Question No 3️⃣2️⃣3️⃣Jumme ke Din Maic par Namaz padhna kaisa hai?By Mufti Badruddin Ahmad Khan

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ส.ค. 2024
  • Jumme Ke Din Maic par Namaz padhna kaisa hai? By Mufti Badruddin Ahmad Khan Qadri Razvi Nizami Misbahi Sahab Qibla Karnataka India

ความคิดเห็น • 21

  • @mahaboobmahaboob2741
    @mahaboobmahaboob2741 2 ปีที่แล้ว +11

    Maslak e aala hazrat zindabad ahle e sunnat wa jamat zindabad

  • @mdsalar5257
    @mdsalar5257 2 ปีที่แล้ว +2

    Suban.Allah

  • @user-fg4wm3qr3s
    @user-fg4wm3qr3s 2 ปีที่แล้ว +2

    مَاشَآءَاللّٰهﷻ

  • @niazrazaqadri
    @niazrazaqadri 2 ปีที่แล้ว +1

    Beshak haq hai

  • @mgtmujaddidi5107
    @mgtmujaddidi5107 5 หลายเดือนก่อน +1

    اعلی حضرت رحمہ اللہ نے کس کتاب میں ناجائز کہا ہے

  • @dilshadraza8072
    @dilshadraza8072 5 หลายเดือนก่อน +1

    Aur bahar wale Muktadi kya karenge Hazrat

  • @aaodeensikhen4992
    @aaodeensikhen4992 6 ปีที่แล้ว +2

    Mufti Sahab se rafta kaise kare, mujhe Chand masail k jawabat chahiye

  • @AL-TanSim2
    @AL-TanSim2 2 ปีที่แล้ว +3

    Hazrat Apne Kaha mic par namaz nahi hogi.
    Phir apne kaha imam ke piche 1st saf me namaz ada hogi warna nahi hogi...
    Mera sawal yeah hai ke..
    Jo imam mic par namaz pada rahe hain kya unki namaz qubul hai kya ya phir durust hai kya...

  • @wajidqadri1153
    @wajidqadri1153 5 หลายเดือนก่อน +1

    Hazrat Assalam o alaikum
    Ulma ka kaam Masail ka Hal dena hai Awam ko Shariat Azeemat or Rukhsat dono Raste deti hai
    Sawal karne wale ki majboori ko jante hue bhi aap ye keh rhe hai ki pehli Saf me padhoge to ho jaegi warna nhi
    Hazrat Baaz aukaat masjid badi hoti hai or pehli Saf bhi lambi hoti hai Zaroori nhi hai ki usko haq waqt ki namaz me thik imam ke pichhe jagah mil jaye aur agar mic me namaz hogi to masjid ke ander lage sound box ke wajah se mic se hi awaz ayegi iss surat me wo kya karega
    Sunni Seminar me Tamam akabereen Muftiyane kiram ko iss bat par taweel discussion karke kuchh hal nikalna chahiye

  • @seerajalam
    @seerajalam 5 ปีที่แล้ว +1

    Mufti sahab se kaise rabta karein

  • @mudssirsiddiqi2360
    @mudssirsiddiqi2360 ปีที่แล้ว +1

    Agr aage ki saf m imam ko dekh kr ruku sazda kiya to kya hoga

  • @salahuddinhanfiqadrirazvi6886
    @salahuddinhanfiqadrirazvi6886 2 ปีที่แล้ว +1

    Agar Sahar ki sabhi masjido ke imaam dawate islami ke muballig ho to Juma ki namaz ke liye kya hukm hai please rahnumai farmaye

    • @SayyediMurshidiNetworks
      @SayyediMurshidiNetworks  2 ปีที่แล้ว

      Apna whatsaap number send kare aap

    • @akshar_ahad_razvi
      @akshar_ahad_razvi ปีที่แล้ว

      Yahi sawal ka jawab mujhe v cahiye

    • @Ajju.113
      @Ajju.113 ปีที่แล้ว +2

      ​@@SayyediMurshidiNetworks aaap Hazrat ek baat ka jarur jawab dena hm aaj Sahar me jumme ki namaz paden jaate hai banha to hazaro log aate hai aur mice par namaz hoti hai to kya hmra namaz padna sahi ya galat

    • @SayyediMurshidiNetworks
      @SayyediMurshidiNetworks  ปีที่แล้ว

      @@Ajju.113 WhatsApp Par Suwal Kare aap 9066690320

  • @user-ri8yx4wz4r
    @user-ri8yx4wz4r 3 หลายเดือนก่อน +1

    Sabse pahle yah Bareilly Maulana ko yah Nahin maloom hujur ke Jamane mein Jo sahabi the jinhone hujur ka Didar Kiya aur Imaan lae unko Razi Allah Tala ka khitab Mila Ala Hazrat ko kahan se Raji Allah Tala banaa Diya Tum kya Ala Hazrat hujur ke Jamane Mein the

    • @MuhammadAmaanQadri
      @MuhammadAmaanQadri 2 หลายเดือนก่อน

      Beta ye batao ki Hazrat e Sahaba e Ikram ke alawa kisi or ko Raziallahu anhu nhi kah sakte . ye kis fiqh ki kitab me likha h . Ya kisi Fuqha ne mana Kiya h

    • @Antidev72
      @Antidev72 2 หลายเดือนก่อน

      رضى الله عنه
      Ka matlab hi batade Jahil