Hey mere mahadev mere pita apne bete ko apne darshan ke liye bula lijiye pitaji....................🚩🙏🔱 Baba bahut preshan chal rha hu suna tha tu apne bhakto ki bahut pariksha leta hai but baba itni pariksha bhi mat le ki tera beta tujhme hi viswas karna chod de.......250km nange pairo se pedal aake jal chadata hu baba kabhi tow meri bhi sun😭😭😭😭🙏🚩
I have booked one ticket online for rudravishek next week. Can you please tell me can my wife and me go together for rudravishek at this ticket? Does the priest ask for more dakshina?
Max or minimum kitna samay lgta hai mandir me puja krne me kuuki me 24 feb ko varansi aa rha hu puja krne or 25 ko return hai to kya time shi rhega puja krne ka km time me puja kr sku
Sugam Darshan ke 300 hai par counter Wale bol rahe the shastri ji nahi h sath Jane k liye available tab wahi ek shastri ne bina ticket ke muje sugam Darshan karaye aur mene ticket ke 300×3=900 us shastri ko de diye. Main 2 week pehle jakar aaya hu.. 15mins me mere darshan ho gaye the. Har Har mahadev
Sir sugam darshan ki online booking me time slots aa rhe h to kya usi slot me jana prega jis time ki booking kri hai ya kisi time b ja skty h usdin? 11AM-12:30PM tak ka koi b Slot nhi h, kya ustime darshan band ho jaty hai or aisa kyu h ye b kripya btayen, Dhyanwad.. 🙏
Rudrabhishek 1 shastri ki booking ki hai toh kya baba ke sugam darshan ki ticket alag book karni hogi...kyunki rudrabhishek toh baba vishwanath ke main jyotirling per nahi karwaya jayega...pls reply 🙏🙏🙏
@@visitkashi meine live video mein dekha tha ki ek gate se bhakt log garbh greh mein ander jaker baba ko jal, phool etc chada rahe thay aur dusre gate se pandit bhakto ki samagri chada rahe thay....samajh nahi aaya ki ander kon se bhakt aa rahe thay sugam darshan wale ta koi aur ? PLS REPLY 🙏🙏🙏 I am planning to come very soon.
Baba ke darbar me v special darshan.... Jab naya wala mandir nhi bna tha us time aam aadmi V aadhe ghante me darshan kr lete the but ab nhi ho pata hai...
Bilkul sahi baat hai bhai 2018 mei maine darshan Kiya tha tab keval 20 min mei Darshan ho Gaya tha normally. Ab jaane ka soch raha tha toh pata chala alag alag vyavastha kar di gayi hai. Ab Bhagwan ke darshan ke bhi rate tay kiye Jaa rhe hai Jo kadachit uchit nahi hai.
Bhaiya ek jankari chahiye ap se? Agar mai Rudrabhishek ka ticket leta hu online fir bhi kya mujhe Sugam darshan ka ticket lena hoga? Matlab Rudrabhishek ka ticket me kya General line hai ya special line?
नमस्ते, मैं बहुत ही निराश होकर आया किसान हूं, 4 नम्बर से लाइन और पाइप के चक्कर 5 घंटे तक मुझे लगा दम टुट जायेगा, पैसे वाले लोगों के लिए ठीक है, बहुत ही अभिलाषा थी दर्शन को मै समझ नहीं पा रहा हुं काफी जगह होने के बाद भी लाइनों के बीच खड़े रहना भोले नाथ की नगरी से उदास निराश आ गया 2 दिन पहले फोटो देखकर प्रभावित हो के गया है पहले काफी सुगम था, बीच रास्ते में मै से प्रणाम करके चले आ रहे हैं, कृपया आप लोगों श्रद्धालु के लिए कम समय में दर्शन के लिए प्रयास करना चाहिए, ताकि बाबा का आशिर्वाद मिलता रहे, सुन्दर इमारत बनी है बहुत ही भव्य है लेकिन लाइनों में भीड़ जबकि काफी जगह के बाद कम समय लगना चाहिए, हर हर महादेव त्राहिमम🙏🙏🙏🙏🙏 शरणागतम्
ओझा जी हम बस लोगों को जानकारी देते है ताकि यहां आने के बाद उन्हें जमीनी स्तर पर किसी भी तरह के समस्या का सामना न करना पड़े। लेकिन मंदिर परिसर और ट्रस्ट के हाथ में है 🙏🏻
Or jaise rudrabhishek to mukhya mandir me nahi hoga ye to samjha aa gaya bahar kisi shivling me karenge par uske baad mukhya shivling baba ke pass le jate he hai ki jal dudh chadane ke liye usi 1380 wale rudrabhishek ke ticket me
@@visitkashi lekin trust me phone kiya to vo bole ki mata pita ya husband wife ka hona jarrori hai ......ab dono me se koi nahi hai to hum kya kre ap hi bataye
Mera sawal h ki agar website se rudrabhishek 450 me book Karlia toh alag se sugam darshan bhi book karna padega 300 rupe me ya Khali 450 wali rudrabhishek wali ticket se entry ho jaigi aur entry normal line me hogi ya sugam darshan wali line me
Kashi vishwanath ka rudrabhisek sparsh karke hote hai?khud ko dudh chadane dete hay?hum kashi vishwanath help line me call Kiya thi un logone bola dusre shivling me puja hogi..gorbhgriha bandh hai..original Jyotirlinga sparsh puja nehi hote..please reply
I have booked one ticket online for rudravishek next week. Can you please tell me can my wife and me go together for rudravishek at this ticket? Does the priest ask for more dakshina?
