@TechnicalIND Sar Maine Jo inverter ka kit Liya hai usmai IRFZ44N MOSFET hai aur muze lagana hai to kya sar irfz44n MOSFET Laga hai to kya additional wala MOSFET p55 wala MOSFET lagao to chalega kya
Hello Sir how are you Merepas 45w inverter ka kit hai uska tansformar kharab hai to keya ham uska transistor nikalke 2n3055 transistor lagake 5-10amp ka tansformar lagake chalasate hai
Mene ye inverter kit banayi huvi hai lekin charging ki koii protection nhi banai he... is kit se battery charging bhi achhi ho or automatically battery charging b bandh ho jaaye veysa koii jugad hai kya.?
Gat Ko rasistense se pahle jodne se khya MOSFET jaldi kharab ho jayega. Sir Jo loag get dran se jodkar inverter banate hae wah kitne din tak chalega sir jrur bataye
Bahie yai to 700watt ka ban gai kunke aap nai 10 mosfit use kiyai hai woh 500w daingai oor jo kit mai lagai hai woh 200w hogia too yai to 700w howai naa bahie please reply
Bhiya aap ne 200waat kit ka Jo digram banya hai us m aap ne 4007 diod ka kadhod mospet k drain k saath lagya hai to kya alg se mospet lagne par us m bi drain par diod lagna pade ga
@@LUCKYELECTRONICSLAB mare khane ka mtlab y nai hai bhiya aapne Jo 200waat kit ka digram banya hai us m jo 4 jinor diod Lage hai parrler m us se uper 10k k saath 4007 diod Laga hai us diod ka khtahod mospet k drain k saath lagna hai kya
सर अप्ने ऐक साईड 5अर ऐक साईड 5 MOSFET लगाके 500w बनायाहे। अगर हाम्म 500w के MOSFET ऐक साईड1अर ऐक साईड 1 MOSFET लगानेसे 500w होता हे कि नै सर? please sar Replay 🙏 😢
भाई साहब...आपने तो बहुत अच्छी और युझ फूल ईनवरटर सर्किट बनाई है।...आपको बहुत-बहुत धन्यावाद देते हुए नमस्कार करते है। -- जो आपने बैटरी के प्लस टर्मिनल से एक्स्ट्रा रेड वायर लगाकर RPS कीट पर कहां जोंईन कीया वो मालूम नही पडाता है...तो बताने का कष्ट करे....???..Ripley plz...✒Ⓜ.
@@m.r.parmaradvocatevantda-b5922 is video me dekho jo kit ko battery ke positive dene se inverter on hota hai wahi usme bhi hai th-cam.com/video/sD27gSvLuWs/w-d-xo.html
@@sanjuprajapati2607 sir 1 MOSFET 100 watt hai lekin wo jub ek pair hoga matlab dono channel me ek ek MOSFET rahega tab wo 100 watt peak output de payega, isiliye 14 MOSFET ko agar 2 channel me devide kare toh peak power 700 watt tak hi mil sakta hai
6 amp ka normal transformer hai to 30 wat se jada nai dega chahe jitne mosfet lagalo Ye video dekho samajh aa jayega th-cam.com/video/2cqDSQEZ-u0/w-d-xo.html
@@kunalkishore3140 turant hone se kharab hone ka khatra hota hai isliye time delay ka use krke 2 second bad on kiya jata hai aur light aane per 2 second bad charging start hota hai
Voltage drop kab hota hai jab aapke pas load jada ho aur power kam tab But ispe 500 watt ka power hai aur ak fan 80 se 90 watt leta hai to 3 fan ka hua 270 watt to load hua 270 watt aur hamare pas power hai 500 watt to voltage drop ka koi chanse nai hai
Nai bhai gat puls ke liye bahut kam current ki jarurat hoti hai to koi problem nai hoga garam hona to sirf mosfet ko hai usi ko thanda krne ke liye bas ak fan lagana hai
😊Fantastic. Bohut assa laga. From Bangladesh
Ups transformer ka primary coil aur secondary coil kitne swg hota he bati
Nice guru ji
Thank you bro. One inverter pcb,full details,nice , keep it up
आपने बहुत अच्छे से समझाया.... सर.... आपको धन्यवाद... ‼👍
sir jo kit ke kanection kiye hai use bhadiya se samgha digiye gaa please
Super idea Jankari ke liye dhanyvad
@TechnicalIND Sar Maine Jo inverter ka kit Liya hai usmai IRFZ44N MOSFET hai aur muze lagana hai to kya sar irfz44n MOSFET Laga hai to kya additional wala MOSFET p55 wala MOSFET lagao to chalega kya
bhai aapne ye transformer liya h vo kitne ampere ka h
16 amp ka
Bhai is kit ko 24v ka bna sakte h kya please help muje isko 24v per run krana h
Is kit me MOSFET ke jakha igbt lgaa sakte he ki nahi
500 watt ke sarkit me ,Transformer kitne volt aur kitne Ampere ka hai sir
Sir 22 ohm resistor har koi MOSFET get ko chalta hai
Ya number change ho gya to resistor change karna padega sir ?
