बड़ी मां, सादर चरण स्पर्श 🙏🙏🙏🙏🙏, सुहागिन होने के बाद मैं पहली बार आपके वीडियो पर आई हूं, मैंने यथासंभव आपकी विवाह संबंधी जानकारियों का लाभ लिया है, आपसे यही विनती है कि मुझे अखंड सौभाग्यवती होने का आशीर्वाद दीजिए 🙏🙏🙏। मेरा दांपत्य जीवन सुखी , सम्पन्न तथा समृद्ध रहे और हम दोनों ही धर्मानुसार अपने अपने कर्त्तव्य का पालन कर पाएं। हम दोनों ही अपनी अपनी माता को खो चुके हैं और आप में अपनी ही माता की छवि देखते हैं, इसलिए अपने जीवन में बेहतरी के लिए आपके शुभाशीष की आशा रखते हैं 🙏🙏🥹🥹
Mataji aap bole hai somati amavasya mai kalsha rakh kar Puja karne keliye kalsha par jo dhakni rakh kar teel daal kar Puja karte hai to us teel ko wahi chod de ya Ghar leay ish bare mai hamko bataiye
Aapke sadar charnock me pranam mujhe puchhna hai ki agar somatic amavasya vrat me bhulwash ruee chhu le to kya vrat ka fal nahi milta hai please iss bare me jarur batay 🙏🙏🙏
Namaste 🙏 mata ji Mera yah sawal tha ki somvati amavasya ke dusre din Pariva ke din kya mein kuchh khareed sakti hun jayse naye kapre ya koi saman Please mujhe bata dijiye
Ham Surya ko 4:00 arg dete Hain kya yah sahi hai kyunki ham Mangal Aarti karte hain to 4:00 sabhi Ko jal Arpit karte hain to Surya ko bhi kar dete Hain Surya Uday nahin hote hain to kya sahi hai please batana
Nmstey auntyji..aunty malmas me kbi man ho to mandir ja skte h?hm shanivar or ravivar ko gye the mandir..ravivar ko malmas lg gya tha..to esa nhi h na ki ab hm rok nhi skte mandir Jana..mtlb hme Jana hi pdega..?hm daily nhi jate pr man jb hota h to chle jate h
Ji...auntyji hm ye janna chahte h jaise esa kr skte h ki kbi jayen kbi na jayen..mtlb hm kbi kbi hi jate h mandir..daily nhi....to esa to nhi h na jese 14 tarikh malmas se phle gye the fer 15 ko gye the to ab hm bnd nhi kr skte mtlb daily Jana pdega..?
Kripya didi ye bataye ki parthiv shivling ki puja ham kaise kare.Meri paresani ye hai ki ham prodosh brat kerna chahte hai.Hamko subah mebhi gher me puja kerni hai phir sam me bhi gher me hi kerni hai to kya ek parthiv shivling subah bana ker us per subah puja kare aur sam me bhi usi per ker le ya sam me dusra shivling banaye.kya sahi hai bataye.phir dusre din subsh tisra banaye.Mujhe chalne medikat hai isliye gher mehi kerna chahti hu.kya sahi hai bataye
Nmstey auntyji..auntyji malmas jo abi shuru ho rha h...usme dharmik place..tirupati balaji... rameshwaram aisi jgh darshan hetu ja skte h?hmare pati ne socha tha jane ko hmari sas ko cancer k ilaj k bad ..k vo thik ho jayengi to jayenge
Mata jee mai shree mangala gauri vrat krti hu 5 saal sawan ka sankalp le chuki hu lekin mai pradosh vrat v kr rahi hu or wo kai baar budhvaar ko hi par jaa raha hai mai kis prakar dono vrat nibha skti hu orr paaran kr skti hu sahi se Kripya btaye 🙏
Aunty...mai 2 month pregnant hu....aaj subh 6:43 min mai maine sapna dakha ki bache ki heartbeat chali gai hai.......iska kya arth hai......plz reply kigeyega
Agar koi 40 din ka Sankalp Lena ho kisi vishesh puja ka manokamna pooran k liye to kya is saturday poornima k din se shuru kar sakte hain ? Beech me kharmas lag raha hai 1 mahine ka isliye pooch rahi hun
