Hello sir ji mujhe aap ki video bohot pasand aai mujhe aapse anurodh hai ki aap har company ke inverter ki pure circuit digram ke saath samjhye kase kab konsi ic kaam karti hai
Sir microtek sebz 1100 inverter mein new microcontroller lagakar bhi 7,8,19,20 me 0.01v output dikharaha hai and overload aur beeeeeep sound nikal raha hai mc pin 14,17 aur mosfets bhi thik hai
Sir ek inverter me ..( +) (-) output sat gya tha or fir hata diye.. Inverter chal rha but aap bataiye ki badh me kuch problem ho ga kya... Problem huaa hai kya.?
Sir microtek dg900 inverter me overload indicate hota hai Charing band hai power aane per outputs milta hai kya problems ho sakta hai kripya iss samasya ka upay bataiye...
Sr ma ra problem 1125 hb inverter hai 400 watt load connect ki yatho over load show kar raha Hai,200 ka Neche Kiya tho over load na kr paraha hai Kiya problem sr.
Main induction ka mistri hun inverter ke bare mein jyada jankari nahin hai mujhe inverter ka kam sikhana hai kya aapki video meri help kar sakti hai mere liye shuruaat se kam bataiye pura kam sikha de sare component aapse lenge
Hlo sir ji microtek inverter smd PCB 900Eb v4 mein overcharging ho rahi hai uska 358vic bee change kar diya phir bee overcharging ho rahi hai to iske upar video banao sir
Sir g mera same kit hai 2chanell ka mosfet khraab tha change kar diya zenier resistance micro lm358 83202 47/25 sab badal diye hai phir bhi over load aa rha hai mosfet bhi open hai 83202 nikalne ke bad thik ho jata hai drive ic lgate hi over load aa jata hai 1month se presan hu sab kuchh badal ke dekh liye help kigiye 358ic ke 1number pin par. Point 10 aa rha hai
Sir thanks for video! I want to limit chargibg current to 5 amp please guide. I know the external cicuit designed by me but how to limit charging currect. Please guide
Sir microtck inveter 1600 va me over load bata raha hi bager drayn 4chinal pe drive barabar aa rahi hi drin wire laga ne pe over load dikha raha hi mosfat drive ic 358 micro ic zener diode pf 547trq19 change kar diya firbhi over load dikha raha hi
Microtek 1025e2 invter hai jisme p55 mosfat ki jagh 7545 mosfat lagaya hai ek chanal per drive ban rhi hai jabki dusry chanal per drive nhi ban rahi hai 547transistor bhi Chang kr Diya hai microctroller sy pin27 v pin28 sy 2v k krib volt nikal rhy hai
3 minut tak time pass Kiya bhai
जिनको जिनको वेबसाइट का सुविधा चाहिए अपना अपना सुझाव कमेंट में दें
Jaldi suvidha chalu kijiye sir.
ओरिजनल होगा ya नहीं सर
@@parmodmourya6084 orginal hoga
Jaldi shuru kiyia
Ha swidha zaroor Chahiye
Aap Ka video ka wait hamesh Rahta hai kyu ki aap ITNA aachha samjhate hai ki turant samaj me as jata hai
Waise to TH-cam pr bahot se log pcb ka problem smjhate hai mgr sbse acche tariqe se aap hi btate hai ❤
Relay ke pass Jo five pin socket hai vah transformer se kaise connect hoga kripya bataen
Good morning sir your video is very good
Hello sir ji mujhe aap ki video bohot pasand aai mujhe aapse anurodh hai ki aap har company ke inverter ki pure circuit digram ke saath samjhye kase kab konsi ic kaam karti hai
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👌👍👌
sir your video is best i like new video
Very good.
Jaldi se website suru kar dijiye.
Very nice Brother I need some parts for inverter repairing.
