#pashupati

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 769

  • @mamatavasave7747
    @mamatavasave7747 2 วันที่ผ่านมา

    हर हर महादेव ॐ नम: शिवाय

  • @dhabdelatha2420
    @dhabdelatha2420 6 หลายเดือนก่อน +1

    Tq mam bhaut achai jankari mili sri shivay namstubhyam🙏🙏

  • @onlytherealcanrelate9468
    @onlytherealcanrelate9468 2 ปีที่แล้ว +2

    Panchamrit subah wala hi bachakr Lana hai ya shaam ko dusra bna kr abhishek kre plzz suggest me

  • @makwanajalpa6436
    @makwanajalpa6436 3 หลายเดือนก่อน

    har har mahadev🙏agar hmse pahle somvar ke din koi chizlena bhl jaye to agle somvar wo le ja sakte he? or sham ki puja ke bad thali ko dhona he?

  • @dighghhu1732
    @dighghhu1732 9 หลายเดือนก่อน

    Diii...panchamrit saam k liye dubara tyar krna h ...ya phir subh ki pooja k bd usi m se mndir se bapis bca laye ....? Pls btaiye

  • @PritiSharma-ps3cy
    @PritiSharma-ps3cy 2 ปีที่แล้ว +16

    ऊँ नमः शिवाय 🙏🌼🌼🌼🌼

  • @maniashamishra7521
    @maniashamishra7521 9 หลายเดือนก่อน

    Mam mai aspke videos bar bar dekti hu taki mai bhi ye vart kar saku aur mujhe ye puchna tha ki mai aur meri friend sath me ye vart kar sakte h kya,kyuki mandir me jb pashupatipuja ek ne kar li to dusra naye sire se shiv pind ki puja kar sakta h kya jaise fir se unhe acche se nahlana fir sringar karna,to kya ye uchit h plz mam reply de mai confuse hu.

  • @Madhubala_Dubey
    @Madhubala_Dubey 2 ปีที่แล้ว +2

    हर हर महादेव

  • @monuagarwal6676
    @monuagarwal6676 ปีที่แล้ว +2

    Aap ne bahut he acha tarika se samjha hai ji thank u ji

  • @sonalitikar2559
    @sonalitikar2559 ปีที่แล้ว

    आपने व्रत की जानकारी बहुत अच्छी है

  • @sujatapandit4916
    @sujatapandit4916 ปีที่แล้ว +1

    बहोत बहोत शुक्रीया

  • @anayatuteja1071
    @anayatuteja1071 2 ปีที่แล้ว +2

    बहुत अच्छी वीडियो बनाती हो आप दीदी🙏🙏💐🌹🙏🙏👋

  • @singharchanasantoshkahanid4801
    @singharchanasantoshkahanid4801 ปีที่แล้ว

    Hi mam hum kya dusre Somwar ko ham nai thali ka use kar sakte hain ya humne pahle Somwar ko jo thali use ki thi usi thali se hamen 5 somvar ka vrat karna hai

  • @gamer_boys2
    @gamer_boys2 ปีที่แล้ว

    Thanku so much mam video m samjane k liye

  • @vinitasen8212
    @vinitasen8212 ปีที่แล้ว

    First din sham ki jo prashad banate h vahi 5 vart me banani h ya 5 din alag lag prashad bi bana sakte h

  • @rituagrawal5845
    @rituagrawal5845 2 ปีที่แล้ว +2

    Har har mahadev

  • @hariomnishadhariom1150
    @hariomnishadhariom1150 ปีที่แล้ว +1

    शिव शंकर भोलेनाथ बाबा मनोकामना पूर्ण हो

  • @Tusharconstruction07
    @Tusharconstruction07 ปีที่แล้ว +1

    Subh ko jo pushp or belpatra rkhte h sham ko bhi vhi chadhane h n??
    Lkin sham tk vo sukh jate h kya kre??
    Jldi btaiye plz mujhe aj hi vrat krna h

