Ya Allah ... Is khoobsorat , Wajdani kalam k zarye hum gunahagaron k Eman ko taza karnay k liye Ustaad Nusrat Fateh ki bay hisab maghfirat farma.... Aameen ❤❤❤
Allah ne kiya baargaah e Gaus jalee hai Gardan ko jhukkaay hue aik aik wali hai Har gaam pe sajde ki tamanna hai jabeeN ko Ye kis ka dar e naaz hai ye kis ki gali hai AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis ka AastaaN hai ye kis ka Sajde jahaN pe karte haiN aa ke farishtay //aastaaN hai ye kis ka Malaaiik sar jhukhaate haiN wali aankhaiN bichaataiN haiN dekho //aastaaN hai ye kis ka AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Ni baarghaah e hazrat e gaus as saqalain ast Naqade kamare haidar o nasl e hasanain ast Madarsh hussainii nasabast o pidaray oo Zaulaad e hussan yani kareem ul abawanain ast //AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Jhukhee behr e ibadat jab shah e baghdad ke dar par Ajab tauqeer e sajdah apni paishaani mai dekhee hai AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba -Qalb haibat se larzaaN hai insaan ka marhaba marhaba Hai asar bazm par kis ke faizaan ka marhaba marhaba Ghar basaade meri chashm e weeraaN ka marhaba marhaba Chand nikla hasan ke shabistaan ka marhaba marhaba- //chand nikla wo nikla //chand nikla wo nikla Marhaba marhaba wo wo chand nikla wo nikla -Sar ki zeenat amama hai irfaan ka marhaba marhaba Jubba tan par Muhammed ke ihsaan ka marhaba marhaba Rang aankhoN mai Zahra kai faizaan ka marhaba marhaba Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba- Nagar nagar mai karo manaadi Hai shaah e JeelaaN ki aaj shaadi //Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka Sare walioN ko mehmaaN banayia gaya Gaus e Azam ko doolha banayia gaya //wo wo Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba (Chants) //Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba MeeraN ke ghar hai shaadi aaye wali nabi sab Taiba se Mustafa bhi tashreef laa rahaiN haiN //Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba NazroN ko shauq e deed hai mangatoN mai jashan e eid hai //Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba -Bazm e qaun o maqaaN ko sajaaya gaya aaj Salleh Ala SaaibaaN rehmatoN ka lagaaya gaya aaj Salleh Ala Ambiya Auliya ko bulaaya gaya aaj Aalleh Ala Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba- Aao deewano muraadaiN apni apni maang lo //Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba JhooliaN har sawali ki bhar jaayaiN giiN Dar sakhi ka khula hai ataa ke liye //Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba //Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba -Aasnaa manzalat kis ka aiwaan hai wah kiya shaan hai Aaj khalq e Khuda kis ki mehman hai wah kiya shaan hai La Takhaf kis ka mashhoor farman hai wah kiya shaan hai Bil yaqeeN wo shehenshaah e Jeelaan hai wah kiya shaan hai Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba- -Har taraf aaj rehmat ki barsaat hai wah kiya baat hai Aaj khulne pe qufl e muhimmaat hai wah kiya baat hai Chaar soo jalwa aaraaiyai zaat hai wah kiya baat hai Koi bharne pe kashkol e haajaat hai wah kiya baat hai Aao faqeero aao jholee ko apni bhar lo //koi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat hai Ye waqt hai karam ka sarkar karam farmataiN haiN //Aao koi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat hai Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba- Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba -Gulshan e Mustafa ki phaban aur hai ye chaman aur hai Shah e Abraar ki anjuman aur hai ye chaman aur hai Rooaay gul dasta e panjtan aur hai ye chaman aur hai Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai Sarmadi rang hai is gulistaan ka marhaba marhaba- -Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood hai Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai //Pir mehr e ali pir mehr e ali //Pir mehr e ali pir mehr e ali Koi kisi ka koi kisi ka mere //Pir mehr e ali pir mehr e ali Majnoo ko mili Laila, Yusuf ko Zulaikha aur mujh ko mere //Pir mehr e ali pir mehr e ali Khiyaal apna apna pasand apni apni mere to haiN //Pir mehr e ali pir mehr