*Important Thing Before Buying Bikes* *1.R C Book* RC book honi chahie vah bahut important hai gadi ka paper insurance yah sab to bad mein bhi ban jaate Hain but RC bahut important hai *2. RUSTING* Agar fiber ki gadi hai To koi baat nahin usmein To hogi nahin rusting Occur lokhand ki gadi hai To obviously usmein hogi resting to use check karne ke liye bottom mein Tyre ke pass uski niche jyada kar bottom mein Hi resting Hoti hai vah dekh lene ka silencer ke pass sab dekh lene ka *3. Sushi number* Yah number gadi Ke niche likha rahata hai important Hota hai gadi ko pencil number dene ke liye isliye yah Hona chahie gadi ke niche likha Hona chahie *4. Accident* Agar accident hua gadi ka to dekh lene ka vil sahi hai ki nahin tyre state hai ki nahin ya kahin jyada ghasa To nahin hai jyada kuchh fat Gaya Ho To yah sab dekhkar price check karne ka *5. Engine checking* Engine check karne ke liye to kholna padega gadi aur ek iji Tarika hai usko check karne ke liye ki engine Sahi chal raha hai ki nahin chal raha hai uska oil district kholne ka hai Jo niche bike ke rahata hai usmein ek khol leta hai use school ki tarah Aisa kholne ka uske bad usmein oil girane ka thoda usmein check karne ka Agar oil brown hai yah red hai to proper engine Agar bahut jyada black hai ya blackish hai To samajh jaane ka vah engine kharab hai usmein 15 16000 ka kharcha jaega *6. Key and their number plate* Gadi Ki original ti pata karne ke liye uski ki dekhne ka kyon original hai ki nahin hai and uske upar ek plate Diya rahata hai jis per number likha rahata hai vah Hona jaruri hai tab ham pata Laga sakte hain ki vah gadi original *7. Battery check* Battery check karne ke liye self Marne Ka Agar jaldi start ho rahi hai ek do self mein start ho rahi hai to battery ekadam sahi hai agar jyada time Le Rahi hai To matlab battery nikal gai ya to battery kharab ho chuki hai usko ghar aane mein sahi karne mein 1500 hajar ka kharcha aata hai to usko thoda negotiate karne ka kam karane ka *8.Engine working Imp* Gadi start karne ke bad accelerate karne ka Agar gadi mein se white smoke a raha hai to vah bilkul gadi nahin lene ka use gadi ka pura halat kharab ho gaya hai engine ka aur vah sahi se nahin chal payegi bahut hi kharab chalegi aur usko Sahi karane mein 20 25000 ka kharcha jaega *9. Vibration* Bhai gadi start karne ke bad bahut jyada vibrate kar raha hai to samajh jaane ka uska clutch ka jo cream hota hai vah kharab ho chuka hai aur use Sahi karane mein 1500 2000 ka kharcha jaega *10. Tyre* Aage ka tyre dekh lene ka jyada kharcha hua To nahin hai aur yah bhi dekh lene ka ki use tyre per Jo number likha hua hai vah kab ka hai Jaise 2012 ki gadi hai aur 2015-16 Ka tyre lagaye to samajh jaane ka ki gadi ka tyre ek bar kharab hua hai aur vah change hain Second thing is he tire state hai ya thoda sa tedha hai uske break ke se samajh mein a jaega break thoda jyada najdeek hai dur hai tera hai to vah bad mein jakar accident Na Ho vah bhi Dhyan rakhna padta ha *11. light working* Light properly sab kam karegi nahin indicator sab kam kar raha hai ki nahin piche ki light sab kam kar rahi hai ki nahin yah sabhi dekh lena Agar nahin kar raha vah bhi thoda price negotiate karne ka thoda kam karane ka kyunki yah sab kar gadi ke kharche hain *12.Tyre resting* Agar tyre ki ring mein jo rubber ko connect Karta hai rim jis per break lagta hai agar usmein bahut jyada Jung a Gaya yah Jung aane lag Gaya hai thoda tedha Mera hai To vah tyre ko change karana Hi padega usko kam se kam 2003000 Tak kharcha jata hai to vah bhi dekh ke kam karana padta hai paisa
Maestro 2019 model ha 35 kar raha tha 27 ma last da raha ha bol raha ha ek bar accident be hove ha plzz bhai ma bhut confusion hu kya kru la lu maestro ka bol raha ha mistri achi nahi hote ya
Bhai ek scooty milrhi 25000 me 2 saal purni genuine chal hi should I buy it and gaadi ki condition thodi bekar hai but woh saare kam karwake dega jldi btao scooty bus local me hi chalani hai
Hello bro, I am going to buy Second hand Yamaha Ray ZR 2023 model 5 months old and 6000km driven Selling me for 78000/- Is the price ok? Should I buy or Not ?
