Don't worry bhai, 1/2 din deri hogi par aa jayega ....bank Automatic refund process karte hai woh within 5working days me aa jate hai ....jo refund late hote hai. Uske liye bank ko inform karna padta hai via email or grievance...bank us refund ko manually process initiate karte hai ,,, 😊Wish you a very 🎉Happy Diwali 🎇 🎆
Sir mera myntra ka order kiya tha Google pay s payment kiya tha or or order return kiya to refund account m nhi aya myntra n reference no. Diya h or bola h charge dispute complaint kro mera bank sbi h 😢 m kya kru kuch help kro pls pls 😓😓😓
If the merchant has initiated a refund for a void transaction, he will send you a communication regarding the same. You need to forward the same communication to SBI along with the 23 digit ARN (Acquirer Reference number) related to the refund request to chargeback@sbicard.com.
26th September ko iphone 15 order kiya tha, 10th October ko cancel kar diya Flipkart walo ne, and 18th October ko refund completed kar diya Flipkart walo ne but abhi tak paisa nahi mila, UPI se payment kiya tha. What's the solution?
Bank call per money credit nahi karta ..iske liye ek form fill karna padta hai..... dusra tarika is video me bataye email cgro.boi@bankofindia.co.in par email kare with refund amount and refund Reference Number
Meesho main refund lekha hai successful ho gya but bank se msg nahi aaya or 6 din ho gye hai customer care mein call kiya tha maine par unhone kaha ki ho gya hai transaction successfully kya karu please koi batao nhi toh meri mummy mujhe mar dalegi.... 😢
Aap bank statement check kare ...fir meesho per bank account details check kijiye account number galat to nahi diya ...fir bhi Refund na aya ho to Refund Reference Number se bank ki website ke thru contect kijiye..mil jayega paisa
@SeemaPrajapat-s3l Refund Reference Number is A 12-digit number that tracks UPI transactions. It includes the year, Julian day, and System Trace Audit Number.
First aap meesho app open kare 2nd ekdam upar apka profile (account) dikhega uspe click kare 3rd payment & Refund Pe click kare waha aapko sare transaction dikhenge usme se jis order ka RR number chahiye waha View More par click karke dekh sakte ya screenshot le lijiye
Aapne order ka payment kaise kiya tha cash or prepaid,, refund issue hue kita din hua ,, Amazon se refund initiate hone ke 5 to working day me refund bank me mill jata hai ...or agar order ka payment cash me kiya tha to refund initiate hone ke 24hours me bank me mil jata hai ...apne refund Amazon pay me manga hoga to bank me nahi ayega ....
Bhai main order Kiya uske baad payment upi se kiya tha fir mene order cancelled kar diya Flipkart pe show ho raha ki mera refund mila gaya lekin mere bank me paise nahi aaye please bhsi batao kya karu😢😢
Refund initiate hue 5 day ho gaya hai to flipkart se refund Reference number leke upi customer care se contact kijiye ... ya to 2 din wait kijiye 5 to 7 working day ka time line hota hai
@@CallTheTechnician Flipkart pe status show kar raha ki mera refund 24 October ko mil gaya hai kya mujhe wait chaiye ya UPI coustomer care bat karni chahiye
Bhai Flipkart par order cancel Kara tha status ma refund completed dikha raha ha lekin bank ma abhi tak paisa nahi aaye Paytm UPI ka through payment Kari thi
Flipkart ne refund kar diya is liye complete dikha raha hai....apke account tak tane 4 to 5 working day ka time lag sakta hai...and 5day ho gaya hai to flipkart se refund Reference Number lekar upi customer care se contact kare
Bhai Maine Flipkart upi ke madhyam se pay kiya tha per Mera account se Paisa cut chuka hai payment fail dikha raha hai😞😞 please help kijiye mera paise refund aayega ki nahe bhaiya
Refund aa jayega 1st aap flipkart ke us failed order ko open kijiye and waha status check kijiye agar status failed dikh raha hai to flipkart app account option me jaye fir help center me jaye waha sabse pahele aapka cancel order dikhega use select kare bottom me contact us ka option ayega wahi se chat ya call me back ke thru customer care se baat kare
thanks Bhai ❤ par maine koi order nahin kiya tha bus Flipkart upi se scan karke ek dost ko pay Kiya tha 1000 cashback milega soch ke per payment fail Ho Gaya Mera account se Paisa bhi kat gaya bhaiya aap bataiye Na Mera Paisa wapas milega ki nahin 🙏❤
Refund credited to the Bank Account associated with the UPI ID entered by the customer at the time of initiating the return request. In case the payment is made by Credit/Debit Card, Net Banking or Third Party Wallet, you may get the refund within 5-7 working days.