e ali Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai -Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood hai Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai Kiya haseen manzar e shaan e mahmood hai khita e jood hai Har aayaan ghamghosh e mahmood hai khita e jood hai Auj paya hai phir cheez o qaiwaan ka marhaba marhaba- -Sham e tauheed dil mai jala kar piyo dil laga kar piyo Shah e batha ki khairaat paa kar piyo dil laga kar piyo Shaykh ke aastane pe aa kar piyo dil laga kar piyo Aankh mehr e ali se mila kar piyo dil laga kar piyo Khud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhaba Khud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhaba- -Hai adab husan ka baank pan saamne ik chaman samne Ahl e tatheer haiN khaima zan saamne panj tan saamne Hai ye rooaay hasan ki phaban saamne ya hasan saamne Jalwa farmaaN hai Gaus e Zaman saamne zofigan saamne Daikhiye kiya bane chashm e hairaan ka marhaba marhaba- -Shah e Jeelaan ki chaukat salamat rahe ta qiyamat rahe Naqsh e paa ka chaman pur karamat rahe ta qiyamat rahe Khalate ijtebaaze be qaamat rahe ta qiyamat rahe Sar pe walioN ka taaj e imamat rahe ta qiyamat rahe Silsila Gaus e Azam ke faizaan ka marhaba marhaba -Mazhar e zaat e Rabb e qadeer aap haiN dastgeer aap haiN Kaarwaan e karam ke ameer aap haiN dastgeer aap haiN Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN Dastgeera kar mehr tu mehr ali te tere baaj hai kaun Allah raasiaa daa //shah e baghdad peeraan e peer aap haiN Mehr hai saari Ali di shak na reh gaya ik tarah Karam kita Gaus e Azam sadaaN sardiaN waliaN //shah e baghdad peeraan e peer aap haiN Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN Kis naseer e hali ke naseer aap haiN dastgeer aap haiN Koi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhaba Koi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhaba- AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
Hazaroo Darood hazaroo salaam .Mera Nabi Akram SAW par .meri Jaan Mera imaan kurbaan aap par .ya BABA fareed RA... Jannat tul firdous ho. Voice of king NFAKko ❤️Riyaz khan from Indian occupied Kashmir
Subhan Allah bahut khub Masha Allah kya wording hai i m speechless kuch bola na jaye to wohi behtar hai Allah apko Jannat Ul Firdos mein aala se aala mukaam de bas apki awaaz ne logo ke aqeede jagaye hai
What a combination... Gaus e Pak (Radi Allaho tala anho) ki shan main Kalaam... Pir Saiyed Naseeruddin Naseer (Rehmatullahaleyh) ka likha huwa Kalaam... Nusrat sahab Marhum ki aawaz... ❤️
Aasnaa manzalat kis ka aiwaan hai wah kiya shaan hai Aaj khalq e Khuda kis ki mehman hai wah kiya shaan hai La Takhaf kis ka mashhoor farman hai wah kiya shaan hai Bil yaqeeN wo shehenshaah e Jeelaan hai wah kiya shaan hai
❤️❤️ AastaaN hai ye kis ka AastaaN hai ye kis ka Sajde jahaN pe karte haiN aa ke farishtay //aastaaN hai ye kis ka Malaaiik sar jhukhaate haiN wali aankhaiN bichaataiN haiN dekho //aastaaN hai ye kis ka AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Ni baarghaah e hazrat e gaus as saqalain ast Naqade kamare haidar o nasl e hasanain ast Madarsh hussainii nasabast o pidaray oo Zaulaad e hussan yani kareem ul abawanain ast //AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Jhukhee behr e ibadat jab shah e baghdad ke dar par Ajab tauqeer e sajdah apni paishaani mai dekhee hai AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba -Qalb haibat se larzaaN hai insaan ka marhaba marhaba Hai asar bazm par kis ke faizaan ka marhaba marhaba Ghar basaade meri chashm e weeraaN ka marhaba marhaba Chand nikla hasan ke shabistaan ka marhaba marhaba- //chand nikla wo nikla //chand nikla wo nikla Marhaba marhaba wo wo chand nikla wo nikla -Sar ki zeenat amama hai irfaan ka marhaba marhaba Jubba tan par Muhammed ke ihsaan ka marhaba marhaba Rang aankhoN mai Zahra kai faizaan ka marhaba marhaba Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba
me hindu hu par hazrat hasan-e- mushtaba ki shaan me ye chhota sa misra likhta hu - "astaan hai ye kis shahe zishaan ka , chaand hai jo shere yazdaan ka" ❣
