#pashupati

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ต.ค. 2024
  • #पशुपति व्रत सुबह और शाम की थाली में क्या रखें। पशुपति व्रत की विधि। पशुपति व्रत की पूजा सामग्री।
    पशुपति व्रत सम्पूर्ण जानकारी: • पशुपति व्रत सम्पूर्ण ज...
    ©️ music owner credit goes to
    www.bensound.com/
    pashupati vrat puja samagri, pashupati vrat puja vidhi, pashupati vrat puja ki vidhi, pashupati vrat puja kaise karen, pashupati vrat puja ki samagri, pashupati vrat pooja, पशुपति व्रत पूजन सामग्री, pashupati vrat mein puja kaise karen
    पशुपति व्रत की थाली, पशुपति व्रत की थाली कैसे सजाएं, पशुपति व्रत की थाली में क्या-क्या रखें, पशुपति व्रत की थाली कैसे बनाएं, पशुपति व्रत थाली, पशुपति व्रत की पूजा सामग्री, पशुपति व्रत की पूजा विधि, पशुपति व्रत की पूजा कैसे करते हैं, पशुपति व्रत की पूजा सामग्री by प्रदीप मिश्रा, पशुपति व्रत की पूजा की थाली,
    pashupati vrat,pashupati vrat puja vidhi,pashupati vrat vidhi,pashupati vrat kab se suru karen,pashupati vrat ke niyam,pashupati vrat ki vidhi,pashupati vrat kaise kare,pashupati vrat kaise karen,pashupati vrat katha,5 somvar pashupati vrat vidhi,pashupati vrat kab se karna chahiye,pashupat vrat,pashupati vrat udhyapan vidhi,pashupatinath vrat ki vidhi,pashupati vrat puja thali,pashupati vrat mein kya khaye,pashupati vrat vidhi 2021
    Pashupati vrat ki vidhi
    Pashupati vrat
    Pashupati vrat kaise karen
    Pashupati vrat ki vidhi by Pradeep Mishra
    Pashupati vrat ki udyapan vidhi
    Pashupati vrat kaise kiya jata hai
    Pashupati vrat Pradeep Mishra
    Pashupati vrat kitne aur kaise kiye jaate Hain
    Pashupati vrat ka udyapan kaise karen,
    शिव भक्ति मार्ग
    Pashupatinath vrat kaise karen by Pradeep Mishra ji
    Pashupati vrat ke niyam
    Pashupati vrat ki samagri Pradeep Mishra,
    Pashupatinath vrat ki vidhi
    5 somvar pashupati vrat vidhi
    Pashupati vrat
    Pashupati vrat Pradeep Mishra
    Pashupati vrat ka udyapan kaise karen
    Pashupati vrat kaise karen
    Pashupati vrat kaise kiya jata hai
    Pashupati vrat ke niyam
    Pashupati vrat ki samagri Pradeep Mishra
    Pashupati vrat ki vidhi
    Pashupati vrat ki vidhi by Pradeep Mishra
    Pashupati vrat kitne aur kaise kiye jaate Hain
    Pashupatinath vrat kaise karen by Pradeep Mishra ji
    Pashupatinath vrat ki vidhi
    Pashupati vrat
    Pashupati vrat ki thali
    Pashupati vrat kaise karte hain
    #pashupati #pasupatinath #pashupativrat #pasupati_vrat_vidhi
    Pashupati vrat vidhi, Pashupati vrat katha, Pashupati vrat kya, Pashupatinath, Pashupati vrat ki samagri, Shiv Puja samagri, Pashupati vrat ki udyapan vidhi, Pashupati vrat ki vidhi batae, Pashupati vrat ki kahani, Pashupati vrat ki aarti, margdarshan, sadhana pandey, sugam margdarshan
    ©️ music owner credit goes to
    www.bensound.com/