Namastey Madam...saw your last videos where you showed all Diwali shopping liked all your sarees .you are wearing one of those..v pretty blue saree .but a mother looks good in all sarees n you look nice in all sarees... my hindi not good so please excuse....please make a video on how new year will b for all birth signs ...lots of love n respect to you
Maa plz btaye ki shivpuran k anusar mahilayon ko konsi shingar ki cheezen jrur karni chahiye har roj. Plz is par video bnaye. Aaj kal koi nahi btata yeh sab. Hum dono ka bahut jhagda hota ha. Hum koi galati to nahi kar rahe??? Amavasya k din singhora se sindoor lga sakte hain kya??? Namaste🙏🙏🙏🙏🙏
Aise me aap 7 safed cheezo ka daan 2 shukrawaar ke din Shiv mandir me karke dekhe (chawal, Doodh, Ghee, Makhana, Rui, Shakkar, Kapoor) aur bhagwan se apani prarthana kahe
Radhe radhe krishna mata ji Nav varsh ki Hardik shubhkamnaen pure Parivar ko🙏🙏🌹
Har har mahadev 🙏❤️
Bahut achai jankari 🎉
Mata ji pranam
बड़ी मां, सादर चरण स्पर्श 🙏🙏🙏🙏🙏, सुहागिन होने के बाद मैं पहली बार आपके वीडियो पर आई हूं, मैंने यथासंभव आपकी विवाह संबंधी जानकारियों का लाभ लिया है, आपसे यही विनती है कि मुझे अखंड सौभाग्यवती होने का आशीर्वाद दीजिए 🙏🙏🙏।
मेरा दांपत्य जीवन सुखी , सम्पन्न तथा समृद्ध रहे और हम दोनों ही धर्मानुसार अपने अपने कर्त्तव्य का पालन कर पाएं।
हम दोनों ही अपनी अपनी माता को खो चुके हैं और आप में अपनी ही माता की छवि देखते हैं, इसलिए अपने जीवन में बेहतरी के लिए आपके शुभाशीष की आशा रखते हैं
🙏🙏🥹🥹
Mataji aap bole hai somati amavasya mai kalsha rakh kar Puja karne keliye kalsha par jo dhakni rakh kar teel daal kar Puja karte hai to us teel ko wahi chod de ya Ghar leay ish bare mai hamko bataiye
Aap teel ko wahi par rahne se
Diya me bati kiski lagayen gol ya lambi bati lagana h bataye pls🙏🏻🙏🏻
Somvati amavasya ke din tulsi me jal chdhaya jata h ya nahi
Aunty ne aapke prashn ka kya uttar diya
🙏🙏
Aapke sadar charnock me pranam mujhe puchhna hai ki agar somatic amavasya vrat me bhulwash ruee chhu le to kya vrat ka fal nahi milta hai please iss bare me jarur batay 🙏🙏🙏
Aisa nahi hai is baare me aap chintaa naa kare
@@AsanZindagi रुई का इतना निषेध क्यों है? अगर छू गया तो कौन सा दोष माना जाता है मैम 🙏🏻🙏🏻
Alag alag pooja ka niyam hota hai aisa hi niyam Lalahi Chatt pooja me bhi hota hai ye niyam pooja ki katha se juda huaa hota hai
👏🏻👏🏻👏🏻👍
Namaste 🙏 mata ji Mera yah sawal tha ki somvati amavasya ke dusre din Pariva ke din kya mein kuchh khareed sakti hun jayse naye kapre ya koi saman
Please mujhe bata dijiye
ji haa, aap kharid sakte hai
Ham Surya ko 4:00 arg dete Hain kya yah sahi hai kyunki ham Mangal Aarti karte hain to 4:00 sabhi Ko jal Arpit karte hain to Surya ko bhi kar dete Hain Surya Uday nahin hote hain to kya sahi hai please batana
Aap suryoday par hi Surya Bhagwan ko jal de
राधे राधे 🙏
Jay Mata Di
Pranam 🙏
Pranam mataji sadar charansparsh 🙏
जय श्री राधे कृष्णा ❤❤❤
🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍🥰🥰
Aunty ji 30 December ko grahan hai ya nahin
Ji nahi, grahan nahi hai
Radha Krishna hare Krishna
Jay shreeman narayana 🙏🏻 Sita Ram didi 🙏🏻
Jai shree ram 🙏🙏🙏🙏🙏
Har har mahadev
Mata ji 🙏 Jai shree hari Vishnu
Har❤❤har🎉🎉 Mahadev
Pranam aunty ji kya kharmas Mein gija lagva sakte hain
कृपया मार्गदर्शन करें
Jai shree ram ram ❤❤❤❤❤
Jai mata di.
