5lakh ki car me itna suvidha diya jata hai Jab baat tractor ki aati hai to kabad bechte hai. Car jaise digital console bike me aane lage hai. Hazard button. Light control steering ekdum basic aur bahut kuch hai kisaan bhaiyo ko luta ja raha hai. Tractors ke electronics ko aur bhi behtar banaya jansakta hai... Par commission kaha se mile inhe.
Leakage k mater me to mahindra tractor no.1 hai 10-hajar engine hours puer ho gaye , 2003 model hai Ajj take 2.5 liter/ hour diesel jalata hai , abhi tak engine ka koi kam nahi aya , sirf tayer aur diesel k kharch she chalata hai , India ka paisa India ma rahana chahiye no sent for other country ....
Differential lock lagbhag sabhi tractorse diya jata kuch ek ko chodkar. Waise india me aaj bhi chota mota modification ke saath wahi 1960 1970 ke engine beche ja rahe hai. Koi bhi emission norm nahi follow kiye jate. Ye sudhar karna hoga.
Bhai logo ye jo Bhai vedio mien bol rha hai iska naam Arvind hai . Ye Kubota company ka demonstrater hai bolta bhut achha hai . Mere farm per demo ker chuka hai mere pass 5501 4x4 hai. Is bande ke pass koi technical knowledge nhi hai sirf achha Bolker grahak Ko convence karta hai . Baki tractor koi baat karu to keemat dusre tractors se jyada hai . Spare part bhut experience hai . Sabse bada jhooth ke diesel kam khatta hai. 5501 4x4 ki khalli sadak per average hai 4.4 km per litre ( 7.125 litre per hour) Khet mien Harrow per 9.473 litre per hour . Maine compny ke logon ke samne ye average nikal rakhi hai . Is bhai ki baaton per Trust mat karna.
Bhai ye dono tractor india ke polution norms ko follow nahi kr pa rahe hai isliye launch nahi ho pa rahe h Soch lo jo company polution norms control nahi kr sakti wo kya karegi
Trecter ka sab kuch badeha hai par kubota mu 4501 ka erodynamic bonet bahut hi bekar hai 45 hp hone ke baad bhi dekhne me bahut hi chota trecter dekhta hai frent se dekhne par lagta hai ki 24 hp ka trecter hai waisa lagta hai erodynamic ke karen bahut hi bekar dekh ta hai
Bhai kubota ki mu series tractor india ke polution norms ko follow nahi kr pa rahi hai isliye new tractor launch nahi ho pa rahe hai Soch lo jo company polution norms pure nahi kr pa rahi h wo kya karegi
jai shree ram 🚩🚩🚩 bhai
love you Kubota tractor
सबसे लोकप्रिय 🚜 ट्रैक्टर हे महिंद्रा का
Q bhai ye achha nahi.
@@sunilghude2348 parts ki problem hoti he bad me
🙏🙏🙏🙏
Kohi bat nahi kyonki duniya ki no 1 tractor company bharat ki he mahindra lover ❤️❤️❤️
बहुत अच्छा ट्रेक्टर है मैं शिवा त्यागी बोल रहा हूं
आप के पास कोनसा है भाई साहब जी
Duniya ka sabse achhe taikatr
Kubota mu4501 mai company ko double distributor bhi Dena chahie
Fantastic Tyagi ji
🇮🇳🙏 जय हिंद बहुत ही सुपर ट्रैक्टर निकाला है कंपनी ने
Hli
Bahut accha tractor
Kubota is bast
Thanks for posting informative videos for farmers,
Kubota rotavator Ka bare me video banao
इनको एचएमटी ट्रैक्टर दिखाना सारी खूबियां है
Bhai HMT ne jo features 1979 me 5911 me de diye the vo inke pas ab b na h...
There is so many good tractor of india made suitable for indian farmers.
Sir, Which is Best Rotavator for Mu4501?