Wonderful video of detailed information 👏 Thanks a lot.
Thank for information sir
very helpful
Bhot acchi jankari😊😊
Thank you Sir ...........very helpful
Har har mahadev
Dhanyawad
बहुत शानदार जानकारी
Thnks for information
U r doing good job thanku
Welcome 🤗
Bahut dhanyawad appka 4 baar aye hai abb bulawa hai
Nice Video. Very Informative.
Ham agle mahinea ja rahe hai augest mai ..us samay to sawan chalega..to bhir kaisa rahega .
Information Ke Liye Dhnayavad 🙏🙏🙏
Baba se sakhshat milne ka process bataye
Hum log kya apna personal wheel chair le k mandir k ander ja sakte hei...
👌
Namaste guru ji ,🙏
Laghu rudra or rudrabhishek me kya farak hota he
Nice information 😊
Sugam darshan aur sparsh darshan me kya antar hai
Rudravishek ki 1 ticket main 3 members of same family allow?
भाई साहब नमस्कार, मैं मैं भारतीय सेना के एनसीसी ऑफिस में कार्यरत हूं co साहब के लेटर से सुगम दर्शन हो जाते हैं
Sir mughe darshan krwa sakte hai
Pls sir kal krwa dete 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Kya koi dress code hai mandi mein darshan k liye
Rudrabhishek aur sugam darshan mei kya farak hai?
Mangal Aarti booking Ka bataye
Sir sugam darshan ticket cancel karna h. Koi porsscess batao sir
Sparsh darshan ka proceese kaise kare plz reply har har mahadev
Sir agar mangalarti ka ticket nhi mil rha to kya mrng me hum darshan or mangla arti nhi attend kr skte?
@visit kashi
Rudraabhishek me kitna samaya lagta hai
I cannot book Rudrabhishek with 5 shastri on the online website. For everyday, it is showing not available. What to do and how to book?
Har har Mahadev
Hey mere mahadev mere pita apne bete ko apne darshan ke liye bula lijiye pitaji....................🚩🙏🔱 Baba bahut preshan chal rha hu suna tha tu apne bhakto ki bahut pariksha leta hai but baba itni pariksha bhi mat le ki tera beta tujhme hi viswas karna chod de.......250km nange pairo se pedal aake jal chadata hu baba kabhi tow meri bhi sun😭😭😭😭🙏🚩
Har Har Mahadev 🌺🌺🌺🙏
Bhale andr nahi hoga rudrabhishek par darshan ke liye jal dudh chadane milega ki nahi andr ke shivling me us 1380 ke tickit me
Sir garbhgruh main direct darshan kyo nahi milate please details main batao
Sir ji
Visit nehi kr ne se bi rudrabhishek hoga kia
Rudrabhishek ka fee Dene se Pooja hoga kia sir ji
Bhaiya official site per ek sugam darshan and ek rudrabhishek booking dikha rahe hain dono mein kya difference hain.. please bataiye
Is there shoe and mobile keeping lockers at New Viswanath Corridor while enter through Lalitha ghat
Yes it is available on your left side. Its Free of Cost.
