Speaker ka enclosure pack hona chahiye air lekage or sahi enclosure na hone ki wajah se bhi kai baar bass kam aata hai. Speaker ka positive negative ka bhi dhyan rakhe, agar dono speaker ka polarity agar different hua to wave cancel out ho jata h or bass bilkul nhi aata. Amplifier ka achha output lene k liye 24v hi use kren. aur speaker subwoofer use krne se jyada or achha bass ayga.
Brother Ampere ka issue nhi hai, because 10amp power supply use krne pr bhi ye issue aata hai, reason ye h ki speaker wattage is more than amplifier. Jab amplifier par (max wattage) output se jyada load aata hai to full volume par clipping hone lgta hai.
Me bhi yehi test krne wala tha,thnx bro
Nice
Thanks
Kya isse sony ka 6 inch box deep bass dega .
Han, Deep bass Bilkul dega.
Bro isse single tower speaker bana skte hai kya aur sound tez ayega kya
Ha bana skte hai. 50w + 50w ka amplifier hai to iske according sound kaafi tez or achha aayga bs speaker 4ohm 50w RMS hona chahiye.
@@techandrowin8021 thnks bro so much 💓💓💓💓
@@techandrowin8021 bhai mene ek 25w 4ohm ka woofer ko chalaya pr bass hi nhi rha h
Kya karu ab🥺
Speaker ka enclosure pack hona chahiye air lekage or sahi enclosure na hone ki wajah se bhi kai baar bass kam aata hai. Speaker ka positive negative ka bhi dhyan rakhe, agar dono speaker ka polarity agar different hua to wave cancel out ho jata h or bass bilkul nhi aata. Amplifier ka achha output lene k liye 24v hi use kren. aur speaker subwoofer use krne se jyada or achha bass ayga.
Isme woofer chla skte h kya
Haan bilkul Chala sakte hai
Bro kine me milla ₹ ?
Amplifier board ₹650
Clipping isiliye ho raha hai ki apka power supply kam he,aap na minimum 6a se zyada use kare
Brother Ampere ka issue nhi hai, because 10amp power supply use krne pr bhi ye issue aata hai, reason ye h ki speaker wattage is more than amplifier. Jab amplifier par (max wattage) output se jyada load aata hai to full volume par clipping hone lgta hai.
Subwoofer details ????
Samsung Soundbar 6inch subwoofer
Wattage- 100-150Watt
4 ohm
Ye woofer hai ya subwoofer
Subwoofer hai