvpgaming6196 9 หลายเดือนก่อน +43

    Masha Allah..pure TH-cam ka best reply Kiya Sheikh ne taraweeh ke masale par Allah inke ilam me barkat de...

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน +1

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😮😮😮😮

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      Apne ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @FerozKhan-zo7mf
      @FerozKhan-zo7mf 9 หลายเดือนก่อน +2

      Hmm par afsos tum me Sach manne ki sifat nai h.abi ka video suno pura

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      Apne ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @zeeshanrahmanansari4111
      @zeeshanrahmanansari4111 9 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@its_teams andhe ko aayina kaun dikha payega bhai ... patti bandh ke baithe ho .....
      Diya to hai sheikh ne itni daleel waqt nikal ke dekh bhi lo....
      Allah taufeeq de samjhne ki....

  • @AnsariSalman-ui2qz
    @AnsariSalman-ui2qz 3 หลายเดือนก่อน +2

    Masahllah Bhut khub.Allah ilm me Or izafa ata farmaye.Aamin

  • @DeenEIslamKiBatein1
    @DeenEIslamKiBatein1 9 หลายเดือนก่อน +37

    Masha Allah Bahut Behtreen Jawab Hai
    Allah Sheikh Ki Hifazat Farmaye

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😮😮😮😮

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      ​ ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @AR-on1vb
      @AR-on1vb 9 หลายเดือนก่อน +2

      Abhi sabit ho gai bro ye Paisa miskino me bat dena

    • @AR-on1vb
      @AR-on1vb 9 หลายเดือนก่อน +1

      Sirf 20 rekat bolne se 20 nhi hoti h iska hawla vi Diya kro 8rekat se kahi jyada nhi h agar hai to Tariq Masood ko hawla Dena chahiye sirf bolne se nhi hota avi apko hawala aur dalil mil gya h app isi PE Amal karo

    • @AR-on1vb
      @AR-on1vb 9 หลายเดือนก่อน +2

      AAP duniya me kisi vi Kone me jaaoge 8 rekat se jayada trabi nhi hoti h agar kisi ko padhna h 20 rekat to padh sakta ye samjhkar ye nafli ibadat h lekin tarabi 8rekat hi h AP jis olma ko sunte ho ya jante ho usko bolna dalil de nhi to 20 rekat na bole 8 h aur insha allah 8 hi rahega

  • @Theislamicknowledge.
    @Theislamicknowledge. 9 หลายเดือนก่อน +24

    Masha Allah Masha Allah Masha Allah
    Allah tala Tamam Ulma ko jazaye Khair de. Aur Salamat Rakhe. Aameen

  • @zafaralamansari6776
    @zafaralamansari6776 9 หลายเดือนก่อน +29

    Allah ka Ahesan or shukr hai k hamare darmiyan Ahle hadith k ulma maujood hai jo daleel k saath har cheez bayaan karte hai. Jazak Allah hu khairan

    • @zafarvlogs4030
      @zafarvlogs4030 9 หลายเดือนก่อน +1

      8 rakat padhenge tabhi to ahle hadees kehlaenge😂😂. Sir PE topi nhi lagaenge tabhi to ahle hadees kehlaenge, chehra beraunak hoga tabhi to ahle hadees kehlaenge.

    • @zafaralamansari6776
      @zafaralamansari6776 9 หลายเดือนก่อน +3

      @@zafarvlogs4030 haq woh hai jis par daleel qayem ho
      Haq woh nahi jis par log qayem ho

    • @Salafi545
      @Salafi545 9 หลายเดือนก่อน +2

      ​@@zafarvlogs4030mufti jaahil masood kiya daleel dega
      Jiska maslak hanafi hi baatil zayeef hadees per qayam hai

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      Apne ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@Salafi545 asal taqleef to tum log karte ho...
      Apne moulviyo ki ... Kya jitni hadees batayi hai sabke ravi hasan hai??

