पूरे गार्डन के पौधों के लिए कैल्शियम के सबसे सस्ते पांच ऑर्गेनिक स्रोत , Lime ka garden mein use

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 มิ.ย. 2024
  • lime(चूना) ka garden mein use kis tarike se Karen
    garden ke liye sabse sasta calcium ka substitute
    organic calcium for garden
    पौधों की वृद्धि के लिए फूलों और फलों का साइज बढ़ाने के लिए
    फल और फूल को सड़ने से बचाएगा कैल्शियम

ความคิดเห็น • 150

  • @myhobbyisgardening5164
    @myhobbyisgardening5164 27 วันที่ผ่านมา

    Wah bhut badiya jankari di apne nice sharing friend 👌

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit dear 💐💐💐💐💐💐💐

  • @radhikakibagiya7828
    @radhikakibagiya7828 26 วันที่ผ่านมา +1

    बहुत अच्छा ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर आपने बताया🎉🎉🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      बहुत-बहुत dhanyvad aapka video dekhne ke liye 🌹🌹💐💐🙏🙏🙏

  • @suryagarden9660
    @suryagarden9660 28 วันที่ผ่านมา +3

    Plant ke liye celsiym fertilizer ki bhut achi jankari di hai aapne 🌞

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา +1

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 28 วันที่ผ่านมา +4

    Itni acchi acchi jankari dene ke liye aapka bahut hi dhanyvad 😍❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se aapka shukriya dear video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹🌹💐💐

  • @gudialittlegarden
    @gudialittlegarden 28 วันที่ผ่านมา

    Like done 👍 very nice fertilizer bataya hai mam 8:34

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se shukriya dear thanks 💐💐💐💐🌹🌹🌹❤️

  • @NatureloverJaspreet
    @NatureloverJaspreet 28 วันที่ผ่านมา +1

    Shukriya dear sister bahut achhi jankari di aapne 👍🏻🙏🏻🌹♥️

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา +1

      Shukriya dear sister video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐❤️❤️❤️

  • @CHHOTISIBAGIA
    @CHHOTISIBAGIA 27 วันที่ผ่านมา

    Bahut sunder bagiya h didi apka bahut achi jankari ❤❤❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Thanks dear 💐💐💐💐

  • @rameshjoshi9155
    @rameshjoshi9155 28 วันที่ผ่านมา

    Very informative vlogs🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit 🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @anilsrivastava61
    @anilsrivastava61 28 วันที่ผ่านมา

    Best calcium addition, nice information thanks

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา +1

      Shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐💐💐🙏🙏

  • @radheradhegardening5412
    @radheradhegardening5412 26 วันที่ผ่านมา

    😊 bahut achcha bahut hi badhiya bataya friend bahut achcha have a nice day🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad Dil se shukriya thanks 💐💐💐🌹🌹🌹💐💐🙏🙏🙏🙏🙏

  • @christianfredachristianfre3303
    @christianfredachristianfre3303 28 วันที่ผ่านมา

    Bahut badhiya.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit 🙏🙏🙏💐💐💐💐💐

  • @welcometoourgarden4129
    @welcometoourgarden4129 28 วันที่ผ่านมา +8

    मंजू जी हमें भी उपाय बताइए वह जो एक एक इंच के मेहरून रेड कलर के किले हो जाते हैं बहुत सारे उनके पैर होते हैं और बच्चों में बैठते हैं वह मेरी मिट्टी में हो जाते हैं फिर पूरे घर में फैल जाते हैं प्लीज उसके बारे में मुझे जरूर कोई उपाय पता हो तो हिंदी में बताइएगा मैं इंतजार करूंगी शुक्ला दिल्ली

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา +1

      वीडियो देखने के लिए धन्यवाद इन कीड़ों के लिए ना आप अगर घरेलू तरीके से करके देखें अगर ठीक होता है तो इसके लिए बहुत ही तीखी हरी मिर्च और लहसुन को ग्राइंड कर लो उसको छान लेना उसका जो लिक्विड निकलता है ना उसमें थोड़ी सी पानी मिलाना बस थोड़ी सी ही मिलना क्योंकि मिट्टी में डाल रहे हो ना आप और उसमें स्प्रे कर देना उनसे ठीक है तो देखना अगर रिजल्ट मिलेगा तो और यह समस्या जब बड़ी हो जाती है ना थोड़ी ऑर्गेनिक तरीका एकदम से ज्यादा काम नहीं करते हैं इसलिए आपको ना इसके लिए दवाई लानी पड़ेगी जो बीज खाद जहां मिलती है ना और शॉप से दवाई ले आना