Tyre agar thik dikh rahe… to samajh jao ki tyre change ho chuke hai or tyre 30000 35000km chalne ke bad khatam ho jate hai.. iska mtlb scootty 30,000km jitna chal chuki hogi..,
Helo sir actually merko skuty leni thi 2nd hand pg se University tak drive krna hai bss kya app bata skte ho mein knsi skuty leu or khaa se mein jalndhar se hun usi area se chye please ase help sir
Bhai Suzuki access 125 -2016 ka model 43k main bech raha hai... Bahut negotiation ke bad 2000 kam Kiya Kya aa sahi price hai buy karna ka liya...pls reply bro🙏🙏
Sir, mera friend Suzuki access 125. May 2012 mein purchase kiya usne and mujhe 12500 me sale kar raha hai. Running- 46000 and highway mileage chalake maine check kiya to 43 aaya. And Front suspensions mein thode hard ho gaye hai, silencer ko rust laga hai and on highway after 60 pickup kam hota hai. To aisa bike baad mein aur kharacha karega kya? Suna hai access ko bahut maintenance hai, To kya karu sir lu ke nahi @12500 ₹ ?
Sir kharcha toh bahot ayega kyunki gaadi bahot chali hai. Suspension, rust, engine ka kaam niklega. Agar aap aur ₹10-15 hazar kharch karne ko ready ho toh le lena warna dusri wali dekh lena. 46000 km chali hui gadi mein engine, clutch, suspension, tyre ka kharcha ata hi hai..
Mera friend activa 2008 model sale kr raha h 12000 main... gadi check ki to condition achchhi h... but 63 thousands km chali h... Muje lena chahiye ya nahi...
@@omkarb33 thanks bro Le li everything is good but mera ek doubt hai. Nayi scooty kharidne par scooty ki 3 keys milti hai na. Par jisse maine kharidi usne mujhe ek hi di. Wo keh rha tha uske paas ek yehi bachi hai bas. Kuch problem to nhi hai isse?
@@MT37Rider bhai 36000 ki li h... Engine to ek number h... Lekin milega bht km deti h uska solution bta do... Or clutch mai se hlki si aawaz aati h ghunghru type uska bi bta do
Bhaiya, mujhe daily 50 km ke aspas commute karni hai hapte me 5 din..... Scooter dhund raha hun koi second hand...... To ideal Kilometer ka range kya honi chaiye (Tachometer) taki mujhe 2 saal ke ownership me 5 hazar se zyada kharcha na aye maintanace keliye...... Aur agar mai 30000 ke andar options dhundu to ideal specifications kya kya honi chaiye.......
Bhai sach batau toh itne running ke liye bike hi comfortable hogi... Scooter pe aapko utna comfort aur mileage nahi mil payega... Go for any 100cc commuter bike
@@omkarb33 I need that storage access bhaiya.... Kaam ka nature kuch aisa hi hai.... Kafi load carry karna hota hai..... Besides meri behen bhi zaroorat padegi to use kar legi....
@@omkarb33 apka guidance chaiye bhaiya.... This is going to be my first two wheeler, hence zyada kuch malum nahi hai ki kya kya dekhna zaroori hota hai aur bhao kaise lagaya jata hai.... Apja experience kafi helpful rahega..... Waiting for your reply....
Access 2015 model silver colour self not working due to battery problem.. Engine boar hua His asking 19,000 without rc transfer shall I take it Or not..