@@awanishojha6644bhai agar hame koi special darshan nahi krna hai bas mandir mai normal darshan karne hai to kya wo tickets bhi paid hai kya???
@@ritikrajput3.0मुझे भी यही पूछना है
@@Parmatmaaek nhi lagti tickets I have been there
@@ritikrajput3.0 भाई आ गया दर्शन करके मैं, मजा आ गया 🥰🥰
Online booking kitne baje se start hoti h
Kis time pr mandir me veer kam hota hain? Ekdom subha pe or ekdom mandir bandh hone waqt? 75 aged parents hain isiliye
in which time daily bookings of sapta rishi will open ?
I have booked one ticket online for rudravishek next week. Can you please tell me can my wife and me go together for rudravishek at this ticket? Does the priest ask for more dakshina?
शुभम भईया प्रणाम 🙏
भईया हमारा काशी विश्वनाथ न्यास का id card बनवा दीजिए
On line ticket book Kiya Paisa kt gaya lekin ticket book nhi hua
Sugam Darshan package per head hota Hai kya?
🙏💫📿
Ek jankari chaiye thi.
Sugaram darshan kerte waqt..kya humko jal chadane ki suviyada milegi? Ya keval darshan he ho payege?
Beta aap mousam ka bataye ki musam mai theek hai
Sawan me arti ki booking nahi mil rahi kese karen?😢
Diwali ka time darshan krne k liye shi time konsa hoga?
Kya sugam darshan mein hume bhole baba ko chuune milta hai ??
help desk kis side bana hai gate 1pe kya
Bhaiya ji jaise 1380 ka ticket kata kar ham family he 5 log he mummy papa or tin bhai bahan to sab eek sath rudra Abhishek kar sakte hai na
Bhaiya 1st ja rahe hai bhog aarti Book karaye hai to aarti me mandir ander jana milega ki bhar khade ho kr dekhna padegaa please bto
Diwali ke time mein Darshan hota hsin ?
bhai booking counter 1gate pe hai
Max or minimum kitna samay lgta hai mandir me puja krne me kuuki me 24 feb ko varansi aa rha hu puja krne or 25 ko return hai to kya time shi rhega puja krne ka km time me puja kr sku
Buzurg logo ke liye konsa entry gate best hai jisse kam chalna pade?
Please reply
नमस्कार सर। जो रुद्राभिषेक की पूजा है वह ज्योतिर्लिंग पे होती है?
Santaneswar mandir me rudravishek ke lie purohit kaha se milega? Purohit ka contact no milega ?
Ji Kya Shrawan me Sugam Darshan ho jaate hain ? Kripya kark batayen 🙏🙏🙏
Hoo jate hai
Sugam Darshan ke 300 hai par counter Wale bol rahe the shastri ji nahi h sath Jane k liye available tab wahi ek shastri ne bina ticket ke muje sugam Darshan karaye aur mene ticket ke 300×3=900 us shastri ko de diye. Main 2 week pehle jakar aaya hu.. 15mins me mere darshan ho gaye the.
Har Har mahadev
Sugam darshan kaise hoga pls btaye
@@tanyasingh76 Sugam Darshan k ticket ka counter hota h Gate No. 4 k raste me
@@befikarbanda9202 wo log kara dete h 300 k ticket k baad darshan
@@befikarbanda9202 kha pai counter h ?? Sugam darshan ka ticket ush din mil jaega jish din darshan Krna hoga
@@tanyasingh76 Haa jab ticket lete h tabhi ho jayega Darshan...Sathe ek pandit ko behjte h wo Kara deta h darshan
Rudrabhishek puja me shiv baba ko touch milta h?
Noo
Sir sugam darshan ki online booking me time slots aa rhe h to kya usi slot me jana prega jis time ki booking kri hai ya kisi time b ja skty h usdin? 11AM-12:30PM tak ka koi b Slot nhi h, kya ustime darshan band ho jaty hai or aisa kyu h ye b kripya btayen, Dhyanwad.. 🙏
Recent video dekhiye
Is there any wheel chair facility for aged person. If so, please let me know in detail. Thanks 🙏
Kindly see recently uploaded video
Rooms chahiye 2
Sir, mai Baba ki puja karna chahta hu. muje sugam darshan ka ticket lena hai... na ki Rudrabhishek ka ticket lena hai... please advise.
