ขนาดวิดีโอ: 1280 X 720853 X 480640 X 360
แสดงแผงควบคุมโปรแกรมเล่น
เล่นอัตโนมัติ
เล่นใหม่
Wtf 135 💀 have same bike but mine goes 127
Bro pahle 138-140 jati thi manke ek playlist banayi hai ki kasie speed increase karni hai wo dekh lo tumhari bhi increase ho jaye kya pata 💀
@@Vivek-pandey thank you bhai abhi jata hu check karta hu 🗿
Meri to 121 hi gai thi 😂
@@ay1927 koi baat nahi bhai playlist dekh lo tum bhi 💀
@@MR.LUCKY.007 jao bhai Jeet ke ana ☠️
The last he said 🗣️: "Badmashi na karna, aaram se chalana." A good message to our youth generation.A big W for you bro.
Thank you so much bhai ❤ please do subscribe if you find this interesting 👋
bro konsa engine oil use karteho?
Bhai uspe already ek dedicated video banaya abhi latest mei dala hai dekh lo ek baar
Bhai. Isme r15 v4 ka chain sprocket lga sakte h kya
Hub fit nahi ho payega bro
Bhai full speed ke bad engine sound change hoti hai kya
Loud ho jati hai thodi
Bhai ye sticker kaha se liya jo rim pr lage h pulsar n160 likha h please batao bro ❤
Bhai ye normal stickers hai kisi bhi shop pei mil jayenga bus apne hisab se banawa lena
stock rim me sahi rehta h kya 150 mm?
Ha bhai problem nahi ayegi but thoda fitting mei issue ayega Mera tyre fitting wala video dekh lo bro latest mei dala hai
Meri new red n160 ki abhi 1st service kaarvayi hai or mene abhi top only 120 hi mara hai or 120 bhe both muskil se giyee hai so 😢 ye keya problem hai
Abhi new hai isiliye 3rd service ke baad jayegi
Bro meri 1st service ke baad 129 le gya araam se baaki 135 se chali jati h
@@Vivek-pandey second service prr ECU update krva lu Keya ??
Wheel disc change kiya nahi tho default set hota bhayya
Bhai ye sari bate manie tyre ke review wale video mei batayi hai wo dekh lo bro
Tyre price and which company
Already uspe ek video bana rakha hai bhai
Engine light kyu on h?
Battery auto recharge ki problem hai
La apache n160fl da 138km y estaria genial un vs
Bhai aapki bike head me koi chin chin ki aawaj v aati hai grm hone ke baad
Bhai wo normal hai bike cool down hote waqt metal shrink hota hai aur usi wajah se
Bhai Milage test karo
Bilkul karenge bhai
V❌U✅
Bhai kya likhe ho ? 🥲
Mudguard hata leta to atcha lagta
Nahi bhai jab alloy wheel change karunga tab hata lunga aur wide lagega tab
@ konsa wala alloy wheel. Ns400 ka ya ns200 k bs4 model ka
@@Spidy18570 Duke 390 ka
Wtf 135 💀 have same bike but mine goes 127
Bro pahle 138-140 jati thi manke ek playlist banayi hai ki kasie speed increase karni hai wo dekh lo tumhari bhi increase ho jaye kya pata 💀
@@Vivek-pandey thank you bhai abhi jata hu check karta hu 🗿
Meri to 121 hi gai thi 😂
@@ay1927 koi baat nahi bhai playlist dekh lo tum bhi 💀
@@MR.LUCKY.007 jao bhai Jeet ke ana ☠️
The last he said 🗣️: "Badmashi na karna, aaram se chalana." A good message to our youth generation.
A big W for you bro.
Thank you so much bhai ❤ please do subscribe if you find this interesting 👋
bro konsa engine oil use karteho?
Bhai uspe already ek dedicated video banaya abhi latest mei dala hai dekh lo ek baar
Bhai. Isme r15 v4 ka chain sprocket lga sakte h kya
Hub fit nahi ho payega bro
Bhai full speed ke bad engine sound change hoti hai kya
Loud ho jati hai thodi
Bhai ye sticker kaha se liya jo rim pr lage h pulsar n160 likha h please batao bro
❤