Imp links👉🏼 bit.ly/3t1v5az Contact us (call/whatsapp) for any query; +91 8979080856 (Meesho) +91 7302226998 (Flipkart) +91 8871011028 (Amazon) Join me on Whatsapp for fastest updates👉🏼👉🏼whatsapp.com/channel/0029Va70LWbLI8YQqU5qJn47
It's not correct but it's approx atleast new seller ko idea to honga itni sari insight se phle to sb kuch khud discover krna padhta tha , I think this is well action taken by Flipkart
28% Returns. Maximum case me mistake Flipkart Ki Hoti Hai. Packing cost Damage cost and product lost. Benifits Customer ka and Flipkart ka hota Hai. Seller to Bechara Mara Jata Hai.
Please one request from you Rishi sir at least as a seller guider you should appreciate marketplaces when they try to good,of course we should not blindly trust marketplaces but we should appreciate when they try to good
Nahi boss... Local order mein mere shat bhi Same hai... Mein Uttarakhand se hu... Mujhe UP and Uttarakhand ke order nahi aate... Maximum south india se filpkart pe order aate... Aprox 95 %... Lagata hai north India mein filpkart ka khel khtam ho gaya hai...
Sir aap apni video mai woh portal dikhate ho jo kum price waale product hote hai without ad 1000 plus orders without ad 100+ order hi sakte men's footwear wear category mai Flipkart pr 600-700 ki price mai or meesho pr 450-500 ki price range mai sir 100-150 yah 250 rupay waale product pr toh sale aa jaati hai footwear catagory mai kaise orders laaye iss range mai please video bnaye
Good Knowlege Rishi Ji Meesho pr Rakhi ke jo Shiping charges h us pr video banaye ya meesho ki jaankari me daale, 163 Rupees Add ho rha hai Rakhi pr kisi-kisi listing pr to 1600 rupees shiping charges lg rha hai, mne ticket dali phone pr baat bhi hui lekin meesho ka seller support ko ulta hume hi sikhana pdta hai vo kuch nhi jante hai. ha shayad aap ki sun le
Sir ye estimated net settlement jo hai uspe return ke baad bta rhe hai ya bina return ke utne paise aynge Aur kya hume bank settlement pe jo dikhata hai wo nhi milega? Qki estimated settlement to wo hai jo apke return ke base pe ayega to agr individual product hamara sell hota hai uspe return nhi aate to kya uspe bhi return ka minus krke hi dega?
@@HarinderMehra-uv1zq Shopsy mein agar aap Star seller hain, to hi aapka no return policy rahega. Ye kehte hain ki small sellers ko help karte hain, but inke sare policies dekho small sellers ke against hain. Aur ab to mandatory packaging bhi aa gaya hai Shopsy ka.
Sir me 2 different product/design k track-pant ka combo bnakr upload krna chahta hoon. So plzz help kese krna h...... Sb jgh pr variations vaale video de rkhe h
Mera product jo mujhe 500 me cost pad raha hai usko kitne me bechna chahiye kyuki uspe 320 ka to Flipkart le leta hai mujhe wo product 900 me bechne par bhi sirf 70 rupey milenge aur 1000 me bechunga to 170 par mere se jyada Flipkart kama raha hai aur usse jyada price badhata hu to aur commission jodta hai Flipkart aur itne mehenga product customer kese lega Flipkart ko sochna chahiye thoda sab khud kayega to hum kab kamayenge isse achha Meesho hai
Sir can u please tell... Agar mujhe first time packing material buy karna hai apne alag alag products ke liye flipkart par sell karne ke liye toh mai kaise packing material buy karu matlab ki transparent poly ya normal flipkart printed poly, tampered proof poly, normal plain poly... First time kitni quantity buy karna sahi rhega kyuki yeh initial start hai isiliye please mujhe btaiye... 😢😢😢😢
Hai sir mene Flipkart PE Naya account open Kiya he or muje usme saree besna.he jese hi mene phela caetlog uplod Kiya turant Flipkart se phone aaya ki aap ko ignite program me participet karne ke liye chune gaye ho usme unlogo ne kush fees bhi li he or muje participet kardiya lekin ab vo bol rhe he ki aap RPD karvalo RPD charjebal he to RPD kya hota he or unse koi fhayda he
Aur ap inke recommendations na maano, to ye zabardasti Bad mein daal rahe hain listings ko. Mere kai saare 4.4, 4.3 star rating wale products Bad mein jaake baithe hain. Ab search results mein bhi nahi dikhta. Flipkart Seller Support kehte hain ki inko Average ya Good mein lane ke liye aapko Ignite, Account Manager, ya Ads lagana padega. Ye kahan ki zabardasti hai Bhai!
