sir samgr me or adhar me DOB alag honge tb bhi kyc ho jati hai kya RO Kyc ki process puri hone ke bad jo mag. ata hai ki aap ki kyc saphalta purwak ho gai hai agar wo na aye to kaise pata chalega kyc huii ki nahi
1. Jee ha, jo DOB aadhar me hoti hai, kyc hone ke baad same samagra me bhi ho jati hai. 2. Esa msg nhi aata hai to ya to aap dobara ekyc krke dekh le to likha aa jayega ki kyc phle se pending hai, ya aap status check kar sakte hain, video banaya hua hai. > Samagra kyc status kaise dekhen sk online info 👈🏻 TH-cam pr ye search kijiye.
Bhaiya maine apni family id abhi alg karwao h...ab jb m scholarship profile m apni id change krn jata hu to . invalid dob bata raha h....mera kyc m Mera adharcard phl s link bata raha h ...ab kya karu suggestion de
Bhaiya, meri birthdate samgra mein galat, jab kyc karne jata hu toh right side mein aadhar ke according automatically show kar rahi hai, woh sahi hai DOB, par document upload ka option hi nahi aa raha mujhe, and maine request update kari toh reject ho gayi 5 din baad. kya process hai woh bataye
Kisi ke samgra e-KYC karne par abhi bhi Aadhar Card wali birth date automatically aa rahi hai, document upload karne ka option nahin aa rha hai. aap usi se process karke apni Panchayat se use verify kara lijiye.
Bhaiya suno na , समग्र से भूमि लिंक करने के लिए kyc kiya to Maine dhyan hi nahi diya.. Aadhar me alg date of birth hai, awr voter ID me alag hai.. to kya hoga
Kya samgra me dable kyc ho sakti he adhar me name chenge karne ke bad Kyo ki ise pahle ek bar kyc ho chuki He or fir abhi adhar me name cheng karvaya to
Sir meri gudiya ka samgra id me date of birth galt dal diya online Wale to use thik krna he birth certificate ke adhar par to ho jaega kya please help me
सर मेरी 10 ओर 12 ओर or ग्रेजुएशन की मार्कशीट में सरनेम नहीं लगा है समग्र आई डी में भी नाम ही आया है सर सरनेम नहीं आया है sir ji kya marksheet me sarnem judvana padega kya karu sir please kuchh smj nahi aa raha hai 🙏
Sir issme ek option aarha hai ki apka pass mo me bhoomi hai ki nahi to hamare pass hai ham isme ha me tick laga rahe hai or phir issme ek survey no. Mang raha hai to waha kya dale please bataye
Sir morpho se ekyc kar raha hu fingar print lagane kai baad object reference to an instant object ki problem aa rahi hai fingar sai kyc nahi ho rahi hai otp sai ho rahi hai
Bhai mene kal 10 bje kyc phone se krdi thi fir nagar palika gya tha tho unke pending me mera name nahi show hora tha , unhe bola shayed mene krdiya 24 hour's me hogi update tho 24 h tho hogya kya me firse dal du kyc ke liye request?
Aap jab kyc kr len, Uske bad use approval kara lijiye. Aur documents upload ka usi me aata hai jisme aadhar card banwate time DOB se Releted documents nhi diya tha.
जैसे भाई मै harayana मै रहता हो मेरा राशन कार्ड जबलपुर का है मेरा आधार सीडिंग भी हुआ है फोन सै और ekyc भी फोन सै हो गई है तो मुझे जबलपुर आने की जररूत है या नहीं urgent hai batana जरूर
Sir mujhe samagra id me pita ka nam shi krana hai or aadhar me ab care of(C/O) likha aabe lg gya h D/O ki jgh , to ab kya kren shi krane ke liye , its important so plz inform
@@skonlineinfo bhaiya meri kyc me documents upload ka option hi nhi aa rha , usse phle hi adhar OTP ke bad folder complete bata ke hat ja Raha h , , plz suggest me
Vary usefull Vedio
Main bahut der se pareshan tha 👍👍
sir no massage contact administator bata raha hai aadhar otp daalne ke baad
Morpho machine se finger se KYC nhi Ho Rahi hai Aisa kyo
L1 se hoĝi
sir samgr me or adhar me DOB alag honge tb bhi kyc ho jati hai kya
RO
Kyc ki process puri hone ke bad jo mag. ata hai ki aap ki kyc saphalta purwak ho gai hai agar wo na aye to kaise pata chalega kyc huii ki nahi
1. Jee ha, jo DOB aadhar me hoti hai, kyc hone ke baad same samagra me bhi ho jati hai.
2. Esa msg nhi aata hai to ya to aap dobara ekyc krke dekh le to likha aa jayega ki kyc phle se pending hai, ya aap status check kar sakte hain, video banaya hua hai. > Samagra kyc status kaise dekhen sk online info 👈🏻 TH-cam pr ye search kijiye.
sir please help karo me jab kar Raha hu to ye bata raha hai ( 805||Sub AUA license expired )🙏🥺
Aaj ye problem aa rhi hai, jald hi theek ho jayegi.