Nice video thank you sir 👏👍🌹💐💕
Gud mornig sar
मस्त सर्जी
555ic full digram please sir please help me please sir you are great 👍 sir
Sir nice video thank u sir💐💐💐
Sir g...namaskar...
nice bro 👌
बिना सप्लाई दिए ही चार्जिग इन्डिकेटर बिलो करता रहता है और आउट पुट भी नहीं देता है। कृपया इस फाल्ट को कैसे दूर करने की विडियो बनावें सर।
Very good sir
Nice information
This is useful video sor
Ek mechanic hai Jo banata hai lekin kisi ko batata nahi nahi dekhata hai
Thank you sir
Sir mera ek inverter kharab ho gya hai kya me aapke pass pcb bhej du kya aap thik kar saktey hai
Thoda slow pe bath karna any way all the best keep going
Sir thanks for video . Parts ke liye link kya hai
Very nice Sir ji
Sir Microtek ss1660 solar inverter me jo solar charger card laga hota hai uska kit ke saath connection kaise karte hai is par vidio banayen please.
Sir microtek sebz 1100 inverter mein new microcontroller lagakar bhi 7,8,19,20 me 0.01v output dikharaha hai and overload aur beeeeeep sound nikal raha hai mc pin 14,17 aur mosfets bhi thik hai
To aap pahle drive ic open kijiye phir aap 12v de uske bad kya hota hai batay
❤❤❤❤❤❤
Bahut acha sir sem bord h drab sahi h but out put nahi de raha h
Drive volt check kijiy
24 x 7 inverter mein power supply per kaun kaun se sector mein Kitna voltage milte Hain uski ful detail video banaaiye sar
Sir ek inverter me ..( +) (-) output sat gya tha or fir hata diye.. Inverter chal rha but aap bataiye ki badh me kuch problem ho ga kya... Problem huaa hai kya.?
👍👍💯
सर नमस्कार, कृपया sukam falcon eco kit पर भी एक detail वीडियो बनाइये।
Sir very nice video
Plate ke tar Jaise battery per lagao to fault maar raha hai sparking kar raha hai bagair ET Singh Laga hai Aisa kyon
Sir ji microtek sinewave inverter ke smd nahi normal component wala kit ka 28pinka system ic ka detail bataiye.....
Sir microtek dg900 inverter me overload indicate hota hai Charing band hai power aane per outputs milta hai kya problems ho sakta hai kripya iss samasya ka upay bataiye...
Sir mere pass ek 24×7 inverter hai 24volt me us ki main microcontroller ic chayi
Please sir bht important hai
Apka koi contact no.sir...or koi teligram chanel
Thank you very much sir
Nice sirji..
Sr ek help chahaye ye same bord h load par low battery problem h Kya karu
Lumnioush Shakti ka smd microcontroller milega kya
Sine wave or none sine ki ic ki pin out ki video jaror banou sir
धन्यवाद सर
Sr ma ra problem 1125 hb inverter hai 400 watt load connect ki yatho over load show kar raha Hai,200 ka Neche Kiya tho over load na kr paraha hai Kiya problem sr.
Sar jee lm358ap our lm358L ic same hota hai please main state bihar se
Zyada se zyada inverter pe video bnaye Sir
Aur parts bhi sale kijiye
Ok
superb
Nice video sir.