  • @MUSLIMAI-e9e
    @MUSLIMAI-e9e 8 หลายเดือนก่อน +2

    DILL SE SALAM KAIFATULLA SAHAB ❤

  • @zschannel482
    @zschannel482 9 หลายเดือนก่อน +11

    سوالوں کا جامع جواب 👍
    (اللّٰہ رب العالمین صحیح سمجھ دے آمین)

  • @adilriyaz7238
    @adilriyaz7238 9 หลายเดือนก่อน +22

    Ma sha allah
    Shaikh bahut umda jawab allah aapko salamat rakhe
    Or isi tarah haqe bayan karte rhe

    • @MolanaMuhammadYahya
      @MolanaMuhammadYahya 9 หลายเดือนก่อน

      Umda wumda kuch nahi bhai aap masoom hain

    • @adilriyaz7238
      @adilriyaz7238 9 หลายเดือนก่อน

      @@MolanaMuhammadYahya
      Or aap jhoot ko hi sach samjhte hain

    • @MolanaMuhammadYahya
      @MolanaMuhammadYahya 9 หลายเดือนก่อน

      नहीं हमने तो खुद Padha है hadees को समझा है
      Tum भी 10 साल madarse मे लगाओ हमरी tarah

    • @adilriyaz7238
      @adilriyaz7238 9 หลายเดือนก่อน

      @@MolanaMuhammadYahya
      Zaeef hadees ko sahih
      Or sahih ko zaeef sabit karne m 10 saal lagte Hain ??

    • @MolanaMuhammadYahya
      @MolanaMuhammadYahya 9 หลายเดือนก่อน +1

      Tujhe samjhna बेकार है
      ALLAH तुझे सही रास्ता दिखाए

  • @mohammadimedia8511
    @mohammadimedia8511 9 หลายเดือนก่อน +8

    ادھر علم و تحقیق ہے اور ادھر چٹکلے بازی ہے ماشاءاللہ بارک اللہ
    اللہ تعالیٰ شیخ کفایت اللہ سنابلی حفظہ اللہ کی خدمات کو قبول فرماے آمین یا رب

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน

      Apne ibn khujaima se dalil pesh ki starting me.... Totle 17 muhaddis ne is hadus ke ek ravi isha bin jariya par kalam kiyahai... Khair apke liye Ahle hadis ki raay hi de deta hoon ...... ❤❤❤Yahi Wajeh hai ke Ghair Muqallideen ke Badi Aalim Maulana Abdul Mannan Noorpuri Sahaab Likhte hai : Yaad Rahe ke Rasool e Akram SAW ki Namaz e Taraveh ki Ta’adaad Rakaat ke Isbaar ka Aitebaar Hazrat Jabir Rdh. Ki Yeh hadees nahi. (Tadaad e Taraveh : Safa 34) Maulana Ayub Sabir Mudarris Jamia Muhammadia Khanpur , Hazrat Jabir Rdh. Ki Mazkoor Riwayat ke bare me Farmaate hai ke Humne (Yeh Riwayat) Ba-Taur Shuwaahid Pesh ki hai. (Tehqeeq Taraveh : Safa 22) Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Maulana Abdur Rauf Sahaab Ne Toh Insaaf Pasandi Ka Muzahira Karte Huwe Saaf Likha Hai Ke In Dono Hadeeso Ki Sanad Isaa Bin Jaariya Ki Wajeh Se Zaeef Hai. (Al Qaul ul Maqbool : Safa 607)

    • @4N54R
      @4N54R 9 หลายเดือนก่อน +2

      Tum log bhole ho,,, sabse jyada taqleed to tum log hi karte ho....
      .
      Bas jo kah do wo maan liya tum logo ne

    • @mohammadimedia8511
      @mohammadimedia8511 9 หลายเดือนก่อน +2

      @@4N54R
      ایک کام کرو پہلے شیخ کا جواب اچھے سے دو تین مرتبہ سن لو پھر بھی نہ سمجھ آئے تو اور دو تین بار سن لو پھر بھی نہ سمجھ آئے تو اللہ سے دعا کرو وہی حافظ ہے اندھی تقلید انسان کو کہی کا نہیں چھوڑتی واللہ المستعان

    • @ibrahimbhatti3114
      @ibrahimbhatti3114 9 หลายเดือนก่อน

      ما شااللہ اللہ برکت دے

    • @ibrahimbhatti3114
      @ibrahimbhatti3114 9 หลายเดือนก่อน

      مفتی کفیت اللہ صا حب

  • @mohammedbali9937
    @mohammedbali9937 8 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallah bohat zaroori tha iska answer dena, Allah aap ko jazai khair de, Aapke ilm me izafa kare Aameen, jazakallah Alhumdulillah.