Ticket vishwanat ji trust h ushe aap book kr skte h
Hum ticket(sapta rishi aarti) book kare hey or hum e ek booking no. mile hey ab hum ese kaha par show kare mandir mey.....please solve my doubt sir
Contact to help desk
Bhaiya andar photo kese khiche
@@Siddhu_0008. Camera, phone not allowed
Rudrabhishek 1 shastri ki booking ki hai toh kya baba ke sugam darshan ki ticket alag book karni hogi...kyunki rudrabhishek toh baba vishwanath ke main jyotirling per nahi karwaya jayega...pls reply 🙏🙏🙏
Sugar Darshan usi me ho jayega
@@visitkashi meine live video mein dekha tha ki ek gate se bhakt log garbh greh mein ander jaker baba ko jal, phool etc chada rahe thay aur dusre gate se pandit bhakto ki samagri chada rahe thay....samajh nahi aaya ki ander kon se bhakt aa rahe thay sugam darshan wale ta koi aur ? PLS REPLY 🙏🙏🙏 I am planning to come very soon.
@@sunshine_shlok morning 4-5 AM or Protocol Darshan
Maine rudra abhishek book kiya hai isme allowed person 1 hi aa rha hai kya hum husband wife ja sakte hai
Ha
Namaste. I cannot book online Darshan, why? The website is not allowing. Please help
Because this service now stopped by trust
@@RAHULYADAV-zm2qxto qb kaise kr skte hai??
Sir rudraksha avishek krwane se phone allow krta h ?
Sir gate no 4 pe wheelchair available hota hai?
Gowdalia choraha se lijiye
रुद्राभिषेक बुक करने पर रुद्राभिषेक मुख्य ज्योतिर्लिंग पर किया जाता है या कहीं और कृपया जानकारी हो तो बताएं..🙏🙏
कृपया जानकारी दीजिये श्री मान् जी
सर मेरे पापा को लकवा हे..उनको दर्शन करना हे बाबा का...तो कोइ सुविधा हे ? उनके लिये
@@kamleshm3340 Wheelchair mil jayega Sir Mandir se
@@visitkashi thankyu sir
Baba ke darbar me v special darshan.... Jab naya wala mandir nhi bna tha us time aam aadmi V aadhe ghante me darshan kr lete the but ab nhi ho pata hai...
Bilkul sahi baat hai bhai 2018 mei maine darshan Kiya tha tab keval 20 min mei Darshan ho Gaya tha normally.
Ab jaane ka soch raha tha toh pata chala alag alag vyavastha kar di gayi hai. Ab Bhagwan ke darshan ke bhi rate tay kiye Jaa rhe hai Jo kadachit uchit nahi hai.
Har Har Mahadev. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Pranaam.. July 18 ko aa rahe hain baba ke darshan karne.. mangal aarti ki booking kaise hogi sir.. online band hai
Ek din pehle counter se try kr skte hai Mahadev ki kripa rhi to mil jayega
@@visitkashi mahadev 🙏🏻
Sugam darshan ki timing kya kya hoti hai
Recently uploaded video dekh lijiye Sir
Sir mandir ke andar rukne ke liye rooms bhi Hein kya???
Ek din me baba ke darshan
Teeno ghat ghum skte hn
Subah agr 5 baje varansi pahuch Jaye to
Maximum kitne din pehle sugam darshan ki online booking available hota hain ?
Bhaiya ek jankari chahiye ap se? Agar mai Rudrabhishek ka ticket leta hu online fir bhi kya mujhe Sugam darshan ka ticket lena hoga? Matlab Rudrabhishek ka ticket me kya General line hai ya special line?