@@skonlineinfo pakka na sir
Haa...
@@skonlineinfo thanks sir ❤️
E kyc k jgh vo mahtvpurn sunchna aa jati bar bar ..kese kre ab
Use hata dijiye......
❌ 👈🏻 upar right side me esa red cross dikhai deta hoga us pr click krke .
Meri process hi ho rhi h 19 se ab Tak link hi nhi Hui h sir
Approval karana pdega
Aap ka hua bhai
Bhaiya maine apni family id abhi alg karwao h...ab jb m scholarship profile m apni id change krn jata hu to . invalid dob bata raha h....mera kyc m Mera adharcard phl s link bata raha h ...ab kya karu suggestion de
Scholarship profile me kuch bhi change mt kijiye. Abhi jaisa chal rha hai chalne den.
सर मोरफो मशीन से किया जा रहा है तो वहां हो नहीं पा रहा है इसमें क्या समस्या उत्पन्न हो रही है साइड में दिक्कत आ रही है क्या
Marpho se mera bhi nhi ho rha he
न मेरा हो रहा हैं। 😢
Msf110se hi kyc hogi bs
Morpho L1 hi kaam karega
Only mantra device se hoga
Kya me pan card aadhar ke hisab se banavalu fir usako upalod kar dnooga sir
Haa. Esaa kr skte ho.
Ok sir
Sir pls iski ek new video bana dijiye kyuki ab aadhar e-kyc click karne par ab aur kuch aa jata hai
Ok
Sir mere me 403 administrator vali problem hai kya hai ye
Ye portal ki problem hai, kuch der se try kren
@@skonlineinfo sir parr ye mere me lagatar 5 dino se ho rahi hai eska koi solution nahi hai kya 🫣
Sir koibhi documents nhi h sirf adhaar card ke siwaa to is problem ka kya solution hai adhaar upload ka option nhi h ekyc ke liye
Aadhar Card se PAN card banaa lijiye, aur fir PAN card upload kar dena.
@@skonlineinfo adhaar card banwaana hai mother ka dob ke liye or naa hi birth certificate h
सर ए केवाईसी हो चुकी हे
लेकिन जन्म तारीख करेक्शन केसे करे
Ekyc kroge tb DOB bhi sahi ho jayega
Aadhar card me Jo rhega vahi rhega dob
Bhaiya, meri birthdate samgra mein galat, jab kyc karne jata hu toh right side mein aadhar ke according automatically show kar rahi hai, woh sahi hai DOB, par document upload ka option hi nahi aa raha mujhe, and maine request update kari toh reject ho gayi 5 din baad. kya process hai woh bataye
Kisi ke samgra e-KYC karne par abhi bhi Aadhar Card wali birth date automatically aa rahi hai, document upload karne ka option nahin aa rha hai. aap usi se process karke apni Panchayat se use verify kara lijiye.
document upload kese kare 100 kb mobile se
Bhaiya suno na ,
समग्र से भूमि लिंक करने के लिए kyc kiya to
Maine dhyan hi nahi
diya..
Aadhar me alg date of birth hai, awr voter ID me alag hai..
to kya hoga
Wiase to ek jaisa hi hona chahiye, par koi dhyan nhi deta. No problem ho jayega
Kitne din lagte hai e kyc complete hone par ?
24 hours
Samagra me alag dob hai aur aadhar card me alag to change ho jayega?
Kyc krne pr aadhar wala DOB samagra me ho jayega
Samagr e kyc ka ducumans nagar nigam ma jama krana jaruri hai kiy w kyc atuo matic huja ta hina sir
Jaroori hai
Sir ekyc sucess to aagya per 2 din ho gye per link nhi Hui kya, yaa nagar palika me jaana padega
Haa
Kya samgra me dable kyc ho sakti he adhar me name chenge karne ke bad
Kyo ki ise pahle ek bar kyc ho chuki
He or fir abhi adhar me name cheng karvaya to
Haa, kar skte hai.
Mera ekyc nahi ho raha hai meri date of birth voter id card me galat hai markseet and janm pramadpatra mere pass aur dokoment nanhi hai
Manoj ji phle voter ID card me sudhar karaiye, fir kyc kijiye.