    • @savatridevi-ns4ot
      @savatridevi-ns4ot 26 วันที่ผ่านมา

      1:35

  • @sushmacreative-jq3rg
    @sushmacreative-jq3rg 28 วันที่ผ่านมา

    Bahut achhi jaankari di maam❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐

  • @kpurva567
    @kpurva567 27 วันที่ผ่านมา

    Aapke to sabhi upay super se uper hote aunty.. fir to Bina dekhe hi like Banta hai🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye dhanyvad good dey💐💐💐💐🌹🌹💐🌷🌷💐

  • @shabnoorali547
    @shabnoorali547 26 วันที่ผ่านมา

    Useful information 😊😊😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹

  • @geetapandey-vs5ud
    @geetapandey-vs5ud 28 วันที่ผ่านมา +1

    Bahut Badhiya ji 🪴💐😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐🌹🌹🌹😊😊😊

  • @TheGlobalBawarchi
    @TheGlobalBawarchi 28 วันที่ผ่านมา

    Nice information!
    Lk 264
    Stay connected

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐💐

  • @user-un5uw3sl3q
    @user-un5uw3sl3q 28 วันที่ผ่านมา +1

    Nice information madam 🙏🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se shukriya aapka video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹🌹💐💐🌹☘️🌷🌷🌹🌹☘️

  • @Plantscare9731
    @Plantscare9731 9 วันที่ผ่านมา

    Very informative video nice 👍 nice nice thanks for sharing❤❤ new friend stay connected ❤❤❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  9 วันที่ผ่านมา

      Dil se shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 28 วันที่ผ่านมา

    Aapke garden mein phoolon ki bahar ke kya kahane🎉🎉❤❤ bahut hi Sundar garden 😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks, thanks, thanks 💐🌹🌹💐🌹🌹🌹🌹☘️🌷☘️🌷☘️

  • @kalajoshi1798
    @kalajoshi1798 28 วันที่ผ่านมา

    Manju ji aapke garden mein to bahut hi Sundar phool ho rahe hain kyunki aap bahut mehnat Karti Hain jiska fal mil raha hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Ji dil se aapka shukriya 💐💐💐💐💐❤️❤️🌹🌹❤️🌹❤️🌹🙏🙏🙏🙏

  • @anjubehl6708
    @anjubehl6708 28 วันที่ผ่านมา

    Nice information

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @Sakhigarden
    @Sakhigarden 28 วันที่ผ่านมา

    Good evening sister😊 bahut hi acchi Jankari Di aapane calcium ke base per😊 Chuna Mein Jabardast calcium hota hai thanks for sharing😊🪴👌

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Good evening dear sister video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad shukriya thanks 💐☘️🌹💐☘️☘️🌹🌷🌹🌹☘️💐☘️🌹🌹☘️☘️🌹❤️❤️❤️🙏💐💐

  • @anandijoshi1395
    @anandijoshi1395 28 วันที่ผ่านมา +1

    Very nice

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit 🙏🙏😊

  • @aliashtomer5787
    @aliashtomer5787 22 วันที่ผ่านมา

    Aap ka mkan bohot sundar hai

  • @anitapandey113
    @anitapandey113 27 วันที่ผ่านมา

    V nice🎉🎉

  • @Clutchboy_A
    @Clutchboy_A 26 วันที่ผ่านมา

    Namaste Manju ji Maine aapka ek video Dekha Tha usmein aapane bataya tha ki Ek lahsun Ko Agar peace ke pedon mein dalen to usse bahut acchi growth hoti hai mere sare pedon ki growth ruk Gai Thi Kyunki Humne Ghar change kara tha to Mitti mein se nikaalne ki vajah se Kai mahine Se Mere pet growth nahin kar rahe the lekin aapke Darshan wale🎉🎉🎉🎉😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Ji video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad Dil se shukriya to theek hai aapane iska use kiya to aapko achcha result Mila hoga 🙏🙏🙏🌹🌹🌹💐💐