Try checking whether it is battery problem or wiring problem.. because 19000 is too cheap for 2015 model do check thoroughly before buying.. if engine is rebuilt that means that vehicle has run more than 60k kms
@@omkarb33 2000 challan is there, 95%battey gaya bola, tho should I go for buy Or not give me ur suggestion bro, colour bhi thoda bahut dull hua my colour karane mey intrested hu kya acha dikega kya after paint
*Important Thing Before Buying Bikes*
*1.R C Book*
RC book honi chahie vah bahut important hai gadi ka paper insurance yah sab to bad mein bhi ban jaate Hain but RC bahut important hai
*2. RUSTING*
Agar fiber ki gadi hai To koi baat nahin usmein To hogi nahin rusting
Occur lokhand ki gadi hai To obviously usmein hogi resting to use check karne ke liye bottom mein Tyre ke pass uski niche jyada kar bottom mein Hi resting Hoti hai vah dekh lene ka silencer ke pass sab dekh lene ka
*3. Sushi number*
Yah number gadi Ke niche likha rahata hai important Hota hai gadi ko pencil number dene ke liye isliye yah Hona chahie gadi ke niche likha Hona chahie
*4. Accident*
Agar accident hua gadi ka to dekh lene ka vil sahi hai ki nahin tyre state hai ki nahin ya kahin jyada ghasa To nahin hai jyada kuchh fat Gaya Ho To yah sab dekhkar price check karne ka
*5. Engine checking*
Engine check karne ke liye to kholna padega gadi aur ek iji Tarika hai usko check karne ke liye ki engine Sahi chal raha hai ki nahin chal raha hai uska oil district kholne ka hai Jo niche bike ke rahata hai usmein ek khol leta hai use school ki tarah Aisa kholne ka uske bad usmein oil girane ka thoda usmein check karne ka Agar oil brown hai yah red hai to proper engine Agar bahut jyada black hai ya blackish hai To samajh jaane ka vah engine kharab hai usmein 15 16000 ka kharcha jaega
*6. Key and their number plate*
Gadi Ki original ti pata karne ke liye uski ki dekhne ka kyon original hai ki nahin hai and uske upar ek plate Diya rahata hai jis per number likha rahata hai vah Hona jaruri hai tab ham pata Laga sakte hain ki vah gadi original
*7. Battery check*
Battery check karne ke liye self Marne Ka Agar jaldi start ho rahi hai ek do self mein start ho rahi hai to battery ekadam sahi hai agar jyada time Le Rahi hai To matlab battery nikal gai ya to battery kharab ho chuki hai usko ghar aane mein sahi karne mein 1500 hajar ka kharcha aata hai to usko thoda negotiate karne ka kam karane ka
*8.Engine working Imp*
Gadi start karne ke bad accelerate karne ka Agar gadi mein se white smoke a raha hai to vah bilkul gadi nahin lene ka use gadi ka pura halat kharab ho gaya hai engine ka aur vah sahi se nahin chal payegi bahut hi kharab chalegi aur usko Sahi karane mein 20 25000 ka kharcha jaega
*9. Vibration*
Bhai gadi start karne ke bad bahut jyada vibrate kar raha hai to samajh jaane ka uska clutch ka jo cream hota hai vah kharab ho chuka hai aur use Sahi karane mein 1500 2000 ka kharcha jaega
*10. Tyre*
Aage ka tyre dekh lene ka jyada kharcha hua To nahin hai aur yah bhi dekh lene ka ki use tyre per Jo number likha hua hai vah kab ka hai Jaise 2012 ki gadi hai aur 2015-16 Ka tyre lagaye to samajh jaane ka ki gadi ka tyre ek bar kharab hua hai aur vah change hain
Second thing is he tire state hai ya thoda sa tedha hai uske break ke se samajh mein a jaega break thoda jyada najdeek hai dur hai tera hai to vah bad mein jakar accident Na Ho vah bhi Dhyan rakhna padta ha
*11. light working*
Light properly sab kam karegi nahin indicator sab kam kar raha hai ki nahin piche ki light sab kam kar rahi hai ki nahin yah sabhi dekh lena Agar nahin kar raha vah bhi thoda price negotiate karne ka thoda kam karane ka kyunki yah sab kar gadi ke kharche hain
*12.Tyre resting*
Agar tyre ki ring mein jo rubber ko connect Karta hai rim jis per break lagta hai agar usmein bahut jyada Jung a Gaya yah Jung aane lag Gaya hai thoda tedha Mera hai To vah tyre ko change karana Hi padega usko kam se kam 2003000 Tak kharcha jata hai to vah bhi dekh ke kam karana padta hai paisa
Sushi nhi chassis no.
District nhi dipstick
Waise thanx😂
Thanks for long story i check another's other short story 😅
Thanks bro 👍
Thanks bro!