No
Mosfit badhane se ic to nahi kharab ho jayega
No
Sir 100 watt rps kit me MOSFET jada laga sakte hai 500 watt ke liye
Haa Bhai 100 watt kit mein extra MOSFET add karke wattage badha sakte ho
Yes laga sakte ho
Sir esme 500 watt backup lene ke liye kitne amp ki battery lagaye
45 amp
Sir agar hame 100 watt rps kit me Jada MOSFET lagana hai 500 watt ke liye to uska MOSFET sarket kese banana hai
sir invaitor ka link discription me de digiye
Agar 200 watt kit ma irf44zn laga ha to same mosfet or same resisters lagega. Kirpya bataiya. Thankyou
Z44 ka power kam hota hai is kit me lagaoge to 200 wat nahi milega
Thankyou sir. Mini inverter banana ka liya sabsa acha or power ful mosfet kon sa ha.kripya suggests kijiya
@@GaganKumar-uo1el p55nf06
IGBT iske jagah use karenge to kaam karega
Laga ke dekha nahi hu per chalna chahiye
Hello Sir how are you
Merepas 45w inverter ka kit hai uska tansformar kharab hai to keya ham uska transistor nikalke 2n3055 transistor lagake 5-10amp ka tansformar lagake chalasate hai
Sar mere kit ka 2 rajeestar jal gyaa kaise banaye
Konsa photo khich ke bhejo mail pe
@@LUCKYELECTRONICSLAB sar 1 said ka mosfet Jan gay Kain sa lagaye
Ye 200w circuit me 17-18V DC Supply connect kaare to work karega ?
Krega but output voltage jada dega
Bhai is ko same aisa bnnane k liye 5 ampere k 12/0/12 chl jayega kya transfmr
Led balb jalane ke liye lga sakte hai
Kit ke 1mosfet me pareal me 2 hai 2 aur laga de kitne watt ka hoga 2 hai bin ragistence ke 4 laga shakte hai
सर जी इसमें क्या हम 3205 मॉसफेट लगा सकते हैं अगर लगा सकते हैं तो ठीक है इस रजिस्टर का नंबर भी चेंज करना पड़ेगा कि वही रहेगा
Inductive load fan chalega ki nhi
Chalega
Hello sir i also have same kit but my preset is broken which value preset is use in this kit?
10k
Irf540 lagana Kam nhi Kari nahi z44 lagana se kam kariha questions sir
Kam krega but power kam go jayega
इतनी हम्ममाली से किया,,, हीट सिंक पर,, हीट सिंक कस देना था और किट को (बजार वाली) दोनों के बीच मे रख देना था ,, बहुत अच्छा डबल डेंगर,,,,, 👍🌟🌟🌟🌟🙏
Sir ye square wave deta hai,sine me kaise bdle ise
Ise sine me na badle uske liye dusra kit le sine me kya chlayenge
Bro is me MOSFET badha kr 1000w me convert kr sakte hai
Circuit to 1000 watt ban jayega per 12 v se 1000 watt ka transformer milna bhot muskil hoga
@@LUCKYELECTRONICSLAB Thanks Bro
@@LUCKYELECTRONICSLAB bhai to iske liye kya karna padega...