  • @zakir203
    @zakir203 9 หลายเดือนก่อน +13

    assalam alaikum

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  9 หลายเดือนก่อน

      Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu

    • @zulminanahmed9489
      @zulminanahmed9489 9 หลายเดือนก่อน

      Abe jaahil insaan sahi jagah Paisa kharch kar

  • @azzubhai2408
    @azzubhai2408 9 หลายเดือนก่อน +2

    Bada hi sukoon mila sheikh kifaytullah sir aapke jawab se

  • @shaikhrizwan887
    @shaikhrizwan887 9 หลายเดือนก่อน +8

    Masha Allah ❤️
    Shaikh Best Answer Diya Mufti Tariq Masood Ko ....

  • @allahkaasaldeenyahihy2575
    @allahkaasaldeenyahihy2575 9 หลายเดือนก่อน +8

    Masha Allah.... Kifayat Ullah sanabli Sahab.. Excellent💯

  • @NadeemAhmed-iv6lu
    @NadeemAhmed-iv6lu 9 หลายเดือนก่อน +3

    ابھی تک اہل حدیثوں نے کئ کتابیں لکھ ڈالیں لیکن لوگ اب مطالعہ کتب سے کم کرنے لگے ہیں اور اب اس دور میں لوگ آڈیو ویڈیو کو زیادہ فولو کرتے ہیں اور اس کا حق شیخ کفایت اللہ سنابلی حفظہ اللہ نے ادا کردیا الحمدللہ

  • @ranaharoonRanaharoon-u5r
    @ranaharoonRanaharoon-u5r 9 หลายเดือนก่อน +3

    My most favorite kifayatullah sanabli hafiza hullahu tala
    Masha Allah fabulous

  • @raisahmad8917
    @raisahmad8917 9 หลายเดือนก่อน +17

    جزاكم الله خيرا كثيرا و احسن الجزاء في الدنيا والآخرة

  • @yousufpasha191
    @yousufpasha191 9 หลายเดือนก่อน +13

    Alhamdulillah, encourage this types debates for knows the sahi islam, especially for those follow sahi islam

  • @ehsanqamar7790
    @ehsanqamar7790 9 หลายเดือนก่อน +6

    السلام علیکم۔
    ماشاءاللہ شیخ
    بہت خوبصورت اور مدلل جواب دیا ہے آپ نے

  • @anp0071
    @anp0071 9 หลายเดือนก่อน +9

    Alhamdulillah ma sha Allah tabarak Allah
    The best clarification on taraweeh

    • @Proudme7
      @Proudme7 9 หลายเดือนก่อน

      Mufti Tariq ke channel per jao comments me ehi lines milengi😂

  • @Salim.Qureshi
    @Salim.Qureshi 9 หลายเดือนก่อน +8

    Bohot umda video hai Masha Allah ♥️👍✅ Dil khush ho gya

  • @nawazmalik_07
    @nawazmalik_07 9 หลายเดือนก่อน +3

    ماشاءالله, تبارك الله
    بارك الله في العلم والعمل
    ويحفظك الله من كل شر.
    ❤❤❤😊😊❤❤❤

  • @superdude5267
    @superdude5267 9 หลายเดือนก่อน +3

    Masha Allah kifayatullah Sanabili best Reply.... To this modern maulana of Pakistan

    • @Salafi545
      @Salafi545 9 หลายเดือนก่อน

      Comedian molvi masood

  • @neyazalam7076
    @neyazalam7076 9 หลายเดือนก่อน +19

    Allah ❤ Rabbull Aalameen se dua hai ki Humare Sare Pyare Muslim Bhai ❤️ ko Sahi baat sunne or samjh ne ki or haq baat per Amal karne ki taufiq ata farmaye Ameen

  • @MohdFaisal-qv4jp
    @MohdFaisal-qv4jp 9 หลายเดือนก่อน +9

    ماشاء اللہ زبردست شیخ اللہ تعالیٰ ہر علمائے کرام کی حفاظت فرمائے آمین یارب العالمین

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😮😮😮😮

    • @irfanahmedsirfanahmeds4617
      @irfanahmedsirfanahmeds4617 9 หลายเดือนก่อน +1

      HAAN
      KYUN K MOUTA IMAM MALIK ME HAI.
      UMAR(RA) WALI HADEES JISME UNHONE
      TAMEEM AD DARI O UBAI IBNE KAAB(RA) KU HUKUM DIA k 11 RAKAAT WITAR K SAATH PADHAE...