ความคิดเห็น • 769

  • @dhabdelatha2420
    @dhabdelatha2420 6 หลายเดือนก่อน +1

    Tq mam bhaut achai jankari mili sri shivay namstubhyam🙏🙏

  • @mamatavasave7747
    @mamatavasave7747 2 วันที่ผ่านมา

    हर हर महादेव ॐ नम: शिवाय

  • @PritiSharma-ps3cy
    @PritiSharma-ps3cy 2 ปีที่แล้ว +16

    ऊँ नमः शिवाय 🙏🌼🌼🌼🌼

  • @onlytherealcanrelate9468
    @onlytherealcanrelate9468 2 ปีที่แล้ว +2

    Panchamrit subah wala hi bachakr Lana hai ya shaam ko dusra bna kr abhishek kre plzz suggest me

  • @makwanajalpa6436
    @makwanajalpa6436 3 หลายเดือนก่อน

    har har mahadev🙏agar hmse pahle somvar ke din koi chizlena bhl jaye to agle somvar wo le ja sakte he? or sham ki puja ke bad thali ko dhona he?

  • @dighghhu1732
    @dighghhu1732 9 หลายเดือนก่อน

    Diii...panchamrit saam k liye dubara tyar krna h ...ya phir subh ki pooja k bd usi m se mndir se bapis bca laye ....? Pls btaiye

  • @KeshuSharma-jk5ch
    @KeshuSharma-jk5ch ปีที่แล้ว +1

    Aapse request h es vart ki puja kese krte h uski video bhi bnayi taki hame bhi pta chal jaye ki konsi chij pahle kam aati h or konsi bad me 🙏🙏🙏

  • @monuagarwal6676
    @monuagarwal6676 ปีที่แล้ว +2

    Aap ne bahut he acha tarika se samjha hai ji thank u ji

  • @maniashamishra7521
    @maniashamishra7521 9 หลายเดือนก่อน

    Mam mai aspke videos bar bar dekti hu taki mai bhi ye vart kar saku aur mujhe ye puchna tha ki mai aur meri friend sath me ye vart kar sakte h kya,kyuki mandir me jb pashupatipuja ek ne kar li to dusra naye sire se shiv pind ki puja kar sakta h kya jaise fir se unhe acche se nahlana fir sringar karna,to kya ye uchit h plz mam reply de mai confuse hu.

  • @akankshasingh1848
    @akankshasingh1848 2 ปีที่แล้ว +1

    ma'am belpatra dono time chadani hai or kitne kitne...mere pas dhtura ek hi hai kal hi mera first fast hai kya kru sham ko bhi dhatura chadana jaruri h kya....

  • @anayatuteja1071
    @anayatuteja1071 2 ปีที่แล้ว +2

    बहुत अच्छी वीडियो बनाती हो आप दीदी🙏🙏💐🌹🙏🙏👋

  • @Tusharconstruction07
    @Tusharconstruction07 ปีที่แล้ว +1

    Subh ko jo pushp or belpatra rkhte h sham ko bhi vhi chadhane h n??
    Lkin sham tk vo sukh jate h kya kre??
    Jldi btaiye plz mujhe aj hi vrat krna h

  • @singharchanasantoshkahanid4801
    @singharchanasantoshkahanid4801 ปีที่แล้ว

    Hi mam hum kya dusre Somwar ko ham nai thali ka use kar sakte hain ya humne pahle Somwar ko jo thali use ki thi usi thali se hamen 5 somvar ka vrat karna hai

  • @AnAn-rw1nb
    @AnAn-rw1nb 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam kya sham ki puja ke liye shubh hi belpatra rkh lene hi..aur dhatura ka bhi btaeye

  • @monikapoonia4994
    @monikapoonia4994 2 ปีที่แล้ว +1

    Thanks man Apne donon video mein bahut acchi tarah se Puja ki thali aur uski Puja ka Tarika sahi se bataya

  • @sapnaingle5267
    @sapnaingle5267 ปีที่แล้ว +1

    Agar belnpatra nahi mila to moong chadha sakte kya

  • @bhawanitagore816
    @bhawanitagore816 ปีที่แล้ว

    Maam ghr pe shivling or ashoksundhari bani hui h mandir bna hua he to kya hum ghar pe. Hi kr skte he kya pasupatinath ji ka vrat

  • @satandersingh1646
    @satandersingh1646 ปีที่แล้ว +2

    Aapane Jo 6 Diva bataya vah ham ushe maingate per nahin Laga sakte. Ham usko kaha per lagaen. Aur jo Mandir mein Diya lagan hai vah kis tarah se lagaen line se lagane hai ya fir kaise.