Good tractor main Gujarat se aur han yah Mela kahan per Laga
Wow great work 👍👍👍
What is the price tag and Government's subsidy
5lakh ki car me itna suvidha diya jata hai
Jab baat tractor ki aati hai to kabad bechte hai. Car jaise digital console bike me aane lage hai. Hazard button. Light control steering ekdum basic aur bahut kuch hai kisaan bhaiyo ko luta ja raha hai. Tractors ke electronics ko aur bhi behtar banaya jansakta hai... Par commission kaha se mile inhe.
Mast tractor hego mene liyo hego 3 mahino ho gayo hego. Khoob rapa rap chale hego. Diesel kam khaye or kaam khoob kare hego.
Kon sa ap pas
Leakage k mater me to mahindra tractor no.1 hai 10-hajar engine hours puer ho gaye , 2003 model hai Ajj take 2.5 liter/ hour diesel jalata hai , abhi tak engine ka koi kam nahi aya , sirf tayer aur diesel k kharch she chalata hai , India ka paisa India ma rahana chahiye no sent for other country ....
Very nice
I am indian trakter sapoter
Bhai Mahindra hamsa dual ecting power steering data ha
Kubota mu5501. Me 14 ke tayar milate he kya
Yess
Sir ye trector hoshangabad sorum me hai kya kubota 4501 ki price kitni h
शानदार
New company k tractor me koi part khrab ho jaye to bhut mushkil se milta hai
Mere pass Mahindra 265 h jiska oil seal 2000 hr tak bhi nahi kharab hui diffrencial lock bhi h only 35 hp tractor me
Spare parts bohat hi Jada costley he
Governor pump konsa hota hai bhai
सर कुबोटा का रोटावेटर है क्या आपके पास विक्री
Mahindra is best, and now in USA 🇺🇸 mahindra is slowly getting stronger.
4501 straw reaper me chalega kya
सर ये नेपालमे उपलब्ध हो सक्ता है कि नहि
Differential lock lagbhag sabhi tractorse diya jata kuch ek ko chodkar. Waise india me aaj bhi chota mota modification ke saath wahi 1960 1970 ke engine beche ja rahe hai. Koi bhi emission norm nahi follow kiye jate. Ye sudhar karna hoga.
Differential lock tan mahindra 275 1993 model de which vi haga va
Nice tractor
Yk hi tektr h ke 4501 dusra koni ke
mahindra sonalika johndeer 💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪
Mahndr 265 me h differential lock2000 model
Kubota tectar ki dilevari Gujarat me kahahe bhai
A good tractor
Mahindra me aata hai differential lock aata hai jamane se २०००se
Bhai Kubota power tiller dikhaye.
Kubota mu 5501ka price bataiye
Bhai logo ye jo Bhai vedio mien bol rha hai iska naam Arvind hai . Ye Kubota company ka demonstrater hai bolta bhut achha hai . Mere farm per demo ker chuka hai mere pass 5501 4x4 hai. Is bande ke pass koi technical knowledge nhi hai sirf achha Bolker grahak Ko convence karta hai . Baki tractor koi baat karu to keemat dusre tractors se jyada hai . Spare part bhut experience hai . Sabse bada jhooth ke diesel kam khatta hai. 5501 4x4 ki khalli sadak per average hai 4.4 km per litre ( 7.125 litre per hour) Khet mien Harrow per 9.473 litre per hour . Maine compny ke logon ke samne ye average nikal rakhi hai . Is bhai ki baaton per Trust mat karna.
Kubota ka 50 hp or 57HP kab launch kar rahi he
Mf1035 gjb tracter
सर ए टेक्टर कहा पर मिलेगा हमारे एम पी मे नही मिलता
Good tarctor
Fidel Kitna khatam hits hai 1 hours me
Ismein distributor Bal hai ya nahin hai
Kubota tractor ka new model mu5702 .MU 4902 kab tak Indian market me launch kar rahi he
Bhai ye dono tractor india ke polution norms ko follow nahi kr pa rahe hai isliye launch nahi ho pa rahe h
Soch lo jo company polution norms control nahi kr sakti wo kya karegi
Eicher ek maatr aisa tractor h jise gair chota karke bhi rok sakte h.....kubota me jyada kuch special nahi h
ट्रेक्टर अच्छा है सर्विस नेटवर्क ठीक नहीं
Kito na famous hora yo
TH-camr jabarjasti kr re h en gel
Mahindra Indian no 1 tactar
Sir, you have not indicated regarding hydraulic, is there any point given to connect pressure pipe to operate jeck type trolley.