Majnoo ko mili Laila, Yusuf ko Zulaikha aur mujh ko mere... Pir mehr e ali pir mehr e ali.. . Khyaal apna apna pasand apni apni mere to hen.. Pir mehr e ali pir mehr e ali.. . Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai
It gives me goosebumps everytime i listen. No words to explain what I feel. Allah Gause Azaam ke ghulamo mein qubool karey, Peer Naseer sahab ko, Nusrat Sahab ko aur is naa cheez ko bhi.🤲
ماشاءاللہ بہت خوب شاعری پیر نصیرالدین نصیر۔ آواز استاد نصرت فتح علی خان۔ جتنی مرتبہ سن لوں طبعیت سیر نہیں ہوتی
دل کرتا بار بار سنتا رہے،
شانِ آلِ حسینُ حسن اور ہے یہ چمن اور ہے سرمتی رنگ ہے اس گلستان کا مرحبا مرحبا۔ 19:23
Ya Allah ... Is khoobsorat , Wajdani kalam k zarye hum gunahagaron k Eman ko taza karnay k liye Ustaad Nusrat Fateh ki bay hisab maghfirat farma.... Aameen ❤❤❤
unki magfirath hogai hai tumari magfirat isime hai ke ahle baith ka daman tham lo
Aameen ya rabbul Aalmin
@@AsifKhan-oe8lfbeshaq subhan Allah
😮😊😊@@AsifKhan-oe8lf
😅😊⁹😊⁹😊😊😊😊😊😊😊😅😊😊😊😊😊😊😅⁹
Hyeee Mere Ghous e Pak Ka Naam Jis Hunarmand Ne Apni Zuban Se Liya Wo apne Hunar Mie Mahir Hogya ❤🙌🏻Sarkar e Ghous e Azam Karam ❤
Shukriya pir naseer sahab ka apne ye kalaam likha hamare dil par ahsaan kiya
Ye kalam ustad ji
ki magfirat k liye Kafi h
❤❤
ni
شان اہل حسن او حسین اور ہے ۔۔۔یہ چمن اور ہے وہ چمن اور ہے ۔۔۔ واہ سبحان اللّه ❤️❤️
قربانم قربانم یا جانم
@@umarfarooqbutt311 qyj
Allah ne kiya baargaah e Gaus jalee hai
Gardan ko jhukkaay hue aik aik wali hai
Har gaam pe sajde ki tamanna hai jabeeN ko
Ye kis ka dar e naaz hai ye kis ki gali hai
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
AastaaN hai ye kis ka
AastaaN hai ye kis ka
Sajde jahaN pe karte haiN aa ke farishtay
//aastaaN hai ye kis ka
Malaaiik sar jhukhaate haiN wali aankhaiN bichaataiN haiN dekho
//aastaaN hai ye kis ka
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
Ni baarghaah e hazrat e gaus as saqalain ast
Naqade kamare haidar o nasl e hasanain ast
Madarsh hussainii nasabast o pidaray oo
Zaulaad e hussan yani kareem ul abawanain ast //AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
Jhukhee behr e ibadat jab shah e baghdad ke dar par
Ajab tauqeer e sajdah apni paishaani mai dekhee hai
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
-Qalb haibat se larzaaN hai insaan ka marhaba marhaba
Hai asar bazm par kis ke faizaan ka marhaba marhaba
Ghar basaade meri chashm e weeraaN ka marhaba marhaba
Chand nikla hasan ke shabistaan ka marhaba marhaba-
//chand nikla wo nikla
//chand nikla wo nikla
Marhaba marhaba wo wo chand nikla wo nikla
-Sar ki zeenat amama hai irfaan ka marhaba marhaba
Jubba tan par Muhammed ke ihsaan ka marhaba marhaba
Rang aankhoN mai Zahra kai faizaan ka marhaba marhaba
Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba
Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba
Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba
Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba-
Nagar nagar mai karo manaadi
Hai shaah e JeelaaN ki aaj shaadi
//Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka
Sare walioN ko mehmaaN banayia gaya
Gaus e Azam ko doolha banayia gaya
//wo wo Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba (Chants)
//Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba
MeeraN ke ghar hai shaadi aaye wali nabi sab
Taiba se Mustafa bhi tashreef laa rahaiN haiN
//Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba
NazroN ko shauq e deed hai mangatoN mai jashan e eid hai
//Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba
-Bazm e qaun o maqaaN ko sajaaya gaya aaj Salleh Ala
SaaibaaN rehmatoN ka lagaaya gaya aaj Salleh Ala
Ambiya Auliya ko bulaaya gaya aaj Aalleh Ala
Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh Ala
Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba-
Aao deewano muraadaiN apni apni maang lo
//Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba
JhooliaN har sawali ki bhar jaayaiN giiN
Dar sakhi ka khula hai ataa ke liye
//Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba
//Urs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba
-Aasnaa manzalat kis ka aiwaan hai wah kiya shaan hai
Aaj khalq e Khuda kis ki mehman hai wah kiya shaan hai