  • @HumaKhan-nw7rt
    @HumaKhan-nw7rt 27 วันที่ผ่านมา

    Good❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷

  • @sakinalehri9355
    @sakinalehri9355 28 วันที่ผ่านมา

    Please make a detailed video of madh kamini plant and madhu malti plant. Your tips and tricks are best.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad support ke liye thanks Madhu Kamini mein abhi bumper flowering chal rahi hai sabhi mein chal rahi hai videos mein Maine dikhaya tha na mere plant mein bhi vah table Kam nahin hai abhi aap bus barish ke Pani mein kafi nutrition hai flowering hone lagegi jinmen nahin hua hai ek bar mein varmi compost ya gobar ki khad ki compost dalte rahiye sab mein Madhu Malti mein bhi vahi flowering ho rahi hai abhi aapke bhi flowering hone lagegi lagegi

  • @Rajkumar-vy6ue
    @Rajkumar-vy6ue 8 วันที่ผ่านมา

    ❤❤

  • @rekhajha2314
    @rekhajha2314 5 วันที่ผ่านมา

    मंजू जी सबसे अच्छा चुना, चाक और छाछ धन्यवाद🙏🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  4 วันที่ผ่านมา

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐💐🌹🌹💐🌷☘️🙏💐🌹💐🌷🌷

  • @christianfredachristianfre3303
    @christianfredachristianfre3303 28 วันที่ผ่านมา

    Please Gardenia plant growth , flowering per vedio banaye.

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji gardenia Dhanraj mein abhi flooring hogi November Tak flowering Hoti hai barsat ka samay hai abhi plant ki halki halki light aap cutting bhi kar sakte hain aur varmi compost de aur yah Jo organic fertilizer mein batati hun inhen aap jarur Apne plant per apply Karen aaj ka bhi apply Karen jisse ki achcha result milega

  • @vijaymehta9403
    @vijaymehta9403 9 วันที่ผ่านมา

    नमस्ते बहन 🙏
    पौधों पर सफेद रंग के कीड़े लग जाते है कईबार उनका कोई अच्छा सा organic घरेलु उपचार बताये 🙏

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  8 วันที่ผ่านมา

      जी नमस्ते वीडियो देखने के लिए धन्यवाद, मेरे चैनल पर काफी घरेलू कीटनाशक की वीडियो है आप उन्हें देखो‌उसमें सब बताया है आपके अच्छे से समझ में आ जाएगा

  • @welcometoourgarden4129
    @welcometoourgarden4129 28 วันที่ผ่านมา

    थैंक्यू मंजू बहन जी मंजू शुक्ला दिल्ली थैंक यू बहन दवाई बताने के लिए करके देखूंगी कल

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Thanks dear 💐💐💐💐💐💐

  • @manjariagrawal1777
    @manjariagrawal1777 28 วันที่ผ่านมา

    Hibiscus aapke bahut sunder hain
    Ek jo white aur purple hai woh kahan se liya

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji white wale to nursery mein bhi kafi mil jaate Hain aur purple to maine cutting lagakar group Kiya kahin se vah bhi nursery mein milte Hain

  • @manjukhanna6260
    @manjukhanna6260 28 วันที่ผ่านมา

    Good information, where do you live mam

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main Haldwani mein rahti hun 💐💐💐🌹🌹

  • @parmeshwarigurung4495
    @parmeshwarigurung4495 25 วันที่ผ่านมา

    Hello Manju ji nice sharing kya high bread English Rose main bhi daal sakte hai chuney ka pani thanku ❤❤❤❤❤🎉🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  24 วันที่ผ่านมา

      Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad is chune ke Pani ko aap sabhi paudhon mein de sakte hain yah calcium ke liye hai sabhi bandhuon ko calcium ki jarurat hoti hai

    • @parmeshwarigurung4495
      @parmeshwarigurung4495 24 วันที่ผ่านมา

      @@Manjugardening1 thanku Manju ji

  • @jyotijaiswal6785
    @jyotijaiswal6785 12 วันที่ผ่านมา

    Manju ji hanging pot k liye sabse sasta midiyam kya hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  11 วันที่ผ่านมา

