अम्बा, अम्बिका और अम्बालिका का स्वयंवर | Mahabharat Stories EPI 5 PART 3 |PAKISTAN REACTION

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 36

  • @AryanSingh-wl7ms
    @AryanSingh-wl7ms 3 หลายเดือนก่อน +7

    Ek or episode laayo jaldiii

  • @namartasharma5144
    @namartasharma5144 3 หลายเดือนก่อน +3

    I think u guys are genuine - other people seems fake - well done

  • @meghnameghnajoshi1847
    @meghnameghnajoshi1847 3 หลายเดือนก่อน +3

    Radha Krishna 🥺

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 3 หลายเดือนก่อน +3

    Sahi bola Bhai bheesma ji ki koi galti nahi thi... Aap dekhoge jitne bhi dukh aarahe Hai bheesma ji ke zindagi main pehle rajya nahi mila, unke naam ka vansh he Nahi Hai ab aage, ye waali Bin matlab ka unke against vachan Inn sab main unki galti Nahi Hai.... Ye sab uss shrap ki wajah se horaha jo pichle janam main maharishi Vasist ki gaye churane ke wajah se unhe mila thaa jisse inke 7 bhaion ko toh mukti milgyi lekin kyunki bheesma ji Bach gye uss time isliye ye ab saari dukhon ke saath jeeyenge uss sharp ki wajah se

  • @balkaransandhu8120
    @balkaransandhu8120 3 หลายเดือนก่อน +3

    Bhishma ki galti thhi, jb usne Rajkumariyo ko var chunne se hi rok diya. Esa krte hi Vichitravirya aur Bhishma dono Amba k apradhi bn gye. Bhishma ne pratinidhi ka to bahana bnaya, asal me to Hastinapur k rakshak k ahankaar ne usse vivash krke aisi jagah bhi jane diya jaha usse amantrit kiya hi nhi thha. Galti Bhishma ki hi hai. Hastinapur k naam par apne ahankaar ki bali chdhaya Amba, Ambika, Ambalika ka haran krke. Ye haran thha na ki jeeti gyi thhi. Haran thha to Amba lauta kr bhi sudhara nhi gya. Amba ka krodh sahi hai.

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 3 หลายเดือนก่อน +2

      Nahi bro esa hota toh ambika Aur ambalika bhi virodh karti aane ke baad kam se kam bheesma ji se Nahi toh rajmata se karti Aur ye dono ambika ambalika pehle se jaanti thi ki hastinapur ke maharaj vichitravirya Hai Aur unhe like bhi karti thi isliye koi appati unhe nahi hui jisse hui usse aadar sahit bhijwa diya toh kyun bheesma ji ki galti

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@rudranarayansahoo2044 Ham. Bhishma ji ke tharaf se koi galath nahi huwa aur Amba ke tharaf se bhi koi galath nahi huwa. Sab Mahabharat yudh hone keliye khud niyati ne nirman kiya. Niyati aisi tha

    • @mpscqa7387
      @mpscqa7387 3 หลายเดือนก่อน

      Sahi baat

  • @Tarunsingh515
    @Tarunsingh515 3 หลายเดือนก่อน +3

    Bhai ye amba hi shikhandi thi jo arjun ke rath par arjun ke samne khadi thi aur bheeshma ji ise pahchan gaye thhe isliye unhone ispar teer nahi chalaya

    • @Lahrein
      @Lahrein 3 หลายเดือนก่อน +1

      Nehi, shikandi dusre rath se yudh kr rhe hote h

    • @Tarunsingh515
      @Tarunsingh515 3 หลายเดือนก่อน +2

      @@Lahrein no bro Arjun ke Rath par hi kadhi hoti hai shikhandi

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน

      On the tenth day of the battle, he began to consume Shikhandi's array of chariots with his sharp arrows, like the one with the black trails 400 burns a forest. Shikhandi pierced him between the breasts with three arrows. Bhishma was like an angry and virulent serpent, like the Destroyer who had been created by Death. Having been thus severely pierced, he glanced towards Shikhandi. He was enraged, but was unwilling. 407 He smiled and said,
      Whether you desire it or not, I will never fight with you. You are still the Shilkhandini 408 that the creatur made
      (Bhishma vadha parva chapter 964(104))