La Takhaf kis ka mashhoor farman hai wah kiya shaan hai
Bil yaqeeN wo shehenshaah e Jeelaan hai wah kiya shaan hai
Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba
Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba
Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba
Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba-
-Har taraf aaj rehmat ki barsaat hai wah kiya baat hai
Aaj khulne pe qufl e muhimmaat hai wah kiya baat hai
Chaar soo jalwa aaraaiyai zaat hai wah kiya baat hai
Koi bharne pe kashkol e haajaat hai wah kiya baat hai
Aao faqeero aao jholee ko apni bhar lo
//koi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat hai
Ye waqt hai karam ka sarkar karam farmataiN haiN
//Aao koi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat hai
Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba
Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba-
Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba
Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba
-Gulshan e Mustafa ki phaban aur hai ye chaman aur hai
Shah e Abraar ki anjuman aur hai ye chaman aur hai
Rooaay gul dasta e panjtan aur hai ye chaman aur hai
Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai
Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai
Shaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur hai
Sarmadi rang hai is gulistaan ka marhaba marhaba-
-Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood hai
Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai
//Pir mehr e ali pir mehr e ali
//Pir mehr e ali pir mehr e ali
Koi kisi ka koi kisi ka mere
//Pir mehr e ali pir mehr e ali
Majnoo ko mili Laila, Yusuf ko Zulaikha aur mujh ko mere
//Pir mehr e ali pir mehr e ali
Khiyaal apna apna pasand apni apni mere to haiN
//Pir mehr e ali pir mehr e ali
Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai
-Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood hai
Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai
Kiya haseen manzar e shaan e mahmood hai khita e jood hai
Har aayaan ghamghosh e mahmood hai khita e jood hai
Auj paya hai phir cheez o qaiwaan ka marhaba marhaba-
-Sham e tauheed dil mai jala kar piyo dil laga kar piyo
Shah e batha ki khairaat paa kar piyo dil laga kar piyo
Shaykh ke aastane pe aa kar piyo dil laga kar piyo
Aankh mehr e ali se mila kar piyo dil laga kar piyo
Khud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhaba
Khud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhaba-
-Hai adab husan ka baank pan saamne ik chaman samne
Ahl e tatheer haiN khaima zan saamne panj tan saamne
Hai ye rooaay hasan ki phaban saamne ya hasan saamne
Jalwa farmaaN hai Gaus e Zaman saamne zofigan saamne
Daikhiye kiya bane chashm e hairaan ka marhaba marhaba-
-Shah e Jeelaan ki chaukat salamat rahe ta qiyamat rahe
Naqsh e paa ka chaman pur karamat rahe ta qiyamat rahe
Khalate ijtebaaze be qaamat rahe ta qiyamat rahe
Sar pe walioN ka taaj e imamat rahe ta qiyamat rahe
Silsila Gaus e Azam ke faizaan ka marhaba marhaba
-Mazhar e zaat e Rabb e qadeer aap haiN dastgeer aap haiN
Kaarwaan e karam ke ameer aap haiN dastgeer aap haiN
Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN
Dastgeera kar mehr tu mehr ali te tere baaj hai kaun Allah raasiaa daa
//shah e baghdad peeraan e peer aap haiN
Mehr hai saari Ali di shak na reh gaya ik tarah
Karam kita Gaus e Azam sadaaN sardiaN waliaN
//shah e baghdad peeraan e peer aap haiN
Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN
Shah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiN
Kis naseer e hali ke naseer aap haiN dastgeer aap haiN
Koi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhaba
Koi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhaba-
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
Itni kaisa likhe ❣️
Masha Allah
ماشاءاللہ ❤️❤️
❤️❤️
@@sahilqureshi4789 😂😂😂😂😂
उस्ताद जी आपने जो यह कलाम पड़ा है अल्लाह इसको आपकी बख्शीश का जरिया बनाये आमीन🙏🏻
Fyour😉
Aameen
Aameen ya rabbul Aalmin
Ustad aapne aisa krdiya jb SE ye qwali suna hu bs sunte rehne ka MN krta rehta h
Aisa lgta h gaus Pak samne baithe h ...
