E Rickshaw Battery voltage Droping problem solved || MCB बार बार गिर क्यू जाता है || Full Details

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 พ.ย. 2024
  • E Rickshaw Battery voltage Droping problem solved || MCB बार बार गिर क्यू जाता है
    Full details iss video main hai. To iss video ko zarur dekhiye…
    E rickshaw related or bhi bohut Sare video ayega …
    Your Queries:
    #akasherickshawtech
    #erickshaw
    #totoservice
    #voltage drop
    Thank you soo much..
    App log ager iss channel par nay ho to plz is channel ko zarur like, share, or subscribe kar dijiye..
    @Akash E Rickshaw Tech#

ความคิดเห็น • 44

  • @jassisinghify
    @jassisinghify 2 ปีที่แล้ว +2

    Very good information

  • @sukhdevsingh9249
    @sukhdevsingh9249 2 ปีที่แล้ว +1

    Good information

  • @asimkhan5316
    @asimkhan5316 2 ปีที่แล้ว +1

    Nice

  • @NaimKhan-jr5ln
    @NaimKhan-jr5ln 2 ปีที่แล้ว

    Nice akash da

  • @k.ksharmak.ksharma8134
    @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว

    Bhaiya main erth se ke liye control aur motor kaun si company ka vyast rahega mere rishte mein 150 empier ki battery hai

  • @aslamakela2489
    @aslamakela2489 ปีที่แล้ว

    Bhai meri gadi mein sem problem hai charge karte hain charge karne ke bad 52 volt dikhata hai Jaise hi pickup dene lagta hun 45 volt ho jata hai aur mileage bhi 40 se 45 km hi deti hai battery Charon sahi hai 130 empier ki Charon battery hai gravity bhi Sahi bata rahi hai pareshan ho bhai reply jarur

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      Gadi ka jo charger Hai vah kitne empier ka hai?
      Charger aapka Gadi ke sahi hai ki nahin vah kya aap check karvaye Ho?

  • @imanguha5244
    @imanguha5244 2 ปีที่แล้ว

    Bhaiya, 900 watt toto motor milega? Please jaldi response kijiye! Price vi bata dena.

  • @sonupandit2066
    @sonupandit2066 6 หลายเดือนก่อน

    Ek gadi me milage problem aaya hai full charge PE 13 v show krta h or gadi jhatka lene ke baad check krne PE par battery ka voltage 12v aata h or or brake dabakar throttle ghumne pe 11.45 show ho rha h iska matlab h battery sahi h n controller v new lga hua h or body Earth check kiye body me Earth v nhi h to kya motor me problem ho sakta h kya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  6 หลายเดือนก่อน

      Battery voltage 13 show hona bhi yah theek nahin hai. .
      Yah problem jyadatar battery over charge hone ke Karan hota hai

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 6 หลายเดือนก่อน

      @@akasherickshawtech fir sir battery full charge hone ke baad actual voltage kitna hona chahiye or jhatka lene ke baad kitna volt aana chahiye

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  5 หลายเดือนก่อน

      Battery full charge hone ke bad uska voltage hona chahie 12.80 ke upar
      Aur jab battery mein charge nahin rahata hai tab uska voltage hona chahie 10.80 ke upar
      A down halat mein agar battery ka voltage 10 point ke niche a jata hai
      Tab vah battery mein problem hota hai

    • @sonupandit2066
      @sonupandit2066 5 หลายเดือนก่อน

      @@akasherickshawtech over charge hone ke baad v milage na Milne ka problem hota h n

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  5 หลายเดือนก่อน

      Han over charge hone ke Karan bhi. Battery backup kharab ho jata hai

  • @proshenjitsantra4505
    @proshenjitsantra4505 ปีที่แล้ว

    1_2 ghanta te full charge .keno hocche

  • @evgyan5867
    @evgyan5867 2 ปีที่แล้ว

    Kyo bad wali Wairing me quality sahi nhi hoti

  • @k.ksharmak.ksharma8134
    @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว

    Bhaiya maine apne 150 empier ki battery lagai hai Magar vah raat mein lagata hun to ful charge charger mein show Karta hai Magar jab main chabi se on karta hun ismein green color ki light char hi aati hai kya problem hogi

    • @Soujanya9836
      @Soujanya9836 ปีที่แล้ว +1

      Bhai 21 amp ka charger lo

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว +1

      Ji han ekadam theek👍👍👍
      150 empier battery ke liye 21 ampere charger chahiye usse niche wala empier ka charger hoga to charge kabhi bhi nahin hoga.

    • @Soujanya9836
      @Soujanya9836 ปีที่แล้ว +1

      @@akasherickshawtech 👍👍👍

  • @evgyan5867
    @evgyan5867 2 ปีที่แล้ว

    Sabhi e rickshaw macnic ko ye salah de ki vo compani ka Wairing change na kare balki usi Wairing ko repair kare

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Baat aapka bilkul sahi hai lekin yah Jo gadi aap Dekh Rahe the yah gadi handmade gadi Hai is gadi Mein Koi Bhi parts company original nahin hai iska chechis alag Hai wiring alag laga hua hai sab Kuchh alag hai Jiske Karan yah wiring ko change karna Pada
      aur company wala Jo wiring hota hai vah wiring Ko Main kabhi bhi change karne ki Salah Nahin deta hun all time repairing job karne ki koshish karta hun Kyunki yah Mujhe Maloom Hai Ki yah company original Jo wiring hota hai vah wiring normal OEM approved koi bhi company mein aisa type quality Hota Nahin Hai. Sivay Kuchh company chhod k. ☺☺👍👍

  • @KangkanNath-b9k
    @KangkanNath-b9k ปีที่แล้ว

    Mera gari ka problem hy ful charg karni ka bad exiletar Deni ka bat charg kom dikha ta he metar me

    • @jehsaanali
      @jehsaanali 10 หลายเดือนก่อน

      Same ye ho problm mere rikshaw me bhi h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  10 หลายเดือนก่อน

      Ap battery ko check kijiye uske sath charger ke empier bhi check kijiye

  • @adityaverma1546
    @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว

    Bhaiya ek gadi load rakhne per jaam Ho jaati hai Aisa lagta hai apne aap bhi likh lagte FIR uske bad free hoti hai aur pahiye uthane per bilkul free Hain pairing bhi check kar liya Gaya aur bhaiya paiyagaram ho rahe hain Aisa kyon bhaiya Abhi new gadi hai 4 mahine ki kamane ki vajah se ki motor controller ki vajah se bata do please bhaiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhaiya Jaam hone ka दो-तीन reason hota hai yah main aapko Bata deta hun aap dekh Lijiye ismein se kaun sa problem hoga vah find out karne ke bad aapka yah Jo problem hoga Umeed karta hun ki vah solution ho jaega
      🛑 6205 axle bearing Agar kharab ho jata hai
      🛑 balance rod Agar Dhila Rahega ya adjust theek Nahin rahega
      🛑 break cam liver Agar chachis ke sath Atak Jata Hai

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech bhaiya balance road adjust kaise karen please bata dena

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Balance rod ko ghumak chota karna padeg Or dekhna hoga k piche jo jhullha hai wo dono same position min hai ki nahi ok. Or then dono chakka ko utha ke brake adjust karna hoga ok.

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech thank you bhaiya

  • @poonamdevi3890
    @poonamdevi3890 ปีที่แล้ว

    मीटर में कभी कभी D1 D2 क्यूं बताता है

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      D1 D2 matlab drive 1 drive 2 ye speed badre k liye dikhata hai. Don't worry 😊