  • @keshavmerijaan4039
    @keshavmerijaan4039 ปีที่แล้ว

    Sis agr ek ghar se do person fast rkhe jese ek mai or ek meri sass to diya 6 ki jgh 12 lekr jaye ya 6 he chl jayega ye or Prasad alg alg bnana h ya nahi

  • @versharajput2165
    @versharajput2165 ปีที่แล้ว

    Mem ye vrat smavas baad uthana h kya. Or ghr m or members nonveg khaye to wo kha skte h ya nhi pls bataye

  • @nidhirajput4370
    @nidhirajput4370 ปีที่แล้ว

    Pashupti vrat m kali til aur kali mirch chada sakte h shivling p

  • @ladlibhjanmandli710
    @ladlibhjanmandli710 8 หลายเดือนก่อน

    Mam ek baat btae please apne bola pani apne ghar se lena hai to mere ghar pr hi mandir hai wo humara hi mandir hai to pujari ji hai jo puja krte hai or balti bhar k pani rkhte hai wo puja krne k liye to me usme se le skti hu wo to Humara hi pani mana jaega jo unhone humare summer sevil se bhra hai

  • @vinitasen8212
    @vinitasen8212 ปีที่แล้ว

    First din sham ki jo prashad banate h vahi 5 vart me banani h ya 5 din alag lag prashad bi bana sakte h

  • @arpitsrivastava5569
    @arpitsrivastava5569 ปีที่แล้ว

    M pehle se sombar ka vrit. karti hu to kya m sombar ke vrit ka udhayapan kru , fir m pashupatinath ke vrit shuru kru , kya m mujhe aisa karna padega , ya kuch sombar skip karke pashupati nath ke vrit kar sakti hu,aap. batae m kya kru

  • @pandeyabhishek9388
    @pandeyabhishek9388 2 ปีที่แล้ว

    maine mannat kiya tha ki isi monday se pashuatinath ji aapka vrat shuru karungi but monday ko ashtami ka bhi vrat h to kya apni mannat ke anusaar mai dono vrat kr lu

  • @rashmisahu1476
    @rashmisahu1476 ปีที่แล้ว

    Dipak purane dho kar use kar sakte ya new vale hona

  • @-poojaverma_____3019
    @-poojaverma_____3019 7 หลายเดือนก่อน

    5 ve vart me Jo 108 chije le jayi jati hu wo subh hi thali me rkhni h ya sham ko hi rkhni h plzz btayiye🙏🙏🙏🙏

  • @manojrajwanshi9332
    @manojrajwanshi9332 ปีที่แล้ว

    Kya sham ko subha k jal k or panchamrit k lote ko saaf karke bharna h sham k jal abhishak k liye..plz ans me urgently

  • @jyotikiduniya4885
    @jyotikiduniya4885 2 ปีที่แล้ว +2

    Mem me isi Monday se suru karne wali hu krpya kar mujhe btay ki me mata gori ko sindur ki jagah kya lagay gades ji ko sindur ki jagah kya lagay kyo ki me kuwari kanya hu

  • @RekhaSharma-cp6qf
    @RekhaSharma-cp6qf 2 ปีที่แล้ว

    Bhut badiya.. Ashok sundri vrat pujan kse kre

  • @Ishan_4650
    @Ishan_4650 2 ปีที่แล้ว +1

    Kya rajaswlahone par bhi vrat rakh saktey hai or bina Pooja vrat kaisay hoga

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      व्रत रखना है पुजा nhi karni

  • @hemaverma8826
    @hemaverma8826 2 ปีที่แล้ว

    क्याघर me rakhe shivling pe pashupati vrat ki pooja ki जसक्ति hai...