Mata ji mujhe mangalwar karna hai kab se start Karu kis din ka muhurat achcha hai date bhi bataya g mata ji🙏
Nmstey auntyji..aunty malmas me kbi man ho to mandir ja skte h?hm shanivar or ravivar ko gye the mandir..ravivar ko malmas lg gya tha..to esa nhi h na ki ab hm rok nhi skte mandir Jana..mtlb hme Jana hi pdega..?hm daily nhi jate pr man jb hota h to chle jate h
Mandir ja sakte hain.
Ji...auntyji hm ye janna chahte h jaise esa kr skte h ki kbi jayen kbi na jayen..mtlb hm kbi kbi hi jate h mandir..daily nhi....to esa to nhi h na jese 14 tarikh malmas se phle gye the fer 15 ko gye the to ab hm bnd nhi kr skte mtlb daily Jana pdega..?
Aap apani manyata ke anusaar hi karya kare
Ji...auntyji ek last or reply kriyega plz vinti h...mtlb hm kbi kbar jate h to malmas me b kbi kbar hi ja skte h?yahi khna chahti h aap h na
kya kharmas Mein naye kapde Silva sakte hain
ji ha
Mata ji jo navrat me jawar ugaye they jisme kya usme dubra pyag kr saktey hai
ji haa, aap kar sakte hai
Kal Sunday kar sakte hai
Mata ji blanket odh sakte
ji haa
संकट गणेश चतुर्थी व्रत कब है। जन वरी। संकट गणेश चतुर्थी व्रत चन्द्रोदय कबहै
Ye pooja vrat 17 January ko hai
Ma'am Please Panchopchar puja krke dikhaiye. 😊😊😊
Sabhi kahte hai ghar main kabutar ka basera aacha nhi hota hai balkani main kabutar ka joda basera le liya hai kya karen kuch kharab nhi na hoga
Didi 30 tarikh ko grahan bhi h kya please bataiye 🙏🙏
30 ko kai grahan nahi hai
Ma'm माघ चौथ में तिल गुड़ का पहाड़ कब चढ़ाया जाता है और भेड़ा /बकरा कब काटा जाता है?
कृपया पूरी विधि बताएं.
Mamma mai 7 mahine ki perenet hu or mera sehat vi thik nhi esliye nhi kiye hai to koi hani na hoga mamma
Aise me koi haani nahi hoga, Aise me aap prabhu ka naam jaap bhi kar sakte hai
दीदी प्रणाम धन्यवाद
दीदी जनवरी फरवरी में गृह प्रवेश मुहूर्त का वीडियो दे दीजिए plz
Purnima kb h 14 y 15 december ko
मैम 🙏🏻 क्या उद्यापन करके दुबारा शुरू किया जा सकता है? 🙏🏻🙏🏻💐🕉️
Agar aapko vrat chhodna hai tabhi aap udyapan kare
@AsanZindagi 🙏🏻🙏🏻ji छोड़ना नहीं है मैम।🙏🏻
Mam hight bdhane ke ghrelu upay btaye please
Kya raviwar ka vart 15december ko suru kar skte h
Ji nahi
Ek cheez se pheri nahi lagate kya?
ji nahi, aap koi do cheez le sakte hai
Bohot achhi jankari ma'am 🙏
Kripya didi ye bataye ki parthiv shivling ki puja ham kaise kare.Meri paresani ye hai ki ham prodosh brat kerna chahte hai.Hamko subah mebhi gher me puja kerni hai phir sam me bhi gher me hi kerni hai to kya ek parthiv shivling subah bana ker us per subah puja kare aur sam me bhi usi per ker le ya sam me dusra shivling banaye.kya sahi hai bataye.phir dusre din subsh tisra banaye.Mujhe chalne medikat hai isliye gher mehi kerna chahti hu.kya sahi hai bataye
Usi ek Shivling ka aap teeno bar Pooja kar sakti hain.
Kya delivery Kara sakte hai 30 ko acha din hota hai
Agar Ho sake to aap next day karaye, Anyatha samay ke anusaar to hoga hi
Garbh mein baccha hai to man ki chauth ka vrat utha sakti hain ki nahin
Aisi sthiti me aap koi naya vrat shuru naa kare
Mam meri first time h shadi ke baad meri sasu maa bol rahi h karne ko .....