  • @bhawanitagore816
    @bhawanitagore816 ปีที่แล้ว

    Maam ghr pe shivling or ashoksundhari bani hui h mandir bna hua he to kya hum ghar pe. Hi kr skte he kya pasupatinath ji ka vrat

  • @arpitsrivastava5569
    @arpitsrivastava5569 ปีที่แล้ว

    M pehle se sombar ka vrit. karti hu to kya m sombar ke vrit ka udhayapan kru , fir m pashupatinath ke vrit shuru kru , kya m mujhe aisa karna padega , ya kuch sombar skip karke pashupati nath ke vrit kar sakti hu,aap. batae m kya kru

  • @pandeyabhishek9388
    @pandeyabhishek9388 2 ปีที่แล้ว

    maine mannat kiya tha ki isi monday se pashuatinath ji aapka vrat shuru karungi but monday ko ashtami ka bhi vrat h to kya apni mannat ke anusaar mai dono vrat kr lu

  • @simranpanwar3280
    @simranpanwar3280 2 ปีที่แล้ว

    Maam pani subh alg se or sham ki pooja mai alg se le jaa skhte hai ky! Ya sirf jo subh jal leke gye us mese hi shm ki pooja mai use krna h?

  • @keshavmerijaan4039
    @keshavmerijaan4039 ปีที่แล้ว

    Sis agr ek ghar se do person fast rkhe jese ek mai or ek meri sass to diya 6 ki jgh 12 lekr jaye ya 6 he chl jayega ye or Prasad alg alg bnana h ya nahi

  • @sandhyakabra8184
    @sandhyakabra8184 2 ปีที่แล้ว +3

    हर हर महादेव जय शिवशंकर जय भोलेनाथ

  • @ramdulariagrawal2441
    @ramdulariagrawal2441 2 ปีที่แล้ว +4

    8 Har Har Mahadev Har Har Mahadev Jay Pashupatinath

  • @versharajput2165
    @versharajput2165 ปีที่แล้ว

    Mem ye vrat smavas baad uthana h kya. Or ghr m or members nonveg khaye to wo kha skte h ya nhi pls bataye

  • @akankshasingh1848
    @akankshasingh1848 2 ปีที่แล้ว +1

    ma'am belpatra dono time chadani hai or kitne kitne...mere pas dhtura ek hi hai kal hi mera first fast hai kya kru sham ko bhi dhatura chadana jaruri h kya....

  • @rashmisahu1476
    @rashmisahu1476 ปีที่แล้ว

    Dipak purane dho kar use kar sakte ya new vale hona

  • @-poojaverma_____3019
    @-poojaverma_____3019 7 หลายเดือนก่อน

    5 ve vart me Jo 108 chije le jayi jati hu wo subh hi thali me rkhni h ya sham ko hi rkhni h plzz btayiye🙏🙏🙏🙏

  • @nidhirajput4370
    @nidhirajput4370 ปีที่แล้ว

    Pashupti vrat m kali til aur kali mirch chada sakte h shivling p

  • @pranavkhandade3423
    @pranavkhandade3423 2 ปีที่แล้ว +6

    Shri shevay namestubhyam🙏🏼🙏🏼....

  • @kamladevirawat9211
    @kamladevirawat9211 2 หลายเดือนก่อน

    Shree shiway namastubhyan 🌹🙏🙏🌹

  • @hemaverma8826
    @hemaverma8826 2 ปีที่แล้ว

    क्याघर me rakhe shivling pe pashupati vrat ki pooja ki जसक्ति hai...