  • @alkaprajapati3823
    @alkaprajapati3823 ปีที่แล้ว

    Agr thali steel ki ho or use vrt ke bad ghar me kam me leskte he kya vrt ke din ke bad

  • @shardabansode5595
    @shardabansode5595 ปีที่แล้ว

    श्री शीवाय नमस्तुभ 👌👌🙏🙏

  • @sonamsharma8029
    @sonamsharma8029 ปีที่แล้ว

    Didi Hume varat me sham ko roti and sabji se varat khol sakte h ya segade ke aate se bana bhojan karna h plz rep

  • @Eatwithmerirasoi
    @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว +2

    दीदी🙏 अगर थाली अगले सोमवार को change कर सकते हैं पहले छोटी लग रही थी सामान रखने के लिए please बताये

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      जी हा

    • @Eatwithmerirasoi
      @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg tnx di 🤗

    • @Eatwithmerirasoi
      @Eatwithmerirasoi 2 ปีที่แล้ว

      Didi🙏☺️ mujhe ye bataiye aarti or bhog kahan rkhte hain krke shivling ke samne se ya side me 🙏 or prasad shivling pe rakhe ya neeche kuchh bartan to hota nhi hai mandir me

  • @monikasahumona4314
    @monikasahumona4314 9 หลายเดือนก่อน

    Mam mera pehla vrat hey to mujhe janna hey ki sam ko naya pani leke jay ya vahi se pani aadhi bacha ke lay or subha bel patta chadhane ke baad sam ko or chdhna hota hey kya

  • @lovelysharma2100
    @lovelysharma2100 9 หลายเดือนก่อน

    Mam Deepak or sham dono time le jana hai?

  • @renusharma7018
    @renusharma7018 ปีที่แล้ว

    Bhari hui chandan ki dibbi jo hum roj istemal karte hai kya hum us dibbi ki chandan pasupatinath vart me istemal kar sakte hai kya plz bataiye

  • @priyashivhare6508
    @priyashivhare6508 2 ปีที่แล้ว

    Mam maine apse kal bhi baat ki thi ki maine apne husband k sath vrat rakhe hai par hum do vrat me ek hi thali lekr gaye hai tho wo manay nahi hoge tho hum kal se dubara se vrat rakh rahe hai alg alg thali use karege kal eve me pehle me diya lagagugi subh k puja karte time abhshek bhi pehle me hi karu ya husband kare pehle

  • @simranpanwar3280
    @simranpanwar3280 2 ปีที่แล้ว

    Maam pani subh alg se or sham ki pooja mai alg se le jaa skhte hai ky! Ya sirf jo subh jal leke gye us mese hi shm ki pooja mai use krna h?

  • @simple_lifestyle16
    @simple_lifestyle16 ปีที่แล้ว

    Mam....jab hm 5diyo ko asn dete h to kya jo 6th no ka Diya h use v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h or kya Prasad ke done ko v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h.. please reply mam

  • @shubhrasingh9107
    @shubhrasingh9107 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi namaste ... Didi 1- 5vrat lgatar krna h ya period aane pe chodna h
    2- Didi agar pachve vrat me period aa jaye to kaise kre kyoni pachve me udhyapan krna hota h
    Please reply

  • @twinklekanojiya4228
    @twinklekanojiya4228 2 ปีที่แล้ว +2

    Aaj ki pasupati vart sham ki Pooja ka Kya time baaatiye

  • @Monicasharma3201
    @Monicasharma3201 2 ปีที่แล้ว +1

    mam plz mera ek prashan h .....
    hamare ghar se mandir thoda door h to Activa se hi ja sakte h to plz aap batayenge ki waps aate hue thali me saaman k saath thali ki ghar kaise laaye......Activa pr possible nhi h or m mandir jaati bhi akele hi hu...plz ma'am rply jaooor kajiyega...🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      आप ऑटो करके जा सकते हो। Bcz एक्टिवा pe return mai problem hogi

    • @Monicasharma3201
      @Monicasharma3201 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg thanks for ur reply..🙏🏻🙏🏻

  • @pranavkhandade3423
    @pranavkhandade3423 2 ปีที่แล้ว +6

    Shri shevay namestubhyam🙏🏼🙏🏼....