Aaya Bhai Aap Ka Paisa maine bhi aaj order cancel kar diya tha Flipkart se reference number aaya hai ki aap ka paisa jama ho gaya hai lekin account me aaya nahi bahut tention ho rahi hai please batao
Bhai mera bata dijiye kya kerna hai please 🙏🙏maine flipkart se baat ki hai to wo bol rahe hai aapka paisa flipkart UPI mode me gya hai to ye paisa account me kaise credit hoga account me jb aata hai to turant sms aa jata hai but is baar nhi aaya hai kya karu
Sorry for late reply... apko flipkart upi me refund credit hua hai...aap flipkart app open kare samne hi kutch category ki product dikhengi sath me ek option bhi dikhega scan & pay usse click kare fir ek dam niche ki taraf 3 option dikhenge send money, scan & pay aur my upi .. my upi click kare aur waha par aapko Recent Transactions ka option dikhega jisse ap dekh payenge .... next aap amount ko apne gpay me send kar lijiye🎉
Bhai maine apni sister ke phone se order kiya tha ab jo aapne process bataya hai waise kr rahi hu but last me recent transaction pr jati hu to Gpay pr share kerne pr scanner aa raha hai apna Gpay scan kerti hu to sister ke account se paise cut ja rahe hai kya karu plz help🙏
Recent Transactions me aapko jo amount flipkart se refund hua hai ..usko check karna hai ,,,and flipkart upi se aapke bank mein transfer karna hai naki ..flipkart se gpay ko link, or scanner se scan karke flipkart wallet me ya kisi aur app me koi amount transfer na🙏 kare... Please batayen ki flipkart se gpay scan karke kitne rs cut hue hai
Declined! For Rs.00.00 on HDFC Bank Debit Card xx000 Reason: Online usage disabled Enable via sir esa bata raha pisa kat gaya kya kru sir es bar video ek banayiye Tap to load preview 7:33 pm Tap to load preview 7:33 pm
Bhai Maine laptop order Kiya tha 47318 ka cancel kar diya reference number bata raha hai lekin abhi tak bank account me nahi aaya hai bank me phone kiya tha keh rahe hai filipkard walo ne bheja hi nahi aur filipkard pe phone kiya to keh rahe hai bhej diya hu to kiya karo batao 😢😢😢😢😢
@@MansuriIrshad kounsi bank hai and kitne din hue flipkart ne refund initiate kiye .... maximum 6 business day me refund credit ho jata ha. Saturday Sunday or holiday count nahi karna hai...
bhaiya aapne isme bank of india ka bataya he but meri dusri bank he toh me kya karu . kya bank of india se bhi ho jayega kya .
Ji nahi bank of india se nahi hoga .... aapki jo bank hai us bank ka name se youtube per search kare aapko helpful videos mil jayenge
@@CallTheTechnician okay thank you ☺☺
Welcome bhai 🙏 @@SandeepRathore-m7m
Bhai mene mac air cancel kiya haii 75k ka aurr wo 6 nov dikha raha haii bhai ajarga kya bhai woo darr lagg raha haii mujhe debit card se kiya tha
Don't worry bhai, 1/2 din deri hogi par aa jayega ....bank Automatic refund process karte hai woh within 5working days me aa jate hai ....jo refund late hote hai. Uske liye bank ko inform karna padta hai via email or grievance...bank us refund ko manually process initiate karte hai ,,,
😊Wish you a very 🎉Happy Diwali 🎇 🎆
Sir mera myntra ka order kiya tha Google pay s payment kiya tha or or order return kiya to refund account m nhi aya myntra n reference no. Diya h or bola h charge dispute complaint kro mera bank sbi h 😢 m kya kru kuch help kro pls pls 😓😓😓
If the merchant has initiated a refund for a void transaction, he will send you a communication regarding the same. You need to forward the same communication to SBI along with the 23 digit ARN (Acquirer Reference number) related to the refund request to chargeback@sbicard.com.
Bohot mushkilo ke baad refund mil chuka hai mujhe 😩 aaj
👍
Amazon tha n
@@ekyusha Flipkart
Kithna din laga bhai pesa milneme
Mera app par refund complete dikarahahai lekin account mai paisa nhi aya
@@Shamil_ same problem yrr
26th September ko iphone 15 order kiya tha, 10th October ko cancel kar diya Flipkart walo ne, and 18th October ko refund completed kar diya Flipkart walo ne but abhi tak paisa nahi mila, UPI se payment kiya tha. What's the solution?
