Apc 1500va 980watt Solar pe lagana hay kya es ki charging wali option mukamal band ho sakta hai ke sirf solar se Battery charge ho aur apc as 12v to 220v use ho? Error tho nhi day ga?
Charging khatam kr di hai by hardware lekin avr ka problem a raha hai humare voltage 240/245 hain es waja se avr on ho jata hai aur es ka avr bijli ko 210 pe kar dayta hai fans ect slow ho jate hai software ke through bi avr theek nhi ho raha technician ko bi samajh nhi a raha ke kese avr ko disable kare ya software ke through 220/230 tak kare. Question ye hai k hardware ke through es ka avr function by pass ya nikal sakte hain?
Bhi avr 230 per stable rakhta ha or dosra avr ko ap disable ni kar sakty is k software say parameters change hio jaty ha liken muahkil ha ku k har cable say yai communication ni karta .
@MEGAWATT.ENERGIES bro yai auto sense kar leta ha ma ny is k sath 50 ah ke iron phosphate battery lagyee ha 11 amp say charge karta ha 594 watt hour k rate say charge hoti ha
Mashallah zabardast good 💯 thanks ❤❤
Apc 1500va 980watt Solar pe lagana hay kya es ki charging wali option mukamal band ho sakta hai ke sirf solar se Battery charge ho aur apc as 12v to 220v use ho? Error tho nhi day ga?
Input off kar do solar say chalta rae ga battery calibration ka error b aa sakta ha
Charging khatam kr di hai by hardware lekin avr ka problem a raha hai humare voltage 240/245 hain es waja se avr on ho jata hai aur es ka avr bijli ko 210 pe kar dayta hai fans ect slow ho jate hai software ke through bi avr theek nhi ho raha technician ko bi samajh nhi a raha ke kese avr ko disable kare ya software ke through 220/230 tak kare.
Question ye hai k hardware ke through es ka avr function by pass ya nikal sakte hain?
Bhi avr 230 per stable rakhta ha or dosra avr ko ap disable ni kar sakty is k software say parameters change hio jaty ha liken muahkil ha ku k har cable say yai communication ni karta .
charging complete honay pay fan bnd hota hai ya nahi? Main nay kal liya hai uska fan bnd ni ho rha
Bro fan ke speed kam hio jati ha off ni hota sorry muje ap k comment ka notifications ni mila is lea reply ni keya
@@paksolar6907thank you so much, g bhai boht slow ho jata hai. Thanks for replying, subscribed to your channel keep up the good work
Ya 29 v per charge or discharg dy sakta ha
Ni bhi yai 48 volt ups ha 24 volt ups 28.8 per charge karta ha yai 57 volt per charge karta ha
@@paksolar6907 apc ka ups ha 27.5vper charg hota ha 29v ho sakta ha?
Or sir es ka charging AMPEER KASY zyda hn gy
@MEGAWATT.ENERGIES bro yai auto sense kar leta ha ma ny is k sath 50 ah ke iron phosphate battery lagyee ha 11 amp say charge karta ha 594 watt hour k rate say charge hoti ha
Mary pass ha voltage up hosakty hn es k ?