  • @artichaturvedi1625
    @artichaturvedi1625 2 ปีที่แล้ว

    Har har mahadev didi ye btaiye ki jo mandir me hm jate h vaha pr maha ki or daapa ki murti ni h to kaise kumkum lgaye ya

  • @kiranjindal3959
    @kiranjindal3959 2 ปีที่แล้ว +4

    हर हर महादेव दीदी जी
    दीदी जी कृपया यह बताएं कि अगर चार पशुपति नाथ व्रत करने के बाद पांचवें सोमवार को एकादशी का व्रत आ जाए तो कैसै करना चाहिए

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      एकादशी और सोमवार का व्रत एक साथ रख सकते हैं पूजन अलग-अलग करिएगा

    • @dskshows2892
      @dskshows2892 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg di kya hum yeh pooja ghar pe kar sakte h

    • @Brajrajvrindavan
      @Brajrajvrindavan หลายเดือนก่อน

      Nahi

    • @Brajrajvrindavan
      @Brajrajvrindavan หลายเดือนก่อน

      Agr aap ko koi brat sombar ko pad raha hai to pashupat vrat ko agle sombar ko kar lo

  • @twinklekanojiya4228
    @twinklekanojiya4228 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam agar balpati na ho toh Kya kare na hi sahmiki pati plz baatye

  • @nishamahawar3178
    @nishamahawar3178 ปีที่แล้ว

    Hm ji jarur btaye ki konsi chiz kha lagani h plss rply krna

  • @hustleraspirant2610
    @hustleraspirant2610 2 ปีที่แล้ว

    Hume flower subhe aur sham ka subhe hi le jana hum change nhi kar skhte sham ko i mean hum sham ko alag se rakhe ghr pe flower nhi le ja skhte ?

  • @cutesenu
    @cutesenu 4 หลายเดือนก่อน

    Sirf itne hi jal ka prayog kar sakte h kya ?? Ghar se or jal nhi le ja sakte kisi chij me please bataiye kyuki snan karane , Abhishek karne or jaldhari ke liye itna sufficient hoga kya ??

  • @punupunu2556
    @punupunu2556 2 ปีที่แล้ว

    Mam long elaichi aur janeu jo chadhate hai wo shivji ke upar Chadhta hai ya kahi or chadhate hain

  • @ramdulariagrawal2441
    @ramdulariagrawal2441 2 ปีที่แล้ว +4

    8 Har Har Mahadev Har Har Mahadev Jay Pashupatinath

  • @Anjalirv29
    @Anjalirv29 2 ปีที่แล้ว

    Sham ko bi bilkul wese hi pooja karni h jese subh ki thi or 5 vrat hone k bad dubara se pashu pati nath ji ka vrat kar skte h?

  • @swetarana4885
    @swetarana4885 ปีที่แล้ว

    Abhishek monrin our evening 2टाइम krna h ky mam

  • @mayankshrivastava4076
    @mayankshrivastava4076 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi jaal bhi subha ka hi sham ko le jana hai ya alag se

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      जल आप शाम के समय अलग से रख सकते हो।

  • @AnilSingh-te6tw
    @AnilSingh-te6tw ปีที่แล้ว

    Jai Bholenath 🙏 ma'am agar galti se mandir me 6 diyea jal Jaye to ma'am kya karenge ma'am mujhse galti se jal gai hai 6 diyea please ma'am bataiye ki mai aage kaise karu please ma'am bataiye 🙏

