Dekhiye Company ke baad bhi Emirates id number change Nahi hota Hai, Ishliye agar Aap pichhla company me 1 year ka insurance Kara liye honge to ishame Nahi Karana Hai aur agar Nahi karaye honge to Apko Karana padega,
@chhotetiwari9476 fir Apko karane Ki jarurat Nahi Hai, aur agar Aap karoge bhi to Nahi hoga kyoki Emirates id ka number same rahta Hai Ishliye wahi show hoga, to Aap befikra rahiye, fir se kabhi dubara next 1 year ka Hona suru hoga tab Karana padega lekin filhal ye sirf 1 year ke liye Hai, ab Apko Nahi karani hai,
Yr kuah smj nhi aya..pleace koi btaaye ke...(Sika fauda kya hai)mltn compny kaam se nikaal do ja cancel ho jaaye kya syatem hai is imauramve ka smj ni aya
Ye insurance muwawja Nahi deta hai agar aap 1 year ka pura insurance Kara liye honge aur Apki company Apko terminate kar di ho ya aap company chhorkar Apko Kisi dusari company me yahi se join Hona ho tab yah insurance Apki purani company ke basic salary ke anusar Apko 3 month tak salary degi,
Good morning sir...sir mai ye insurance 7th june 2023 ko 3 month ke liye kiya tha...uske bad ab tak 2nd instalment bhi deposit nahi kiya or 3rd bhi .....kya mujhe jarmana dena pad sakta hain sir....or mai cencel mai baitha hu sir , to kya mujhe insurance ka 2nd or 3rd installment jama karna complsry hoga kya... please reply de sir🙏🙏🙏
Sir maine 1 year ka premium liya hai jisme 4 kist bani hai 1 kist jama kar diya hu 3 kist due hai but isi mhine me company ne mujhe terminate kar diya hai abhi mai notice peroid me hu ky mujhe isme kuch milega agar mai apply karta hu to pleas btaiye 😢
Aap ushe Mohre App se pay kar sakte Hai ya TAWJEEH centre par bhi jakar pay kar sakte hai, aur apse Nahi hoga to aise hi chhor sakte Hai itna Apki salary se deduction ho Jayega.
I already completed before But I loss my job My company terminated me for some reason, So how I can get 60% basic salary What I have to do and where I have to go? Please share me thank you
very knowledgeable video 👌👌
Very informative video
Very valuable video sir 👏👍
Well Done 👍
Thank you for your information video sir❤❤❤
Very good knowledge ❤
Amazing information
Awesome👍👍
It's very unique video ❤
Very informative video
Is 3 month compensation paid in one time or month by month
Clame kaise le sakte h
Jab aap iloe se website KO open karenge to first me hi claim Karne ka option hota Hai, aap waha se claim kar sakte Hai,
Sir 2 jun 2023 se 2024 tk insurance krya hu aur hm cancil india gya hu 1 mhina me fir aa gya dusri company me to fir hmko insurance krna pdega
Dekhiye Company ke baad bhi Emirates id number change Nahi hota Hai, Ishliye agar Aap pichhla company me 1 year ka insurance Kara liye honge to ishame Nahi Karana Hai aur agar Nahi karaye honge to Apko Karana padega,
@@GulfTechHindi sir india cancel chala gya 12 mhina ka insurance kra ke abhi jun 2024 tk hai wapas nya visa lekr aaye hu dusri company me
@chhotetiwari9476 fir Apko karane Ki jarurat Nahi Hai, aur agar Aap karoge bhi to Nahi hoga kyoki Emirates id ka number same rahta Hai Ishliye wahi show hoga, to Aap befikra rahiye, fir se kabhi dubara next 1 year ka Hona suru hoga tab Karana padega lekin filhal ye sirf 1 year ke liye Hai, ab Apko Nahi karani hai,
@@GulfTechHindi thanku sir
Yr kuah smj nhi aya..pleace koi btaaye ke...(Sika fauda kya hai)mltn compny kaam se nikaal do ja cancel ho jaaye kya syatem hai is imauramve ka smj ni aya
Ye video dekhne ke baad bhi samjh nahi Aaya to Bas ye insurance Kara lo, Nahi to 400 Dirhams ki AA Sakti Hai
@@GulfTechHindi bai insurance to kraa loya hai...lekin Iska fayda kya je smj ni aya
Aagar 5 yers after exit jaare thu kya insurance hume kuch muwafza dega
Ye insurance muwawja Nahi deta hai agar aap 1 year ka pura insurance Kara liye honge aur Apki company Apko terminate kar di ho ya aap company chhorkar Apko Kisi dusari company me yahi se join Hona ho tab yah insurance Apki purani company ke basic salary ke anusar Apko 3 month tak salary degi,
Sir mere kya fine aane k bad 1 saal ka policy kra liya kya jeh fine ruk gya ya chalu h
Sir vo fine Apko lagega aur vo apki salary se cutega,
Sir fine aane k bad he policy krya tthha kya wo fine age to nhi bdy ga
@sainiorganicfarming0536 vo fine badhega Nahi but Jo fine aaya Hai vo Apki salary se kat Jayega,
Oky
Mera ID AUR insurance same date ko khatam ho gaya koi porblem to NAHI hogi
AUR humko dusaro company me KAAM karna hai
Sir Mera insurance expire Hua Hai usko validity kitne din rahata hai 17 September
2 month ke pahle Renual kar lijiyega,
Det ho jaane per insurance ka kya fayda milega please batay sir
Bhai mere pe fine hy abhi kiya kare
Kuchh nahi Karna Hai, yah insurance aap Renual Kara lo. Baki Jo fine Hai vo Apki company Apki salary se cut kar ke pay kar degi.
Is it mandatory for all workers?
Good morning sir...sir mai ye insurance 7th june 2023 ko 3 month ke liye kiya tha...uske bad ab tak 2nd instalment bhi deposit nahi kiya or 3rd bhi .....kya mujhe jarmana dena pad sakta hain sir....or mai cencel mai baitha hu sir , to kya mujhe insurance ka 2nd or 3rd installment jama karna complsry hoga kya... please reply de sir🙏🙏🙏
Bhaii Jurmana aaya
Sir maine 1 year ka premium liya hai jisme 4 kist bani hai 1 kist jama kar diya hu 3 kist due hai but isi mhine me company ne mujhe terminate kar diya hai abhi mai notice peroid me hu ky mujhe isme kuch milega agar mai apply karta hu to pleas btaiye 😢
@@GulfTechHindi Sir Maine 1 year ka premium liya hai jiski 4 kist me payment krni hai 1 kar diya 3 bachi hai to mai le skta hu kya bhai pleas btaiye
Fine kaise pay karein 200 DHS
Aap ushe Mohre App se pay kar sakte Hai ya TAWJEEH centre par bhi jakar pay kar sakte hai, aur apse Nahi hoga to aise hi chhor sakte Hai itna Apki salary se deduction ho Jayega.
Need Also Local Family Workers?
House Driver, gardeners, cook?
I already completed before
But I loss my job
My company terminated me for some reason,
So how I can get 60% basic salary
What I have to do and where I have to go?
Please share me thank you
@@GulfTechHindi Thank you so much for your kind information
August 30 tak hogaya
Very knowledgeable video
Very informative video
Very knowledgeable video