  • @RekhaSharma-cp6qf
    @RekhaSharma-cp6qf 2 ปีที่แล้ว

    Bhut badiya.. Ashok sundri vrat pujan kse kre

  • @Ishan_4650
    @Ishan_4650 2 ปีที่แล้ว +1

    Kya rajaswlahone par bhi vrat rakh saktey hai or bina Pooja vrat kaisay hoga

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      व्रत रखना है पुजा nhi karni

  • @ladlibhjanmandli710
    @ladlibhjanmandli710 8 หลายเดือนก่อน

    Mam ek baat btae please apne bola pani apne ghar se lena hai to mere ghar pr hi mandir hai wo humara hi mandir hai to pujari ji hai jo puja krte hai or balti bhar k pani rkhte hai wo puja krne k liye to me usme se le skti hu wo to Humara hi pani mana jaega jo unhone humare summer sevil se bhra hai

  • @simple_lifestyle16
    @simple_lifestyle16 ปีที่แล้ว

    Mam....jab hm 5diyo ko asn dete h to kya jo 6th no ka Diya h use v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h or kya Prasad ke done ko v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h.. please reply mam

  • @manojrajwanshi9332
    @manojrajwanshi9332 ปีที่แล้ว

    Kya sham ko subha k jal k or panchamrit k lote ko saaf karke bharna h sham k jal abhishak k liye..plz ans me urgently

  • @sapnaingle5267
    @sapnaingle5267 ปีที่แล้ว +1

    Agar belnpatra nahi mila to moong chadha sakte kya

  • @alkaprajapati3823
    @alkaprajapati3823 ปีที่แล้ว

    Agr thali steel ki ho or use vrt ke bad ghar me kam me leskte he kya vrt ke din ke bad

  • @priyashivhare6508
    @priyashivhare6508 2 ปีที่แล้ว

    Mam hum manokamna ek hi kare ya alg alg bhi kar sakte h our 5hi vrat karne h ya 6pr udhypan karna hai

  • @Ushacookingchefs
    @Ushacookingchefs 5 หลายเดือนก่อน

    Jai pashupati nath ki

  • @monikasahumona4314
    @monikasahumona4314 9 หลายเดือนก่อน

    Mam mera pehla vrat hey to mujhe janna hey ki sam ko naya pani leke jay ya vahi se pani aadhi bacha ke lay or subha bel patta chadhane ke baad sam ko or chdhna hota hey kya

  • @AnAn-rw1nb
    @AnAn-rw1nb 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam kya sham ki puja ke liye shubh hi belpatra rkh lene hi..aur dhatura ka bhi btaeye

  • @lovelysharma2100
    @lovelysharma2100 9 หลายเดือนก่อน

    Mam Deepak or sham dono time le jana hai?

  • @priyashivhare6508
    @priyashivhare6508 2 ปีที่แล้ว

    Mam maine apse kal bhi baat ki thi ki maine apne husband k sath vrat rakhe hai par hum do vrat me ek hi thali lekr gaye hai tho wo manay nahi hoge tho hum kal se dubara se vrat rakh rahe hai alg alg thali use karege kal eve me pehle me diya lagagugi subh k puja karte time abhshek bhi pehle me hi karu ya husband kare pehle

  • @swetarana4885
    @swetarana4885 ปีที่แล้ว

    Abhishek monrin our evening 2टाइम krna h ky mam

  • @sonamsharma8029
    @sonamsharma8029 ปีที่แล้ว

    Didi Hume varat me sham ko roti and sabji se varat khol sakte h ya segade ke aate se bana bhojan karna h plz rep

  • @Anjalirv29
    @Anjalirv29 2 ปีที่แล้ว

    Sham ko bi bilkul wese hi pooja karni h jese subh ki thi or 5 vrat hone k bad dubara se pashu pati nath ji ka vrat kar skte h?

  • @sangeetstarr
    @sangeetstarr 5 หลายเดือนก่อน

    I like video.❤

  • @manugoswami1919
    @manugoswami1919 ปีที่แล้ว

    Thanku so much mam....