  • @SushmaThakare-k3h
    @SushmaThakare-k3h 8 หลายเดือนก่อน

    Mam rat ko bhi subh ki tra Puja karna he kya

  • @ravidahiya4131
    @ravidahiya4131 2 ปีที่แล้ว +1

    Nameskar ji subhe ke time ate ka hi diya jaruri h kya

  • @kanu782
    @kanu782 2 ปีที่แล้ว

    Jruri he kya ki jo 1st day leke gye vhi saman leke Jane he
    pure vrt me bhi? kuch nya ni rkh skte kya

  • @neharathod3492
    @neharathod3492 2 ปีที่แล้ว

    दीदी,
    21-3-2022 को चतुर्थी है उस दिन उद्यापण किया तो चलेगा क्या?उस दिन मेरा 5 सोमवार आता है. और मेरा चतुर्थी के दिन उपवास भी रेहेत है तो उद्यापण चलेगा क्या?

  • @priyashivhare6508
    @priyashivhare6508 2 ปีที่แล้ว

    Mam hum manokamna ek hi kare ya alg alg bhi kar sakte h our 5hi vrat karne h ya 6pr udhypan karna hai

  • @babitaagrawal8198
    @babitaagrawal8198 ปีที่แล้ว

    Didi ek baat smaj ni aai vo belptre or dudh ful ye saam ko dubara rkh skte h kyuki vo subh chadane ke baad vo saam tk murja jate h toh saam ko dubara rkh skte h ya unme se bachne h subh ki puja m se

  • @manugoswami1919
    @manugoswami1919 ปีที่แล้ว

    Thanku so much mam....

  • @sonamkumari9312
    @sonamkumari9312 2 ปีที่แล้ว

    Di kya hm subah y sham dono time aarti kre y bs ek time

  • @kamladevirawat9211
    @kamladevirawat9211 2 หลายเดือนก่อน

    Shree shiway namastubhyan 🌹🙏🙏🌹

  • @PRIYANKAKUMARI-sm8zq
    @PRIYANKAKUMARI-sm8zq 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam, kuch bnana jaruri hai kya... Agar possible nhi hua toh market se sweet kharid skte kya

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      प्रसाद घर से ही लेकर जाना है

    • @PRIYANKAKUMARI-sm8zq
      @PRIYANKAKUMARI-sm8zq 2 ปีที่แล้ว +1

      OK... But mere roommates ghar me nonveg khate hai.. Isliye Mein soch rhi thi

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      @@PRIYANKAKUMARI-sm8zq देखिए जो व्यक्ति कुछ भी ऐसा कर रहा है तो आप उसकी चिंता ना करें। आप केवल सच्ची श्रद्धा भाव से एक साफ बर्तन में जिसमें नॉनवेज नहीं बनता है उसमें भगवान का प्रसाद बनाएं और लेकर जाय

  • @jayavlogs9710
    @jayavlogs9710 2 ปีที่แล้ว

    Udaypan kaise karte h sham ko ya subah please reply udaypan k din bhi sham ko 6 diye wala upaye krne h

  • @hariomnishadhariom1150
    @hariomnishadhariom1150 ปีที่แล้ว +1

    शिव शंकर भोलेनाथ बाबा मनोकामना पूर्ण हो

  • @payalbachauhan4432
    @payalbachauhan4432 2 ปีที่แล้ว

    Mami ka pashupati vrat ka 3 din tha aj. Aj mene pashupati vrat start kiya he Or sam ka diya bar jala na bhul gai or darwaja khol ke andr per rakhdiye the badme mene diya jalaya to chale ga. Ap kuch bataye continue kre ya vapas next Monday ko again start kre

  • @ManishSingh-cr1zw
    @ManishSingh-cr1zw 2 ปีที่แล้ว

    Mem halwa ke jagh metai use ni kr skte h halwa banana jaruri h kya

  • @sonalitikar2559
    @sonalitikar2559 ปีที่แล้ว

    आपने व्रत की जानकारी बहुत अच्छी है

  • @SamratA91
    @SamratA91 ปีที่แล้ว

    Akshat khud se bna sakte hain kya

  • @subashyadav2865
    @subashyadav2865 2 ปีที่แล้ว

    Didi mandir me bhagwan ki puja kis tarah se kre phale jal chadaye kya kre

  • @gamer_boys2
    @gamer_boys2 ปีที่แล้ว

    Thanku so much mam video m samjane k liye

  • @simadebnath6314
    @simadebnath6314 2 ปีที่แล้ว +1

    Di puja ke bat puja ki thali beg mein raksak ti ho kiya kew ki mondir buhot dor hai chaikel me jana hoga please di reply 🙏🙏