      Ji hanging pot ke liye sabse achcha soil cocopeat aur varmi compost hai, isase aapke pot halke honge, aur result bhi achcha milega

  • @prerakdesai9423
    @prerakdesai9423 15 วันที่ผ่านมา

    क्या बरसात के मौसम में पौधों को कैल्शियम दे सकते है?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  15 วันที่ผ่านมา

      Ji han agar paudhe mein fal Lage Hain ya phool Lage Hain ya sabjiyon Wale paudhe Hain to unko jarur de sakte hain

  • @indirashah7281
    @indirashah7281 12 วันที่ผ่านมา

    Manju ji hamare rose 🌹 ke pattome sadan yani ke hol hojate hai ,mirchi ke me ho jate hai to kya karna chahiye ?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  11 วันที่ผ่านมา

      Ji video dekhne ke liye dhanyvad roj ke plant ki aap light cutting kar dijiyega plant se sare patton ko hata dijiyega aur ismein kisi fungi site ka spry Karen,, gharelu mein aap aloe vera aur lahsun se liquid banaen aur uska spry kar den Pani milakar banana channel mein video hai meri lahsun ka Jadu use dekhna,

  • @mybeautifulgarden9252
    @mybeautifulgarden9252 24 วันที่ผ่านมา

    Kamal ke podhe per koi video banaeye please

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  24 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit ji jarur 💐💐💐💐💐

  • @Twinkle-hv4qo
    @Twinkle-hv4qo 11 วันที่ผ่านมา

    Calcium or iron ki tablets use kar sakte hain

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  11 วันที่ผ่านมา

      Ji han bilkul kar sakte hain mere channel per bhi video Hain tablet se use karne ki aap dekh lena

  • @muskandhekware8018
    @muskandhekware8018 28 วันที่ผ่านมา

    Sabhi plant me de sakte hai Kya ma'am

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Ji han video dekhne ke liye dhanyvad sabhi mein de sakte hain yah sare video mein samjhaya hua hai

  • @prerakdesai9423
    @prerakdesai9423 15 วันที่ผ่านมา

    मेरे नींबु के फल पौधे पर ही फट जाते ह। कैल्शियम की कमी की वजह से हे?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  15 วันที่ผ่านมา

      Ji han calcium ki Kami se fal sadte bhi hain aur fat bhi jaate Hain Aksar aur kabhi boron ki Kami bhi Ho jaati hai aap plant ko nutrition den calcium jarur den

  • @KumkumKannaujiya-yj7pi
    @KumkumKannaujiya-yj7pi 3 วันที่ผ่านมา

    Mili bug ke liye koi dawa ?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  3 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad aap channel per visit kijiye bahut sare kitnashak davaiyan bataye hain maine

  • @sunitagupta5229
    @sunitagupta5229 23 วันที่ผ่านมา

    Mam chak mitti bhi yahi chiz hoti h ya isse alag hota h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  22 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aap chauk Jo mitti hai isko bhi dal sakte hain lekin Matra Sahi rakhiega

    • @sunitagupta5229
      @sunitagupta5229 22 วันที่ผ่านมา

      My pleasure mam aap ye bhi bataye ki kitni quantity honi chahiye

  • @sandeepmann6780
    @sandeepmann6780 24 วันที่ผ่านมา

    Madam podhe ke hisar से kese Dale

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  24 วันที่ผ่านมา

      Chhote pot mein 200 ml dal Den bade mein 500 , mahine mein ek bar dalen koi dikkat nahin thoda kam jyada bhi ho jata hai to

  • @wamikhkhan3478
    @wamikhkhan3478 27 วันที่ผ่านมา

    Maim mere paas pitunia vine h aur buganbelia maine ek hi gaddhe m dono laga rakhi per dono m hi growth nahi ho rahi koi tareeka bataya

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      Ji ek hi gaddhe mein donon Ko mat lagaiye unhen अलग-अलग kijiye Jo plant kamjor ho raha hai usko usmein se nikal lijiye usko alag se lagaiye unki growth acchi hogi roots mein achcha failav hoga अलग-अलग

  • @yogeshbhardwaj7817
    @yogeshbhardwaj7817 17 วันที่ผ่านมา

    Aap uttrakhandi ho?

