Pls don't waste your money in Chinese scraps product gamopai.pls go to standard brand like TV's Baja ola aither simple One.i am lost my money 80000 this Chinese scraps product gamopai.
@@PoweronTorque bhai mene to kam price ka liya hai Ryder bole to 70 se 90 bola hai mere hisab se 60 tak deta hai .battery ka mamla hai bich raste mei rukh na jaye issiliye thoda last battery se bachna padta hai.Mere hisab se har level ka batter 25 ,25, 25, km deta hai aur last level ka varosa nahi usko extra rakhna padta hai.horn , light , ingnition mei kharcha hota hai. Around 65 to chalega aramse. Dusra wala yehi company ka jo bahut mehenga hai jo 60000 rupiya jyada hai badhiya bhi hai magar range 120 jaisa hoga. Apka kitna range hai.
Sir galat mat batayia iski build quality itna bhi accha nahi hai,maina bhi ya scooter liya hai mujha liya abhi 10-12 days hi hua hai ,ya scooter mujha sa standing condition mai gir gayi tha jis sa iska boby ka ak part break ho gaya.
Isko chalane ke liye license v chahiye kya?
No
But abhi esko khridna sahi nahi hoga abhi or bahut se acche options hai
@@PoweronTorque iske ek full charging m lagbhag kitna kharcha aata h
The best bike review vedio i have ever seen😀😃
Nepal me ye milega? Milega to kitne praij me?
Nahi
Sir Mena Aaj le New scooter Ryder
Happy new year
What's price?
69000 ki h
Bhai 1 year ke bad kaisa experience rha plz reply bcoj mai bbi lene ki soach rha hu
Gemopai Ryder vs kinetic green Zing electric socooty me se kon sa acha hai please bata dena sir .......🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Zoom
GEMOPAI Ryder best scooter rough tough
Is gemopai ryde better or hero electric optima
Hero optima far better than gemopai
@@PoweronTorque ok thanks
Kya max speed pe vibration hota ha ya smooth hi chalta ha
Please reply
Nhi
Smooth Mena Aaj hi le li
Vibration to nahi hai lakin iska front break untna accha nahi jitna ki iska rear break hai.
Pls don't waste your money in Chinese scraps product gamopai.pls go to standard brand like TV's Baja ola aither simple One.i am lost my money 80000 this Chinese scraps product gamopai.
Bhai ye electric socooty 2 logo ko betal kar pul ke uper le jayegi kisi uchi chadan par
Flyover par do logo ko lekar aaram se jaati hai
Nice viedo
Superb
Very nice video
Karnataka me Hubli me aapka showroom hair kya , address our Mobile no send karo
Bhai iss scooty ko wash to karna padega.magar booklet pe likha hai mat wash karo.kaise chalega.meine to bahut bar wash kar chuka hu.
Wash kr skte hai lekin motor or battery ko dhyan rkh ke wash krna un par paani km lge
@@PoweronTorque battery ok magar iska motor kaha par hota hai. Mene to abhi tak sirf mcb ko dhyan mei rakhke wash kar raha hu.
Motor rear tyre main hai, to rear tyre par water pressure km rkhna,
Range kitni mil rhi hai aapko full charge par
@@PoweronTorque bhai mene to kam price ka liya hai Ryder bole to 70 se 90 bola hai mere hisab se 60 tak deta hai .battery ka mamla hai bich raste mei rukh na jaye issiliye thoda last battery se bachna padta hai.Mere hisab se har level ka batter 25 ,25, 25, km deta hai aur last level ka varosa nahi usko extra rakhna padta hai.horn , light , ingnition mei kharcha hota hai. Around 65 to chalega aramse. Dusra wala yehi company ka jo bahut mehenga hai jo 60000 rupiya jyada hai badhiya bhi hai magar range 120 jaisa hoga. Apka kitna range hai.
Sir galat mat batayia iski build quality itna bhi accha nahi hai,maina bhi ya scooter liya hai mujha liya abhi 10-12 days hi hua hai ,ya scooter mujha sa standing condition mai gir gayi tha jis sa iska boby ka ak part break ho gaya.
Bhai mai ye lene ki soach rha hu, apne one year chlaya h plz btaye kaisa h
Ghanta mere pass bhi hai 30 km chalti hai
50 and 60 kilometre chalti h
Koi mat khardina fas jao ga
Bhai mujhe eska customer review krna hai aap kha se ho kya mere sath apna experience share krna chahenge