सर जी मुझे लेना है आयशर की है 557 को एसक्चेंच कर के लेना है chhattisghar से हूं
Bhai Aapka tractor rpm tolta he aap engine mala mala lagaye
इसका टार्क बहुत कम है टेक्टर में टार्क अधिक होना चाहिए इसकी खिचाई कम है दम तोडता है
Mere ko Kubota agency Mein kam Karna Hai Mil payega kya
Bhai pen me magnet to nahi lagi he 😂😂
Sonalika 55 rx sikander kubata 55 hp ki fardayaga
Kubota piche bada hai John Deere ke mamale,, kimat aur diesel
Es tracter ka price our ajence India ma kha hi batay
Reavese pto nahi 4501 me
Reavese pto lagado to badiya rahega bhaiyaa
Aap ki marketing prise say piti hai prise and sarvice menten Karo power track wale to kissan ke Ghar pe sarvice dete hai wo Bhi 8 hars me good sarvice
Bihar me lena kab mil sakta hai
बहुत-बहुत धन्यवाद आपको भाई साहब आपके कांटेक्ट नंबर दिए दिए दिए हमको ट्रैक्टर खरीदना है आप फोन लगाइए
Bhi swarj 855 Laga Lena
punjab thresher chl skti isse
Bihar Araria aur Purnia me dealership hona chahiye
Kubota MU 4501 Plz trade in Pak market.Engine which country used ?
Kubota customer number chahie helpline number in Kubota my mobile number 9826599591 Mp Ashok Nagar
Sir mu4902 kab aayega india me
Bahut cost hai ishka.. Hum garib kaise kharid paayenge...
Good tractor
Kobota me mu4001 40hp me bhi hona chaiye
Mileage kya.. 1 ghante ka...?
Not so khas tractor,Mahindra tractor is world's largest selling farming equipment
Rite
Up me jaunpur me iski ajensi kab aaye gi
Trecter ka sab kuch badeha hai par kubota mu 4501 ka erodynamic bonet bahut hi bekar hai 45 hp hone ke baad bhi dekhne me bahut hi chota trecter dekhta hai frent se dekhne par lagta hai ki 24 hp ka trecter hai waisa lagta hai erodynamic ke karen bahut hi bekar dekh ta hai
Price k hisaab se high low medium gear dena chahiye tha
Tractor ki maintains kese hogi ?
Indian mechanics nahi krty repair
Sir hame bhi kubota tractor bare me btahiye
After sale ,device ki avam spare parts available ke bare me bataya hi nahi?
M bhi ab to kubota sochke hi lunga......ese sails man hone ki vajah se
Mere mahindra me hai 2009 model difrenceal lock
Nepal me qew nahi milraha hai cubota
भाई इसका ऐय्र्कलिंर तेल वाला नही है
Local market main parts Nahin hay
What is show room price of this tractor
Mere ko mu 4501 qubota lena hai
Bhai shab khubi he bato ge kuch kami bhi batao
Kubota apne new MU series kyu nhi late Indian market me new launch karo
Bhai kubota ki mu series tractor india ke polution norms ko follow nahi kr pa rahi hai isliye new tractor launch nahi ho pa rahe hai
Soch lo jo company polution norms pure nahi kr pa rahi h wo kya karegi
Thanks sir
Ghante Mein diesel Kitna litre Pita Hai Bukhar mein
Sir mai ta youtube me hi he company ko jana
Blasting kmpresar को चलेगा ?