I'm about to buy a second hand scooty, thanks your video was informative
Good information. Keep it up!
Nice work bhai !!
Thnks a lot bro for sharing such valuable information,,wish to see more such videos all d best
Like Share Subscribe ❤️
I am student so mujhe second hand scooty hi chahiye thi jo 4 se 5 saal chal Gaye fir too nayi gadi hi lenge 😊❤😊
Very informative video.. Thank you
Bro Maestro 2015 model with 23K Kms driven. He is giving in 25000 rupees. Please tell is it fair?
Did you buy?
@vengeXance no
Ntorq 2019 at 52k? 35k km running and front tyre treads are low, also key doesn't have the plate as you showed but i checked the RC details on app.
Maestro 2019 model ha 35 kar raha tha 27 ma last da raha ha bol raha ha ek bar accident be hove ha plzz bhai ma bhut confusion hu kya kru la lu maestro ka bol raha ha mistri achi nahi hote ya
Best Video and Best Explanation 🔥🔥🔥
Thanks!
Like Share & Subscribe ❤️
@@omkarb33 Thanks
Can u please help me that how to check for any second hand electric scooter
Bhai ek scooty milrhi 25000 me 2 saal purni genuine chal hi should I buy it and gaadi ki condition thodi bekar hai but woh saare kam karwake dega jldi btao scooty bus local me hi chalani hai
Ha bhai, scooty sahi hai ya... ?
Liya?
Liye ky bhai?
Ha
Hello bro,
I am going to buy Second hand Yamaha Ray ZR
2023 model 5 months old and 6000km driven
Selling me for 78000/-
Is the price ok?
Should I buy or Not ?
Ya its fair price if it's a hybrid scooter
Hero maestro 2015 29k should I buy?
Bahot sahi detail review.. Great stuff.. 👍
Bro tyre date se kms kaise bata rhe ho
Tyre agar thik dikh rahe… to samajh jao ki tyre change ho chuke hai or tyre 30000 35000km chalne ke bad khatam ho jate hai.. iska mtlb scootty 30,000km jitna chal chuki hogi..,
Bro tvs juilpiter 2017 model 55km 30k prive is good
Only 55 km?
Bhai Activa 5g 2018 model and 16000km driven kis price par kharidni chahiye
40000
New scooty dikkat de toh kaise exchange kra sake us pr video banao
Consumer court me case kro
@@omkarb33 👍🏼ok i will definitely do it
Sir 2016 model ki mestro scooty shai hai na
Kitne mein mili bro scooty
Thanks for the info, very useful 👍
Should I buy Ntorq 2018 13000km run for 55k ?
Honda Aviator in 30K
Should I buy?
Great job brother excellent explanation 👍.
Access 125 white color 2012 , 19000 km run, scratch less, 25k rs, should I buy
Price is a bit high. Try negotiating to 20k
Helo sir actually merko skuty leni thi 2nd hand pg se University tak drive krna hai bss kya app bata skte ho mein knsi skuty leu or khaa se mein jalndhar se hun usi area se chye please ase help sir
thanks bro very use full video !
Bro what should be the price of Pleasure 2014???
20000 max
Kitne kilometer chali huwi Second hand scooter lena chahiye?
Bro activa 3 g 2015 model hou much price we have to buy ?
Hero maestro edge 2016 model 35000km chali hai buying price?
Bhai hero pleasure 2015 model 20,000 km chali hai 24,000 Rs me deal achi hai ya nahi
Brother ,if we transfer rc during buying scooty from dealer then uske paise lagta hain kaya.Rto charge karta hain kaya
Yes
Honda Activa 3g. 2016 model.26000 kms chala h. Rs 32,000 mang rha h without ownership transfer cost.
Kya thik rahegi?
Too much
Acchi information di sir thank you
Like Share Subscribe ❤️
Bhai Second hand Scooty kitne Saal purani lena chahiye?
5
20k 30k km ki gadi mil rahi mujhe around 20k is it a good deal? Same as your scooter maestro
Go for it
Very good information. Kudos to you.
n torq 2020 65k should i buy?
Yes
Good video bhai ❤
Bhai Suzuki access 125 -2016 ka model 43k main bech raha hai... Bahut negotiation ke bad 2000 kam Kiya
Kya aa sahi price hai buy karna ka liya...pls reply bro🙏🙏
Too much rate
Activa 6g 24000km chli hai, 2020 model, price 60K, is it a good deal sir? Please reply.