Aise me kya karen
Please bataye
Mataji aache aache khane ki recipe bhi do thandi ki ❤❤ ap phele aangan me banati thi aacha lagta tha ❤❤
Aage ham video denge
Nmstey auntyji..auntyji malmas jo abi shuru ho rha h...usme dharmik place..tirupati balaji... rameshwaram aisi jgh darshan hetu ja skte h?hmare pati ne socha tha jane ko hmari sas ko cancer k ilaj k bad ..k vo thik ho jayengi to jayenge
Aap yatra kar sakte hai
Auntyji pr kisi ne apse vaishnudevi Jane k liye pucha tha malmas me to apne kaha tha magh mahine me kare....
Agar koi Vishesh manyata pahle se hi hai to aap jaa sakte hai par normally agar aap jane ka plan kar rahe hai to aap magh mahine me jaaye
Somwti amwsya me sedha nmak kha sakte hai
ji nahi
Mata ji namaskar hamare Parivar mein koi agahan guruwar nahin karta to kya kar sakte hai
ji haa aap kar sakte hai
Mata jee mai shree mangala gauri vrat krti hu 5 saal sawan ka sankalp le chuki hu lekin mai pradosh vrat v kr rahi hu or wo kai baar budhvaar ko hi par jaa raha hai mai kis prakar dono vrat nibha skti hu orr paaran kr skti hu sahi se
Kripya btaye 🙏
Mangala Gauri ka vrat poora karna hi hai, Pradosh vrat jitna chhut ta hai use aage samay me poora kar len.
@AsanZindagi dhanyawaad aapka 🙏
Aunty ji mera new suit bai se fata h to kya me use sil ke puja me phan sakti hu
Ji ha.
Par 26 may 2025 ko vat savrtri he monday ko vo somvati he kya aunty ji 🤔
Hn
Somvati nahi hai
Ma’am meri shadi ke bad meri saas ne es din bas tulsi ki parikrma krayi thi but har bar m esse nhi kr saki toh kya ab m dubara start kr skti hu?
ji haa, aap dubara se shuru kar sakti hai
दिदी प्रदोष व्रत कर सकते हैं क्या अभी से🙏
Aap ye vrat maagh mahine se shuru kare
दिदी बहुत धन्यवाद 🙏@@AsanZindagi
Meine ye befor marriage kiya h.
Didi parnam grih pravesh ka muhurt btaiye
राधे राधे दीदी जी 🙏🙏🙏
Aap Jan 2025 me 24 aur Feb 2025 me 3,7,8,24 ko Grih pravesh kar sakte hai
Aunty...mai 2 month pregnant hu....aaj subh 6:43 min mai maine sapna dakha ki bache ki heartbeat chali gai hai.......iska kya arth hai......plz reply kigeyega
Kuch mat karo sis jb b aap glt sapna dekhe to aap us sapne ko tulsi mata ko suna do or unse prathna karo ki esa mat hone dena sapna jutha ho jayega
@aanshorts1053 Aise samay me man me continue vichaar ke karan aise swapan aate hai, ye swapan ashubh nahi hai, Aap chintaa naa kare
@@AsanZindagi thanku
Aunty ji pranam kya kharmas mein ladki dekhne ja sakte hain.
Agar koi 40 din ka Sankalp Lena ho kisi vishesh puja ka manokamna pooran k liye to kya is saturday poornima k din se shuru kar sakte hain ? Beech me kharmas lag raha hai 1 mahine ka isliye pooch rahi hun
ji nahi, aap ye vrat maagh mahine se shuru kare
@ mam vrat nai hai 40 din tak mandir jana hai bus to wo bi magh mahine se shuru karun ?
Ji haa, aap aisa kar sakte hai
दान किस्को दे और क्या इस दिन बाल धो सकते हैं
Aap daan gareeb ya brahaman ko de aur aap din ke samay baal dho sakti hai
Dhaaga lapetane ke bad 108 bar FERA lagaya jata hai didi bataiye na
ji haa, Aap 5 yaa 7 baar dhaga lapet le fir fera lagaye
Ismein Rui Nahin chhuna hota hai sweater pahnane ka Ki Nahin
Aap aakde ke rui ka batti banaye, Aap sweater pahan sakte hai
Namastey Madam...saw your last videos where you showed all Diwali shopping liked all your sarees .you are wearing one of those..v pretty blue saree .but a mother looks good in all sarees n you look nice in all sarees... my hindi not good so please excuse....please make a video on how new year will b for all birth signs ...lots of love n respect to you
Next we will try to make a video on this topic.