Manoj Kumar ji aap voter card me date of birth chenj karwa sakte he
Me Kar dunga voter me chenj
Hello sir mere mobile me Aadar card se anurod Kre - vo Opsan nhi aarha He (OTP Ka Opsn nhi aarha he❤ )
Mobile ka desktop side on kijiye
Sir meri gudiya ka samgra id me date of birth galt dal diya online Wale to use thik krna he birth certificate ke adhar par to ho jaega kya please help me
Kyc kr lijiye
Sir mera sucessful ka message nahi aaya tha to kyc ho gai ki nahi please
Check kr lijiye - samagra.gov.in/Citizen/RFC/SearchRequestbySamagraId.aspx
Apka hogya successful e kyc
bhaiya ab karte hai ekyc to sarb numar mangta hai uska kya kare
Jamin hai to select kr lijiye, nhi hai to 'NO' select krke aage process kariye.
सर मेरी 10 ओर 12 ओर or ग्रेजुएशन की मार्कशीट में सरनेम नहीं लगा है समग्र आई डी में भी नाम ही आया है सर सरनेम नहीं आया है sir ji kya marksheet me sarnem judvana padega kya karu sir please kuchh smj nahi aa raha hai 🙏
नहीं कोई दिक्कत नही होगी। आधार में भी नाम ही रखना सिर्फ
Mantra mein bhi kabhi-kabhi finger KYC mein nahin le raha
Mantra se bhi ho rhe hai.
Sir issme ek option aarha hai ki apka pass mo me bhoomi hai ki nahi to hamare pass hai ham isme ha me tick laga rahe hai or phir issme ek survey no. Mang raha hai to waha kya dale please bataye
Aapki jameen ka khasra no. Dalna hai aur ye video dekhiye samjh aa jayega 👉🏻 th-cam.com/video/7ktYu8zEeJA/w-d-xo.html
Bhai maine otp k dowra kyc ki hai status mai approved by otp likha hai or ward se pending likha hai ab kitne din m ho jaigi
Apni panchayat se verify karaiye
@@skonlineinfo mai gya tha un ne aadhar card or samgra id ki photocopy mangi bas keh di ho jaiga 2 din mai approval bagera kuch ni kia
Pan card lene wala option nhi aa raha hai
Sir morpho se ekyc kar raha hu fingar print lagane kai baad object reference to an instant object ki problem aa rahi hai fingar sai kyc nahi ho rahi hai otp sai ho rahi hai
Sem problem
Mfs110se hogi
OTP se krlo
Apki hogyi e kycy
@@jitendrapatidar6666
dhanywad
Bhai Success ka pop up message ni aa rha 3 baar kr chuka hu gram panchayat pr click krne ke baad direct home page pr aa jaata hu ❗❗❗❗kya kru 🙏
Thoda speed me kiya kren,
Me alg State se belong krta hu tu kya mera samagrh I'd bn jayega jo ki proof me jamin ka paper h plzzz bhaiya bta dijiye important h🙏🙏🙏
Other state walo ka bhi samagra ID banta hai, me dekhta hu process aur video banane ka try krta hu.
Sir kisi ka other documents me DOB me galat dusra Dob me dusra hai to kya dalna hai
Jo document aap upload kar rahe hain usmein, aur Aadhar card mein ek jaisa hona chahiye.
Apki hogyi e kyc
Bhai mene kal 10 bje kyc phone se krdi thi fir nagar palika gya tha tho unke pending me mera name nahi show hora tha , unhe bola shayed mene krdiya 24 hour's me hogi update tho 24 h tho hogya kya me firse dal du kyc ke liye request?
Kai baar kyc krne ke 24 hours me request dikhai deti hai. No problem, ho jayega aapka kaam 👍🏻
@@skonlineinfo Bhai 24 ghnte hogya abhi tk wo update nhi hua,,, firse phone se kyc request daldu kya ???
Bro mera ekyc approval hogya h but surname mai a nhi laga correction kara fr bhi Pehle wala name Ara h toh kya mujhe scholarship milegi ya nhi
Jo aadhar me details hoti hai wo hi details kyc krne ke baad samagra me aati hai, fir aapke usme a kaise aa rha hai. Scholarship to aajyegi
Sir main 7 baar e-kyc kiya hu cancel ❌ ho rha h upadate hi nhi hua cancel citizen bata rha h or aadhar upload krne ka bhi option nhi aa rha h
Aap jab kyc kr len, Uske bad use approval kara lijiye. Aur documents upload ka usi me aata hai jisme aadhar card banwate time DOB se Releted documents nhi diya tha.