Nope
Si i want to buy a scooty for delivery purpose under 25k which one should I buy and how much old
Bohot badhiya btaye hai bhaiya 😊😊
I am getting Jupiter 2015 model at Rs 35000 and run is 6200 km, is it a good deal? Please reply 🙏😃
Try negotiating to 30k
@@omkarb33 I will try, but I don't think he is going to negotiate now because previous price was 45000
@@pratikkulkarni2523 ok then if scooty has no additional work then go for it
@@omkarb33 ok thank you 😊
bahi suno yaar maine ek scooty li hai second hand mujhe lag rha hai me fhas gya...please bahi aapka no. dedo
Bhai mujhe active 3g 35000 thousand bola ek banda 24000 km Chali hai toh apke hisab we uska price Kya hona chiye
Max 30000 mein lelo
Bro 2019 burgman street 2019 36k me mil ri h, 44k chali h is it a good deal??
44k is too much, look for low run scooty
bhai activa 6g 2020 ka modal 24000 chali hui gadi 62k me de raha hai ...price sahi h kya plz btao na
50 to 55
Bhai aap dikha rahe ho yahi scooty 2015 modal 18000km chali hai 25000 me leni chahiye ya nhi
Lelo
Yamaha Aerox 2009 (good taken care of) 26000km, 650 euro's?
Sir, mera friend Suzuki access 125. May 2012 mein purchase kiya usne and mujhe 12500 me sale kar raha hai. Running- 46000 and highway mileage chalake maine check kiya to 43 aaya. And Front suspensions mein thode hard ho gaye hai, silencer ko rust laga hai and on highway after 60 pickup kam hota hai. To aisa bike baad mein aur kharacha karega kya? Suna hai access ko bahut maintenance hai, To kya karu sir lu ke nahi @12500 ₹ ?
Sir kharcha toh bahot ayega kyunki gaadi bahot chali hai. Suspension, rust, engine ka kaam niklega. Agar aap aur ₹10-15 hazar kharch karne ko ready ho toh le lena warna dusri wali dekh lena.
46000 km chali hui gadi mein engine, clutch, suspension, tyre ka kharcha ata hi hai..
Thank you
Mera friend activa 2008 model sale kr raha h 12000 main... gadi check ki to condition achchhi h... but 63 thousands km chali h...
Muje lena chahiye ya nahi...
Price jyada hai bhai old activa aajkal 6-7k mein mil jati hai
Good one 👍
Like Share Subscribe ❤️
I just wanted to know ki agr wo RC apne name ko de fir hum ky kre
Give your number
Hi ! Bro ! Muje secound me activa purchase karni hai so kitne me leni chahia so suggest karo muje ?
Details batao bhai konse year ki hai kitni chali hai
Bhai vo to mene select nahi kari hai but me generally puchh raha hu ki kitne me leni chahia ?
@@vedangkadia8304 30000-45000 mein aa jayegi...
@@omkarb33 thanks brother 👍🏻👍🏻
@@vedangkadia8304 Like share & subscribe!
Honda Activa 4g model 2017
.25000 km.. bro price kitna hoga
Please tell me
35000
Thank you very much. This was very helpful
Like Share Subscribe ❤️
Tvs Jupiter 2017 model - 30k bol rha tha maine 28k tk negotiate kr diya hai.
Lena chahiye?
Good deal
@@omkarb33 thanks bro
Le li everything is good but mera ek doubt hai.
Nayi scooty kharidne par scooty ki 3 keys milti hai na.
Par jisse maine kharidi usne mujhe ek hi di. Wo keh rha tha uske paas ek yehi bachi hai bas.
Kuch problem to nhi hai isse?
@@yashsharma4670 2 keys milti hai. No issue aap duplicate banva lo 100-150 rs me ban jati hai
@@omkarb33 Tvs wale de denge duplicate key?
What is price activa 3g 2015 which price ??
22000km driven
Yamaha Facino Vs Activa 3g Vs Hero maestro Edge Which is best for Second hand buying?