Marhaba marhaba marhaba
Aziz mian qawali ya nbi sune
Rula diya aap agar aap na hote to kaun aysa kisi ka awaj nhi dil bilkul sukun mahsus Kar rahi h
Beshaq
Bilkul bahi. Sukun e qalb isa kahtaa ha..
👌👌👌👌👌
Youm E Wiladat Hazrat Gaus E Azam Mubarak 💚
Ramdan Mubarak 🌙
Shan kya kahe apki
❤ ❤
❤
Subhan'ALLAH ❤️
Chand nikla HASSAN K SHABISTAN ka ❤️ wah
Haq diya jisko Qudrat ne Ailaan ka😍
Haq diya jis ko qudrat ne ailaan ka 👉🏻💖💖💖💖
Marhaba marhaba
Masha Allah
NAIS
Are randomly dhund liya tumhe🤣
marhaba marhaba suban allaha
Subhanallah... intoxicating, kya kalam aur kya rendition... wah wah..!!!
meray peer mery pyray NABI ( S.A.W) mera emaaN🌸♥️
Beshak ❤
As Salamu Alaikum. 🙋♂️Tajdaar , Sardaar hai, sabhi Auliyaan ke.Gause E Azam.R.A .👑🕋🤲🙂👍
Chand nikla hasan ka shabistan ka wah wah wah ustad ❤❤❤❤❤😊😊😊😊مر حبا مر حبا
Wow
Kuch cheezien sun kar dil ko sukoon milta hai aur ye Qawwali un me se ek hai.. ✨🙌❣️
Masha Allah, kya khoob likha hy peer naseer sb nay, aur ustaad nusrat fatah sb ny kalam ko char chand laga diye ❤
Aakh mehri Ali se mila krr piyo
Dil laga kr piyo dil laga krr piyoo💝
Ustaad hi Hai ustaad hi haiiii......💝
Wa kya baat hay....Allah talya nusrat Ali fate ko jannat main aala muqaam dy..ameen.
Hazaroo Darood hazaroo salaam .Mera Nabi Akram SAW par .meri Jaan Mera imaan kurbaan aap par .ya BABA fareed RA... Jannat tul firdous ho. Voice of king NFAKko ❤️Riyaz khan from Indian occupied Kashmir
Hu
Kamal kash k ma live sunta apko miss you ap such me wali ho ustad g kamal hai apki tareef karna NABI PAK SAWW ki 😍🥰
❤ को सुकून मिलता है ये कलाम सुन के 😇
silsila Gos e Azam ka faizan ka marhaba marhaba..........wahhhhhhhhhhhhhhh
Basek
@naic
Subhan Allah bahut Sandar Nagma Hai Aap Ka Ustad Nusrat Fatah Ali Khan
دلوں پر راج کرنے والا نصرت فتح علی خان کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین یارب العالمین
.,.mejje
Ameen
@@WaseemKhan09757 شکریہ جناب وسیم خان صاحب سدا سلامت رہیں
@@azharshah207 tabedar g
@@WaseemKhan09757 اللہ کریم آقا کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے صدقے آپ کو ہمیشہ آپنی رحمتوں کے سائے میں رکھے
آمین ثم آمین
ik silsila-e-noor he hr sans ka rishta
eeman mera hub-e- NABI mehr-e-ali he.🥰🙏
Urban area 😊😊
Jaagne ku muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba ❤️
Subhan Allah bahut khub Masha Allah kya wording hai i m speechless
kuch bola na jaye to wohi behtar hai Allah apko Jannat Ul Firdos mein aala se aala mukaam de bas apki awaaz ne logo ke aqeede jagaye hai
Ameen
What a combination... Gaus e Pak (Radi Allaho tala anho) ki shan main Kalaam... Pir Saiyed Naseeruddin Naseer (Rehmatullahaleyh) ka likha huwa Kalaam... Nusrat sahab Marhum ki aawaz... ❤️
Khud pilane pe saqi hai Jeelan ka marhab marhaba❤️
Very Nice 👍Mery Abu g ko.bohat pasand thi qawli Is qawli ky sadqy mery abu g ko Allah pak jaanat me Ala muqam dy ameen
Ameen
Pure Soul Qawali❤
Lovely Qawali❤
Beautiful Voice❤
NFAK❤
جانِ جاناں صلی اللہ علیہ والہ وسلم
آپ پر اپنی ساری کریمی فرماٸیں آمین ۔ 🙏🙏
ماشاءاللہ کیا انداز ہے نصرت صاحب کی ❣️
چاند نکلا حسن کے شبستان کا مرحبا مرحبا سبحان اللہ ماشااللہ بیشک حق ہے
Beshak subhan Allah masha allah
Bazm e kono makaan sajaya geya
Wah wah subhanallah ..