  • @KeshuSharma-jk5ch
    @KeshuSharma-jk5ch ปีที่แล้ว +1

    Aapse request h es vart ki puja kese krte h uski video bhi bnayi taki hame bhi pta chal jaye ki konsi chij pahle kam aati h or konsi bad me 🙏🙏🙏

  • @vijayagurumaa
    @vijayagurumaa 2 ปีที่แล้ว +1

    ओम नमः ओम नमः शिवाय

  • @neharathod3492
    @neharathod3492 2 ปีที่แล้ว

    दीदी,
    21-3-2022 को चतुर्थी है उस दिन उद्यापण किया तो चलेगा क्या?उस दिन मेरा 5 सोमवार आता है. और मेरा चतुर्थी के दिन उपवास भी रेहेत है तो उद्यापण चलेगा क्या?

  • @cutesenu
    @cutesenu 4 หลายเดือนก่อน

    Sirf itne hi jal ka prayog kar sakte h kya ?? Ghar se or jal nhi le ja sakte kisi chij me please bataiye kyuki snan karane , Abhishek karne or jaldhari ke liye itna sufficient hoga kya ??

  • @hustleraspirant2610
    @hustleraspirant2610 2 ปีที่แล้ว

    Hume flower subhe aur sham ka subhe hi le jana hum change nhi kar skhte sham ko i mean hum sham ko alag se rakhe ghr pe flower nhi le ja skhte ?

  • @renusharma7018
    @renusharma7018 ปีที่แล้ว

    Bhari hui chandan ki dibbi jo hum roj istemal karte hai kya hum us dibbi ki chandan pasupatinath vart me istemal kar sakte hai kya plz bataiye

  • @mayankshrivastava4076
    @mayankshrivastava4076 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi jaal bhi subha ka hi sham ko le jana hai ya alag se

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      जल आप शाम के समय अलग से रख सकते हो।

  • @ranamafatbhai8688
    @ranamafatbhai8688 ปีที่แล้ว

    Har Har Mahadev

  • @sonamkumari9312
    @sonamkumari9312 2 ปีที่แล้ว

    Di kya hm subah y sham dono time aarti kre y bs ek time

  • @sitajaiswal8992
    @sitajaiswal8992 ปีที่แล้ว

    Shree shivay nmostu thamb 🙏🙏🌹🌹☘️☘️🔱 Jai mata Di 🙏🌹🌹🌹🙏

  • @PRIYANKAKUMARI-sm8zq
    @PRIYANKAKUMARI-sm8zq 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam, kuch bnana jaruri hai kya... Agar possible nhi hua toh market se sweet kharid skte kya

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      प्रसाद घर से ही लेकर जाना है

    • @PRIYANKAKUMARI-sm8zq
      @PRIYANKAKUMARI-sm8zq 2 ปีที่แล้ว +1

      OK... But mere roommates ghar me nonveg khate hai.. Isliye Mein soch rhi thi

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      @@PRIYANKAKUMARI-sm8zq देखिए जो व्यक्ति कुछ भी ऐसा कर रहा है तो आप उसकी चिंता ना करें। आप केवल सच्ची श्रद्धा भाव से एक साफ बर्तन में जिसमें नॉनवेज नहीं बनता है उसमें भगवान का प्रसाद बनाएं और लेकर जाय

  • @priyankapanwar5813
    @priyankapanwar5813 2 ปีที่แล้ว

    Mam kya period wala Monday bhi lage ga pashuvati vart m ya esse alge 5 vart kerne h

  • @shubhrasingh9107
    @shubhrasingh9107 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi namaste ... Didi 1- 5vrat lgatar krna h ya period aane pe chodna h
    2- Didi agar pachve vrat me period aa jaye to kaise kre kyoni pachve me udhyapan krna hota h
    Please reply

  • @kanu782
    @kanu782 2 ปีที่แล้ว

    Jruri he kya ki jo 1st day leke gye vhi saman leke Jane he
    pure vrt me bhi? kuch nya ni rkh skte kya

  • @nishamahawar3178
    @nishamahawar3178 ปีที่แล้ว

    Hm ji jarur btaye ki konsi chiz kha lagani h plss rply krna

  • @Eatwithmerirasoi
    @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว +2