  • @tafazzulhaque791
    @tafazzulhaque791 9 หลายเดือนก่อน +1

    بہت صحیح فرمایا آپ نے ،اللہ آپ کو حق پر قائم رکھے آمین

  • @wasim4422
    @wasim4422 9 หลายเดือนก่อน +6

    Mashallah aap bhot hi detail mein explain kiye Shaikh pichle 2 saal se mai confused tha aaj jaake confusion dhur hua

    • @MdWasim.a
      @MdWasim.a 9 หลายเดือนก่อน

      Are Bhai mujhe to Aaj bhi samajh me nahi ye saikh sahab to apni kitab ya alag alag ki hawala de rahe hai koi sahi hadis ye bhi pes nahi kar rahe hai

  • @abdulquadir7306
    @abdulquadir7306 9 หลายเดือนก่อน +2

    ما شاء اللہ بہت خوب شیخ محترم
    حق کبھی نہیں چھپ سکتی 🎉

  • @khanmudassira4021
    @khanmudassira4021 9 หลายเดือนก่อน +7

    Mashallaha
    Alhamdulillah hame fakhr kifaytulla sanabili hamre ustad thy ek waqt tha jab

  • @neyazalam7076
    @neyazalam7076 9 หลายเดือนก่อน +8

    Jazakallahu Khairan ❤ Shaikh ❤ Allah Moofti Sahab ko Suchi Daleel k sath or haq baat karne ki taufiq ata farmaye Ameen

  • @emanchannel6391
    @emanchannel6391 9 หลายเดือนก่อน +6

    Mashallah Sheikh 😊 Bahut hi behtreen tarike se aap ne jawab Diya h

  • @ArbaazKhan-vg1ji
    @ArbaazKhan-vg1ji 9 หลายเดือนก่อน +15

    Is video ko itna aam kare taki Mufti Tariq Masood Sahab Ko Jawab Mile Aur Phir Dekhte Hai Tariq Masood Sahab Ka Jawab Aata Hai Ya Nhi.
    Jo Agree Krte Hai Like aur Share Kare

    • @AliHassan-ls8jp
      @AliHassan-ls8jp 9 หลายเดือนก่อน

      Bhai Jan jawab a gya ha

    • @ArbaazKhan-vg1ji
      @ArbaazKhan-vg1ji 9 หลายเดือนก่อน

      @@AliHassan-ls8jp link

  • @jamiat-e-ahle-hadeesholagu5222
    @jamiat-e-ahle-hadeesholagu5222 9 หลายเดือนก่อน +10

    Mashallah BarakAllah Feekum Shaykh JazakAllah khairan

  • @HafizabidAli-uz3oi
    @HafizabidAli-uz3oi 9 หลายเดือนก่อน +1

    السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
    ما شاء اللہ بہت ہی اچھے انداز سے اور مدلل طریقے سے شیخ کفایت اللہ سنابلی صاحب نے سمجھایا ہے باقی بات رہیں مفتی طارق مسعود صاحب کی ان کو بھی چاہیے تھا کہ وہ دلائل کے ساتھ اپنی عوام کو اگاہ کرتے اور سمجھاتے اور دلائل پیش کرتے تاکہ پتہ چل جاتا صحیح بات کس کی ہے

  • @AfzalAfzal-ce7to
    @AfzalAfzal-ce7to 9 หลายเดือนก่อน +8

    MASHA ALLAH , MASHA ALLAH , EK NO. 👉💯👈 JAWAB DEYE SHAIKH AAP NE , 👆🕋👆🕋👆🕋👆🕋👆🕋👆🕋👆🕋

  • @truthofislam313
    @truthofislam313 9 หลายเดือนก่อน +28

    Ya Allah Shaikh ki Umar me barkat ata farma aameen

  • @aamirkhan856
    @aamirkhan856 9 หลายเดือนก่อน +33

    Ilm aur haq ki daleel ke samne jazbaat aur kisse kahaniyo ki koi haisiyat nahi.
    Allah Kareem mazeed hedayat Mufti sahab ko aur unke students ko.
    Aameen

  • @anjumkhan6875
    @anjumkhan6875 9 หลายเดือนก่อน +1

    Alhamdulillah I plus TV ne sahi daleel wa ilm se saabit kiya.Allah in ko jazaekhair de.Aameen

