Thanks for giving us new information..Phle maine bhi cally lily, football lily aur caladium ke bulb direct soil me lgaye the pr 1 month hone ke bad bhi usme khas growth nhi hui balki kuch to sadne bhi lag gye the..apka video dekhkar maine unhe cocopeat me shift kr diya hai...
Very informnational video.cocopet ki jagah rice hushk mai laga sakte hai.cocopeat wash karna padta hai.aapke video dekhkar maine urban se bahut purchage kiya hai.kash pahle pata hota.
Mam, aapne Red Panama aglonema Aur Pride of Sumatra aglonema nahi liya kabhi! Mene online order kiya he, kafi costly he. Bt mujhe uski Kuch extra care k bare me nahi pata! Bt I loved those plants. Mam, aap Kuch bata sakti he kya un dono k hi bare me🙏 Ab tak kisi b gardener ne us pr Vedio nahi banaya he..
@@gardeningwithusha Mam, Pani me pata nahi chalta ki kab watering karna he. Isliye Pani me rakhe hue he. Aaj hi gala portion cut karke firse leca Aur Pani me rakha he mene. Kam stem dip ki he Abhi. Kya 4-5 cuttings ek sath rakhne de b gal jati he?
Meine bhi lagaya hai mitti me....aur 3 plant & 1 bulb khsrab ho gaye.... . Kharab hone se pehle meine pani spray kya tha...bass 2 din me plant cut gaya, matlab bulb ke thik upor jahaa se plant start hua tha wohi se cut gaya, aur uske bad dekha ke bulb bhi decompose ho gaya..... Abhi toh pani nehi de raha hu..... Toh sahi me kya pani nehi dena hai ?
Koi kahta hai August me lagao, koi kahta hai September me lagao. Are bhai koi to theek se batao. Last time September first week me lagaya tha, soil bhi acchi use ki, bulbs germinate bhi hue lekin ek bhi flower nahi aaya. Feb me jab sari leaves dry ho gayi to bulbs save karke fridge me rakh diya. Ab ye madam kah rahi hain ki abhi matlab 29 March k around lagao. Yahan temperature above 42 degrees hai, Adenium tak ko shade me rakhna pad raha hai. Shade me bhi Loo chal rahi hai. Aise weather me cala lily kaise survive karega? Abhi lagana to bewakoofi hai.
Bahut healthy bulb hai use laganeka acha tarika bataaya apne 🙏
Thanks for giving us new information..Phle maine bhi cally lily, football lily aur caladium ke bulb direct soil me lgaye the pr 1 month hone ke bad bhi usme khas growth nhi hui balki kuch to sadne bhi lag gye the..apka video dekhkar maine unhe cocopeat me shift kr diya hai...
Welcome dear 👍👍
क्या हमेशा कोकोपिट में रहने देना है या बाद में/उगने के बाद मिट्टी में लगा देना है ?? @@gardeningwithusha
Bahut hi healthy bulbs hai 👌
Nice sharing friend
Main bhi agar cocopeat mein bulb lagaun kaise sprout honge
बहुत सुंदर सारे बल्ब ग्रो हुए हैं
Very informnational video.cocopet ki jagah rice hushk mai laga sakte hai.cocopeat wash karna padta hai.aapke video dekhkar maine urban se bahut purchage kiya hai.kash pahle pata hota.
Better late than never 👍
Khupach chan information aahe 👌👌
Useful video thanks for sharing friend 🧡
ধন্যবাদ আমি চন্দ্র পুর থেকে ms ❤❤❤
We came to know new idea for growing bulb thank you madam
Welcome 🤗
Madam we have to keep the bulb in shade kya for sprouting pls let me know as iam i also triying to grow blub in cocopit
Cocopeat me Sprout lane ke liye pot full Sun light me rakhe?
Very beautiful information
Can you please send the link of urban Garden for calla Lily bulbs.
