bhai manne ya video august mae banai thi or ab upload kri hai or aap ek month baad try krna office se apply krne ke liye quarter (allot) lene ke liye 🙏🏻
ha yaar sahi kaha isme lift kharab hone ke chances hai.. isme government ko thodina rehna hai public ko rehna hai... government ko kya farak padta hai.. 🙏🏻
Govt accomodation ki Shortage ko bhi to address karna tha, pehle waale modern living ke hisaab se nahi Bane they. Naye waalon me maximum space utilization kiya hua hai.
Thank u bhaiya veri veri Mach aap iske bare mein aur jankari de humko aapki ATI kripya hogi
bhai manne ya video august mae banai thi or ab upload kri hai or aap ek month baad try krna office se apply krne ke liye quarter (allot) lene ke liye 🙏🏻
bhai video banate ho to upper se neeche camera ghumaya karo or thoda dur jake video banaya karo , view dikhai dega
ok 😊🙏🏻
Bhaiya ye flat kya koi bhi le skta h aur inka price kitna h
@@Decorwithveena please read comments 🙏🏻
Central government k employees k liy h only, sarkari flat h ye, HRA katega bus
Bhaiya bidding open hui kya isa month sarojini nagar ki
dekhne ke liye open hai abhi lene ke liye nahi 🙏🏻
@@akuhadiyavlogs2389 thank you
TYAGRAJ NAGAR ka quarter allotment suru ho gaya kya bhai?
ha bhai kab ka start hogya waha par to 🙏🏻
Kab open hoge sar
read comments 🙏🏻
Bitti aapane pata karke Nahin bataya ki yah flat kab nikalenge
1-2 month baad aap lene ke liye try kr sakte hai 🙏🏻
Bhaiya yah kab Tak khulenge
1-2 month baad khul jayenge bhai sayd waise abhi bhi yaha pr kaam chalu hai ❤️🏻🙏🏻
Milega kese ye to btao
sarkari job wale he le sakte hai inko 🙏🏻
@@akuhadiyavlogs2389 delhi goverment job वाले ले सकते hai kya room
Apply kaise karna h bhai iske liye
jiski government job hoti hai wo apply kr sakta hai sirf 🙏🏻
Iss aacha old wale quarters thaye yeh logo ko old quarters ka id nhi hai 😂😂