Main induction ka mistri hun inverter ke bare mein jyada jankari nahin hai mujhe inverter ka kam sikhana hai kya aapki video meri help kar sakti hai mere liye shuruaat se kam bataiye pura kam sikha de sare component aapse lenge
Sir ju company ki inverter hute hai unki ic ki pin out ki video banao
jitne kebal lage hai onki jankari puri chahie oor inka kya kya kam hai sir gi
Hlo sir ji microtek inverter smd PCB 900Eb v4 mein overcharging ho rahi hai uska 358vic bee change kar diya phir bee overcharging ho rahi hai to iske upar video banao sir
Mast video sir
Thanks sir
Livefast ke inverter pe video banao sir 👍🙏
Nice video sir
Sir muje aapka all inverter repearing course chahia kase le aapka
Sir class valeke liye vidio dala ya TH-cam ke liye jara jaldi bol
Reset kitne Om ka laga hai donon
Sir g mera same kit hai 2chanell ka mosfet khraab tha change kar diya zenier resistance micro lm358 83202 47/25 sab badal diye hai phir bhi over load aa rha hai mosfet bhi open hai 83202 nikalne ke bad thik ho jata hai drive ic lgate hi over load aa jata hai 1month se presan hu sab kuchh badal ke dekh liye help kigiye 358ic ke 1number pin par. Point 10 aa rha hai
Ho gya mera problem solved
Microcontroller IC aapke pass milegi kya
Sir invatar ke har pats ke bare mai batao aap
Sir microtek 24×7 invetar me low battery dekha rha hai battery' full charge hai video bnao sir
Thanks 5
Is kit may charging voltage up ya down kaise kartay hai
Sir thanks for video! I want to limit chargibg current to 5 amp please guide. I know the external cicuit designed by me but how to limit charging currect. Please guide
Sir dygram ke shath video banye
R4 and R3 resistance tik he lekin charging voltage nahi ahrahahe lm358 bhi change kiya same fault kya problem he
Battery level sens chek kijiy
हेलो नमस्कार सर सर 24 * 7 मैं डीसी अंपायर ज्यादा निकालने की प्रॉब्लम है सर कैसे ठीक करें सर्दी से कनेक्ट करते ही ज्यादा इंप्रेस करती है
Microtek 950 va charging 5 minat me charting band ho jata hai 358 badal deya hai fer v ohi candesan hai sir helf sir
Sir aap ka class kab suru kar rahe ho
Sir jumbo inverter ke card par video banayiy na
Wait kijiy sab hoga
Contact no
Microtek square wave me bina transformer ka charging test kiya ja sake
Sir mujhe bhi sikhna h inveter ka kam
Sir 24×7 me 100 wat load dene par thik chalta hai jaise hi 200 wat load dene par vobar load ho jata hai men pe sahi chalta hai
nice sir
Ram ram bolji Hello
Sir 1 nomber channel mein MOSFET bar bar kharab ho Ho jaate Hain sab kuchh change karke dekh liya aur chak kar ke b dekh liya
Tq sir
Sir, please make video on eb 800 model for over load and cut off with a short beep sound
Sir 200w ld ok 400w ld dalte hai to over ld aa jata hai
Sir microtck inveter 1600 va me over load bata raha hi bager drayn 4chinal pe drive barabar aa rahi hi drin wire laga ne pe over load dikha raha hi mosfat drive ic 358 micro ic zener diode pf 547trq19 change kar diya firbhi over load dikha raha hi
i have Microteck SEBz 1100 and problem is low output so please suggest the resoltion
Sir ji btiyo na sir online class kab lagagi
Microtek 1025e2 invter hai jisme p55 mosfat ki jagh 7545 mosfat lagaya hai ek chanal per drive ban rhi hai jabki dusry chanal per drive nhi ban rahi hai 547transistor bhi Chang kr Diya hai microctroller sy pin27 v pin28 sy 2v k krib volt nikal rhy hai
15volt ka ziner cheak Karo ziner Ke braber me 547 laga hai ose bhi cheak Karo
Diod bhi check karo
Diod bhi check karo
@@jayshreekohinkar5932 sab chak Kiya hai
@@vickyjangir4252 direct change kardo
माइक्रोटेक 24.7 में यूपीएस चल रहा है मेंस देने के बाद आउटपुट छोड़ दे रहा है में ले रहा है प्रॉब्लम क्या है सर
Sar charging par hitsing garm hoti hai to kya falt hai
Bhai mujhe microtek ki isi pcb me ek fault aa Raha hai inverter on karne par fan continue running kar Raha hai please help me
Sir isi bord me no backup ka problem aa raha hai 24×7modal no 1125 keya kare sir koi upaye
R4 and R3 ka resistance value kya hai ?
Good sir j
Muje Inver ki PCB chahiye to kaha se milegi .. ?
Sar 24x7 hay lod chala te he over lod sho kar deta hay
Sir ap kha se ho
Sir luminous 650 drive ke bare me batye pls
Problem
Overcharge problem in 24×7 ka video details may banaye vai🙏🏻🙏🏻🙏🏻