  • @sandeepmann6780
    @sandeepmann6780 24 วันที่ผ่านมา

    Kitne din me dalna h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  24 วันที่ผ่านมา

      Ji video mein detail se samjhaya hua hai

  • @pandurangpatil1473
    @pandurangpatil1473 14 วันที่ผ่านมา

    फारच छान माहिती आहे

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  14 วันที่ผ่านมา

      💐💐💐💐🙏🙏🙏

  • @rukmanikatlam5583
    @rukmanikatlam5583 27 วันที่ผ่านมา

    1 litre Pani ko kitne paudhe mein dalna hai bataiye Manju ji

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji chhote pot hai to do pot ke liye ho jaega Apne plant ke anusar dalen bahut bada paudha hai to 1 litre usi mein a jaega छोटे-छोटे Hain to unko kam kar lijiye दो-तीन mein dal lijiye koi dikkat nahin

  • @nbthapamagar9445
    @nbthapamagar9445 28 วันที่ผ่านมา

    मेम हमारे यहाँ बारीस हो रही है क्या गिले पोट में कैल्शियम दे सकते हैं

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      वीडियो देखने के लिए धन्यवाद जी आजकल बारिश हो रही है जब बारिश रुक जाए उसे समय आप डालिएगा, जब थोड़ा सी जो है मिट्टी सुख सी जाए

  • @swapnamanna9783
    @swapnamanna9783 28 วันที่ผ่านมา

    Gamla se snail ko kaise hotay

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji snail ko bhagane ke liye aadhe litre Pani mein 5 gram ke kareeb fitkari Ko ghol do aur use Pani ko dal dijiye plant ke Charon or ya Jahan per snail Hain vah bhag jaenge snail chale jaayengi

  • @Prabhjotkaur-qd8zk
    @Prabhjotkaur-qd8zk 5 วันที่ผ่านมา

    Kisi bhee plant mai dalna hai chuna sis

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  4 วันที่ผ่านมา

      Ji han kisi bhi plant mein dal sakte ho sabhi plant ko calcium ki jarurat hoti hai isiliye Dala ja Raha hai Sahi Matra ka Dhyan rakhen

    • @Prabhjotkaur-qd8zk
      @Prabhjotkaur-qd8zk 4 วันที่ผ่านมา

      @@Manjugardening1 thanx di

  • @Rajkumar-vy6ue
    @Rajkumar-vy6ue 8 วันที่ผ่านมา

    Mere Gulab Ka Kalyan Nahin a rahi hai kaun sa Khadya Ravan a Gaya Hai Ek bhi Kali Nahin Hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  8 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad gulab ki kafi video hai channel per maine usmein bahut sare gharelu khad ki jankari di hai aap unhen dekhen aapke samajh mein acche se a jaega aur aapko bahut achcha result bhi milega

  • @karankhera4412
    @karankhera4412 25 วันที่ผ่านมา

    Mango tree ki stems black ho rhia or koi growth nhi ho rhi stems black cut kr dete or pher jaha se cut kia hai uss k agge se black ho rhia koi solution btao mam

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  24 วันที่ผ่านมา

      Video dekhni ke liye dhanyvad ji jab die back ki problem hoti hai to aap stam ko vahan per se cut kar dijiye lekin uske bad usmein fungi site jarur lagaen, paudhe mein Pani Na dalen usko dhup mein Na rakhen,

  • @user-lz5qe2hz1n
    @user-lz5qe2hz1n 26 วันที่ผ่านมา

    ਕੀ ਸਾਰੀਆ ਚੀਜ਼ਾਂ ਕੱਠੀਆ ਹੀ ਪਾ ਦੇਣੀਆਂ ਹਨ ਜਿੰਨੀਆਂ ਤੁਸੀ ਦੱਸੀਆਂ ਹਨ ਜਾਂ ਫਿਰ ਕੱਲੀ ਕੱਲੀ ਚੀਜ਼ ਪਾਉਣੀ ਹੈ ਇਸ ਬਾਰੇ ਵੀ ਦੱਸਿਆ ਕਰੋ

