Bhai kuch hoga nhi na chana ki daal se q ki mera ek popat margaya hai tandi k wajse kya wo health me acha rahega 🙏🙏🙏🙏 please reply do q ki ek popat off hogaya hai 😭😭😭
Sir mai apne 3 months baby parrot ko seeds like masur daal mung daal tuwar daal ye sb deti hu wo b mixter m mix krke powder bana k thoda Pani mix kr k deti hu to m I rgt?? Aise de skte na baby parrot ko?
@@FreeExoticPet g humne boil karke hi diya tha tb bhi nhi khaya usne to fruits kha raha hai lekin kareeb 1.5 month ka hai kal hi lekar aaye hai hum market se
Han kyoki aap kuch or khila rhe honge isiliye nhi kha rha aap khilaye rhiye kha lega jab bhook lagi to start kr dega.. daal bhoot healthy rheti h protein jyada jada hota hai.
@@FreeExoticPet mere parrot aapke parrot intana hi bada h pahle wo bhega Hua daal boil Kiya Hua daal or chane ka sattu or bhoona Hua makai ka atta bhi pani me mix kar ke kha leta tha . Ab usko ye sb khuch pasand ni aaraha ye sb ni khana chah raha main kya khilau use plz bataye. Or use udne ki koshish me chot bhi laga li h main use jhanddu baam laga rahi hun. Plz Aap meri help karo kya du use khane me?
Hna ji chane ki daal ko pani mein bhego kr rkh dijiye 2 ghnte uske baad use half boil kr lijiye. Uske bad aap use khila sakti h ... Chane ki daal khila sakti h aap, par aap aap mangwa sake to petslife ka hand feeding formula mangwa lijiye mene discription box mein link de rakha h
Haan ji, agar apka parrot abhi 1-2 week ka h to mein apse recommend krunga ki abhi ap use sirf petslife hand feeding formula dijiye ye wala amzn.to/3LdpB3P kam se kam 10 din abhi yhi khilaye or kuch nhi ... Har 4 ghnte baad .. overdose na dijiye. Uske baad aap chane ki daal ko boil krke bhi de sakte h ...
Sir mere baby 1.5 month ka hey,. But ab woh pehle ki Tarah ziyaadah feed formula nahi lera ? Me ab Kya krun ? Diet change krun ? Zara explain KR deejye,. Shukriya
Ye khila sakte hai daal achhe se crush krke khila sakte hai, mix seeds ka powder bnakr usko achhe se bhunkar lukewarm water me paste banake bhi de sakte hain.
Bhaiya mene pehle ek parrot rakha tha mein use chana dal hi khilata tha lekin ek din vo rone ki awaj nikalne laga tha to mene jinse liya tha unse pucha ki mein kya karu vo kehene lage ki use neopeptine drop do mene di phir bhi uski death ho gayi
Sir mere ringneck baby ki age 2 months hey, woh Chaney ki daal par set thaa but achaanak 24 hours se us ne khaana or peena chhor dya. Me ab Kya karun? Reply plz
Ye daal fulakr bhi toh de sakte hai
Kitne daal ke dane Dene hai approx ? Baby parrot ko 1-2 week
Bhai kuch hoga nhi na chana ki daal se q ki mera ek popat margaya hai tandi k wajse kya wo health me acha rahega 🙏🙏🙏🙏 please reply do q ki ek popat off hogaya hai 😭😭😭
Sir mai apne 3 months baby parrot ko seeds like masur daal mung daal tuwar daal ye sb deti hu wo b mixter m mix krke powder bana k thoda Pani mix kr k deti hu to m I rgt?? Aise de skte na baby parrot ko?
han
😮😮😮😮
Moong dal dene se chalega kya please reply bro
Ji bilkul de sakte h aap, moong ki daal bhi healthy food h
@@FreeExoticPet ok thanks 😊
Always welcome here ♥️
@@FreeExoticPet ok
Bhai agar sirf raat bhar bhigo kar phir daal khilade to koi dikkat hai kya ?
Han tb bhi de sakte h pr baby parrot h agarka to mt dijiye, kyi baar agar digest ni ho pati, to parrot ki death ho jati h
Mein yhi recommend krunga ki aap, half boil kr lijiye... Jab tk parrot thoda bada nhi hota
@@FreeExoticPet g humne boil karke hi diya tha tb bhi nhi khaya usne to fruits kha raha hai lekin kareeb 1.5 month ka hai kal hi lekar aaye hai hum market se
Han kyoki aap kuch or khila rhe honge isiliye nhi kha rha aap khilaye rhiye kha lega jab bhook lagi to start kr dega.. daal bhoot healthy rheti h protein jyada jada hota hai.
@@FreeExoticPet mere parrot aapke parrot intana hi bada h pahle wo bhega Hua daal boil Kiya Hua daal or chane ka sattu or bhoona Hua makai ka atta bhi pani me mix kar ke kha leta tha . Ab usko ye sb khuch pasand ni aaraha ye sb ni khana chah raha main kya khilau use plz bataye. Or use udne ki koshish me chot bhi laga li h main use jhanddu baam laga rahi hun. Plz Aap meri help karo kya du use khane me?