    दीदी🙏 अगर थाली अगले सोमवार को change कर सकते हैं पहले छोटी लग रही थी सामान रखने के लिए please बताये

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      जी हा

    • @Eatwithmerirasoi
      @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg tnx di 🤗

    • @Eatwithmerirasoi
      @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว

      Didi🙏☺️ mujhe ye bataiye aarti or bhog kahan rkhte hain krke shivling ke samne se ya side me 🙏 or prasad shivling pe rakhe ya neeche kuchh bartan to hota nhi hai mandir me

  • @rajniguptarajnigupta-le3mw
    @rajniguptarajnigupta-le3mw ปีที่แล้ว

    श्री शिवाय नमस्तुभयम

  • @kantinetam1922
    @kantinetam1922 ปีที่แล้ว +1

    ऊं नमः शिवाय

  • @ChhatrapatiGupta-on4jf
    @ChhatrapatiGupta-on4jf ปีที่แล้ว +1

    Om namah Shivay❤❤

  • @monikapoonia4994
    @monikapoonia4994 2 ปีที่แล้ว +1

    Thanks man Apne donon video mein bahut acchi tarah se Puja ki thali aur uski Puja ka Tarika sahi se bataya

  • @sumanmamgai6748
    @sumanmamgai6748 ปีที่แล้ว

    Om Namah Shivaya

  • @payalbachauhan4432
    @payalbachauhan4432 2 ปีที่แล้ว

    Mami ka pashupati vrat ka 3 din tha aj. Aj mene pashupati vrat start kiya he Or sam ka diya bar jala na bhul gai or darwaja khol ke andr per rakhdiye the badme mene diya jalaya to chale ga. Ap kuch bataye continue kre ya vapas next Monday ko again start kre

  • @radhaagarwal2840
    @radhaagarwal2840 ปีที่แล้ว +1

    ओम नम: शिवाय नमः

  • @sarswatikaiwartya6368
    @sarswatikaiwartya6368 2 ปีที่แล้ว

    Dhaniya wada didi shree shjvaye namstubhiyam jai maha kal

  • @Monicasharma3201
    @Monicasharma3201 2 ปีที่แล้ว +1

    mam plz mera ek prashan h .....
    hamare ghar se mandir thoda door h to Activa se hi ja sakte h to plz aap batayenge ki waps aate hue thali me saaman k saath thali ki ghar kaise laaye......Activa pr possible nhi h or m mandir jaati bhi akele hi hu...plz ma'am rply jaooor kajiyega...🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      आप ऑटो करके जा सकते हो। Bcz एक्टिवा pe return mai problem hogi

    • @Monicasharma3201
      @Monicasharma3201 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg thanks for ur reply..🙏🏻🙏🏻

  • @ravitasingh3311
    @ravitasingh3311 2 ปีที่แล้ว

    दीदी जी सादर प्रणाम

  • @shardabansode5595
    @shardabansode5595 ปีที่แล้ว

    श्री शीवाय नमस्तुभ 👌👌🙏🙏

  • @ravidahiya4131
    @ravidahiya4131 2 ปีที่แล้ว +1

    Nameskar ji subhe ke time ate ka hi diya jaruri h kya

  • @madhurijambhorkar17
    @madhurijambhorkar17 ปีที่แล้ว

    Om namah shivay shri shivay Namastyubhyam 🙏🌹🌺

  • @RenuSharma-we9cb
    @RenuSharma-we9cb 4 หลายเดือนก่อน

    Om namah shivay ,😊

  • @babitaagrawal8198
    @babitaagrawal8198 ปีที่แล้ว

    Didi ek baat smaj ni aai vo belptre or dudh ful ye saam ko dubara rkh skte h kyuki vo subh chadane ke baad vo saam tk murja jate h toh saam ko dubara rkh skte h ya unme se bachne h subh ki puja m se