  • @nilonoor8580
    @nilonoor8580 9 หลายเดือนก่อน +14

    Zabardast reply shekh sahab

    • @Proudme7
      @Proudme7 9 หลายเดือนก่อน

      Mufti Tariq ke channel per jao comments me ehi lines milengi😂

  • @zahedahmadfarooqui3550
    @zahedahmadfarooqui3550 9 หลายเดือนก่อน +1

    Allah ke fazl se aap ne bahot hi behetareen tarike se samjhaya hai jo maine pahle kisi se nahi suna Allah aap ko jazaye khair de Aamin

  • @ansariwaseem8349
    @ansariwaseem8349 9 หลายเดือนก่อน +16

    Thanks for right information sheikh ❤

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😮😮😮😮

    • @ansariwaseem8349
      @ansariwaseem8349 9 หลายเดือนก่อน

      @@its_teams bhai hum tumse tumhare sahi akide par sawal karte hai 1000 rupay hamai nhi chahiye akida durast karlo allah hidayat de . Ameen .

    • @shaikkabir545
      @shaikkabir545 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@its_teams Sahi buqari hadees number 2013

  • @mobilephone963
    @mobilephone963 9 หลายเดือนก่อน

    جزاکم اللہ خیرا اپ نے ماشاءاللہ بہت اچھے دلائل پیش کیے ہیں
    اللہ اپ کو جزائے خیر دے
    اللہ ہم سب کو اور مفتی طارق مسعود کو بھی ہدایت دے اور اللہ ہم سب کو قران اور صحیح احادیث پر توفیق عطا فرمائے آمین ثم آمین

  • @teeeoi2817
    @teeeoi2817 9 หลายเดือนก่อน +9

    Masha Allah sheikh Jazakallahu Khairan bhot tafseel se samjha diya aap ne

  • @Sajida-k3f
    @Sajida-k3f 9 หลายเดือนก่อน +2

    Mashallah mashallah bilkul sahi zawab diya aap ne allah taala aap ki her baat ko samajh neki towfiq ataa farmaye aameen

  • @mdf345
    @mdf345 9 หลายเดือนก่อน +6

    Jazakallah khair Sheikh

  • @mohdsalmanansari6713
    @mohdsalmanansari6713 9 หลายเดือนก่อน +1

    Masha Allah...Good explaination with evidence... Jazak Allah Khair

  • @iPlusTVonline
    @iPlusTVonline  9 หลายเดือนก่อน +4

    Dekhiye Next Video ➨ th-cam.com/users/liveba2fzVn3Myc?si=yNQX-T7dLMtucRoL
    Dekhiye Next Video ➨ th-cam.com/users/liveba2fzVn3Myc?si=yNQX-T7dLMtucRoL
    Dekhiye All Episode - Izhaar E Haqq ➨ th-cam.com/play/PLkVlBGIeIofOqcl0Cge8UfIzMuXq7l2xW.html

  • @allahkapaigam9266
    @allahkapaigam9266 9 หลายเดือนก่อน +7

    Masha Allah
    Jazakallahu Khair Shaikh

  • @sageerkhan2641
    @sageerkhan2641 9 หลายเดือนก่อน +3

    Masha Allah Shaikh Allah jazaye khair se nawaze

  • @zeeshanrahmanansari4111
    @zeeshanrahmanansari4111 9 หลายเดือนก่อน +2

    Jazakallahu khair
    Allah sheikh kifayatullah sanabili ki hifazat kare....

  • @faizanequbalcs3414
    @faizanequbalcs3414 9 หลายเดือนก่อน +4

    Ma Sha Allah Shaikh, bohot jabardast ilmi radd kiya aap ne.
    Allah aap ko hamesha khush rakhe.
    Mufti sb after watching this : Nahi aa rahi baat samajh me 😅

  • @najmulsheikh492
    @najmulsheikh492 9 หลายเดือนก่อน +5

    Masha
    jazaq Allah khair
    Barak Allah feekum 😂😂😂
    Lajawab ker diya

  • @abufaisalajmalansari4919
    @abufaisalajmalansari4919 9 หลายเดือนก่อน +4

    بارك الله في علمك و عملك وزاده الله التقوي

  • @kalimansari6682
    @kalimansari6682 9 หลายเดือนก่อน +2

    نہ تم صدمے ہمیں دیتے نہ ہم فریاد یوں کرتے ۔نہ کھلتی یے راجے نہ یے رسوائیاں ہوتی ۔ ما شاء اللہ شیخ محترم کفایت اللہ سنابلی صاحب زندہ بعد اللہ شیخ محترم کو جزائے خیر دے آمین یارب العالمین ۔ شیخِ محترم کفایت اللہ سنابلی صاحب نے کیا تفصیلی جواب دیا ہے۔ جواب ۔ ربّانی ۔