@ranjeetrjoffcial Idea to achha hai, par karega kaun? Sabko pata hai ki sellers ke paas koi power nahi hota. Fraud buyers ke liye Flipkart to jannat hai. Aur Flipkart ko aap jitna bhi bolo proof ke saath ki fraud hua hai, Flipkart Seller Support koi bhaav nahi deta. Bas ek tarika hai, wo hai inke sales volume ko challenge karne ka. Kyonki, Flipkart jab apne sales volume declare karta hai, tab returned orders, cancelled orders ko count nahi karta.
sara tho flipkart na paisa la lia apna ko kya hi bacha upar sa meri listing pa mapper na parashan kia hua hai trademark mai bhi kafhi time lag jai ga upar sa customer bhi asa hai 70% customer return bhi scraches lga ka dedata hai dubara sell bhi nhi kar sakta or claim bhi 5 rs sa jada deta nhi damage ka
@@marvinnarang4700 Arre 15 to chhoro, Mera ek product customer ne 5 pieces mein karke zabardasti hathaude se maarke toda hua hai, clear dikh raha hai hammer ke marks. Aur claim mein bataya ki 'Low Damage' hai. 890 ke product pe, jiska manufacturing cost hi 500 se upar rehta hai, uspe claim Mila Rs 2.18. Ye agar low damage hai to high damage kya hoga?
Imp links👉🏼 bit.ly/3t1v5az
Contact us (call/whatsapp) for any query;
+91 8979080856 (Meesho)
+91 7302226998 (Flipkart)
+91 8871011028 (Amazon)
Join me on Whatsapp for fastest updates👉🏼👉🏼whatsapp.com/channel/0029Va70LWbLI8YQqU5qJn47
Sir bahut ache se samjh aata hai aapka videos
Flipkart is very complex for seller than other marketplaces. That’s why flipkart groth is less
aapki baat samajh gaye par flipkart mind game khelne ki kosis kar raha hai!!
Very Good explanation...Thank u sir.
Keep watching
New sellers ko bevkuf bnaane k tarike hai ye Flipkart k....be careful and don't trust blindly on any marketplace
It's not correct but it's approx atleast new seller ko idea to honga itni sari insight se phle to sb kuch khud discover krna padhta tha ,
I think this is well action taken by Flipkart
Nice informative video ❤
FunBadmenton Says Good Video
28% Returns. Maximum case me mistake Flipkart Ki Hoti Hai. Packing cost Damage cost and product lost.
Benifits Customer ka and Flipkart ka hota Hai.
Seller to Bechara Mara Jata Hai.
Right bro Or ye claim bhi nhi dete sellers ko denge to 10,20 yha 30ruppes Or jbhki product 3000hazar tk ke hote hai
Please one request from you Rishi sir at least as a seller guider you should appreciate marketplaces when they try to good,of course we should not blindly trust marketplaces but we should appreciate when they try to good
Hi sir i am from rudrapur uttarakhand
Seller on Amazon, Flipkart
Will meet you soon
Nahi boss... Local order mein mere shat bhi Same hai... Mein Uttarakhand se hu... Mujhe UP and Uttarakhand ke order nahi aate... Maximum south india se filpkart pe order aate... Aprox 95 %... Lagata hai north India mein filpkart ka khel khtam ho gaya hai...