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      बैग में सामान रख सकते हैं परंतु थाली मंदिर के बाहर ही सजा लीजिएगा मंदिर में अंदर जाने के बाद नहीं।

    • @simadebnath6314
      @simadebnath6314 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg thank you dii🙏🙏

  • @meenakotwal7848
    @meenakotwal7848 ปีที่แล้ว

    mam agar mandir me jaty hi ham to mam agar mandir me satsang laga ho to keya satsang me bethy ya phle mandir se ghar aye fir satsang me jy kuki hamare ghar ke paas Shivji ka mandir hai whaa sham ko satsang hota hi Somwar ko to keya kare please batao 👏👏👏

  • @hansajadav149
    @hansajadav149 2 ปีที่แล้ว +1

    Jai mahakal 🙏mam pradoshkal kis samay ko khate hai 🙏🙏

  • @sitajaiswal8992
    @sitajaiswal8992 ปีที่แล้ว

    Shree shivay nmostu thamb 🙏🙏🌹🌹☘️☘️🔱 Jai mata Di 🙏🌹🌹🌹🙏

  • @veenasolanki7392
    @veenasolanki7392 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam har bar mitti ke naye diye le jane he ya aate ka chalega

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      आटा या मिट्टी कोई भी दीपक ले सकते हैं

    • @veenasolanki7392
      @veenasolanki7392 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg mitti ke diye vaha 6od kar aana he

  • @Mhadev_2805
    @Mhadev_2805 2 ปีที่แล้ว +1

    Di..bilptr or phool sham ki aarti m nye rkh skte h kya...subha k to murjha jyenge grmi m

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      जी हा

    • @Mhadev_2805
      @Mhadev_2805 2 ปีที่แล้ว

      @@Shiv_Bhakti_Marg di aaj pooja m sham ko mera dhyan nhi rha or mne 6 Deepak jla diye..jlate hi dhyan aaya to mne wo jli hui bti mandir k Deepak m rkh di..or ek bti m hanumaan ji k liye leke gyi extra ase hi bina Deepak k to wo mne us 6 we Deepak m rkh di...shi kiya ya glti ho gyi..fr use ghr aake jlya.🥴

  • @ravitasingh3311
    @ravitasingh3311 2 ปีที่แล้ว

    दीदी जी मै रवा का सीड़ा बना सकते है किया

  • @princysingla5084
    @princysingla5084 2 ปีที่แล้ว

    Pooja kese krni ha shivling pe iska b ek video bnaye and vrat ki importance b btayen

  • @Madhubala_Dubey
    @Madhubala_Dubey 2 ปีที่แล้ว +2

    हर हर महादेव

  • @shilpaverma430
    @shilpaverma430 ปีที่แล้ว

    Morning me puja ki thali alag rahegi aur evening me puja ki thali alag rahegi kya plz bataiye

  • @sapnachoubey-hj4nj
    @sapnachoubey-hj4nj ปีที่แล้ว +1

    Didi mujhe apse puchna he ki mene aj se pasupati brat suru kiya he par mujhse galti ho gyi mujhe dhayan nahi tha or mene tali dhone ko rakh di par dhul nahi pai par usme bartanon ka pani dal gya par mene use utha kar turat ponch liya didi ab mera brat pura nahi hoga