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน

      On hearing these words, Shikhandi became senseless with anger: In the battle, he licked the corners of his mouth and spoke to Bhishma. O mighty-armed one! I know you to be the destroyer of the kshatriyus. I have heard about your battle with Jamadagni's son. I have also beard many things about your divine powers. Knowing of your your prow prow ess, I wish to fight with you today. O supreme among men! I wish to do what is pleasant for the Pandavas and for my own self. O supreme among men I wish to fight against you in the battle today. It is certain that I will kill you. I am swearing this truthfully, in front of you. Having heard these words of mine, do what you must do. Whether you wish to strike whether you do not, you will not escape with your life. O Bhishma! O victorious one! Take a final look at this world. O king! Having said this, he pierced Bhishma with five straight-tufted arrows, hav ing already wounded him with the arrows of his words. On hearing his words, Savyasachi, the scorcher of ene mies, thought that the time had come and incited Shikhandi. 'I will now fight behind you and destroy the enemy with my arrows. Ignited with rage, attack Bhishma, whose valour is terrible. The immensely strong one will not be able to cause you any pain in the battle. O brave one! O mighty armed one! Therefore, attack Bhishma. O venera ble one! If you return without killing Bhishma in battle, the worlds will look at you, and at me, with disrespect. O brave one! Exert yourself in this great battle so that we are not ridiculed. Make endeavours in the battle and repulse the grandfather. Drona. Deona's son, Kripa, Suyodhana, Chitrasena, Vikarna, Saindhava Jayadratha, Vinda and Anuvinda frons Avanti, Sudakshina from Kamboja, the brave Bhagadatta, the maharatha from Magalha, Somadat ta's son, the rakshana who is Rishyashringa's son and is brave in battle, the king of Trigarta and all the other ma harathas-I will restrain them in battle, like the shoreline holds back the dwelling place of makaras. I will hold back in battle all the Kurus, together with their soldiers. You strive against the grandfather.
      (Bhishma vadha parva chapter 965(105))

  • @triptipandey4170
    @triptipandey4170 3 หลายเดือนก่อน +2

    Please react b.r chopra intro song is amazing please ❤

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 3 หลายเดือนก่อน +3

    Bhai dekhiye vichitravirya kitne ache tarike se bheesma ji se training leke ache se uttam maharaj the naaki nasedi ganjedi jaise wahan dikhya tha wahan aise dikhya jaise roz sirf sharab main dube hue the 😂woh director unme doobkar inke character ko dikha raha tha 🤑 itna bhi dimag nhi lagaya ki ye bheesma ji ke under the bachpan se sharab toh chodo uski badboo bhi paas se Nahi gujri hogi

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน +1

      Nahi bro. Vichitravirya Chithrangad ke bhati uthna shoor veer nahi tha. Ye bath sach hai. Usko sirf madira aur sthreeyom mem interest tha. Uske zyada madira peene ke karan usko Kshay rog aakar wo sheegr mar gaya

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +2

      @@harikrishnank1312 Par woh ek mahan Dhanurdhar bhi tha Hari bhai. Yeh dekhiye:
      "Vaishampayana said, 'O king! After the marriage was over, King Shantanu instated the beautiful lady in his own house. Then Satyavati bore Shantanu a wise and brave son named Chitrangada. He was superior to all men in val- our. Then Satyavati again bore the powerful king another son. He was named Vichitravirya and he became a great archer."
      Sambhava Parva- Chapter 95

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@IndraneelSarkar-127 Acha. Tho Vichitravirya kyom Bhishma ji ke sath Kashi mem nahi gaya bro. Agar wo bhi sath gaya tho kya problem hoga. Kalinga rajkumari Bhanumati ko haran karne keliye Karna Duryodhan ko help kiya. Lekin Duryodhan waham gaya. Lekin Vichitravirya nahi gaya. Agar apmaan ko badla lena chahiye tho sath bhi raja hotha tho kya problem tha bhai? Iske bare mem muje ab thak nahi samaj gaya

