Nyaas ki zarurat... Mantra jaap mein zada rehti hai.... Lekin aap saadhna kar rahe hain to 9 din nyaas viniyog kar sakte hai Nyaas karne ke baad pure din saaf safai zarur rakhein
Guru ji . Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
Guruji aapne vidhi ka video kiya hai Maine uss vidhi se Kiya hai path toh kya woh vidhi se kar sakte hai na usmai koi problem nahi hoga na please ye bataiye
Durga devi maa ka Abhishek kaise karen or kis stotram se Abhishek karren or kis ras se Abhishek karne se kya fal milta hain esvishy par video bana dijiye guruji please 🥺
Pranam guruji . Hum aap ki vedeo dekate hu. Guruji hamare ghar ganapati pujan nahi kiya hum ganapati pujan abhi navaratri mea karegi jaise hamare guruji ne bataya hai. Kay mai kalash stapana kar sakati hu pahele din .hum rent pe rehate hai aur hame ghar band karke jana padeja ganapati ko par hum sham tak vapas aa jayeje. Ya mai pacha mi ko kalash karu. Plz guide.
Guruji pranam Kya DURGA SAPTSHATI ka sampurna paath khade hokar kar sakte hai Niche aasan par baith kar paath karne se bahut nind ( Sona ) aata hai aur baar baar wahi shabdh padhane me aate hai Krupa margdarshan kare
Guru ji me sidhhkunjika 108nam or 32nam roj lene ka pryas krti hu lekin ek bat kahna chahti hu ki pahle jb bhi narvan mantra karti thi to mere ghr me klesh hone lagta tha esa kyu.? Or unka konsa mantra kru🙏
इसके लिए आपको किसी अच्छे पंडित से सलाह लेनी चाहिए या फिर किसी पवित्र देवी के मंदिर जैसे विंध्याचल मंदिर जाइए (वहां पर श्री दुर्गा सप्तशती का सौ पाठ या शतचंडी होता है) । पता कीजिए आपको मेरा एक अपना ये सुझाव है की अगर आप माता के सेवा भक्ति करते है तो आप रोजाना किसी भी एक समय निकाल कर चंडीपाठ करिए 🙏🏼जैसे एक दिन में एक पाठ जैसे करते हुए 125 दिनों में 125 पाठ कजिये 😊बाकी सब उनकी कृपा रहे तो सब अच्छा ही होगा🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Yeh kha likha h ki agar uccharan me galti ho jae toh mahapaap lgta h? Aur yeh kha likha h kisi pandit se hi karana cahiye?? Kaunsa shlok ka number bataiye markandeya puran ya devi mahatmya mea? Vidvan se vidvan pandit se bhi galti hoti ho sakti h aur eak nae sadhak se bhi, tabhi devyashamaprathanstotram aakhir me padne ka vidhan h. Mata prayas dekhti h aur khud hi raste dikhne lgte h uccharan ke and arth bhi path ka dheere dheere samajh aane lag jata h.
Gau123rav...Bilkul sahi hai...Aswin Navaraatri kutumb me chali aa rahi Vidhi se hi kare...Isht-Kuldevi ka hi Akhand Jyoti hona chaahiye...Kuldevi-Isht Devi-Devta hi kul ki Rakshak hai,vohi Raasta bataate hai...Vidhi-Vidhan me na uljhe.....Shraddha-Vishwaas se kare..kuchh Ahit nahi hoga...Haa Kasauti jarur hogi....Pranaam Swikaar kare.....
Tino Charitra ke 13 paath Har roj,13 din.tak...Kuldevi ki hi Akhand Jyoti ke Saath....karta hu har Navaraatri me....Saashtaang-Dandavat Pranaam Swikaar kare Guruji.🙏🙏🙏🙏🙏kya Aap se Maargdarshan hetu baat ho Sakati hai..Badiger krupa hogi...Mere koi Guruji Shakti Upasana ke maarg me nahi hai....