Ya fir market me milne wale transform ki koi idea dijiye
@@shivamnimkar7544 inverter repairing shop pe mil sakta hai
100watt kit se 500watt kese bana sakte hai
Isi tarah mosfet jada lgao per mosfet ke power dek ke lgana
@@LUCKYELECTRONICSLAB thanks
Sir 200 watt ka transformer kitne ampere ka hota he jaldi btaa de ji ye
16.6 amp
Very good brother
Sir mere pas 5 ampere ka copper ka transformer he to me inke sath kitane watt ka inverter board use kar sakta hu please sir Ripley 👍😊
5 amp me normal transformer inverter me adha ho jata hai 30 watt bas dega
@@LUCKYELECTRONICSLAB sir muje 200 watt ka load lene he to ups transformer use kar saktahu ya nahi or 200 watt load ke liye konsa transformer lagau👍
@@JAYRAJ_SINH_ZALA_1111 computer ups transformer agar secondary me 3 wire 12 ,0, 12 hai to jarur
@@LUCKYELECTRONICSLAB thank you very much for ripley sir 🤗👍
@@LUCKYELECTRONICSLAB sar aapane iskut ka full diagram bataya tha use IC ka Jagah 3525 IC Laga De
Sar mossfate ko 5, 10 ,15 जितनाभी लगाके पावर संख्या बढाऐगे तो primear ic नैजाऐगा please reply sar🤔
Gate current badhana hoga
@@LUCKYELECTRONICSLAB sar 4047 ic हेना वो तो खराबनै होगा पुछाराहू आपसे
@@ARJUN_Bishwokarma1 ho sakta hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB sar अपने तो भीडीयो मे मसफेटको संखीया बढाऐगेतो primary ic 4047 nambar ic ko कोही असर नहीपढता बताया था🤔 please reply sar
@@ARJUN_Bishwokarma1 ha akdam jada lagega to padega 4 , 5 me nahi
Sir MOSFET konsa accha hai z44n ya p55nf konsa accha gai please sir reply
P55nf06
Can use three four loade in inveater its voltage is not drop
If current is suficient then voltage is not drop if load is more than its wattage than voltage is drop
200 wat ka inverter automatic Jo aata hai p55 MOSFET 15 lagao aerial hai fek hai batao
Sir 22 ohms ki jagah 220 ohms ka resistance use kar sakte hai kya
No
Mene ye inverter kit banayi huvi hai lekin charging ki koii protection nhi banai he... is kit se battery charging bhi achhi ho or automatically battery charging b bandh ho jaaye veysa koii jugad hai kya.?