Sir aap apni video mai woh portal dikhate ho jo kum price waale product hote hai without ad 1000 plus orders without ad 100+ order hi sakte men's footwear wear category mai Flipkart pr 600-700 ki price mai or meesho pr 450-500 ki price range mai sir 100-150 yah 250 rupay waale product pr toh sale aa jaati hai footwear catagory mai kaise orders laaye iss range mai please video bnaye
Good
Local to ye visibility hi nahi dete.
Sir bad listing quality ko good kaise kre pls tell 🙌
Return analysis
Improve quality
Good Knowlege
Rishi Ji Meesho pr Rakhi ke jo Shiping charges h us pr video banaye ya meesho ki jaankari me daale, 163 Rupees Add ho rha hai Rakhi pr kisi-kisi listing pr to 1600 rupees shiping charges lg rha hai, mne ticket dali phone pr baat bhi hui lekin meesho ka seller support ko ulta hume hi sikhana pdta hai vo kuch nhi jante hai. ha shayad aap ki sun le
Mesho returns mangement video pls
Flipkart par listing karne se pahle konsi category m listing karne se kitna commission lagega ye kase pta kare
Payment tab-rate card
Thank you sir
So nice of you
Estimated net settlement includes gst tds right
Ys
Pehle tha vo hi sahi tha
Sir flipkart me meri sari listing good se bad me chali gyi h ek bar iske liye video banaiye plz. Aur suggest bhi lriye
Cnt us 8979080856
Helpful video
Glad to hear that
Mai kis mam pe gst banau product despatch karu mesho par
Cnt plz 8871011028
Sir ye estimated net settlement jo hai uspe return ke baad bta rhe hai ya bina return ke utne paise aynge Aur kya hume bank settlement pe jo dikhata hai wo nhi milega? Qki estimated settlement to wo hai jo apke return ke base pe ayega to agr individual product hamara sell hota hai uspe return nhi aate to kya uspe bhi return ka minus krke hi dega?
Ye returns ke baad ka data dikha rha h
@@rishiecommerce mtlb hume bank settlement ke hisab se hi milega na Aur agr return jaati hai to utna cut krke milega right?
gud information
Thankyou
Sir shopsy pe return cost zero bata rhe hai kya shopsy pe non return product bandh ho gaya hai
Esa nhi h
@@HarinderMehra-uv1zq Shopsy mein agar aap Star seller hain, to hi aapka no return policy rahega. Ye kehte hain ki small sellers ko help karte hain, but inke sare policies dekho small sellers ke against hain. Aur ab to mandatory packaging bhi aa gaya hai Shopsy ka.
Sir me 2 different product/design k track-pant ka combo bnakr upload krna chahta hoon. So plzz help kese krna h......
Sb jgh pr variations vaale video de rkhe h
Cnt us 8979080856
agar product ka return nahi aya toh kis baat ka return ka 59??? yeh samjhao sir
Its average of all orders
okay.. thank you sir...
MARKET PLACE KO NAMASTE KARO & APNI WEBSITE BANAO.
MEHNAT APNE LEYE KARO EN MARKET PLACES KE LEYE NAHI.
Sir enrollment I'd se registration kiye hai to kon sa polybag use karu
Branded meesho poly
@@rishiecommerce sir order nhi ho raha hai Krishna polymer se
Mera product jo mujhe 500 me cost pad raha hai usko kitne me bechna chahiye kyuki uspe 320 ka to Flipkart le leta hai mujhe wo product 900 me bechne par bhi sirf 70 rupey milenge aur 1000 me bechunga to 170 par mere se jyada Flipkart kama raha hai aur usse jyada price badhata hu to aur commission jodta hai Flipkart aur itne mehenga product customer kese lega Flipkart ko sochna chahiye thoda sab khud kayega to hum kab kamayenge isse achha Meesho hai
Sir..... Amazon pr A+listing krne ke liye gtin examination kese le....or usse A+ listing kese kre....koi charges fee hai ya nhi..... please sir btaiye
Hum kardnge upko
Cnt us 8979080856
Local order aate he nhi hai
Sir can u please tell...