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@harikrishnank1312 Vichitrvirya Bhishma ji ko apna pita saman maante the. Unki har baat ka palan karte the kadachit Bhishma ji ne mana kar diya hoga ki aise chote se kaam ke liye Maharaj ka jaana uchit nahi. Woh akele hi kaafi the aur Vichitrvirya uss samay Kishore awastha se yuva awastha mein pravesh karne jaa rahe the. Yuddh ka utna experience nahi tha aur upar se Bhishma ji ne mana kar diya hoga isliye nahi gaye. Zyadatar kaam kaaj Bhishma ji hi sambhalte the. Shaadi ke baad woh 7 saal tak jeevit rahe tab rajya ki suraksha se lekar sab kuch Bhishma ji ne kiya. Unhe itni mehnat nahi karni padhti thi. Duryodhan jaanta tha Karna ke bina woh kuch nahi woh akele saare rajaon ko Bhanumati Swayamvar mein nahi hara paayega. Unme se bahut koi dhanurdhari bhi honge aur Duryodhan usme expert nahi isliye le gaya use par Bhishma ji toh bhai Bhishma ji..Guru tak parast nahi kar paaye toh Rajayein kya cheez hai.

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@harikrishnank1312 Yeh padhiye bro:
      'O king! When that tiger among men, the one with a lot of energy, was killed, Shantanu's son Bhishma performed the funeral rites. Then the mighty-armed one instated Vichitravirya as the king of the Kuru kingdom, though he was still a child and hadn't attained youth. Vichitravirya always listened to Bhishma's words and as a king, ruled the kingdom of his father and grandfather. In accordance with dharma, the king paid homage to Shantanu's son Bhishma, who was skilled in dharma and the sacred texts. In return, Bhishma also protected him.'
      Sambhava Parva- Chapter 95

  • @DarshansinghNa
    @DarshansinghNa 10 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Maha bharat dialogue ek muslim ne likhen hai rahi masoon raza naam hain naam unka

  • @Gaurav-x7w
    @Gaurav-x7w 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mahabharat hindu ka ko sanskar sikhata hai ❤

    • @RakeshKumar-ld3ob
      @RakeshKumar-ld3ob 3 หลายเดือนก่อน +2

      Bro sirf Satye Santan ki nahi sabhi ki lye sikh, Muslim, angrejon ke liye Sanskar sikhate h Mahabharatam.
      Q..ki Bro Gyan sabhi ki lye Saman 😊❤️🌎

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +2

    Amba ji ne bahut sangharsh kiya tha iske baad. Aap Episode 70 mein Bhagwan Parshuram ji aur Bhishma ji ki fight dikhayee degi bros jo book ke anusaar bhi baad mein bataya gaya jiske parv ka naam hai Amba Upakkhyan Parva matlab Amba ki kahani.

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 3 หลายเดือนก่อน +1

      Bhai yahan toh agle he part main vichitravirya ki death hojayegi woh panchal wala saara scene kaise woh panchal naresh bheesma ji ke against hogye the ye saara scene toh dikhya he Nahi? Jo starplus waalon ne dikhya Hai

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@rudranarayansahoo2044 Woh hua hoga tab naa dikhayenge. Comparison kar rahe ho kya bhai😄

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@IndraneelSarkar-127 comparison nahi mujhe pata nahi tha ki woh hua he Nahi.. Isliye pucha woh hua bhi Hai ya Nahi? 😅

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 หลายเดือนก่อน

      ​@@rudranarayansahoo2044 Vichitravirya ko bandi banane wala scene book mem nahi hia bhia. Lekin Hastinapur aur Pnchal purane kaal se ek dusre dushmanom tha bhai. Lekin baad mem jab Pandu digvijay karke Panchal ko jeeth kiya thab Panchal raj bhi dosth banne keliye sahmath kiya. Aur jab Drupad ke beti Panchali ke shadi Pandavom ke sath hogi thab donom rishthedaar bhi ban gayi. Lekin Drupad ke man mem Bhishm keliye vair tha. Kyomki wo ek baar Drupad ke pitha Prishad ko parasth kiya. Isliye Amba ne Shikhandini ke roop mem Drupad ke beti ke roop mem janm liya aur shadi ke baad wo male Shikhandi ban gaya

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 3 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@rudranarayansahoo2044Mazaak kar raha tha bhai😂

  • @Enar37
    @Enar37 3 หลายเดือนก่อน

    bhishma ki peheli hi puchni thi naki bol dikhana