Get refund Reference Number and copy mail of return confirmation also
2nd contact upi customer care and share refund Reference Number with them
@@CallTheTechnician can you give me UPI customer care number?
Mera 6 din ho gya refund nhi aaya h . Bank me call krke reference number diye to bol rhe h ki koi amount nhi aaya h .ab kya kre
Bank call per money credit nahi karta ..iske liye ek form fill karna padta hai..... dusra tarika is video me bataye email cgro.boi@bankofindia.co.in par email kare with refund amount and refund Reference Number
Meesho main refund lekha hai successful ho gya but bank se msg nahi aaya or 6 din ho gye hai customer care mein call kiya tha maine par unhone kaha ki ho gya hai transaction successfully kya karu please koi batao nhi toh meri mummy mujhe mar dalegi.... 😢
Aap bank statement check kare ...fir meesho per bank account details check kijiye account number galat to nahi diya ...fir bhi Refund na aya ho to Refund Reference Number se bank ki website ke thru contect kijiye..mil jayega paisa
@CallTheTechnician thank you bhaiya
@@CallTheTechnicianbut wo ase puchte h reference number kya Hota h
Welcome 🙏 @ShifaKazzafi
@SeemaPrajapat-s3l
Refund Reference Number is A 12-digit number that tracks UPI transactions. It includes the year, Julian day, and System Trace Audit Number.
refund refrence number nahi hai kahi meesho customer care se baat ki refrence number bhi nahi de raha
First aap meesho app open kare 2nd ekdam upar apka profile (account) dikhega uspe click kare 3rd payment & Refund Pe click kare waha aapko sare transaction dikhenge usme se jis order ka RR number chahiye waha View More par click karke dekh sakte ya screenshot le lijiye
State Bank ka kaise kare
mera sath b issue hogya tha mna bank branch main visit kyi aur charge back form fill kiya aur amount 2 din main agya tha
👍
Thanks for sharing information
Bhiya kya aap bta skte h ye aapne kese kiya
@@SeemaPrajapat-s3l bank branch main visit kru aur charge dispute form fill kru
@@muhammadasifmalik9373 but meesho se mukhe transaction ID nhi mili
Maine amazon pe loket liya tha 1300 return kar diya refund nahi dila bolte hai ki bank me contact kro pliz help pliz 😢😢😢😢😢
Aapne order ka payment kaise kiya tha cash or prepaid,, refund issue hue kita din hua ,, Amazon se refund initiate hone ke 5 to working day me refund bank me mill jata hai ...or agar order ka payment cash me kiya tha to refund initiate hone ke 24hours me bank me mil jata hai ...apne refund Amazon pay me manga hoga to bank me nahi ayega ....
Bhai main order Kiya uske baad payment upi se kiya tha fir mene order cancelled kar diya Flipkart pe show ho raha ki mera refund mila gaya lekin mere bank me paise nahi aaye please bhsi batao kya karu😢😢
Refund initiate hue 5 day ho gaya hai to flipkart se refund Reference number leke upi customer care se contact kijiye ... ya to 2 din wait kijiye 5 to 7 working day ka time line hota hai
@@CallTheTechnician Flipkart pe status show kar raha ki mera refund 24 October ko mil gaya hai kya mujhe wait chaiye ya UPI coustomer care bat karni chahiye
@@CallTheTechnician aur bhai ye bhi bata do ki UPI coustomer care number kha milega please 🥺
Tumhara refund abhi tak aaya ki nhi
@@Er.NeerajKumar11 nahi bhai
Bhai state bank ka kaise kre please reply
Bhai Flipkart par order cancel Kara tha status ma refund completed dikha raha ha lekin bank ma abhi tak paisa nahi aaye Paytm UPI ka through payment Kari thi
Flipkart ne refund kar diya is liye complete dikha raha hai....apke account tak tane 4 to 5 working day ka time lag sakta hai...and 5day ho gaya hai to flipkart se refund Reference Number lekar upi customer care se contact kare
@@CallTheTechnician bhai reference no aa chuka ha UPI customer care walai solve kar dainga kiya bhai
Yes @@mukarramfatimi4122
Kitne din hue hai refund marne ke baad?