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  ปีที่แล้ว

      अगर थाली में सामग्री ठीक है तो आप शाम को पूजा kr सकते हो कोई दिक्कत नहीं है

  • @PRIYADAS-gs7vj
    @PRIYADAS-gs7vj ปีที่แล้ว

    पंचामृत शाम को अलग से बनाए क्या

  • @swatipal1900
    @swatipal1900 2 ปีที่แล้ว +1

    Namaste
    Meien Aaj hi pashupati vrat k pehle somvar ko pooja ki thi morning me . Fir pooja ki thali or jal k lote ko lakar meine mandir me rkh diya lekin mere bhai ne wo jal lejakar shiv ji ko chda diya or mujhe ye baad me pta chla .to kya ab meri pooja or vrat khandit hi gya h , me ye vrat kru ya nhi. ,kyunki pooja ji thali subha wali hi use krni hoti h lekin mere bhai ne uske se jal lejakar shiv ji ko chda diya .pls help me

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว +1

      श्री शिवाय नमस्तुभयम कोई बात नहीं यदि आपके भाई ने चावल चढ़ा दिए तो शाम की पूजा में इससे कोई फर्क नहीं पड़ेगा। परंतु अब आप अपनी थाली को अलग रखें और सब को बोल दे कि उस थाली में से कोई भी पूजा की सामग्री ना उठाएं।

    • @swatipal1900
      @swatipal1900 2 ปีที่แล้ว +1

      Thankuu mam apne reply kiya bhot bhot shukriya

  • @riddhichaudhari4342
    @riddhichaudhari4342 5 หลายเดือนก่อน

    Hi ma'am...kya hame har bar naye dipak lena hai ....ya fir purane dipak me nai bati laga do to chalega

    • @riddhichaudhari4342
      @riddhichaudhari4342 5 หลายเดือนก่อน

      & agar bahar ya kisi function me jana ho to us din somvar ka vrat kare Ya na kare

  • @sapnachoubey-hj4nj
    @sapnachoubey-hj4nj ปีที่แล้ว +1

    Didi jaldi batayie na ab galti ho gyi to yah vrat nahi kru aj

  • @taradevi4009
    @taradevi4009 2 ปีที่แล้ว

    Anita devi Shri shivay namastubhyam 🚩🙏🏻🙏🏻🚩🕉🕉🔱🔱🌺🌻🏵🌺🌻🏵🌺

  • @CHANDRAPAL46869
    @CHANDRAPAL46869 ปีที่แล้ว

    Aaj maine पशुपतिनाथ ji ka vart kiya tha aur maine prasad ka tino bhag argha me chda diya to m kya kru please reply me🙏🙏kya mera vrat safal ni hoga 😭

  • @priyankapanwar5813
    @priyankapanwar5813 2 ปีที่แล้ว

    Mam kya period wala Monday bhi lage ga pashuvati vart m ya esse alge 5 vart kerne h

  • @xyzzz999
    @xyzzz999 2 ปีที่แล้ว

    Mam ganga jal leke ja skte h please batiye

  • @artisahu1601
    @artisahu1601 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi dakshina kya dono time dena hota hai subah sham ko

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      यह आपके ऊपर है आप यदि दोनों टाइम दक्षिणा अर्पित करना चाहते हैं तो कर सकते नहीं तो एक समय भी कर सकते हैं

    • @artisahu1601
      @artisahu1601 2 ปีที่แล้ว

      Dhanyvad di ,🙏🤗

  • @diptiyadav2231
    @diptiyadav2231 2 ปีที่แล้ว

    Kalash me pani leke jane ke alava aur alg se pani lekr ja skte h kya agr kalash chhota ho to

  • @rekhramsahu348
    @rekhramsahu348 ปีที่แล้ว

    चंदन कुमकुम शिवलिंग पर किस जगह लगाना है जल्दी बताओ

  • @moniikesary4087
    @moniikesary4087 2 ปีที่แล้ว +1

    Didi shaam ki thali me alag se jal aur panchamrit rakh sakte h kya...ki subah wala hi bacha kr lana h

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  2 ปีที่แล้ว

      शाम की थाली में आप अलग से रख सकते हैं।

  • @sandhyakabra8184
    @sandhyakabra8184 2 ปีที่แล้ว +3

    हर हर महादेव जय शिवशंकर जय भोलेनाथ