Hello bhai kaise ho
Sir mera parrot 3 month ka he uske saamne din bhar daal rakh sakte hai kya
Sir baby parrot ko kitni qty me daal khilana chahiye
Age kya h parrot ki ?
1.5 months
Kindly reply sir
Lagbhag 2-3 chammach daal...
Uska pet jyada nhi bhare thoda thoda khilaye chahe din mein jada baar khilaye pr ek baar mein jyada nahi khilana
Abhi me 12se15 Dane de rha hu ek time me
Bhai 1-2 week ke parrot ko sirf chana daal khila skte haina ?
han
Bhai only for chana ke Dal Da sekta ha kya
Hna ji chane ki daal ko pani mein bhego kr rkh dijiye 2 ghnte uske baad use half boil kr lijiye. Uske bad aap use khila sakti h ...
Chane ki daal khila sakti h aap, par aap aap mangwa sake to petslife ka hand feeding formula mangwa lijiye mene discription box mein link de rakha h
Cerlac that sekta
Han aap cerelac khila sakte h pr baar baar nahi.. din mein sirf ek baar khilaiye baki time, chane ki daal , sattu or petslife handfeeding formula
Bhai mai apne parrot ko steam kr k channa deta hu kya thk hai?
Hand feeding formula de or chana daal for 1-2 week baby parrot?
Haan ji, agar apka parrot abhi 1-2 week ka h to mein apse recommend krunga ki abhi ap use sirf petslife hand feeding formula dijiye ye wala amzn.to/3LdpB3P kam se kam 10 din abhi yhi khilaye or kuch nhi ... Har 4 ghnte baad .. overdose na dijiye.
Uske baad aap chane ki daal ko boil krke bhi de sakte h ...
Bhai mera parrot 24 months ka hai cocktail usko daal mong kitni baar khilao
Moong dal dene se chalega kya
Haan moong daal do bheego kr, 2 min boil krke de sakte h
Sir mere baby 1.5 month ka hey,. But ab woh pehle ki Tarah ziyaadah feed formula nahi lera ? Me ab Kya krun ? Diet change krun ? Zara explain KR deejye,. Shukriya
Chana daal dijiye ab. Bade hone ke baad baby parrot hand Feeding formula kam khana pasand karte hain .
Bhai ap ka parrot jab 15 se 20 din ka tha tab ap usko kya khilate the mujhe smjh nhi ara me mere baby parrot ko kya khilau pls reply
Ye khila sakte hai daal achhe se crush krke khila sakte hai, mix seeds ka powder bnakr usko achhe se bhunkar lukewarm water me paste banake bhi de sakte hain.
Ager boil na de Raat ki bhgi de TU Sahi hai
Baccha agar jada chota h to half boil hi de easy digest hogi... Stomach chock hona ka katra nahi rheta
2 month ka hai
HaN tb bhi abhi aap 1 month or half boil khila lo uske baad khila lena bhegokr
15 days ka hai
Mera 10 din ka baccha hai to usko mai daal kitne tym baad baad khilau?
Paal gaya?
Bhai dedh mahine ke baby parrote ko din me kitni baar chanadal khilaye? Plz answer jaladi dijiyega
din m 4 char khila lijiye
Bhaiya mene pehle ek parrot rakha tha mein use chana dal hi khilata tha lekin ek din vo rone ki awaj nikalne laga tha to mene jinse liya tha unse pucha ki mein kya karu vo kehene lage ki use neopeptine drop do mene di phir bhi uski death ho gayi
Mera baby parrot 3 months ka he par vo chana dal apni choch se aadhi khata he or adhi bahar nikal deta he pura dana nahi khata to ye normal he ?
Ha mera bhi esa hi karta he. Puri daal ko muh se grind kar ke bahar nikal deta he thoda hi khata he 😊
Bhai 3 month ke baad parrot self feed karne ke kosis karta hai is liya vo kam khata hai
Bhai mera baby parrot 2 month 10 din ka hai magar mujhse tame nahi ho pa rha hai mere se dur bhagta rehta hai please help❤
Is topic pr video bana di h kal morning mein 6 o clock publish ho jaigi.. Aap use poora dekh lijiyega
Sir mere ringneck baby ki age 2 months hey, woh Chaney ki daal par set thaa but achaanak 24 hours se us ne khaana or peena chhor dya. Me ab Kya karun? Reply plz
Kya hua bhai aapke parrot ko ?
@@priyanshu3633 parrot ki gaand phhat Gai ha.
Chane ki daal kitni quantity mai ek baar mai dena chaye
Mera parrot 1 month ka hai To Use Kya Khilana Chahiye Plzz.. Sir Bataiye 🙏🙏
Iske liye mene seprate video bana rkhi h aap playlist m jakr dekh sakte h .
Aise bhi to bata sakte hain sir
@@Ankita_singh-8269 Petslife hand feeding formula.
chane ki dal half boil krke dil m ek baad 10 ml pani. sattu etc
Thank you Sir..❤️❤️
Hlo
Whatsap nambr pleez
Hello, plese yhan pr btaiye mein apki kis trh madad kr sakta hu.. mujhe khushi hogi
Sir, paani alag se pilaana hey ? Mere baby ki age 1.5 months hey
Khane ke baad 5 ml de dijiye
@@FreeExoticPet daal ke baad bhi pani de skte hain?