7day @@noboratorgaming7538
Bhai Maine Flipkart upi ke madhyam se pay kiya tha per Mera account se Paisa cut chuka hai payment fail dikha raha hai😞😞 please help kijiye mera paise refund aayega ki nahe bhaiya
Refund aa jayega 1st aap flipkart ke us failed order ko open kijiye and waha status check kijiye agar status failed dikh raha hai to flipkart app account option me jaye fir help center me jaye waha sabse pahele aapka cancel order dikhega use select kare bottom me contact us ka option ayega wahi se chat ya call me back ke thru customer care se baat kare
thanks Bhai ❤ par maine koi order nahin kiya tha bus Flipkart upi se scan karke ek dost ko pay Kiya tha 1000 cashback milega soch ke per payment fail Ho Gaya Mera account se Paisa bhi kat gaya bhaiya aap bataiye Na Mera Paisa wapas milega ki nahin 🙏❤
Refund credited to the Bank Account associated with the UPI ID entered by the customer at the time of initiating the return request. In case the payment is made by Credit/Debit Card, Net Banking or Third Party Wallet, you may get the refund within 5-7 working days.
Thanks bro❤
👍 @@BibekBarman-re3vl
Bhai mera Amazon pur refund kiya tha product lakin abhi tak pasia nahi aaya ha
Pahele amazon per refund status check kare...order history me order ko open kare
4 din ho gaye hai bhi tk nhi aaya😢
Dont worry Bhai 5/6:working day ka time lagta hai ...
Ham Flipkart se cancel kiye refarence number aa gaya par account ma paisa ni aaya please Help me Ham state bank ke atm se payment kiye the
Jis din refund done hota hai usi din se within 5 working day mein apke account me aa jata hai...apke refund done hue kitne din hue
@@CallTheTechnician ha brother aa gaya amount 29 septko reference aaya tha per us din account ma rupiya nhi aaya tha aaj 4oct ko aa gaya ❣️
Bhai Mera bhi same problem hai aapka Paisa wapas aaya ki nahin please bata do aane mein aur Kitna din Laga please bhai Bata dijiye@@nileshbhai25
👍 @@nileshbhai25
Aaya Bhai Aap Ka Paisa maine bhi aaj order cancel kar diya tha Flipkart se reference number aaya hai ki aap ka paisa jama ho gaya hai lekin account me aaya nahi bahut tention ho rahi hai please batao
Bhai mera bata dijiye kya kerna hai please 🙏🙏maine flipkart se baat ki hai to wo bol rahe hai aapka paisa flipkart UPI mode me gya hai to ye paisa account me kaise credit hoga account me jb aata hai to turant sms aa jata hai but is baar nhi aaya hai kya karu
Sorry for late reply...
apko flipkart upi me refund credit hua hai...aap flipkart app open kare samne hi kutch category ki product dikhengi sath me ek option bhi dikhega scan & pay usse click kare fir ek dam niche ki taraf 3 option dikhenge send money, scan & pay aur my upi .. my upi click kare aur waha par aapko Recent Transactions ka option dikhega jisse ap dekh payenge .... next aap amount ko apne gpay me send kar lijiye🎉
Bhai payment Gpay pr share nhi ho raha hai recent transaction pr jate hai to waha se share kerti hu to scanner aata hai plz help🙏🙏@@CallTheTechnician
Bhai maine apni sister ke phone se order kiya tha ab jo aapne process bataya hai waise kr rahi hu but last me recent transaction pr jati hu to Gpay pr share kerne pr scanner aa raha hai apna Gpay scan kerti hu to sister ke account se paise cut ja rahe hai kya karu plz help🙏
Recent Transactions me aapko jo amount flipkart se refund hua hai ..usko check karna hai ,,,and flipkart upi se aapke bank mein transfer karna hai naki ..flipkart se gpay ko link, or scanner se scan karke flipkart wallet me ya kisi aur app me koi amount transfer na🙏 kare...
Please batayen ki flipkart se gpay scan karke kitne rs cut hue hai
@CallTheTechnician ye flipkart upi ka koi option hoga ya iska app download kerna padega
Declined! For Rs.00.00 on HDFC Bank Debit Card xx000 Reason: Online usage disabled Enable via sir esa bata raha pisa kat gaya kya kru sir es bar video ek banayiye
Tap to load preview
7:33 pm
Tap to load preview
7:33 pm
Kitna rs cut gaya ..and full sms kya hai
Bhai Maine laptop order Kiya tha 47318 ka cancel kar diya reference number bata raha hai lekin abhi tak bank account me nahi aaya hai bank me phone kiya tha keh rahe hai filipkard walo ne bheja hi nahi aur filipkard pe phone kiya to keh rahe hai bhej diya hu to kiya karo batao 😢😢😢😢😢
@@MansuriIrshad kounsi bank hai and kitne din hue flipkart ne refund initiate kiye .... maximum 6 business day me refund credit ho jata ha. Saturday Sunday or holiday count nahi karna hai...
Paisa aaya kya bhai@@MansuriIrshad