  • @ramizunnisa1983
    @ramizunnisa1983 9 หลายเดือนก่อน +6

    Maa Shaa Allah. Barakallah Fika

  • @abdulbasheer7068
    @abdulbasheer7068 3 หลายเดือนก่อน +2

    ہم سے اسماعیل بن ابی اویس نے بیان کیا ، کہا کہ مجھ سے امام مالک رحمہ اللہ نے بیان کیا ، ان سے سعید مقبری نے ، ان سے ابوسلمہ بن عبدالرحمٰن نے کہ انہوں نے عائشہ رضی اللہ عنہا سے پوچھا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ( تراویح یا تہجد کی نماز ) رمضان میں کتنی رکعتیں پڑھتے تھے ؟ تو انہوں نے بتلایا کہ رمضان ہو یا کوئی اور مہینہ آپ گیارہ رکعتوں سے زیادہ نہیں پڑھتے تھے ۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم پہلی چار رکعت پڑھتے ، تم ان کے حسن و خوبی اور طول کا حال نہ پوچھو ، پھر چار رکعت پڑھتے ، ان کے بھی حسن و خوبی اور طول کا حال نہ پوچھو ، آخر میں تین رکعت ( وتر ) پڑھتے تھے ۔ میں نے ایک بار پوچھا ، یا رسول اللہ ! کیا اپ وتر پڑھنے سے پہلے سو جاتے ہیں ؟ تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، عائشہ ! میری آنکھیں سوتی ہیں لیکن میرا دل نہیں سوتا ۔
    حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ، قَالَ حَدَّثَنِي مَالِكٌ، عَنْ سَعِيدٍ الْمَقْبُرِيِّ، عَنْ أَبِي سَلَمَةَ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، أَنَّهُ سَأَلَ عَائِشَةَ ـ رضى الله عنها ـ كَيْفَ كَانَتْ صَلاَةُ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فِي رَمَضَانَ فَقَالَتْ مَا كَانَ يَزِيدُ فِي رَمَضَانَ، وَلاَ فِي غَيْرِهَا عَلَى إِحْدَى عَشْرَةَ رَكْعَةً، يُصَلِّي أَرْبَعًا فَلاَ تَسَلْ عَنْ حُسْنِهِنَّ وَطُولِهِنَّ، ثُمَّ يُصَلِّي أَرْبَعًا فَلاَ تَسَلْ عَنْ حُسْنِهِنَّ وَطُولِهِنَّ، ثُمَّ يُصَلِّي ثَلاَثًا‏.‏ فَقُلْتُ يَا رَسُولَ اللَّهِ، أَتَنَامُ قَبْلَ أَنْ تُوتِرَ قَالَ ‏ "‏ يَا عَائِشَةُ إِنَّ عَيْنَىَّ تَنَامَانِ وَلاَ يَنَامُ قَلْبِي ‏"‏‏.‏
    Reference : Sahih al-Bukhari 2013

  • @ModassirHasan
    @ModassirHasan 9 หลายเดือนก่อน +16

    سبحان اللہ العظیم

  • @Afk1947-g5l
    @Afk1947-g5l 9 หลายเดือนก่อน +25

    Masha allah Shaikh hame aise video aur chahiye jazakallah shaikh

  • @shafeekhan4960
    @shafeekhan4960 9 หลายเดือนก่อน +7

    Bohat sahi jawab Diya aap ne is social media k Mufti ko ek to andhe muqallid hai upar se daleelein hadees se dhoond rahey hai

  • @minhajkhan523
    @minhajkhan523 9 หลายเดือนก่อน +4

    بارك الله فيكم

  • @mohammedkhan9721
    @mohammedkhan9721 9 หลายเดือนก่อน +4

    اللّٰہ حق کو غالیب فرمائیں اور اِن نئے فتنوں سے امت کی حفاظتِ فرمائے۔۔۔۔۔امین

  • @MdAlam-jw7bp
    @MdAlam-jw7bp 9 หลายเดือนก่อน +1

    Jazakallah Khair

  • @abutalha5819
    @abutalha5819 9 หลายเดือนก่อน +6

    جزاكم الله خيرا و أحسن الجزاء و بارك فيكم شیخ

  • @Abdurrahmanfaiziofficial
    @Abdurrahmanfaiziofficial 9 หลายเดือนก่อน +1

    منہ توڑ جواب شیخ
    یہ تقلید میں اتنے اندھے ہو گئے ہیں شیخ کہ حق کو تسلیم نہیں کر سکتے ہیں حالانکہ ان کو معلوم ہے کہ حق کیا ہے.؟
    جزاكم الله خيرا واحسن الجزاء ونفع الله بكم الأمة الإسلامية❤️🤲🏻