th-cam.com/video/z_FwUWQjihI/w-d-xo.html
Ye video aapne nai dekha hai
Gat Ko rasistense se pahle jodne se khya MOSFET jaldi kharab ho jayega. Sir Jo loag get dran se jodkar inverter banate hae wah kitne din tak chalega sir jrur bataye
Can i use these for fishing
No
Es ko relay lagaka aromatic karka dekayea
Isko automatic bahot pehle kr chuka hu ye uska link
th-cam.com/video/z_FwUWQjihI/w-d-xo.html
Chhota wala jo kit hota hai kya usy bhi badha sakte hai
Isse aur chhota
65 ah,100ah battery change hogi kya, darwaje ki patti heatsink ka Kam proper karega kya
Ha hoga ak chota fan lga dijiye ya issse mota wala heat srink moti patti aati hai usko lga sakte hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB sir bdi battery charge hogi
@@shankerpowertech ha 150 Ah ki battery charg hojayegi
Sor what working reagister 7 in this board
Transform ketne watt ka use kiya hai rpne ketne Amp ka
40amp
Sir is 200 watt kit se charging kitne ah ki battery charge ho sakti he plz reply and if posibl make video
Jitne Ah ki battery ho bas jada ah ki battery jada time me full hoga aur kam ah ki jaldi
Sir z44n vala inverter real hota hai ya fak please batao 🙏
Sir ji naine 4*4 mosfat ka banaya.lekin200watt ka kit ka mosfat turant heat ho jata hai.aur transfarmer ups ka modified kar ke 12012 ka lagaya
Pehle transformer me ac volt deke secondary volt chek kro
@@LUCKYELECTRONICSLAB secendry me 14 volt aa raha hai
@@vijaysharma-mr4nv 12 -0-12 me 12- 0 me kitna aa rha
@@LUCKYELECTRONICSLAB 14 volt
@@vijaysharma-mr4nv wire gage cor no
Ise 1000w ka banayie please
Can I use 10-0-10 inverter transformer...?
Yes but 300 watt se jada nahi hona chahiye
Hlo bro transfarmer kitna mpr ka logaye
16 amp
Bahie yai to 700watt ka ban gai kunke aap nai 10 mosfit use kiyai hai woh 500w daingai oor jo kit mai lagai hai woh 200w hogia too yai to 700w howai naa bahie please reply
Sir iss inverter 500 watt Karne keliye 12-0-12 or10amp ka transformor le sakte hai plz reply 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
500 wat banane ke liye 40 amp transformer lagega
@@LUCKYELECTRONICSLAB thank you....
500 watt ke liye konsa transformer ap lagake dikhyia hay yea apne nahi bataya .pls bataye konsa tranformer lagane achha hoga.
th-cam.com/video/jRFSENOvcQY/w-d-xo.html
Ye wala transformer hai
Bro is se ic jaldi jaldi heat ho jate hai
Usi ko thanda krna hai kaise bhi ho
100 watt wali kit ka bhi wattage isi trh bda skte h plz reply sir
Ha bna sakte ho
Kit wale mosfet(p60ng06) me Ground me 220 ohm lga h ......kya hm 330 ohm ke sath extra mosfet(p55nf06)lga skte h plz reply sir
@@raaj5167 lga sakte ho per jaldi kharab hone ka khatra hoga
@@LUCKYELECTRONICSLAB 200 ohm ka chl jayega
@@raaj5167 ha
सर ये आपका 200W के बोडमे कीत्ने mpr के टास्फमर लागेका
25
Can use four celling fan in inveater
Yes
200watt kit me batteries ka canction kaha se kiya ho sir
Inverter ke aur video hai dekh lo samajh aa jayega
Bhiya aap ne 200waat kit ka Jo digram banya hai us m aap ne 4007 diod ka kadhod mospet k drain k saath lagya hai to kya alg se mospet lagne par us m bi drain par diod lagna pade ga
Nai sabhi drain ak dusre se connected hota hai to jarurat nai hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB bhiya aap ka WhatsApp chlao na
@@LUCKYELECTRONICSLAB mare khane ka mtlab y nai hai bhiya aapne Jo 200waat kit ka digram banya hai us m jo 4 jinor diod Lage hai parrler m us se uper 10k k saath 4007 diod Laga hai us diod ka khtahod mospet k drain k saath lagna hai kya
@@Harishbhardwaj000 ha
@@LUCKYELECTRONICSLAB bhiya aapka WhatsApp chalno na
Kya ham 22 ohm ki jaga dushari resistor le shakate hai kya plz reply ...