आप के बताये हुए मंत्रो से बहुत लाभ मिलता है
जय गुरुदेव
जय मा कालिका 🙏
🙏🙏🌹🌹🚩 ॐ गणेश गुरुदेव 🚩🌹🌹🙏🙏
🙏🙏🌹🌹🚩 चरण स्पर्श गुरुदेव 🚩🌹🌹🙏🙏
🙏🙏🌹🌹🚩 जय गुरुदेव 🚩🌹🌹🙏🙏
ॐ गणेशाय नमः 🙏🙏
Jai mata ki ❤❤❤❤❤
Jai maa bhavani bahut accha
हरी ओम
Jay mataji mahalaxmi ma guruji tamaro khub khub dhanyawad
Jai mata di 🙏🙏
🌺🌺🌺🙏🙏Devi maaaa❤❤
Ji Prabhu dhanyawad Prabhu 🙏❤🥰👌🙏🌹
🙏🌺जय मां अंबे 🌺🙏
🌹काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली काली महाकाली 🌹
जय माता की
Pranam Gurudev
Thank you sir🙏
🙏🙏🙏
Pranam Guruji
Sir ek path karne ka kya phal hai plazz bataye ❤
nitya devi ki seva me kitne path ya adhya kar sakte hai krupa kr bataye guru ji
Maa Durga ki 32 namawali karne se pehle nyas viniyog bhi Kiya jata hai..kya please ispe video bnaye....
Nyaas ki zarurat... Mantra jaap mein zada rehti hai....
Lekin aap saadhna kar rahe hain to 9 din nyaas viniyog kar sakte hai
Nyaas karne ke baad pure din saaf safai zarur rakhein
Nahi , niyam k sath dheere dheere karna, jitne din ka sankalp lete h utne din me kare
Guru ji . Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
Guruji aapne vidhi ka video kiya hai Maine uss vidhi se Kiya hai path toh kya woh vidhi se kar sakte hai na usmai koi problem nahi hoga na please ye bataiye
108 path kya ek bar ek din me karna hai ? Yeh to asambhav lagta hai- to kya pratidin ek path karne se chalega 108 din tak?Kripaya batayiega
ha byehi karna hain
Sirf siddh kunjika ka path kr sakte hai?
Guruji kya bina diksha ke shree durga saptashati path karna chahiea ya nahi. 🙏🙏🙏
Jai Shree Mahakali, krapiya Durga sahasranaam ke bare bataye.kase kab karna hota hai
sidhakunjika kar sakate he guruji please replay 🙏🏻🙏🏻🙏🏻💐🦋🪶
Durga devi maa ka Abhishek kaise karen or kis stotram se Abhishek karren or kis ras se Abhishek karne se kya fal milta hain esvishy par video bana dijiye guruji please 🥺
क्या घट स्थापना व अखण्ड ज्योति का रखना अनिवार्य है। कृपया मार्गदर्शन करें
गुरु जी प्रणाम
ये मंत्र सिद्ध कुंजिका स्त्रोत्र मे है . इस मंत्र का अनुष्ठान कैसे करे मतलब जप हवन ...
ॐ ऐं ह्रीं क्लीं चामुण्डायै विच्चे। ॐ ग्लौ हुं क्लीं जूं स:
ज्वालय ज्वालय ज्वल ज्वल प्रज्वल प्रज्वल
ऐं ह्रीं क्लीं चामुण्डायै विच्चे ज्वल हं सं लं क्षं फट् स्वाहा
Pranam guruji . Hum aap ki vedeo dekate hu. Guruji hamare ghar ganapati pujan nahi kiya hum ganapati pujan abhi navaratri mea karegi jaise hamare guruji ne bataya hai. Kay mai kalash stapana kar sakati hu pahele din .hum rent pe rehate hai aur hame ghar band karke jana padeja ganapati ko par hum sham tak vapas aa jayeje. Ya mai pacha mi ko kalash karu. Plz guide.
Jai mata di pandit ji
Krapaya Durga 32 name mala path ka havan vidhi ke bare mai bataye
Pranam gurujii🙏🙏
Main Durga Saptshati hindi mein karti hoon to kya ye sahi hai
Guruji pranam
Kya DURGA SAPTSHATI ka sampurna paath khade hokar kar sakte hai
Niche aasan par baith kar paath karne se bahut nind ( Sona ) aata hai aur baar baar wahi shabdh padhane me aate hai Krupa margdarshan kare
9 bami sidhidatri sukrbar ya sanibar ko he. Krupiya batay
Audio क्लिप वरून पाठाचे श्रवण केले तर चालते का
Guru ji me sidhhkunjika 108nam or 32nam roj lene ka pryas krti hu lekin ek bat kahna chahti hu ki pahle jb bhi narvan mantra karti thi to mere ghr me klesh hone lagta tha esa kyu.? Or unka konsa mantra kru🙏
Kya Durga saptshati Hindi me kar skte hai ?