Fascino
Super bro
Bhai muje Activa 2014 model,
32000 chala hua hai,
Pura Scotty paint kiya hua hai,
Kiya price hona caheye bro batana jarur
20000
Brother yamaha ray zr 2016 model 20k chali h...best price kya rhega
@@thereelvsrealfact.4759 35-37k
Yamaha fascino 2016 wali gadi 32000 km chali hui. 31000 price sahi hai?
Thora Kam karo
Very helpful brother. Thanks a lot 👍👍
Bro should I buy a 10 years used activa for 25000 rs
Yes
10000
Bhai Maestro edge 2018 model 35000 km chali hai 25000 ka de rha hai sahi hai ya nhi
Mat lo bhai Maestro Edge
@@omkarb33 hero plesure 2015 model 26000 km, 25000 rs me
Bro Yamaha scooty 1.5 year old
40k. price will i buy or not
Did u buy it
Bhai maestro November 2016 ka modal h... Or 32k chli hui h...kitne mai khridu..
26000
@@MT37Rider bhai ek hero duet h 2020 ka modal 30 k chli hui h... Uska bi bta do
30000- 36000
@@MT37Rider bhai 36000 ki li h... Engine to ek number h... Lekin milega bht km deti h uska solution bta do... Or clutch mai se hlki si aawaz aati h ghunghru type uska bi bta do
Bhai wo mat lo phir
fascino 2015 model 35000km driven kitna price me le saktha hu..
And 2018 model fascino 9000km driven kitney me le sakta hu..
2015 32k
2018 45k not more than that
Hamm kisi machenic ko bhi dikha sakte hai??
Owner allow karega toh jarur
Waise owner mana kyu karegaa?? Waise thank you for reply!!!
According to you, what would be the reason for no permission from the owner side??
@@BlackX2424 some owners think it is a waste of time or there must be some major fault in the vehicle which the seller is hiding.
Thank you!!!
Activa 2015 Model 28,000km kya cost hoga ?
25000
Brother vaise konsi scooter leni cahiye?
Depends on ur budget
@@omkarb33 brthr 20 se 3p tak mtlb konsi..... activa, Maestro, aise ...konsi???
@@vineetyadav520 activa is better
@@omkarb33 dhnyawaad bhai
Honda dio 2019 in 55k ?
Should i buy?
Too much
@@omkarb33 i am getting 2014 grey Dio for 30k including RTO transfer. Is it reasonable price?
Thank you 😊
Sir dio bs4 led 12k km chali hai cost kitns hona chaiye?
Year?
@@omkarb33 2019
@@tabrezalam8923 45-50k max
Sr150 abs aug 19 ka hai 1 St owner 7445 chala hai 60 Mai Liya hai maine best deal hogi
Lelo bhai
kitne thousand kilometer chali huwi Scooter lena Chahiye?
Preferably under 20k
Ntorq hai 35000+ chali hai scratch less condition hai mujhe 40000 bol raha hai well seviced bhi hai ky karu
TVS showrooms me check karwake lena kyuki old NTorq me bahot saare problem the (water going in fuel tank, mileage etc)
Vaise gadi purani nahi hai 2019 November model
Aur koi major problems hoo to bataye
Bhai 2016 ki maestro edge h 22000 chli hui h.... Kitni price deni Chahiye hme
Plz fast reply
30-35000
@@omkarb33 30000/-se ak rupaya jada mat dena, transfer me 1500 se 2000 aur legege.
What should be the price of maestro of 2016 ending ?
35000 max
Bro activa 5g 2019 model 22000 km chale h kay cost lagyege??
Asking price kya hai
@@omkarb33 45 h showroom m exchange m aaye h or boll rha h 1 month ke emi bache h noc or transfer 1 month batt karunga.
@@rathour2306 le sakte ho bas loan clear karwana seller se...
@Sameer Sid lelo
Bhai TV's grand edition 40k mai thik rahega kya??
Which year
@@omkarb33 2019 model 17300 k/m chalaya condition akdam accha hai mang rahe hai 55k but 45k dunga thik hai?? Ya fir aur kam karna chayae
@@theakashdas lelo bhai
Activa, 2014 model, 20000km chl huyi, 26500 maagh rha hai. Kya kru?
Condition achi hai toh lelo bhai
@@omkarb33 okay bhai thank you.
Bhai Duet Model 2018 & 20k driven kya price best rehega? Please reply
Duet mat lo bhai..
Ok
Maestro 2019 & 10k driven ka kya thik rahega?