Nahi aur loge to jaldi kharab ho jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB tnx batane ke liye sir
Sir,I have a 45watt cfl inverter board..can I do this trick with my board..kindly reply
No becoz that board is amps board
Sir 5amp ka transformer kaam karega ki ni
Led bulb jalane ke liye bas krega
Aap ka video Achcha Laga
सर मेरा एक inviter bord हे उस्मे p55nf06 मस्पेट मैने 4 लगादीयाहु र उस्मे 12-0-12के 5mpr के trasfmear लगाउगातो बन्जाऐगा inviter please reply sar😭😭😭🤔
Usse sirf 30 watt dega
Sir 200 ka kit led bulb jalta hai lakin jab 100 watt ka balb lagata hu to inveter se aautput kat kat ke aata hai aur balb laplapane lagta hai
Transformer kon sa lgaye ho
Photo send kro mail per
Out put varying why?
Load jada thodi diye ho
12 0 12 kitane er ka hai
सर अप्ने ऐक साईड 5अर ऐक साईड 5 MOSFET लगाके 500w बनायाहे। अगर हाम्म 500w के MOSFET ऐक साईड1अर ऐक साईड 1 MOSFET लगानेसे 500w होता हे कि नै सर? please sar Replay 🙏 😢
Bhai aap k aawaz RK electroni jisa hai aap wahi ho kya..aap k new chennal hai kya ye
Nahi mai vo nahi hu
@@LUCKYELECTRONICSLAB ok bhai bhai aap electroni knowledge achha dete ho... thankyou bhai..
Very good video.
बहूत अचछा
Bhai es me resistor 68 ohm ka lagaye to kam karega
Or mosfet thik hai ya kharab hai kaise chek kare
22 ohm ka hi lagao
Mosfet kisi bhi pin pe beep nai hona chahiye
भाई साहब...आपने तो बहुत अच्छी और युझ फूल ईनवरटर सर्किट बनाई है।...आपको बहुत-बहुत धन्यावाद देते हुए नमस्कार करते है।
-- जो आपने बैटरी के प्लस टर्मिनल से एक्स्ट्रा रेड वायर लगाकर RPS कीट पर कहां जोंईन कीया वो मालूम नही पडाता है...तो बताने का कष्ट करे....???..Ripley plz...✒Ⓜ.
वो किट के लिए पोसिटिव सप्लाई है उसके बिना किट चालू नही होगा
@@LUCKYELECTRONICSLAB भाईसाहब...उतर देने के लिए आपका आभार...लेकिन ईसके बारे में हमारा कन्फ्यूजन दूर नही हुआ है।...!!!...✒Ⓜ.
@@m.r.parmaradvocatevantda-b5922 is video me dekho jo kit ko battery ke positive dene se inverter on hota hai wahi usme bhi hai
th-cam.com/video/sD27gSvLuWs/w-d-xo.html
@@LUCKYELECTRONICSLAB भाईसाहब...आपने लिंक भेजी वह लिंक पर मेरा कन्फ्यूजन दूर हो गया है।...आप का आभार है।...धन्यवाद...।...✒Ⓜ.
What is the number of the mosfet?
Bhiya es Ko ham gar par inverter ki tarah use Kar sakte hai
Ha use krne ke liye hi bnaya hu
Sir 800watt inverter board ke liye kon sa MOSFET best hai
Jo kit pe lga hai wala p55nf06
@@LUCKYELECTRONICSLAB
ण्
Aapne kaha 1 mosfet se 100 wat
To aapne 14 mosfet lagaya he to 1400 watt huva kya???
@@sanjuprajapati2607 sir 1 MOSFET 100 watt hai lekin wo jub ek pair hoga matlab dono channel me ek ek MOSFET rahega tab wo 100 watt peak output de payega, isiliye 14 MOSFET ko agar 2 channel me devide kare toh peak power 700 watt tak hi mil sakta hai
@@gopinathkundu8845 oh samaj gaya
Thenku sirji
where can I buy this transformer? what is its specification?
Main is circuit me 3+3 aur mosfet jod diya aur 12-0-12 6 amp ka transformer use kiya, actually kitna watt nikal sakta hai.