Agar mujhe first time packing material buy karna hai apne alag alag products ke liye flipkart par sell karne ke liye toh mai kaise packing material buy karu matlab ki transparent poly ya normal flipkart printed poly, tampered proof poly, normal plain poly... First time kitni quantity buy karna sahi rhega kyuki yeh initial start hai isiliye please mujhe btaiye... 😢😢😢😢
Koi bhi krlo
Flipkart likha hona chiye usme
OK sir
Hai sir mene Flipkart PE Naya account open Kiya he or muje usme saree besna.he jese hi mene phela caetlog uplod Kiya turant Flipkart se phone aaya ki aap ko ignite program me participet karne ke liye chune gaye ho usme unlogo ne kush fees bhi li he or muje participet kardiya lekin ab vo bol rhe he ki aap RPD karvalo RPD charjebal he to RPD kya hota he or unse koi fhayda he
Rpd- rich products description or a+ content
Its not recommended if you are new
@@rishiecommerce thenks
Meesho payment 19 , 22 July nhi aayi
Noted
Aur ap inke recommendations na maano, to ye zabardasti Bad mein daal rahe hain listings ko. Mere kai saare 4.4, 4.3 star rating wale products Bad mein jaake baithe hain. Ab search results mein bhi nahi dikhta. Flipkart Seller Support kehte hain ki inko Average ya Good mein lane ke liye aapko Ignite, Account Manager, ya Ads lagana padega. Ye kahan ki zabardasti hai Bhai!
@ranjeetrjoffcial Idea to achha hai, par karega kaun? Sabko pata hai ki sellers ke paas koi power nahi hota. Fraud buyers ke liye Flipkart to jannat hai. Aur Flipkart ko aap jitna bhi bolo proof ke saath ki fraud hua hai, Flipkart Seller Support koi bhaav nahi deta. Bas ek tarika hai, wo hai inke sales volume ko challenge karne ka. Kyonki, Flipkart jab apne sales volume declare karta hai, tab returned orders, cancelled orders ko count nahi karta.
@ranjeetrjoffcial Fir wahin se chance banega saare kartoot saamne laane ka.
sara tho flipkart na paisa la lia apna ko kya hi bacha upar sa meri listing pa mapper na parashan kia hua hai trademark mai bhi kafhi time lag jai ga upar sa customer bhi asa hai 70% customer return bhi scraches lga ka dedata hai dubara sell bhi nhi kar sakta or claim bhi 5 rs sa jada deta nhi damage ka
Bhai bilkul sahi kaha aaisa hi ho rha hai claim to dete nhi hai dete hai to 5,10,15rs se jada nhi
@@marvinnarang4700 Arre 15 to chhoro, Mera ek product customer ne 5 pieces mein karke zabardasti hathaude se maarke toda hua hai, clear dikh raha hai hammer ke marks. Aur claim mein bataya ki 'Low Damage' hai. 890 ke product pe, jiska manufacturing cost hi 500 se upar rehta hai, uspe claim Mila Rs 2.18. Ye agar low damage hai to high damage kya hoga?
Sir order nhi aa rhe h
Cnt plz 8871011028
15000 ka maal jab settlement dikhate hai 13hazaar likn bank account mein dete hai 12000 kuch rs flipkart chor company hai
#Dictatorship
Khud he promotion chala dete h
Hellow sir
Hello
Nice 👍
Thank you! Cheers!
Thankyou
You’re welcome 😊
thank😊