meray peer mery pyray NABI ( S.A.W) mera emaaN
Ustad ❤❤❤❤❤❤❤❤
May Allah give to them high rank in jannat.......❤️💚
😊
Kia kehnay wah 🙏
❤
SubhanAllah 🌹🌹
Mashallah ❣️ ❣️ ❣️ ❣️
❤❤❤❤❤❤❤
HAR TARAF AAJ RAHMAT KI BARSAAT HAI
WAH KYA BAAT HAI
SUBHANALLAH ❤❤❤UNFAK
ماشاءاللہ بہت خوب ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sar pe waliyon ka taaje imamat rahe
Ta qayamat rahe ✨🥰
Dil ko sukoon pohncha Sun kr, ❤️
آہ وہ جی وہ مشاء اللہ
Anyone in 2024
Yes
Am here
Yes I am in
Alhamdulillah
Yes
Dil ko chhu lene wali kawali he subhanallah....
بات اتنی بھی خطرناک نہیں !
دامنِ اعمال خالی ہے، دامنِ رحمت تو بھرا ہوا ہے!!
صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم
Daman Amal khali hony k bad rohaniyat kesi ho sakti Hy❣️
Daman e Rehmat kesi ho sakti Hy❣️ Daman Rehmat bi khali hoga Daman e Amal Khali Hy Tu Daman e Rehmat bi Khali Hy❣️💤💤💤
Dil ko chu liya lagta hai jaise aasmano pr hu pr sukun k sath sunna bhaiyo Mashallah ❤️😊🙏
Aasnaa manzalat kis ka aiwaan hai wah kiya shaan hai
Aaj khalq e Khuda kis ki mehman hai wah kiya shaan hai
La Takhaf kis ka mashhoor farman hai wah kiya shaan hai
Bil yaqeeN wo shehenshaah e Jeelaan hai wah kiya shaan hai
Beshak sardar E Auliya zindabad
❤️❤️
AastaaN hai ye kis ka
AastaaN hai ye kis ka Sajde jahaN pe karte haiN aa ke farishtay //aastaaN hai ye kis ka Malaaiik sar jhukhaate haiN wali aankhaiN bichaataiN haiN dekho //aastaaN hai ye kis ka
AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Ni baarghaah e hazrat e gaus as saqalain ast Naqade kamare haidar o nasl e hasanain ast Madarsh hussainii nasabast o pidaray oo Zaulaad e hussan yani kareem ul abawanain ast //AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba Jhukhee behr e ibadat jab shah e baghdad ke dar par Ajab tauqeer e sajdah apni paishaani mai dekhee hai AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba -Qalb haibat se larzaaN hai insaan ka marhaba marhaba Hai asar bazm par kis ke faizaan ka marhaba marhaba Ghar basaade meri chashm e weeraaN ka marhaba marhaba Chand nikla hasan ke shabistaan ka marhaba marhaba- //chand nikla wo nikla //chand nikla wo nikla Marhaba marhaba wo wo chand nikla wo nikla -Sar ki zeenat amama hai irfaan ka marhaba marhaba Jubba tan par Muhammed ke ihsaan ka marhaba marhaba Rang aankhoN mai Zahra kai faizaan ka marhaba marhaba Roop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhaba
میرا پسندیدہ کلام ماشاءاللہ بہت خوب
Aastan hal yeh kis shah e zeshan ka ❤️❤️❤️❤️
Dil ko taja banane wali qawwali 👍👍
Qqm
Q
Misssssssssing u aloooooot 😭😭😭😭
23:16------tumare pair paduuuu.. Dil boltha hi chumu tume love you ustaad 😢 😢
Shirk pair padna haat cop sakte hai
😢🤔
Allah pak behsab maghfrat fermain Ameen
Sum ameen