6 amp ka normal transformer hai to 30 wat se jada nai dega chahe jitne mosfet lagalo
Ye video dekho samajh aa jayega
th-cam.com/video/2cqDSQEZ-u0/w-d-xo.html
@@LUCKYELECTRONICSLAB toh fir kitna amp lagana parega boliye na.
2 channel pe maine 5 karke 10 mosfet lagaya hai, toh isse kitni watt load pa sakta hoon, us keliye transformer kya lagana parega....
Aapka phone number dijiye na please...
@@MrRathinkarmakar 100 watt ke liye 10 amp inverter transformer chahiye 200 watt ke liye 20 amp aise aage jod lijiye
Thank you mera Bhaiya.
Transformer Kahan Milega
Inverter walo ke pas
agar 200 watt ke 2 same kit ko aapas me jor ke 400 watt bn skta h
Nai do kit se dono ki frequency alag hogi to not possible 4 mosfet bas lagao 400 wat ban jayega
@@LUCKYELECTRONICSLAB ok
is inverter ko relay ke dwara automatic bnane pe ye light katne ke 2 second baad kyu jalta h
@@kunalkishore3140 turant hone se kharab hone ka khatra hota hai isliye time delay ka use krke 2 second bad on kiya jata hai aur light aane per 2 second bad charging start hota hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB per maine to time delay circuit nhi lgaya h
Nice ❤️❤️❤️👍👍👍
Gate wala wire kaha se nikalna hai resistance ke output se ya mosfed ke gate se
Gat me 22 ohm ka resistance laga hai us resistance ke pehle video dhyan se dekho samajh aa jayega
Sir Aap bhi z44n se inverter banao please
Z 44 ka power kam hota hai
Kitane amper ka transformer use karu?
Place reply me
Kya kya chalana hai
@@LUCKYELECTRONICSLAB
2 Fan selling, tv 📺, light 5 15 watt ke,
500 watt ka 40 amp ki transformer lagegi
1 ceiling fan aur 9w X 3 led buld chalane ke liye kitna amp ka transformer use karu sir ?
@@pratgang3430 20 amp
सर मेरे पास 600 वाट की हैमर है वह चलाना चाहता हूं कृपया करके बताएं
600 watt ke haimer ke liye 800 watt ka inverter hona chahiye
@@LUCKYELECTRONICSLAB sir 600 watt ups se chal sakta hai kya
@@JeetuKumar-di3jh nahi
Circuit Kahan se milega ya naam kya hai? Transformer Ka amp. Kya hai?
Amazon transformer ispe 20 amp tx lagega 500 watt ke liye 40 amp
thanks sir ji
Achcha experiment hai
Bhai aapne transformer ki value nahi
Batai, jaise kitne ampere ka kitne volt ka transformer h
12 0 12 500 watt ka hai
Hell sir please make a video on 45 watt mini inverter circuit with charging built in
Iska kit market me available hai
Please make video to use three fan in inveater
Matlab 3 fan chla ke dikhana hai
Yes
Sir 500 watt ka hailogan rod jal rha to fan to mamuli bat hai chalega
Can use 3 fan its voltage is not drop
Voltage drop kab hota hai jab aapke pas load jada ho aur power kam tab
But ispe 500 watt ka power hai aur ak fan 80 se 90 watt leta hai to 3 fan ka hua 270 watt to load hua 270 watt aur hamare pas power hai 500 watt to voltage drop ka koi chanse nai hai
Bhai kit ki durability pe kya effect pdega ?? Or agr jyada dair tak isse 500 watt le to koi niksaan to ni hoga na is kit ko??
Nai bhai gat puls ke liye bahut kam current ki jarurat hoti hai to koi problem nai hoga garam hona to sirf mosfet ko hai usi ko thanda krne ke liye bas ak fan lagana hai
Okl or isme 1000va invertor transformer use kr skte h kya
@@TheShaan7 uske liye ak side 10 mosfet lgega
Nice sir-G
Sir is kit se H-bridge drive bhi to kar sakte hai kyaa ?
Naish