Pranam Gurudev kya Ham kirae ke ghar mein Akhand deep Laga sakte hain kya kripya Karke bataen
दीप तो देवता या देवी को लगता है इसका किराये और अपने से कोई मतलब नहीं है आप लगा सकते हैं ❤
Me angan per Beth nahi pati isliye kursi per Beth k path karti hu...kya Beth sakte hai
Ji ha
Kya hindi me kar sakte hain
Haan kar sakte hai
पाठ हिन्दी में किया जा सकता है क्या
1bar samput krke 7 path ek sath kr skte hai ya 1 bar pura 13adhyay ho jane pr kavach agrla ityadi se punh shuru kre kripya uttar jarur de 🙏
Parnaam gurudev 🙏
इसके लिए आपको किसी अच्छे पंडित से सलाह लेनी चाहिए या फिर किसी पवित्र देवी के मंदिर जैसे विंध्याचल मंदिर जाइए (वहां पर श्री दुर्गा सप्तशती का सौ पाठ या शतचंडी होता है) । पता कीजिए
आपको मेरा एक अपना ये सुझाव है की अगर आप माता के सेवा भक्ति करते है तो आप रोजाना किसी भी एक समय निकाल कर चंडीपाठ करिए 🙏🏼जैसे एक दिन में एक पाठ जैसे करते हुए 125 दिनों में 125 पाठ कजिये 😊बाकी सब उनकी कृपा रहे तो सब अच्छा ही होगा🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Yeh kha likha h ki agar uccharan me galti ho jae toh mahapaap lgta h?
Aur yeh kha likha h kisi pandit se hi karana cahiye??
Kaunsa shlok ka number bataiye markandeya puran ya devi mahatmya mea?
Vidvan se vidvan pandit se bhi galti hoti ho sakti h aur eak nae sadhak se bhi, tabhi devyashamaprathanstotram aakhir me padne ka vidhan h.
Mata prayas dekhti h aur khud hi raste dikhne lgte h uccharan ke and arth bhi path ka dheere dheere samajh aane lag jata h.
Gau123rav...Bilkul sahi hai...Aswin Navaraatri kutumb me chali aa rahi Vidhi se hi kare...Isht-Kuldevi ka hi Akhand Jyoti hona chaahiye...Kuldevi-Isht Devi-Devta hi kul ki Rakshak hai,vohi Raasta bataate hai...Vidhi-Vidhan me na uljhe.....Shraddha-Vishwaas se kare..kuchh Ahit nahi hoga...Haa Kasauti jarur hogi....Pranaam Swikaar kare.....
Ledies ko Hindi me path kar sakte hai
सामुदायिक दुर्गा सप्तशती पाठ का क्या फल होता है.
Guruji please batao akhand diya jalau to 1 ghante ke liye akele chod sakte hu kya.
Ma दुर्गा के 3 charitra बताए गए है, तो उसमे से किसी 1 charitra कर सकते है, ये बात दुर्गा सप्तशती में लिखा है
मध्यम चरित्र
अध्याय 2,3,4
Ledies ko nyas karana chahiy
Koi manolamna ho uske liye 11 path krne hai
Ek path ka arth koyi ek path ya
Puri pustak ka ek baar
Mata Jii Puri Pustak 🙏🏻 Jai Maa Kali
हिंदी में भी किया जा सकता है यदि संस्कृत नही पढ़ सकते हैं
कर सकते हैं
roj aek patha do patha karsakte he
Tino Charitra ke 13 paath Har roj,13 din.tak...Kuldevi ki hi Akhand Jyoti ke Saath....karta hu har Navaraatri me....Saashtaang-Dandavat Pranaam Swikaar kare Guruji.🙏🙏🙏🙏🙏kya Aap se Maargdarshan hetu baat ho Sakati hai..Badiger krupa hogi...Mere koi Guruji Shakti Upasana ke maarg me nahi hai....
5:21- पूरा पाठ हिंदी में भी तो किया जा सकता है?
Pranam guruji .
Jai Mata Di
🙏🙏
Jai mata Di