This is one of the best gift of NFAK
this and tum aik gorakh danda ho
Very nise
Mashallah KIA alfaz Han sukoon or surror day dia❤
Masha Allah Subhan Allah Allahu Akbar
😭🤲keram kerdo Sarkar🤲😭
Subhanallah a khawali sun k rooh ko thaaz gi milgai subhanallah subhanallah marhaba marhaba
Subhan Allah❤️
Hakk hai ustaad
MashaAllah subhan Allah Chand Nikla Hassan ke 26 tanka🕋
Rang Aankhon may Zohra k faizan ka ❤ Marhaba Marhaba ❤
Roop chehray pay aayat e Quran ka ❤
Marhaba Marhaba ❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ustaad I miss u😭😭😭😭
Koi bhi mokable me nhi hai nusrat fhateh ali sahab ke
Alive forever ❤️
i listen this qwali more than hundred times but this is legendary ❤❤❤
me hindu hu par hazrat hasan-e- mushtaba ki shaan me ye chhota sa misra likhta hu - "astaan hai ye kis shahe zishaan ka , chaand hai jo shere yazdaan ka" ❣
Masha Allaha Kalaam, us per aawaj Nusrat Sahab ki Subhaan Allaha
سلسلہ غوث اعظم کے فیضان کا مرحبا مرحبا ❤️❤️
F
Really like how they almost sing with tunes instead of words
Really like maasha allha
@@anilkumarrathod3214a
@@anilkumarrathod3214 sagar singh singh
Majnoo ko mili Laila, Yusuf ko Zulaikha aur mujh ko mere...
Pir mehr e ali pir mehr e ali..
.
Khyaal apna apna pasand apni apni mere to hen..
Pir mehr e ali pir mehr e ali..
.
Pir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai
Pir mare Ali
Khita e jood matlab?
Kithy Mehar Ali Kithy teri Sana 💗
Parho La ilaha illallah
My favourite this ❤️❤️❤️ mashallah
Kya kalam ha MashaAllah ❤❤❤❤❤
Subhan Allah Ma Sha Allah Kia Voice & Poetry ha
Wah kya BT ha nusrat faith Ali khan ki
Ya Meera Ya Ghous 🌹❤️🙏🙏
Aap sab ko 11vi Sharif bohut bohut Mubarak ho 🌹🌹🎉🎊
My favorite qawali 👍👌👌
most beautiful songs ♥️♥️♥️
Aastan hai yeh kis shah e zeeshan ka marhaba marhaba !
sajde jahan karte hain ake farishte ! Lovely
Peer naseer u Deen Shah marhaba marhaba
Wah ustaad sahab
king of qawali and king of poetry ...Peer Naseer ud din Naseer sahaf Alllah darjaat buland farmay Ameen
Ameen
Mashallah 🤲🏻🤲🏻💐🌹💐 happy birthday 🎂🎂 5:52 5:53 5:53 ❤❤ PTI 6:24 6:24 ❤❤
kon kon puri ghazal sune 30 minutes ki ??
Jintna suno utna hi kam hai Allah Inko jannte naseeb kre 😢
Sadqy mohammad wa aaly mohammad saww Meri kully kainat ahlibait a.s❤🙏🏻
It gives me goosebumps everytime i listen. No words to explain what I feel. Allah Gause Azaam ke ghulamo mein qubool karey, Peer Naseer sahab ko, Nusrat Sahab ko aur is naa cheez ko bhi.🤲
9 November. Today 11 sarif 😭 koi sunnn raha he Alhmdolilah
👌👌👌👌👌
Iss Naseer Ali ke Naseer Ap hain Subhanallah
May Allah give him rest to his soul in the grave.
Shah e Baghdad Peerane peer aap hai Dastgeer aap hai
Subhan Allah Karam Sarkar Gaus Paak
Shah e baghdad e peeran e peer aap hai🖤
ماشاء اللہ بہت اعلیٰ