  • @minnatshaikh624
    @minnatshaikh624 9 หลายเดือนก่อน +3

    JazaakAllahu Khairan

  • @kifayatullahsanabili
    @kifayatullahsanabili 9 หลายเดือนก่อน +3

    zazakallah-hu- khaira

  • @ayshakhatoon5293
    @ayshakhatoon5293 9 หลายเดือนก่อน +2

    Masha allah shaik e mohtaram dil khush ho gya ❤

  • @kashifalhaq5974
    @kashifalhaq5974 9 หลายเดือนก่อน +4

    May Allah reward the Shaikh for this video and make this refutation a success in uprooting the Shubuhaat and other misinformation spread by Mufti Tariq Masood.

  • @ayeshafarmankhan1554
    @ayeshafarmankhan1554 9 หลายเดือนก่อน +8

    Jazakumullahu khair🔶🔹🔶

  • @AftabAlam-rp8hl
    @AftabAlam-rp8hl 9 หลายเดือนก่อน +9

    Assalamualaikum Mashaallah Alhamdulillah

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  9 หลายเดือนก่อน

      Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu

  • @savioursofhumanityhumanbei4145
    @savioursofhumanityhumanbei4145 9 หลายเดือนก่อน +2

    تہجد کی آٹھ ہیں اور تراویح کی بیس رکعت ہیں،۔۔ آپ صلی اللہ علیہ و سلم نے شروع میں پڑھائی پھر موقوف فرمایا کہ امت پر فرض نہ ہو جائے ۔۔۔ اس پر (علیکم بسنتی و سنة الخلفاء الراشدين الخ) حضرت عمر رضي الله عنه نے بیس رکعت تمام صحابہ رضوان اللہ اجمعین کے اجماع سے سنت قرار دیا

    • @hilalmir5173
      @hilalmir5173 9 หลายเดือนก่อน +1

      Hawa hawayi😂😂

  • @modernteach115
    @modernteach115 9 หลายเดือนก่อน +7

    Mashallah Sheikh ❤

  • @islamicurduchannel361
    @islamicurduchannel361 9 หลายเดือนก่อน

    ماشاء اللہ
    شیخ نے بہت خوبصورت انداز میں جواب دیا طارق مسعود کو بالکل مدلل جواب ہے اللہ تعالی شیخ کو اپنے حفظ و امان میں رکھے

  • @waqarkhan-yz2ge
    @waqarkhan-yz2ge 9 หลายเดือนก่อน +11

    JazazkAllah sheikh

  • @hamidshaikh6846
    @hamidshaikh6846 9 หลายเดือนก่อน +3

    Mashallah

  • @NadeemAhmed-iv6lu
    @NadeemAhmed-iv6lu 9 หลายเดือนก่อน +8

    ماشاءاللہ مسلک اہل حدیث ہی حق ہے

  • @RafiqulIslam-ji7ql
    @RafiqulIslam-ji7ql 9 หลายเดือนก่อน +2

    Ma sha Allah

  • @mirzasandco3323
    @mirzasandco3323 9 หลายเดือนก่อน +8

    ❤❤❤mashaAllah Mufti Tariq Masood sirf maslak ko bachane main lag rahe the....