@@dhirendrapratap5839 40-45k
@@omkarb33 Thanks bhai
Bhaiya, mujhe daily 50 km ke aspas commute karni hai hapte me 5 din..... Scooter dhund raha hun koi second hand...... To ideal Kilometer ka range kya honi chaiye (Tachometer) taki mujhe 2 saal ke ownership me 5 hazar se zyada kharcha na aye maintanace keliye...... Aur agar mai 30000 ke andar options dhundu to ideal specifications kya kya honi chaiye.......
Bhai sach batau toh itne running ke liye bike hi comfortable hogi... Scooter pe aapko utna comfort aur mileage nahi mil payega... Go for any 100cc commuter bike
@@omkarb33 I need that storage access bhaiya.... Kaam ka nature kuch aisa hi hai.... Kafi load carry karna hota hai..... Besides meri behen bhi zaroorat padegi to use kar legi....
@@debanjanmukherjee4322 Go for 2014-15 Access/Jupiter in that budget... Single owner aur 20000 km ke andar running hoga toh best
@@omkarb33 apka guidance chaiye bhaiya.... This is going to be my first two wheeler, hence zyada kuch malum nahi hai ki kya kya dekhna zaroori hota hai aur bhao kaise lagaya jata hai.... Apja experience kafi helpful rahega..... Waiting for your reply....
@@omkarb33 Ok.... Price kis hisab se lagau? Taki profitable deal ho
Thanks baya 👍👍
Like Share Subscribe ❤️
Bhai apni RC banwane me kitna cost aaega??
Depends on where u live.. Maharashtra mein 2000 lagte hai
Bro my frnd is going to give his activa 2012 with 10000 kms done
But only problem is fork bend so can i have to purchase it?
Please reply fast👍
If you are getting it in low price then only get it... Ask a mechanic about the cost of fixing it
Asking 20000 rupee. is it good?
@@omkarb33 mechanic told that we can correct the bend in fork by hitting it
Bending fork doesn't work so well... Scooty will not run straight it will pull towards one side...
@@omkarb33 bro can we able to correct the fork bend to normal or has to replace it with new one?
How much it cost?
Apka thumbnail scooty jo hain woh painted hain
No it is original paint
Access 2015 model silver colour self not working due to battery problem..
Engine boar hua
His asking 19,000 without rc transfer shall I take it Or not..
Try checking whether it is battery problem or wiring problem.. because 19000 is too cheap for 2015 model do check thoroughly before buying.. if engine is rebuilt that means that vehicle has run more than 60k kms
@@omkarb33 2000 challan is there, 95%battey gaya bola, tho should I go for buy Or not give me ur suggestion bro, colour bhi thoda bahut dull hua my colour karane mey intrested hu kya acha dikega kya after paint
@@biggboss5365 if u can increase ur budget go for another better scooter which has no work in it
@@omkarb33 ok bro tq
One last question fascino 2015 model 35000km driven kitna price me le saktha hu..
And 2018 model fascino 9000km driven kitney me le sakta hu..
2017 model Facino 22000 kitne me lena chahiye?
30,000
Tvs Jupiter 2014 model , 28000 km : kitne meh Lena chaiye
25000
@@omkarb33 sir woh 28000 bol rha h lelu kya ? Maine 25000 bola lekin nhi de rha samne wala
@@Anshmotwani ache condition me hai aur koi bhi kaam nahi hoga toh lelo
i need this scooty
Hero Maestro Edge 13457km 2016 model iska cost kitna hoga?
30-35k
Sir yhi model 28000 km chala hua ka kya cost rehna chahiye??
Honda Activa 5g 2019 feb registration ka kya cost hoga ?
50000-55000 max
Bhai honda activa 2015 model 31500 price bol raha he
Kya karu me
Agar koi second hand lega gadi to thodi bhut kami hogi hi
Thanks bhai
Like Share Subscribe 🔥
Muzhe ek aprilia chahiye plz batado
OLX/Facebook Marketplace pe mil jayegi
@@omkarb33 nhi mil rhi check kiya bro if u got in pune send link
@@professor2779 which model
@@omkarb33 any model in aprilia model koi bhi chalega but Aprilia chahiye
@@professor2779 www.olx.in/item/aprilia-sr-150-cc-iid-1642271727
What should be the price of honda activa 2019
40-45k