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา

      🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐🌹🌹🌹💐💐🌹🌹💐

  • @raghunathsharma7626
    @raghunathsharma7626 28 วันที่ผ่านมา

    Vinka.aprajita.almanda gudal maifool nhi AA the.kya.kru

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad ab barish shuru ho gai hai ab sab mein phool aane lagenge plant ki halki halki light light cutting kar dijiye upar se garmi ki vajah se plant ki growth ruki thi aur flowering bhi nahin ho rahi thi sab mein hone lagengi, yah Jo organic fertilizer mein batati hun inhen bhi Apne plant per apply kijiye plant healthy honge acche honge to flowering bhi hogi

    • @raghunathsharma7626
      @raghunathsharma7626 28 วันที่ผ่านมา

      @@Manjugardening1 thnku.manju.haldwani

  • @Deepak-qt6rn
    @Deepak-qt6rn 27 วันที่ผ่านมา

    Rose ajkal kafi chote ho rahe hain ya Rose apne season me hi bade khilte hain plz koi upay batayen ager koi ho to. 🌹🙏🏽🙏🏽

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  27 วันที่ผ่านมา +1

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji rose mein abhi chhote hi phool aaenge jab temperature 30 degree ke niche hoga tab bade flowering hogi koi upay nahin hai dusra

    • @Deepak-qt6rn
      @Deepak-qt6rn 27 วันที่ผ่านมา

      @@Manjugardening1 Thanks

  • @malinidinkar3058
    @malinidinkar3058 28 วันที่ผ่านมา

    Ye.kya.chig.h?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Ji yah to maine video mein sara samjhaya hai bataya hai yah chuna hai Lime, video ko acche se dekhega Sahi Matra mein aap daliyega

  • @channel-uh6fy
    @channel-uh6fy 28 วันที่ผ่านมา

    Garden me to bujha hua chuna use karte h

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji yah powder form mein aata hai yah bujha hi hota hai fir bhi aap isko 2 ghante Tak bhigokar rakh Dena Pani mein Jo ki maine bataya hai, Jo stone wala chuna hota hai bada vah bujha nahin hota hai aur usko jab bheegate hain to usmein bahut hi jabardast dhuan nikalta hai बड़े-बड़े bubbles aate Hain usmein usmein bahut savdhani karni hoti hai

  • @nitasonawdekar5559
    @nitasonawdekar5559 11 วันที่ผ่านมา

    2.31

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  11 วันที่ผ่านมา

      Thanks 💐💐💐💐💐

  • @bhaktivlogs763
    @bhaktivlogs763 28 วันที่ผ่านมา

    🪴💯💯

  • @harmeetkaur8967
    @harmeetkaur8967 28 วันที่ผ่านมา

    Chabi de k sora

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      💐💐💐💐🙏🙏🙏

  • @anjubehl6708
    @anjubehl6708 28 วันที่ผ่านมา

    Ki

  • @manjariagrawal1777
    @manjariagrawal1777 28 วันที่ผ่านมา

    Aap kahan pe rehti hain

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Video dekhne ke liye dhanyvad Ji main Haldwani mein rahti hun

  • @hreem1008
    @hreem1008 26 วันที่ผ่านมา

    Last video mein aap geru bole the....mein 1 kilo le aya....😅

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  25 วันที่ผ่านมา +1

      😅 video dekhne ke liye dhanyvad koi baat nahin aapka kam a jaega geru to sasta hi milta hai achcha result milta hai iron ki Kami dur Hoti hai paudhon mein

  • @mahendrasinghkulhari2548
    @mahendrasinghkulhari2548 4 วันที่ผ่านมา

    चूना डालने पर मिट्टी की pH बढ़ जाएगी

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  4 วันที่ผ่านมา

      Ji namaste video dekhne ke liye dhanyvad Maine video mein sab kuchh samjhaya hua hai video ko Puri dekhen kis tarike se dalna hai kitni Matra mein dalna hai pH jise koi fark nahin padega

  • @seemasethi1154
    @seemasethi1154 28 วันที่ผ่านมา

    Nice information

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Thanks for visit 🌹💐💐💐💐💐🌹💐

  • @sushmapandey2623
    @sushmapandey2623 28 วันที่ผ่านมา

    Very nice

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  28 วันที่ผ่านมา

      Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏💐💐💐💐💐

  • @FlowersGraftingTechnic
    @FlowersGraftingTechnic 19 วันที่ผ่านมา

    Nice information

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  17 วันที่ผ่านมา +1

      Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐🌷🌷