  • @zarbehaq6809
    @zarbehaq6809 9 หลายเดือนก่อน

    Ma Sha Allah shaikh e mohataram
    Bohat bohat achchi giraft ki hai aapne
    Allah aapko salamat rakhe hasideen ke hasad se
    Aur Allah appko apke ahle ayal ko apne hifiz wa amaan me rakhe dunya wa akhrat ki kamyabi ata kare
    Aapne qayamul layel ke saath salafi manhaj ko khol kar bayaan kar diya Asaan alfaaz me
    Allah aapke ilm me aur izaafa kare
    Ameen
    Ma Sha Allah dill bohat ziyada khush hua shaikh e mohtaram
    Allah apse apne deen ka Kaam aise hi Leta rahe aur ummat ko apke ilm se aise hi quran wa sunnat ki taraf ragbat ho
    Ameen

  • @RafikKhan-v7j
    @RafikKhan-v7j 9 หลายเดือนก่อน +4

    Jazakallah.khair.shekh.kifayattullah.aap.ne.sahi.jawab.diya.hai.sekh.mufti.tariq.masood.sahab.be.dalee.bat.karte.hain

    • @Proudme7
      @Proudme7 9 หลายเดือนก่อน

      20 rakaat ki daleel hai bhai 8 ki nahi

    • @chaudharyabdurrazzaque8910
      @chaudharyabdurrazzaque8910 9 หลายเดือนก่อน

      Itni Sari dail ap samjhna nhi chah rahe

    • @FerozKhan-zo7mf
      @FerozKhan-zo7mf 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@Proudme7tumko ammi Abba ne
      Nahi sikhaya ke jab Sach samne Ajay to usko manlena

    • @Proudme7
      @Proudme7 9 หลายเดือนก่อน

      @@FerozKhan-zo7mf Abbu ammi ne ye sikhaya tha ke aank bandh kerke sach samajhne ke pahle thahkeekath karo jo ke tumlogon ko nahi sukhaya gaya

    • @انساحمد-و6ج
      @انساحمد-و6ج 9 หลายเดือนก่อน

      Brothers pls parents tak naa puhaunchay , bilkul 8 ki hi daleel hai 20 ki nahin magar tableegh ka yeh sahih tariqa nahi , hamari aisi baaton say jo log bay ilm hain un ki bay ilmi mien aur izafa hoga so pls khayal karien bhaion

  • @jameelshaikhshaikhjameel4957
    @jameelshaikhshaikhjameel4957 9 หลายเดือนก่อน +8

    Jazak Allah Khair

  • @Andhbhkttp0
    @Andhbhkttp0 9 หลายเดือนก่อน +1

    Sabhi ko 20 rekat pdhni chahiye jitna jitna jiyada pdhoge utna sawab
    Mufti tariq sahb is right

    • @YesIslam123
      @YesIslam123 9 หลายเดือนก่อน +1

      U r really Andbhktt😂😂

  • @shamshuda2599
    @shamshuda2599 9 หลายเดือนก่อน +2

    بہت زبردست
    اللہ آپ کو برکت دے

  • @quiztvhafizabutalib
    @quiztvhafizabutalib 9 หลายเดือนก่อน +5

    Masha Allah correct answer

  • @Sajida-k3f
    @Sajida-k3f 9 หลายเดือนก่อน +2

    Mashallah bilkul sahi jawab diya aameen

  • @AslamShaikh-ve8oh
    @AslamShaikh-ve8oh 9 หลายเดือนก่อน +4

    Jazakallah khair ❤

  • @zainabgori156
    @zainabgori156 9 หลายเดือนก่อน +1

    Maa shaa Allah bht acche se explain kiya apne jazakallah khair

  • @salamjaidi
    @salamjaidi 9 หลายเดือนก่อน +5

    Mashallah barakallah JazakhAllahkhair

  • @abutalib3200
    @abutalib3200 9 หลายเดือนก่อน +1

    بہت بہترین پیش رفت ہے شیخ ۔
    تسلسل جاری رکھیں

  • @ayeshafarmankhan1554
    @ayeshafarmankhan1554 9 หลายเดือนก่อน +6

    Jazakumullahu khair

  • @gulfamshaikh555
    @gulfamshaikh555 9 หลายเดือนก่อน +1

    Al hamdu lillah bohot hi khoob badaleel Ilmi jawab jisne Mufti Tariq Masood ko lajawab ker Diya

  • @IRFANKHAN-tz2np
    @IRFANKHAN-tz2np 9 หลายเดือนก่อน +6

    Mashallah shaikh jazakallah

  • @darsetauheedkhalid
    @darsetauheedkhalid 9 หลายเดือนก่อน +3

    ماشاء الله تبارك الله ---❤❤ شيخ

    • @its_teams
      @its_teams 9 หลายเดือนก่อน

      Pure ahle hadees ko challenge hai agar aap log 8 rakat tarabih sawit kar do mere taraf se 1000 ka inam 😮😮😮😮