Mausam e Azaa ayaa fathema ko pursa do Karbala ke jungal mein shahah ka gharana hai 3 din ke pyaason ko rone ka zamana hai Shah ka farsh gham bicha fathema ko pursa do Dard dil ka padta hai 2siri moharram se Bekharaar hote hai log shah ke gham se Lab pe aata hai naala fathema ko pursa do Pees kar jise chakki sayyada ne pala tha Jisko ban mein ummat ne pyasa maradala tha Uska zikre gham ayaa fathema ko pursa do Joshaafi ye millat tha jo imam ummat tha Zaimye shariyaat tha deen ki jo daulat tha Lutgaya wo sarmaya fathema ko do pursa Jis ke bachey bachey ne deen ki hifzaat ki Jis ke dam se baaqi hai abaru shariyaat ki Haq ada karo uska fathema ko pursa do Jaan e murtuza wo tha teer kha raha tha wo Zulm seh raha tha wo jaane mustafa tha wo Fathema ka jaya tha fathema ko pursa do 3 din jo pyasa tha dasht pe mara waat ne Sar katadiya jisne deen ki hifazaat mein Bas hussain bekas ka fathema ko do pursa Boondh bhar bhi asghar ko milnahi saka paani Kahe rahi hai ye dil ki aaj mujhe se tugh yaani Bhar ke ashko se kuzaa fathema ko do Chidgaya hai barchi se qalb akbar maheru Zibaha hogaya asghar dil pe ab nahi qaabu Be kharaar hai duniya fathema ko pursa do Itni mayyate utti ghar huva hai gham khara Mustafa ki dokhtar ka dil hai aaj veerana Ek eek qamar dubaa fathema ko pursa do Aye rasool e haq dekho haal aake pyase ka Sar sina pe aa pahuncha aap ke nawase ka Hokaha shahe batqa fathema ko pursa do Inteha pe aa pahuncha aaj daure barbaadi Berida hai balwe mein sayyada ki shahe zaadi Aake hai ali moula fathema ko pursa do Haale zaar abid ka khoon e dil rulata hai Karbala se kufe ko qaid hoke jata hai Fathema ka shahazada fathema ko pursa do.
एहसास-ए-यतीमी है वीरां है अली का घर बिन बाप की ये पहली रात आई है बच्चों रोती थी कहीं ज़ैनब शब्बीर कहीं शब्बर फिज़्ज़ा ने ये देखा तो कहने लगी रो-रोकर मां भी ना हो दुनिया में और बाप भी मर जाए अल्लाह किसी पर भी ये वक़्त नहीं आए मां भी ना हो दुनिया में और बाप भी मर जाए अल्लाह किसी पर भी ये वक़्त नहीं आए अल्लाह अल्लाह अल्लाह अल्लाह
Mola slamat rakhayn in azadaron ko. 😭
Mausam e Azaa ayaa fathema ko pursa do
Karbala ke jungal mein shahah ka gharana hai
3 din ke pyaason ko rone ka zamana hai
Shah ka farsh gham bicha fathema ko pursa do
Dard dil ka padta hai 2siri moharram se
Bekharaar hote hai log shah ke gham se
Lab pe aata hai naala fathema ko pursa do
Pees kar jise chakki sayyada ne pala tha
Jisko ban mein ummat ne pyasa maradala tha
Uska zikre gham ayaa fathema ko pursa do
Joshaafi ye millat tha jo imam ummat tha
Zaimye shariyaat tha deen ki jo daulat tha
Lutgaya wo sarmaya fathema ko do pursa
Jis ke bachey bachey ne deen ki hifzaat ki
Jis ke dam se baaqi hai abaru shariyaat ki
Haq ada karo uska fathema ko pursa do
Jaan e murtuza wo tha teer kha raha tha wo
Zulm seh raha tha wo jaane mustafa tha wo
Fathema ka jaya tha fathema ko pursa do
3 din jo pyasa tha dasht pe mara waat ne
Sar katadiya jisne deen ki hifazaat mein
Bas hussain bekas ka fathema ko do pursa
Boondh bhar bhi asghar ko milnahi saka paani
Kahe rahi hai ye dil ki aaj mujhe se tugh yaani
Bhar ke ashko se kuzaa fathema ko do
Chidgaya hai barchi se qalb akbar maheru
Zibaha hogaya asghar dil pe ab nahi qaabu
Be kharaar hai duniya fathema ko pursa do
Itni mayyate utti ghar huva hai gham khara
Mustafa ki dokhtar ka dil hai aaj veerana
Ek eek qamar dubaa fathema ko pursa do
Aye rasool e haq dekho haal aake pyase ka
Sar sina pe aa pahuncha aap ke nawase ka
Hokaha shahe batqa fathema ko pursa do
Inteha pe aa pahuncha aaj daure barbaadi
Berida hai balwe mein sayyada ki shahe zaadi
Aake hai ali moula fathema ko pursa do
Haale zaar abid ka khoon e dil rulata hai
Karbala se kufe ko qaid hoke jata hai
Fathema ka shahazada fathema ko pursa do.
Jazakallah
MashaAllah mashaAllah.. Mola salamat rakhe..
Moula salamat rakhen
Allah koi gham na dy siwaey gham e Hussain k
Mola a.s. Aapki tofiqaat mein ezaafa frmaein Elahi ameen
😭😭بہت عمدہ بہترین بیحد بینیہ
Salam ya maula Hussain As 😭😭😭😭😭
Mashaallah nohe aur aawaaz bhi👌👍👍
Jazaakallah mola salamat rakhey from mujhera sadat Mehal duaa mey yaad rakhey
Labbaik Ya Hussain (A.S) ✋🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Salaam ya Hussein as 😢😢😢
Masha Allah Bhai Op Best
Jazakallah o khairal jaza
Abbas ut ka dakho ladai husan ki jangle ma gumti hm sada Husain ki noha . Mil sakta ha kisi ka pass
Haaye Hussain Haaye Zahera s a.😭😭
MashaAllah
LABBAIK YA HUSSAIN ❤️😢
JazakAllah
Masha Allah
एहसास-ए-यतीमी है वीरां है अली का घर
बिन बाप की ये पहली रात आई है बच्चों
रोती थी कहीं ज़ैनब शब्बीर कहीं शब्बर
फिज़्ज़ा ने ये देखा तो कहने लगी रो-रोकर
मां भी ना हो दुनिया में और बाप भी मर जाए
अल्लाह किसी पर भी ये वक़्त नहीं आए
मां भी ना हो दुनिया में और बाप भी मर जाए
अल्लाह किसी पर भी ये वक़्त नहीं आए
अल्लाह अल्लाह अल्लाह अल्लाह
Mashaallah
mashallah
Mashallha
Jzakallh
😭😭😭
❤
Good
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
😂😂😂😂😂❤❤❤❤😮😮
MashaAllah