I am from Punjab Amritsar Soan in the soil I mean which month
Mam, aapne Red Panama aglonema Aur Pride of Sumatra aglonema nahi liya kabhi!
Mene online order kiya he, kafi costly he. Bt mujhe uski Kuch extra care k bare me nahi pata! Bt I loved those plants.
Mam, aap Kuch bata sakti he kya un dono k hi bare me🙏
Ab tak kisi b gardener ne us pr Vedio nahi banaya he..
Beautiful calla lily .
Bahut sundar hai
Bulb lagane je baad shade me rakhna hai ?
Konsi season me lagate h bulb mam
Mam, plz guide🙏
Mene recently before 10days, Zeezee cuttings leca me lagai. Bt unme se Kuch galne Lagi niche se.. Kya karu Mam!
Jo gala hua part hai vo cut kare aur use Indore plant ki soil mix me laga dijiye
@@gardeningwithusha Mam, Pani me pata nahi chalta ki kab watering karna he. Isliye Pani me rakhe hue he. Aaj hi gala portion cut karke firse leca Aur Pani me rakha he mene. Kam stem dip ki he Abhi.
Kya 4-5 cuttings ek sath rakhne de b gal jati he?
Nice video ma'am.new subscriber
Khup sundar ❤️
Kis month me lagana hai
In door hai ki out door
Meine bhi lagaya hai mitti me....aur 3 plant & 1 bulb khsrab ho gaye.... .
Kharab hone se pehle meine pani spray kya tha...bass 2 din me plant cut gaya, matlab bulb ke thik upor jahaa se plant start hua tha wohi se cut gaya, aur uske bad dekha ke bulb bhi decompose ho gaya..... Abhi toh pani nehi de raha hu.....
Toh sahi me kya pani nehi dena hai ?
Koi kahta hai August me lagao, koi kahta hai September me lagao. Are bhai koi to theek se batao. Last time September first week me lagaya tha, soil bhi acchi use ki, bulbs germinate bhi hue lekin ek bhi flower nahi aaya. Feb me jab sari leaves dry ho gayi to bulbs save karke fridge me rakh diya. Ab ye madam kah rahi hain ki abhi matlab 29 March k around lagao. Yahan temperature above 42 degrees hai, Adenium tak ko shade me rakhna pad raha hai. Shade me bhi Loo chal rahi hai. Aise weather me cala lily kaise survive karega? Abhi lagana to bewakoofi hai.
Apne kaha se bulb liya tha?
Bulb Indian or imported hai tell
ये प्लांट आपने कहा से मगवाये हैं जी एंड प्राइस कितना है
Kaha se liye bulb
Hi Tai❤
बहुत हेल्दी है बल्ब है
I have two costly bulbs and when SHOULD I GROW THEM
Which month is most favourable for Punjab
Winter season
Thanks dear
Ma'am unke pass me calla Lily ka bulb out of stock hai
Wait kariye...mil jayenge
Urban garden se kayse kharide Link ya number to bhej de
Mere pas hai
Urban garden ka link mention kariye please 🙏🙏
अमरावती में कौनसे माह में बल्ब लगाने चाहिये कृपया जानकारी दे
Abhi
healthy bulb
👌👌👌👌👌👌
Hii ma'am
Kya ap mujhe urban garden ka number de skti h, mujhe bhi order krna h.....
Abi Jo bulb ka unboxing video hai uske discription box me dekhiye
Pls link send
फंगिसाईड कोणता आहे लिंक टाकता का ताई
Saaf
@@gardeningwithusha तुमचे विडिओ खुप छान असतात, खुप चांगली माहिती भेटते
अभी season है.....अभी लगा ले...
.से समझ नहीं आता कौन सा season कौन सा month तो वीडियो बेकार ही हो जाता है
Video ke discription me dekhiye date kaunsi hai fir samaz me aayega
अर्बन गार्डन का नम्बर