Nhi usi me included hota hai
नमस्ते, मैं बहुत ही निराश होकर आया किसान हूं, 4 नम्बर से लाइन और पाइप के चक्कर 5 घंटे तक मुझे लगा दम टुट जायेगा, पैसे वाले लोगों के लिए ठीक है, बहुत ही अभिलाषा थी दर्शन को मै समझ नहीं पा रहा हुं काफी जगह होने के बाद भी लाइनों के बीच खड़े रहना भोले नाथ की नगरी से उदास निराश आ गया 2 दिन पहले फोटो देखकर प्रभावित हो के गया है पहले काफी सुगम था, बीच रास्ते में मै से प्रणाम करके चले आ रहे हैं, कृपया आप लोगों श्रद्धालु के लिए कम समय में दर्शन के लिए प्रयास करना चाहिए, ताकि बाबा का आशिर्वाद मिलता रहे, सुन्दर इमारत बनी है बहुत ही भव्य है लेकिन लाइनों में भीड़ जबकि काफी जगह के बाद कम समय लगना चाहिए, हर हर महादेव त्राहिमम🙏🙏🙏🙏🙏 शरणागतम्
ओझा जी हम बस लोगों को जानकारी देते है ताकि यहां आने के बाद उन्हें जमीनी स्तर पर किसी भी तरह के समस्या का सामना न करना पड़े। लेकिन मंदिर परिसर और ट्रस्ट के हाथ में है 🙏🏻
Or jaise rudrabhishek to mukhya mandir me nahi hoga ye to samjha aa gaya bahar kisi shivling me karenge par uske baad mukhya shivling baba ke pass le jate he hai ki jal dudh chadane ke liye usi 1380 wale rudrabhishek ke ticket me
bhaiya kya 2 bhai sirf rudrabhishek me baith sakte hain ?pls rply
Ji
@@visitkashi lekin trust me phone kiya to vo bole ki mata pita ya husband wife ka hona jarrori hai ......ab dono me se koi nahi hai to hum kya kre ap hi bataye
@@nikhilbharti4791 ji mam official whi sb bta payenge hmko jitna pta tha bta diye hm
पूरे मंदिर का एक ही हेल्प डेस्क हैं या मंदिर के हर गेट पर हेल्प डेस्क बना हुआ हैं?
Gate No. 4 Jyada achha rahega baki bhi gate pr hai
Apki audio ko thora clear karne ki prayash kijiye ga next time se🙏 thank you
Ok Mam, ₹600 ka mic hai uski capacity k according Utna hi ho pa rha
But Thank u for your recommendation 🙂try to improve
Mera sawal h ki agar website se rudrabhishek 450 me book Karlia toh alag se sugam darshan bhi book karna padega 300 rupe me ya Khali 450 wali rudrabhishek wali ticket se entry ho jaigi aur entry normal line me hogi ya sugam darshan wali line me
Usi me ho jayega
4 gate General Public ke liye hi kyu na rakha jaaye.
Ishwar sabke hai aur sabko saman Vyavastha milni chahiye
@@Rahul-hp7jb Achha baat kijiye Mandir se
@@visitkashi woh aap kar sakte hai sir if I had the reach jarura karta.
@@visitkashi ek taraf hum samanta ki baatein karte hai aur dusre taraf vishes prabandh ki vyavastha. Shiv sab dekh rahe hai 🔱 ॐ नमः शिवाय
Kashi vishwanath ka rudrabhisek sparsh karke hote hai?khud ko dudh chadane dete hay?hum kashi vishwanath help line me call Kiya thi un logone bola dusre shivling me puja hogi..gorbhgriha bandh hai..original Jyotirlinga sparsh puja nehi hote..please reply
Nhi mam..
Main Shivling pr nhi kr skta koi bhi..
Puja ka Vidhan hota hai..
.
Sari Official Jankari apko Help Desk pr hi milegi
Aapka no dijiye dr agrawal
9260912327 🙏🏻 Whatsapp
Very nice 👍
bhaisahab, rudrabhishek k baare main thoda aur bataiye
Banaras kbhi mat aana bhai, mai jaakr pachta gya hu, puja km aur vyapar zyada hai, aur log bhi jhaadu hai
Tuu mat ja , hum to jarur jayenge bar bar jayenge
Mat Jaa Bhai tuu
Maaat aa bhai mere sher ko ganda karne ke liye
इस monday यानी 22 जुलाई जब सावन शुरु हो रहा है भीड़ खूब रहती है क्या? कावर यात्री भी जाते है क्या? पूजा कर पाएंगे की नही?plz रिप्लाई@@VyomGupta-rc1uh
Peaceful h na tu
@visitkashi agr online slot full hai toh kyaaa helpdesk pr wo aarti ke lie token de denge yaa waha bi manaa kar dete hai agr online full hai toh
Help desk se baat kijiye
I have booked one ticket online for rudravishek next week. Can you please tell me can my wife and me go together for rudravishek at this ticket? Does the priest ask for more dakshina?
Everything is mentioned on tickets