Thanks for watching For individula salary slip GOT>> Payroll Reports>>Pay Slip >>Select Emp. group or category >> Select Employee Name>> F2 change the salary date.
Hanji bilkul dekh skte hai....aapko ye step follow karna hai Gateway of Tally>>Display More Reports >> Payroll Reports>> Pay Slip >> Select Any One Employee >> Click on Configuration Or F12 >> And Set YES Show Attendance/Production Details
Mam ji agar staff ko sirf ek mahine ka sirf basic salary 12800 hi milta ho to uska kaise banayenge jaise usne mujhse OCTOBER month ka manga 12800 salary ka mai use banakar de raha tha to usme November month show kar raha tha. Aur mam ji wah yah bhi bola jab mai job join kiya tha to 8500 salary tha to kya har saal ka salary dikhaya ja sakta hai ki kis kis saal kitna salary increase hua, aur kya jab kisi ko salary slip dete hai to current year ka hi dete hai na ki is saal kitna salary hai please reply me
1. hanji aap monthly base par salary slip bhi aise hi banayenge jaise abhi banate hai....or agar aapko wrong month show hota hai to aap jab employee ki salary define karte hai tab month check karein....or agar aapko har year ka record dekhna ho to aapko per year record maintain karna hoga...or agar aap pure year ki salary ek sath dekhna chahte hai to wo bhi possible hai....basic salary ka Pay head create krte waqt calculation year ka set karna hoga
naice video mam ❤
Bahut achhe tarah samjha di aaap nice
Thnks ma'am for this video I was Searching A video on salary slip And TH-cam Recommended your video thanks ❤
Sab kuchh aapne sahi bataya but ak last me salary ka print preview show kra deti to aur achha rahta thank u
will do it for next time bro
@@SarvaShikshaAcademy ok
Thank you mam Maine yah video dekh kar rally prime exam me top Kiya hai thank you so much
@@sachinsahani4349 thank you Sachin...👍
very useful video Thanks
Thank you ma'am ❤🎉
thank you for this video its helpfull.
Thanku so much Ma'am 👍👍
Ma'am pls aap simple salary slip banan btyengi without hra without Pf without Overtime
@@Mala-534 thank you mala... sure mein jaldi hi aapko ye video upload kar dongi
@@SarvaShikshaAcademy Okay ma'am pls jaldi krna Bhot need h
Thnx for this
Thank you so much mam.
Your welcome
Very helpful, thanks
thanku
Mam salary slip me jaise m sale ki bndo ke entry karta hu fr uske baad purchase walo ke karta hu to sale walo ki entry show nhi hote h day book me
koi ni aap day book ki date set karke dekh lijiye...otherwise aap Display me jake Payroll Reports dekhenge to bhi aapko details mil jayengi
mam individual salary janna hai
Thanks for watching
For individula salary slip
GOT>> Payroll Reports>>Pay Slip >>Select Emp. group or category >> Select Employee Name>> F2 change the salary date.
Nyc👍
Thankyou mam
Thanks mam ❤
Thanks mam
Ma'am agar worker ki details dekhna hai kitne din kaam kiya hai aur kitna over time kiya hai salary slip me show hoga
Hanji bilkul dekh skte hai....aapko ye step follow karna hai
Gateway of Tally>>Display More Reports >> Payroll Reports>> Pay Slip >> Select Any One Employee >> Click on Configuration Or F12 >> And Set YES Show Attendance/Production Details
Bahut bahut shukriya Ma'am 😊
Hi
Thanks
Single employee ki salary slio nikalni hai to wo kese hoga..
Aapko ye employee wise reports Payroll reports mein mil jayega
Mam tds k bare me bataye please
Thanks for your comment and TDS ka Video Upload kar diya hai
Thank you so much mam
Thank you
Advance outstanding salary Slip main kaise show karenge
Samajh to aaya but report salary slip format me nahi aayi simple aaayi
👍
Mam ji agar staff ko sirf ek mahine ka sirf basic salary 12800 hi milta ho to uska kaise banayenge jaise usne mujhse OCTOBER month ka manga 12800 salary ka mai use banakar de raha tha to usme November month show kar raha tha. Aur mam ji wah yah bhi bola jab mai job join kiya tha to 8500 salary tha to kya har saal ka salary dikhaya ja sakta hai ki kis kis saal kitna salary increase hua, aur kya jab kisi ko salary slip dete hai to current year ka hi dete hai na ki is saal kitna salary hai please reply me
1. hanji aap monthly base par salary slip bhi aise hi banayenge jaise abhi banate hai....or agar aapko wrong month show hota hai to aap jab employee ki salary define karte hai tab month check karein....or agar aapko har year ka record dekhna ho to aapko per year record maintain karna hoga...or agar aap pure year ki salary ek sath dekhna chahte hai to wo bhi possible hai....basic salary ka Pay head create krte waqt calculation year ka set karna hoga
VERY HALPFUL VIDEO,,MAM
🙂🙂🙂🙂
Mam plz solution dijye
Nhi samajh me aaya maidam
You have to repeat steps of this video again and again...
I think aapke theoritical concept clear nahi hai
Hi
Thank you mam 👌👌
Thankyou