  • @Omdiy2012
    @Omdiy2012 ปีที่แล้ว

    छान माहिती दिलीत आणि व्यवस्थित पण🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿

  • @ranastudiolivetv516
    @ranastudiolivetv516 6 หลายเดือนก่อน

    Om namah shivay

  • @taradevi4009
    @taradevi4009 2 ปีที่แล้ว

    Anita devi Shri shivay namastubhyam 🚩🙏🏻🙏🏻🚩🕉🕉🔱🔱🌺🌻🏵🌺🌻🏵🌺

  • @sangitadhone3571
    @sangitadhone3571 ปีที่แล้ว

    श्री शिवाय नमः स्तुभाम

  • @satandersingh1646
    @satandersingh1646 ปีที่แล้ว +2

    Aapane Jo 6 Diva bataya vah ham ushe maingate per nahin Laga sakte. Ham usko kaha per lagaen. Aur jo Mandir mein Diya lagan hai vah kis tarah se lagaen line se lagane hai ya fir kaise.

  • @SamratA91
    @SamratA91 ปีที่แล้ว

    Akshat khud se bna sakte hain kya

  • @aasthaanmolshrivastava8946
    @aasthaanmolshrivastava8946 2 ปีที่แล้ว +1

    Thanks for video🙏🙏🙏🙏

  • @punupunu2556
    @punupunu2556 2 ปีที่แล้ว

    Mam long elaichi aur janeu jo chadhate hai wo shivji ke upar Chadhta hai ya kahi or chadhate hain

  • @veenasolanki7392
    @veenasolanki7392 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam har bar mitti ke naye diye le jane he ya aate ka chalega

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      आटा या मिट्टी कोई भी दीपक ले सकते हैं

    • @veenasolanki7392
      @veenasolanki7392 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg mitti ke diye vaha 6od kar aana he

  • @SaritaChhipe37
    @SaritaChhipe37 2 หลายเดือนก่อน

    Shree shiway namahstubham

  • @SushmaThakare-k3h
    @SushmaThakare-k3h 8 หลายเดือนก่อน

    Mam rat ko bhi subh ki tra Puja karna he kya

  • @xyzzz999
    @xyzzz999 2 ปีที่แล้ว

    Mam ganga jal leke ja skte h please batiye

  • @sapnachoubey-hj4nj
    @sapnachoubey-hj4nj ปีที่แล้ว +1

    Didi mujhe apse puchna he ki mene aj se pasupati brat suru kiya he par mujhse galti ho gyi mujhe dhayan nahi tha or mene tali dhone ko rakh di par dhul nahi pai par usme bartanon ka pani dal gya par mene use utha kar turat ponch liya didi ab mera brat pura nahi hoga

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  ปีที่แล้ว

      अगर थाली में सामग्री ठीक है तो आप शाम को पूजा kr सकते हो कोई दिक्कत नहीं है

  • @jayavlogs9710
    @jayavlogs9710 2 ปีที่แล้ว

    Udaypan kaise karte h sham ko ya subah please reply udaypan k din bhi sham ko 6 diye wala upaye krne h

  • @riddhichaudhari4342
    @riddhichaudhari4342 5 หลายเดือนก่อน

    Hi ma'am...kya hame har bar naye dipak lena hai ....ya fir purane dipak me nai bati laga do to chalega

    • @riddhichaudhari4342
      @riddhichaudhari4342 5 หลายเดือนก่อน

      & agar bahar ya kisi function me jana ho to us din somvar ka vrat kare Ya na kare

  • @indraranigupta422
    @indraranigupta422 ปีที่แล้ว

    Mam sham ko bhojan krna jaruri hai..

  • @shrejalagrahari6716
    @shrejalagrahari6716 ปีที่แล้ว

    Mornings me kapor jala skte h

  • @rashimishra1721
    @rashimishra1721 2 ปีที่แล้ว +1

    Di ankde ki mala pehna sakte hai