Mam kya hum December ya January main ek rented room se dusre rented room badal sakte hain
Ji haa aap jaa sakte hai
Thank u mam
Karvas kab hai
Kharmas 16 December se 13 January tak hai
Hun kisi dusre ke ghar mai kase vrat kare
Kar sakte hain.
Maa plz btaye ki shivpuran k anusar mahilayon ko konsi shingar ki cheezen jrur karni chahiye har roj. Plz is par video bnaye. Aaj kal koi nahi btata yeh sab. Hum dono ka bahut jhagda hota ha. Hum koi galati to nahi kar rahe???
Amavasya k din singhora se sindoor lga sakte hain kya???
Namaste🙏🙏🙏🙏🙏
Aap Amavasya k din singhora se sindoor lga sakte hain, Shudda avastha me hi sindoor lagaye, paav me hamesah bichhiya pahne
@AsanZindagi thanku
Plz video bnaye is topic pe.
Aap ye videos dekhe
th-cam.com/video/5iIXPnZhzU0/w-d-xo.html
th-cam.com/video/6oLVnhhTHBQ/w-d-xo.html
th-cam.com/video/6MWb0O5d4AQ/w-d-xo.html
th-cam.com/video/LhPtNDkfFpQ/w-d-xo.html
अगर पिंपल का पेड़ न मिले तो कैसे दे फेरी
Video me isaki jankari vistar se di gayi hai
Maa sarkari nokri k liye koi upay btaye m bhut salo sarkari teacher ki tyari kr rhi hu nhi ho rha h bhut preshan hu maa kya kru
Aise me aap 7 safed cheezo ka daan 2 shukrawaar ke din Shiv mandir me karke dekhe (chawal, Doodh, Ghee, Makhana, Rui, Shakkar, Kapoor) aur bhagwan se apani prarthana kahe
@@AsanZindagi thanks maa Sat chije sath m hi dan krni h kya or kitni matra m leni h y sat chijhe
Aunty hmesha sar bhari lgta h uske liye koi remedy btaye
And how to focus on study please koi remedy btaye pdhne baitho but kuch time baad distracted
Sar bhaari hone ka kai kaaran ho saklta hai iske liye aap doctor ko jarur dikhaye, sahi swasthya hone par aap padhai par focus kar sakte hai
माता जी सालाना गणेश चौथ व्रत कब पढ़ रहा है।
17 january
सैपू की फेरी दे सकते हैं का
Aapka prashna spasta nahi hai
Aunty pahle katha sunte h ya feri lagate h
pehle feri lgate hai
Pradosh vrat kr sakte hai kya,pehle krti thi ,pr kuch samay k liye chod di thi
Ab aap ye vrat maagh mahine se shuru kare
2025 me daamas h ky unty
Aapka prashna spasta nahi hai
मिश्री चने दोनों का लगा सकते हैं
क्या
मतलब 50 मिश्री से ,58 भुने चने से दोनों की फेरी ?
Please reply 🙏🏻💐
Aap dono 108 le, aur dono cheezo ko ek saath lekar feri lagayenge
Maney16 say sari vidio daki h maa ji
दिदी प्रणाम 🙏🪷🌹
Om namoh bhagwate vasudevye nama🙏🏻🙏🏻🙏🏻
2025 me domaaas h ky aunty
Is vishya par ham aage video denge
मुझे किसी ने बताया था की एक बार भोजन कर सकते हैं तो क्या मैं भोजन करना छोड़ दू
Aap meetha bhojan kare
Sb kh rhe h pus me suru krna bahut acha hota h
Abhi ke samay me kharmas hai
@AsanZindagi 🙏
मेरी नन्द करती थी फिर भी उनके पति नहीं रहे
Ye jaankar dukh huaa, Bhagwan par astha banaye rakhe
@@AsanZindagiभगवान पे मैं बहुत बिस्वास करती हू लेकिन ए घटना हमें बहुत दुख दी
@@NehaGautam-y2w Bahan humare jivan me jo v achha bura hota wo humare karmo ka hi fal hota h use khud iswar v nahi taal sakte.
Har har Mahadev 🙏
Har har mahadev