Apka hogyi e kyc
Bhaiya ji mere portal bhumi bala option nahi aa rahi hai
Nahi aayega sayad
Mere ladke ka ekyc pahle kara liya tha lekin ab mera ladke ka adhar update karwaya h 5 sal ke bad to kya phir se enkyc karwana padega .
Agar aadhar me koi correction nhi karaya hai to, dobara kyc krane ki jaroorat nhi.
Adhar otp dalne par 807 problem a raha h data mismatch karke kya kare
Baad me krna, ho jayega
Mantra mfs100 se nhi ho rha hai
Mfs 110 se hoga
Ho rha hai mene aaj hi kiyaa
Agar panchayat se aprove nahi karte hai to 24 ghante me apne aap hi jayega ya nhi
Apne aap kabhi bhi nhi hogi.
Sir aadhar no. Dalne ka option nhi qa rha hai help please 😢
Jinke samagra me phle se aadhar juda hota hai, usme nhi aata. Aap aage ki process poora karen
जैसे भाई मै harayana मै रहता हो मेरा राशन कार्ड जबलपुर का है मेरा आधार सीडिंग भी हुआ है फोन सै और ekyc भी फोन सै हो गई है तो मुझे जबलपुर आने की जररूत है या नहीं urgent hai batana जरूर
Apni local body se verify kra lo. Waha kisi ko bhej do, jo verify kra le aapko aane ki jaroorat nhi padegi.
@@skonlineinfo Haryana sai ho jayegaa
Jabalpur se
Mene 7 days phele ekyc ki thi but abhi tak bo process m bta rhe h abb kya kare?(online check kia tha ekyc status)
Panchayat se verify karaiye
Apka hogya e kyc ?
@@sushmitaoraon ha nagar palika se ho gya
@@ECRajpahariya kitne din mai hua tha
@@sushmitaoraon 24-48 hours m
Yadi koi bhi document nahin hai grahak ke paas to kya kare
Hona jaruri hai
Sir meri ID main DOB alag hai aur adhar main alag hai sudhar kaise hoga😢😢
Aap kyc kr lijiye, same ho jayega
@@skonlineinfo Thankyou sir ji
Sir ji mujhe janm pramad Patra banvana marksheet ke according to document kya lagega please sir bataiye 🙏🙏
Mera ekyc kyu nhi ho rha apply karne ke baad bhi ?please reply
Kya error aa rha hai?
कितने दिन में हो जाएगी kyc
24 hours.
Secretary approved kr dega to turnt ho jayega
@@narayanyadav5399apka hogya e kyc
Mujhe aadhar card ke hisab se ekyc karana hai
Ho jayga
24 hours baad e kyc hojayegi kya?
Approval karana pdega
@@skonlineinfokha? Apne aap nhi hoga kya
Sirf ekyc Krna hai bhumi ni hai to kaise kare
Usme nhi select krke aage bado
Ek number se do KYC nahin ho rahi
Ek pariwar me ek number se 2 bhi kar sakte hai.
@@skonlineinfoek number se dusri ID mein nahin kar sakte kya
Nhi
Sir mujhe samagra id me pita ka nam shi krana hai or aadhar me ab care of(C/O) likha aabe lg gya h D/O ki jgh , to ab kya kren shi krane ke liye , its important so plz inform
Samagra me karana hai to apni panchayat se kra lijiye, aur aashar me ab C/O hi aa rha hai.
Sir 100 kb ka photo kese upload kre 900-1000 kb me aata hai
Image compress kr lo bhai 👍🏻
DOB change karne ka option nhi aara h
Aata hai bhai
@@skonlineinfonhi aa rha h
Aap mujhe Instagram pr screenshot send kariye
Mera ekyc nahi ho raha hai date of birth alag hai aadhar me alag samagra id me alag aur voter id card me alag
Pahle aadhar me aur voter id me ek jaisa karao, fir samagra ekyc krna
Last date kab h
Iski koi Last Date nahi hai
@@skonlineinfo bhaiya meri kyc me documents upload ka option hi nhi aa rha , usse phle hi adhar OTP ke bad folder complete bata ke hat ja Raha h , , plz suggest me
@@PrateekIndia-uh3zo did u find any solution...mera bhi same OTP k baad warning dikha rha
Samgra I'd kisi or ki Dali hai
Sir ye document nhi h 😢
Fir nhi hoga
Unable to fetch key bata raha
100kb se kam kaise sir ji
Theek hai video banata hu.
भाईयो mantra MFS 100 से होगा
Ha
डॉक्यूमेंट 100केबी मैं कैसे करे
First comment ❤
Thanks 🎉
Unable to fatch key aa rha h
Aaj ye error aa rha hai, kal try kren