Sir, Nighteye ke H7 LED 72W, 6500K me koi "driver kit" (black box/ballast) attached nahi hai. sirf LED bulb, wire aur connector hai..kya ise mein apne scorpio n me laga ke sakta hun? Please advice kijeye. Such a informative channel you have. Good luck...Subscribed💟💟💟
Sir nighteye led me koi driver ballast nahi Hota Hai, wo direct plug and play hai , aur Haa aap apne scorpio me nighteye led laga sakte hai aur behtar ho to philips 100w led laga lijiye nighteye se behtar hai
Sir apka kehna sahi hai 600 se 700rs me elm 327 obd device aa jati hai jo ki torque aap me run karti hai but aap har Samay sirf car ka data dekhne ke liye phone ka use nahi kar sakte kyoki aur ye device proper fit rahegi with inbuilt display ke saath aur obd device Bluetooth ke through run karti hai aur aaj ke Samay me maximum log Bluetooth car stereo me use karte hai na ki pen drive me aap same time stereo aur obd ko Bluetooth se connect nahi kar sakte , So mere hisab se ye device kaam ka hai aur ye specially technician ke liye jyada accha hai jo engine repair or rebuild karte hai aur repair ke baad engine ka live data dekhna chahte hai ke engine sahi se kaam kar raha hai ke nahi
very nice product for 🚗🚗🚗👍👍👍
Doston jyada se jyada share karen ,aur channel ke growth me help karen 😊
Sir, Nighteye ke H7 LED 72W, 6500K me koi "driver kit" (black box/ballast) attached nahi hai.
sirf LED bulb, wire aur connector hai..kya ise mein apne scorpio n me laga ke sakta hun? Please advice kijeye.
Such a informative channel you have. Good luck...Subscribed💟💟💟
Sir nighteye led me koi driver ballast nahi Hota Hai, wo direct plug and play hai , aur Haa aap apne scorpio me nighteye led laga sakte hai aur behtar ho to philips 100w led laga lijiye nighteye se behtar hai
Is data k liye koi acha obs use kr skte h jo thoda accha ho aur app k through access kr pae plz suggest and make video on it. Thanks
Sir apka kehna sahi hai 600 se 700rs me elm 327 obd device aa jati hai jo ki torque aap me run karti hai but aap har Samay sirf car ka data dekhne ke liye phone ka use nahi kar sakte kyoki aur ye device proper fit rahegi with inbuilt display ke saath aur obd device Bluetooth ke through run karti hai aur aaj ke Samay me maximum log Bluetooth car stereo me use karte hai na ki pen drive me aap same time stereo aur obd ko Bluetooth se connect nahi kar sakte ,
So mere hisab se ye device kaam ka hai aur ye specially technician ke liye jyada accha hai jo engine repair or rebuild karte hai aur repair ke baad engine ka live data dekhna chahte hai ke engine sahi se kaam kar raha hai ke nahi
Is it compatible with Innova Crysta 2.4 diesel.
Yes sir
Aapka no. Dijiye sir...swift headlight se related bt krna h
Sir 9111272960 what's app par msg kariye main apko contact kar lunga